Next video in sabhi topic pe hi bna rha hu, Ek hi video me bahut sari jankari ek sath milegi 😊 Video me kaam chal rha h 2 din k andar upload ho jayega. Subscribe krke jarur rakhna taki video dale to apko pta bhi chale
Hi sir unique auto switch ka power supply ka box capacitor fut gaya hai uska value kitna hoga d103k 3a. 473k lagake dekha. Auto nahi ban raha.please solution
Sir Auto switch circuit me 3 fhase ac wire red yellow blue lge he. Or 3 wire rajitensh se lge he . rajitensh jal chuke he. Konsi value ka rajitensh lagav.
LM324 IC k 4th aur 11th pin me Multimeter ko 1M Ω se continuity check krne par dono side se full continuity btaye to IC kharab h. Iske alava dusara method aur h:- 25v47mfd capacitor ko bahar nikaal kr power supply on krne par turant auto bn jaye to LM324 IC thik h. 😊
Iske liye dusara option bhi hai. Apne auto switch ko bina transformer k chala sakte ho Is video 👇 me bataya hu. ruclips.net/video/MEWicHQV_Jw/видео.html Iske alawa aap mujhe apne circuit ka photo mere instagram ID me send kar sakte hain. Circuit ko dekh kar satik jankari de sakta hu. Instagram ID:- instagram.com/daneshsahu/
SMD Transistor k jagah aap normal TCD100 (npn) transistor laga dijiye ye bhi perfect kaam karega. Emitter ko emitter me, base ko base me aur collector ko collector me laga dijiye. Iske alava iske connection me koi doubt ho to aap mujhe instagram ( @daneshsahu ) me message kr skte to mai photo khich k btaunga thik h. 😊😊
SMD me parts milega lekin normal transistor asani se mil jayega. Dono ka kaam ek hi h. Bs size ka difference rhta h. Thoda sa adjust krke lagane se ye bhi lg jata h. Mai jaha tak dekha hu iske liye SMD jyada tikaau nhi aata h. 😊
@@DigitalDanesh aap check karna mains ke phase ulte karoge toh yeh phirbhi chalega. Jis circuit mein microcontroller hota hai phase sequence sensing ke liye usme hi yeh protection hota hai. Jo aap circuit dikha rahe ho usme aisa kuch naji laga jo phase sequence detect kare
Itni confidence ke sath galat information kyo de rhe ho brother ? Rahi baat check krne ki to usse phle is video k problem number 2 me pehle se hi bta chuka hu, agar aap nhi dekhe ho to pahle aap dekh lijiye. Phase sequence galat hone se auto nhi bnata hai, Kisi bhi do phase ko palatne ka jikra is video me hua h ya nhi ise btao. Sara khel LM324 comparator IC nipta deta hai. Jab baccha(LM324 IC) hi sara khel nipta deta hai to baap(Microcontroller) ko bula kr iski cost bdhane ki kya zarurat ? Ek chiz aur, last me ek link de rha hu us product ko kharidna nhi h sirf photo dekh k santust ho jana. Jab phase sequence galat rhta h to isme Faulty indicator LED jalta h. Sabhi phase me proper supply sahi sequence me rhne par hi Healthy indicator glow h. www.indiamart.com/proddetail/auto-switch-dol-semi-7364129997.html
@@DigitalDanesh kion ke phase sequence detect karna aasan nahi hai. Khali phase balance resitor aur lm324 lagane se phase sequence detect nahi ho sakta. Yeh challenge hai. Only jis auto switch mein microcontroller hoga vo ho phase sequence detect kar sakta hai.
@@DigitalDanesh phase sequence bahut badi baat hai. Lm324 ek comparator hai bas. How will it detect the logic of phase sequence. I think you dont know electricity and analysis of it.
Mera auto switch me 4 led bulbs he.2 red led light on Hoti hai.green led on nhi Hoti hai.auto switch auto nhi kar kar.relay thik he. ic thik.kya problem he.sir isme conection thik hai.
Dono red LED ek sath jalne par power supply k phase fault ka sanket hai. Is condition me power supply k kisi bhi 2 wire ko aapas me palat kr baki sabhi wire ko acche se tight kare aur sath hi sath power supply k tino wire ko acche se check kare koi wire kharab to nhi hua h, Sabhi wire thik rhne par power supply on kare. Abhi bhi dono red LED ek sath jalne lge to ceramic capacitor ko badal de. Ceramic capacitor kya aur kaisa hota h ye apko agar nhi pta hoga to is video k Problem no. 2 ko dekh lijiye. 😊 Change ho jane k baad power supply on kare. Ab bhi 2 red LED ek sath jale to power supply k kisi bhi 2 wire ko palat de. Ab apka problem thik ho jayega. 😊
Sbse pahle aap sabhi connection ko acche se tight krne k baad dobara chalu krke dekhe. Uske baad bhi problem solve na ho to jo 25v 47mfd ka do capacitor lga hoga usko nikal kar usi value ka dusara capacitor lga de. Apki samsya ka samadhan ho jayega. 😊😊
Switch aur relay ko check kijiye. Jb auto bnta h utne time dhyan se sunna halki si tikich ki awaz aati h. Agar auto bnte time koi awaz nhi aaye to transistor aur relay dono me se hi koi na koi kharab hai. Is problem me 90% case me transistor hi kharab rhta h. Agar tikich ki aawaz aa rhi h to switch kharab h. 😊
Bahut badhiya jankari Diya aapne Puri foult jo auto me aata hai,,
Super 👌👌
Thank you so much for your appreciation 😊
😊 LT auto switch copy repair karke dikhaiye@@DigitalDanesh
सब जाणकारी perfect aaur सरल तरिकेसे बताया
Thank you so much bro.
Bahut hi badiya jankari diye ho ekdm mst 💯
Good 👍
Achha bata rahehai sir
Behtreen yaar🥳🥳🥳
Thanks bro
Thanku Bhai
ट्रांसफॉर्म से12v डीसी मोटर चलासकते हैं बैटरी चार्जर बना सकते हैं
2 fase me auto chek nhi kar sakte hai kya sir
Ha bilkul kar sakte hai 😊
Chota auto switch Bina transformer wala repair karke btavo.
Thumbnail ke liye kis app ka use karte ho
Jis video me aap comment kiye ho us thumbnail ko canva app me bnaya hu, lekin ab main pixellab mobile app se bnata hu 😊
👍👍
Sbhi 4 led jle to ji
होल्डर बल्व से भी चेक कर सकते हैं क्या सर
हाँ चेक कर सकते हैं लेकिन सभी चीजों को होल्डर बल्ब से चेक नहीं कर सकते हैं
Sir... Delay (light) hokar rehe jata hai, healthy/on kuch bhi light nehi jal raha hai...motor bhi on nehi horaha hai
Sir kitna volt number ka zener diode lagta hai
9 volt ka zener diode lgta h
Sir singel phesh se chek kane par outo 1minit bad chla rha he to sir isme kya khrabi hogi
Three phase input rc circuit side k sabhi resistor aur polyester capacitor ko check kijiye isi me problem h
Sir mere auto switch me yellow led se green led jalne ke bad turnt ek bhi led jalti nahi he to sir kya problem ho sakta hai
Sir timer auto switch par video banao
Iske bare me video aa gya h.
Ab aap ise dekh sakte hain 😊👇
ruclips.net/video/MWEeQoDw4LI/видео.html
Kaha kitna volt supply hota h uske bare me video banaye. Single phase me check kaise karte h
Next video in sabhi topic pe hi bna rha hu,
Ek hi video me bahut sari jankari ek sath milegi 😊
Video me kaam chal rha h
2 din k andar upload ho jayega.
Subscribe krke jarur rakhna taki video dale to apko pta bhi chale
Apki farmaayis me video upload ho gya hai.
Must watch 😊👇
ruclips.net/video/sQBQ0kqUXPM/видео.html
@@DigitalDanesh thanks
Hi sir unique auto switch ka power supply ka box capacitor fut gaya hai uska value kitna hoga d103k 3a. 473k lagake dekha. Auto nahi ban raha.please solution
Circuit ka photo bhejiye instagram me 👇
instagram.com/daneshsahu
Apke is circuit me ye capacitor 1 hai ya 2 ?
New Tranformer aap kaha se parches karte hai?
Plice. 🙏bataye. Muje kharidna he.
Dhamtari chhattisgarh me electronic parts ka shop hai vaha se kharidta hu. 🤗
Sir Auto switch circuit me 3 fhase ac wire red yellow blue lge he. Or 3 wire rajitensh se lge he . rajitensh jal chuke he. Konsi value ka rajitensh lagav.
Photo khich k mere instagram me send kijiye. Dekhunga uske baad btaunga 😊
Instagram ID:- @DaneshSahu
LM324 ic test karke btavo.ok he ya kharab.
LM324 IC k 4th aur 11th pin me Multimeter ko 1M Ω se continuity check krne par dono side se full continuity btaye to IC kharab h.
Iske alava dusara method aur h:- 25v47mfd capacitor ko bahar nikaal kr power supply on krne par turant auto bn jaye to LM324 IC thik h. 😊
ट्रांसफार्मर नहीं मिल रहा मार्केट में साहू सर, क्या करें? आप के पास हैं क्या?
Iske liye dusara option bhi hai.
Apne auto switch ko bina transformer k chala sakte ho
Is video 👇 me bataya hu.
ruclips.net/video/MEWicHQV_Jw/видео.html
Iske alawa aap mujhe apne circuit ka photo mere instagram ID me send kar sakte hain.
Circuit ko dekh kar satik jankari de sakta hu.
Instagram ID:- instagram.com/daneshsahu/
आटो स्वीट का टाइमिंग कम या जादा कैसै कर सकते हैं इस के बारे मैं बताए
Iske bare me video aa gya h.
Ab aap ise dekh sakte hain 😊👇
ruclips.net/video/MWEeQoDw4LI/видео.html
Sir smd transistor konsha lagega
SMD Transistor k jagah aap normal TCD100 (npn) transistor laga dijiye ye bhi perfect kaam karega.
Emitter ko emitter me, base ko base me aur collector ko collector me laga dijiye.
Iske alava iske connection me koi doubt ho to aap mujhe instagram ( @daneshsahu ) me message kr skte to mai photo khich k btaunga thik h. 😊😊
@@DigitalDanesh smd me part milega
SMD me parts milega lekin normal transistor asani se mil jayega. Dono ka kaam ek hi h. Bs size ka difference rhta h. Thoda sa adjust krke lagane se ye bhi lg jata h. Mai jaha tak dekha hu iske liye SMD jyada tikaau nhi aata h. 😊
@@DigitalDanesh sir tcd 100 jagah konshe lagana padega
Aap ise jaha lagana chahte hain vaha ki photo khich k instagram me mujhe send kijiye. Mai apko dekh k btaunga. @daneshsahu ye Id hai Instagram ki.
kya iss mein motor ulta chalne ka protection hai. yani phase palatne par motor band hota hai
Hnji bilkul hai.
Phase palatne par ye auto nhi bnata h jiske karan motor band rahta hai.
@@DigitalDanesh aap check karna mains ke phase ulte karoge toh yeh phirbhi chalega. Jis circuit mein microcontroller hota hai phase sequence sensing ke liye usme hi yeh protection hota hai. Jo aap circuit dikha rahe ho usme aisa kuch naji laga jo phase sequence detect kare
Itni confidence ke sath galat information kyo de rhe ho brother ?
Rahi baat check krne ki to usse phle is video k problem number 2 me pehle se hi bta chuka hu, agar aap nhi dekhe ho to pahle aap dekh lijiye. Phase sequence galat hone se auto nhi bnata hai, Kisi bhi do phase ko palatne ka jikra is video me hua h ya nhi ise btao.
Sara khel LM324 comparator IC nipta deta hai.
Jab baccha(LM324 IC) hi sara khel nipta deta hai to baap(Microcontroller) ko bula kr iski cost bdhane ki kya zarurat ?
Ek chiz aur, last me ek link de rha hu us product ko kharidna nhi h sirf photo dekh k santust ho jana.
Jab phase sequence galat rhta h to isme Faulty indicator LED jalta h.
Sabhi phase me proper supply sahi sequence me rhne par hi Healthy indicator glow h.
www.indiamart.com/proddetail/auto-switch-dol-semi-7364129997.html
@@DigitalDanesh kion ke phase sequence detect karna aasan nahi hai. Khali phase balance resitor aur lm324 lagane se phase sequence detect nahi ho sakta. Yeh challenge hai. Only jis auto switch mein microcontroller hoga vo ho phase sequence detect kar sakta hai.
@@DigitalDanesh phase sequence bahut badi baat hai. Lm324 ek comparator hai bas. How will it detect the logic of phase sequence. I think you dont know electricity and analysis of it.
Calling Fan regulator repair vidio bnavo
Ok bro 😊
Sir hamari motor double hone par automatically band ho jaati hai
Kaise mtlb ?
Thoda detail se btaiye
Auto switch turant chalu ho rha he toh kya kare rile thik he or transistor cheng kar diya fir bhi direct chalu ho rha h
Aap mujhe instagram me msg karo main apko call karunga.
Instagram ID:- @DaneshSahu
Zener diode kitne volt ke lagte Hain
Lm 324 ic ko kaise chek kare malti mitar se kharabi
LM324 IC full testing 👇👇
ruclips.net/video/eAgpejw7iD8/видео.html
Mera auto switch me 4 led bulbs he.2 red led light on Hoti hai.green led on nhi Hoti hai.auto switch auto nhi kar kar.relay thik he. ic thik.kya problem he.sir isme conection thik hai.
Dono red LED ek sath jalne par power supply k phase fault ka sanket hai.
Is condition me power supply k kisi bhi 2 wire ko aapas me palat kr baki sabhi wire ko acche se tight kare aur sath hi sath power supply k tino wire ko acche se check kare koi wire kharab to nhi hua h, Sabhi wire thik rhne par power supply on kare.
Abhi bhi dono red LED ek sath jalne lge to ceramic capacitor ko badal de. Ceramic capacitor kya aur kaisa hota h ye apko agar nhi pta hoga to is video k Problem no. 2 ko dekh lijiye. 😊
Change ho jane k baad power supply on kare. Ab bhi 2 red LED ek sath jale to power supply k kisi bhi 2 wire ko palat de. Ab apka problem thik ho jayega. 😊
Auto main green light glow nhi kar rha
Sir mere paas auto switch he usame Red led se green led chalu hone ke bad turant Red led chalu hojati he to uska solution bataiye na sir
Sbse pahle aap sabhi connection ko acche se tight krne k baad dobara chalu krke dekhe.
Uske baad bhi problem solve na ho to jo 25v 47mfd ka do capacitor lga hoga usko nikal kar usi value ka dusara capacitor lga de.
Apki samsya ka samadhan ho jayega. 😊😊
Thank you sir 😊
Auto bnata hai grin led jalti ha lekin starter on nahi hita
Switch aur relay ko check kijiye.
Jb auto bnta h utne time dhyan se sunna halki si tikich ki awaz aati h.
Agar auto bnte time koi awaz nhi aaye to transistor aur relay dono me se hi koi na koi kharab hai.
Is problem me 90% case me transistor hi kharab rhta h.
Agar tikich ki aawaz aa rhi h to switch kharab h. 😊
Phase faulty batata hai. R,y,b interchange kar ke dekh liya fir bhi....
20 tarikh ko LT auto switch kharida three face ka karya nahin kar raha hai
Problem kya aa rhi h kripya thoda detail me btao 😊
Uske baad mai upaay btaunga
Auto switch auto nahi bna Raha hai line shi hai
Single phase me check kiye ho ya three phase me ?
@@DigitalDanesh three phase me
TCD 100 IC nahi transistor he
Vahi to NPN Transistor hai mere dost.
Auto switch me TCD100 aur CTBC547 transistor lga hota hai.
IC ko hi to Integrated Circuit kehte hain. 🤗
On off Ho Raja h
Polyester capacitor change kijiye
Reply de
Thank you sit
Thanks Bhai
Your most welcome bro 😊
Transfarmer kitne volt ka rahta hi
440v input 12v output