Mere shoulder 15.50 hai (matlab 15½) use ful hai kya .. ye fromula me kitna lu mere boat neck hai par kurti ka hai body shoulder 15 ½ hai tho kitna lu batana please 🥺 shoulder our armole
Sir maine dekha aap bahut logo ke sawalo ka jawab reply hi nhi karate.......plz ye jarur bataye ki agr hamare pas blouse ho meserment ke liye body nhi to is chart me kya changes honge kyunki costmer blouse hi bhejate hai nap ke liye tb is chart ka kya mtlb...ya kis tarah se use kare....plz reply
सर 16 इंच शोल्डर पर कितने गला और सोल्डर रखेंगे प्लीज चार्ट बनाकर बताएं
Very nice sir
thanks
सर आप शोल्डर का नाप कैसे लेते हो ब्लाउज से
16 shoulder chart dekhan
12 shoulder ke liye bhi
सर15 के लिये बता दो
bataya gaya h video ko pura dekhe
Sir please 16 inch ka chart bataye
13.5 me b yahi naap kaam aata he
Kon sa chest me 13 or kon sa chest me 14 or kon sa chest me 15 lena hai sir
Very nice video ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😀😀😀
V gala me gale ki chorai Kitna lege
apke shoulder chart k hisab se blouse stitch kiya perfect aaya
Jab nack 1 2 hoga to shoulder kitana hoga p b
15 ऊची चे माप सागा सर
Thankyou sir ye bahot hi jaruri video he thankyou very much sir
ya phir blouse ki shoulder ke bare mein bata rahi
16 inch vala
Thanku sir aap bahut acha samjhate h
welcome
16 -17 inch ka solder ho to
Bahut hi shundar 👍🙏🙏👐
Mere shoulder 15.50 hai (matlab 15½) use ful hai kya .. ye fromula me kitna lu mere boat neck hai par kurti ka hai body shoulder 15 ½ hai tho kitna lu batana please 🥺 shoulder our armole
thanks Rajan Sir for your valuable videos on every tailoring queries
Yeh shoulder chart kameez ke liye same hoga kya?agar nahi to please kameez ke liye shoulder chart dijiyega to accha hoga
Bahut hi helpful video hai sir ji🙏
Bahut bahut dhanyavad 🙏
Thank mastar ji. Sir esame marking bhi hai
Good Evening Sir.... Aap Hamare Guru Hai..... Hum Aapko pranaam karte Hai...... God Bless.....
Very good
Very very nice
Thanks all
Bhut accha sikhaya aapne ..thanku so much ...but plzz aise hi Anmol chat v btaye kurti ke liye aur blouse ke liye all size ke liye
Wow very helpful video
सर आप बहुत अच्छा बताते हैं तो और अच्छे से यह बताइए आगे ब्लाउज में कंधे की बुलाई ज्यादा आगे रखनी चाहिए या पीछे
Sir ye blauj our suit dono me use kar sakte h
Ye kurti ki h ya blouse ke
Sir ye deepneck ke loye follow kr sakte hai?
Thanks master ji
Thanku Sir very useful video aapka bahut,bahut shukariya sir
AAP bhut ache se btate h dr 11 shoulder ka btaeye plz
सोल्डर रखने के लिए गणितिक नियम बताइये
Ye chart kurti K liye use hoga kya
Blouse aur kurti me same shoulder lete hai ?
Sir ye suit me bhi use kr sakte hai
Thanku so much rajan sir . Very helpful video for me.
सर तुम्हार शोल्डर गिरत है
Kya isme stiching ke liye margene bhi rakhna hoga
offline tailoring classes kya aap late hai?
Ye sut ke liye he ki blouse ke liye
Very good sir . Thank you so much
welcome
Thanks dada, up avi kamiz ki v chat da to bahut accha hoga
Sir app online blause bnane ki classes dete h??
ha ji
Superub video thanx
Nice information sir aesa hi arm hole ko bhi samajaiye
Thanku ..sir yesi. Bataya kariye
malti ji keep watching
Sir kya ye shoulder chart blouse or kurti dono ke liye hai
Ha
Thank you ❤ sir
welcome
16 inch shoulder Raha to yhi chart se Krna hoga?
Good sir. Happy.
Sir gale ke hisab se solder chart me dekh kr rakh sakte h kya
Dhanyabad sir
Sar ye kya suit ke sholder bata rahe hain kya aap
Mere sholder 15 he aur gala 10 he to kitna sholder lagaye aur aarmhol kitna plz reply
Sir, blouse ki lambai tayar 16 inch hai to belt point kitane par ayega
सर शोल्डर बहुत चोडा रह जाता है पतला कैसे बनाऐ
Sir agar nap ke liye deep neck blouse Diya Gaya ho to colur blouse banane ke liye har nap ke anusar shoulder kitna Lena chahiye
suit ke liye bhi yahi chart rahega kya
Solder chat ke lie thank you sir
Hum ye fromula me kuch margin rhkna hai ye megerment me Aisa he Lena hai shoulder or armole bhi utna hi Lena hai na . Please 🥺 batana na
Nice video
Mera shoulder 16 inch hai to kya 15inch ka measurement follow kar sakte hai ?
🌻Thank you so much sir very nice explain and useful tips also thank you sir .🌻
Bhaiya 16inch ka soldiers ke naap batao
App prins katori ke bhi karo
Sir play Store par se chart ko kaise download krna hai
Thank u very much bro
Sir gala jaise jaise badhta hai waise shoulder Kam hota hai aur gala badhne per upper chest me ( +) / ya (-) krna padta hai..pls bataye ji...🙏🙏
Sir ise blouse se shoulder nap karke nhi bna sakte he
Thanks sir Bhut koshis Karne pr BHI shoulder girtye h
Agar 12inch 16 inch krna hai to gala ka measurement kitna lenge kyuki shoulder to nikalna bta diya aapne aur gala
Ese hi ek bar armhol ko bhi chart bnaena ki kitne shoulder pe kitna armhol le
Already available hai dileep tailors app me
But wo to blouse ke liye h kurti ke liye plzz btaiye
Sir plz healthy person ke nighty bane Ka tarika bataye
चार्ट अच्छा दिग्या नहीं
Sabhi chest me ye chart lgta he
Thnx sir
Nice sir
Sir kya ye mesermente kurti per bi applied hi
Sir ye to body ke naam ka hh but mujhe purna blouse ke naam se shoulder kaisa le
Agr piche ka gla bda or age ka gla chota ho to sholder kitna le
Shoulder chart ke liye thank u.
ईसकी कटिंग भी दिखा दोभाई
Thank u meri problem solved kar di apne
Thanks sir sholder utrthoy tayasathi
Pichecha gala 7 inch ka ho to sholder kitna chahiye? Chest hai 32 ki
Hamko citing magwana hai to payment kaise karna hai Sri bataye
agr 14.5 shoulder ho aur back neck boat banana ho to armhole kitna rakhenge
Measurement gale or shoulder or armhole ka
Thank you sir
Sir maine dekha aap bahut logo ke sawalo ka jawab reply hi nhi karate.......plz ye jarur bataye ki agr hamare pas blouse ho meserment ke liye body nhi to is chart me kya changes honge kyunki costmer blouse hi bhejate hai nap ke liye tb is chart ka kya mtlb...ya kis tarah se use kare....plz reply
Thank you sir. This you have given for body measurement. Sir please explain for blouse measurements
Pirensacs kat bilaoj katori blouse and 4 daats ki cutting Lani hai saij 42 hai Ret kya hoga
sr shoulder 13 14 15 h toh armhole kitna rakhege . back neck or front neck ki samj ago h.
Blouge aur suit dono ki kandhi girti hai to use kaise thik kre
Thanks so much sir ji
Appka shoulder ka chat bouth use horyey sir thank you sir