Sir dead loco me MR pressure ki value kya hogi Case 1 jab only bp pipe connect ho? Case 2 jab bp and fp dono connected honge? Kai cases me dead loco me MR pressure 1.8kg bhi dikhata ho wo kis case me dikhayega?
Sir conventional loco and 3 phase loco me kin kin karno se aag lag sakti h, Aur usse bachne ke liye kya precautions lenge?? Agar aag lag gyi to as a alp hm kya krenge??? Mujhe is topic pe project bnana h. Kuchh point bata dete to, Mujhe help mil jata 🙏🙏🙏🙏
@@knowledgeuptodate iske piche ky reason h sir ... Video bnaiye Kuch log kahte h ki loco me problem aane ka chance hota h , kuch kahte h ki fual lgta h bahut ...
Good explanation sir....S.SIVASANKARAN.
LPM/Jolarpettai/ S.Rly.
Thx
Could you explain in English or tamil ??
Very beautifully explained.
Thank you for......sir ji 🙏
Thankyou
Dead loco k case me jb pressure DV se MR 4 ko jayega to to us pipe line pe kon kon se valve lage hote hein sir...Thoda to प्रकाश डालिये
sir gaana sunke mazaa aagaya.. gaan aur gyan dono..🙏🤟
Sir dead loco me MR pressure ki value kya hogi
Case 1 jab only bp pipe connect ho?
Case 2 jab bp and fp dono connected honge?
Kai cases me dead loco me MR pressure 1.8kg bhi dikhata ho wo kis case me dikhayega?
Good Explanation 👍
Sir dead loco mai MR 5kg , aur BP bhi 5kg.aur ekk video dead loco mai BP charging. Ur video jab dekho , knowledge update hothha hai
Thank u sir for this video
Please explain in English too sir , many times I have been requesting
C2A21 or c2 realy valve eki hai na sir?
Ha ji
Anil kumar sir jee namaskar agar leading loco mai 47 coc open hai to kya hoga.
Sir ji, 3phase loco mi FLG,SLG,ALG Kya hota hai isse LP ko kya jankari milti hai
ये सब सॉफ्टवेयर के नाम है। याद रखने की जरूरत नहीं है
Good Evening sir
Sir trail ded m to 47 bhi close hota h ,waha kaise brake lagta h
🙏🙏
Sir
Coupled engine agar discouple ho jaaye to dead loco kaise stop hoga..jb BCEQ Aur MREQ pipes nhi lge ho to
BP drop hoga. Proportionate brake lagega
F1 selector valve se Brake lagega Auto Lead postion aa jayega
Sir conventional loco and 3 phase loco me kin kin karno se aag lag sakti h,
Aur usse bachne ke liye kya precautions lenge??
Agar aag lag gyi to as a alp hm kya krenge???
Mujhe is topic pe project bnana h.
Kuchh point bata dete to, Mujhe help mil jata 🙏🙏🙏🙏
Vdo bana diya hai upload karunga
@@knowledgeuptodate ok sir thank u 🙏🙏🙏🙏
MU2B LEAD PAR RAHEGA SIR
Ha ji
👍
Sir ,F1 selector valve se hote hue bp pipe ka connection mr4 ko jata hai aur mr4 charge hota hai, kya ye statement sahi hai?
Sir dead loco me mu2b dead per rakhne se dead loco me MR 5kg/cm2 se charge hoga ke Nahi?
Lead par hi rakhna hai
@@knowledgeuptodate ok sir
Sir ji MU loco ko dead loco kaise banayenge couple dead ki tarah le jana hai aur MU2B ki position kya rahegi both loco me
Jaisi thi vaise hi rhne dijiye
sir Dead लोको में यदि ब्रेक लगाना होता है तो MU2B को लीड पर रखते है। नहीं लगाना होता है तो ट्रेल पर कृपया MU2B की भूमिका के साथ समझाने की कृपा करें।
डीजल लोको को बंद क्यो नहीं किया जाता ।। यूट्यूब पर बहुत लोग कुछ न कुछ बताते है । पर सटीक कारण क्या है ।।
Band hota hai diesel Loco jab jarurat na ho to fuel saving ke liye
Diesel loco band nhi hoga. Jarurat ke anusaar chalta rahega.
@@knowledgeuptodate iske piche ky reason h sir ... Video bnaiye
Kuch log kahte h ki loco me problem aane ka chance hota h , kuch kahte h ki fual lgta h bahut ...
Karte h bhai
Agar kuch kam nahi ho to
F0204p2 msg bar bar aane ka karan smadhan
Dead loco me bc pressure 1.8kg/sqCM hoga?
Ha ji