Размер видео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показать панель управления
Автовоспроизведение
Автоповтор
Nice video bhaiya
Good information
Very nice .informative vedio.
230 km ka 490 rupay kuch jyada nhi h
Bhara kitny hai
Bhaiya ram mandir..ayodhya me he yaa ayodhya cant me he?
Bus Stand ka naam ayodhya cannt hai .jo ki ayodhya me hi hai ..aur bus stand se ram mandir 6km hai..
Hello sir, kashi vishwanath temple kitna dur hai bus stand se ? Riksha milte hai kya waha se
Ji ha bahot asaani se bus aap kisi se puch lijiyega,, ki auto kaha se milega
Bhai bus kitne baje chalti haiAur kya ek hi bus hai banaras jane ke liye
Bhai hai aur bhi bus but routes change hai uska koi Azamgarh se to koi shahganj ki or se jati hai,,
Janrath bus jo hai 6:30am pe aur ek bus Janrath hi hai o raat me 10 baje ke karib jati hai
@@abhishektituvlogs bhaiya Hume to Banaras Jana hai 11 baje subah ke aas paas koi bus hai kya ?Thank you batane ke liye
@@abhishektituvlogsapna kal morning 6:30 wala hai pls aap location clear kare Google me nai show karra h
@@aditishukla401 varanasi jana hai mem aapko?
Jai shree ram 🚩🚩🙏 Jai baba Bageshwar dham
Banaras se Ayodhya ka time Kitna hai Bus ka
Janrath bus ka pata hai.1st --2pm pe hai , 2nd - 4pm pe hai ...karib 6 se 7 ghanta lagta hai..
Kitna time lagega
Ayodhya se varanasi Jane ke bus time aur kitne ghante lagte hai
6:30am ayodhya cannt bus station se daily bus jati hai,aur 12pm tak varanasi pahunch jati hai.
@@abhishektituvlogs thank u for your information
Varanasi to ayodhya bus time thoda bataiye
Janrath bus ka pata hai,, ek 2pm pe hai ek 4pm pe hai..jo jaunpur, sultanpur se hote huye ayodhya ati hai.
Online ticket karwana padega ya cash bhi le skte hai .. kya sahi rahega ?
Cash
Nice video bro
Hello sir, bus booking online kr sakte hain kya ?
Ji ha playstore se UPSRTC ka app download krke ke skte hai.
@@abhishektituvlogs okay Thank you sir. Aur direct ticket lena hoga toh kaha se lenge ?
Kitne hour ki journey thi?
6 hour
Time kya hai kitna baja chalti hai varanasi se
Train 🚆 hai kya??
Kitna he bus. Ka charges
500 rs something
Timeimg kya hoti he
6am daily ayodhya cannt bus station civil line
Thanks. Plz tell ne 1 thing
Abhi ayodhya ne jyada crowed he kya
Bus fare kitna hai?
500 rs
Ktna time lgaa bhaiya
6 am to 12 pm ,,6 hour
Please send me Varanasi junction to ayodhya
Kya kehna chah rahe hai bhai thoda clear batao?
Varanasi se ayodhya tk ki sari details bus s Jane ki bta dijiye.Or bust ka rent kitna vo bhi.
@@Durgesh_Mishra. bhai main janrath se aya gaya hu ...to mujhe janrath ka pata hai..ek bus 2pm pe hai aur dusri 4pm pe hai jiska rate 500rs hai dono hi bus ka..varanasi se ayodhya
Ticket price Kitna h bhai
500 hundreds
@@abhishektituvlogs OK bro
5 ghante
6:30 bge ke baad bhi bus hai bhai
Ha bhai hai par red colour wali jati hai,,time ka mujhe nahi pata un sbka...
Jaunpur
Bhai bus ka mobile no.
Bhaiya no to nahi hai ...par 6:30am pe daily bus jati hai varanasi ke liye...
@@abhishektituvlogs online book karna padta hai ya fhir offline
@@Ramsita_Ayodhya Are mil jayega asani se ticket bs aap 6:30 am se pehle pahuch jayega...492 rs ka tickets hai
Bhaiya dophar me 2 bze k karib bus mil jayega ayodhya cantt se Varanasi k liye??
@@vikassingh-ri2pu 3pm hai bus varanasi ke liye..
Y00
Nice video bhaiya
Good information
Very nice .informative vedio.
230 km ka 490 rupay kuch jyada nhi h
Bhara kitny hai
Bhaiya ram mandir..ayodhya me he yaa ayodhya cant me he?
Bus Stand ka naam ayodhya cannt hai .jo ki ayodhya me hi hai ..aur bus stand se ram mandir 6km hai..
Hello sir, kashi vishwanath temple kitna dur hai bus stand se ? Riksha milte hai kya waha se
Ji ha bahot asaani se bus aap kisi se puch lijiyega,, ki auto kaha se milega
Bhai bus kitne baje chalti hai
Aur kya ek hi bus hai banaras jane ke liye
Bhai hai aur bhi bus but routes change hai uska koi Azamgarh se to koi shahganj ki or se jati hai,,
Janrath bus jo hai 6:30am pe aur ek bus Janrath hi hai o raat me 10 baje ke karib jati hai
@@abhishektituvlogs bhaiya Hume to Banaras Jana hai 11 baje subah ke aas paas koi bus hai kya ?
Thank you batane ke liye
@@abhishektituvlogsapna kal morning 6:30 wala hai pls aap location clear kare Google me nai show karra h
@@aditishukla401 varanasi jana hai mem aapko?
Jai shree ram 🚩🚩🙏 Jai baba Bageshwar dham
Banaras se Ayodhya ka time Kitna hai Bus ka
Janrath bus ka pata hai.1st --2pm pe hai , 2nd - 4pm pe hai ...karib 6 se 7 ghanta lagta hai..
Kitna time lagega
Ayodhya se varanasi Jane ke bus time aur kitne ghante lagte hai
6:30am ayodhya cannt bus station se daily bus jati hai,aur 12pm tak varanasi pahunch jati hai.
@@abhishektituvlogs thank u for your information
Varanasi to ayodhya bus time thoda bataiye
Janrath bus ka pata hai,, ek 2pm pe hai ek 4pm pe hai..jo jaunpur, sultanpur se hote huye ayodhya ati hai.
Online ticket karwana padega ya cash bhi le skte hai .. kya sahi rahega ?
Cash
Nice video bro
Hello sir, bus booking online kr sakte hain kya ?
Ji ha playstore se UPSRTC ka app download krke ke skte hai.
@@abhishektituvlogs okay Thank you sir. Aur direct ticket lena hoga toh kaha se lenge ?
Kitne hour ki journey thi?
6 hour
Time kya hai kitna baja chalti hai varanasi se
Train 🚆 hai kya??
Kitna he bus. Ka charges
500 rs something
Timeimg kya hoti he
6am daily ayodhya cannt bus station civil line
Thanks. Plz tell ne 1 thing
Abhi ayodhya ne jyada crowed he kya
Bus fare kitna hai?
500 rs
Ktna time lgaa bhaiya
6 am to 12 pm ,,6 hour
Please send me Varanasi junction to ayodhya
Kya kehna chah rahe hai bhai thoda clear batao?
Varanasi se ayodhya tk ki sari details bus s Jane ki bta dijiye.
Or bust ka rent kitna vo bhi.