Dear sir main aapke transformer ke bare mein sab videos follow karta hun please mujhe bobbin core or lamination size and gay chat ka table mujhe bechne ki kripa Karen
Har video me har ek video me only 7 no. Core ka use karte ho. Iske alawa koi different core me transformer banana Ata h ya nhi Bhai 7B naam ki koi core hoti h usshe use kyu nhi karte ho na toh ushka koi data bataya nhi nhi calculation. Har koi tumhari tarah 7 no. Core ka diwana nhi h mere yaar 😅😅
Kyun nehin ho payega me batati hun. Mujhe ek 15 kva ka transfotmer banana hai 170 v se 290 v input ke liye. To pehla tappings ko 205 v, dushra tappings ko 240v me aur tishra tappings ko 288 v me banana hoga. To 15000/(170) =1500/17=90A hi pehla tappings ka swg wire ka rated current hi hona hai. To iske liye mujhe 2 no swg ka copper wire hi lena hai aur 2 no tappings ke liye 15000/200=75A hi hoga to iske liye 3 no swg ka copper wire hi hona hai aur 3 no tappings ke liye 15000/240=1500/24=375/6=63A hi hoga to iske liye 4 no swg ka copper wire hi hona chahiye lekin wo koi bhi core ki window space area me jaga nehin hoga. Isliye. Sab ka ek limit hota hai. Yaise koi engineering nehin Sikh payega. Kon Kya bata raha hai iske baat me mat pado. Pehle load jaise motor ac sab laga kar test karo. Ek company ka Jo 5 kva ka transfotmer banta hai 90v se wo sirf 10A hi deta hai to wo to sirf 900 va ka hota hai. To kitna jhut wo log bolte hain is se jano
Dear sir main aapke transformer ke bare mein sab videos follow karta hun please mujhe bobbin core or lamination size and gay chat ka table mujhe bechne ki kripa Karen
Bhai ji,Aap iss chart ka pdf file Bana Kar description me dal do.Ham khud samaz lenge.
😂
Excellent video
Book name kaya hai
Kripya sar aapane bola tha Korba pin gauge ka PDF file mujhe download nahin hota so kripa karke mere yah number per PDF file bhej dijiye
Tum khud confuse ho bhai....kuch samajh ni aaya conclusion kya nikala aapne.....
hamen transformer transformer banane ki vidhi aur uski core aur Gyan sabse jyada samay jo aap video dikha rahe hain uski
भाई इस वीडियो में आखिर बताना क्या चाहते हो
This book were purchase iwant the book telme sir
कहना क्या चाते हो
इतना खुश कर दिया है तो वायर गेज का क्यों बाकी रखा है उसको भी डाल डाल दिया है तो उसको बाकी क्यों रखा है फिर
Wayr gej bhi dal do sar
2-inch×1.5-inch=3-sq inch hai
Sir itni meths Hme nhi aati koi sortcut riwaind kr K bata sako to bataye...🙏
Hello sir how are you Wire no vi add karke video banaye
Thanks bhai ye te bhot aacha hai bhai isme swg bi dal doo
Diagram book ko share krna
Kahna kya chahte ho aakhir
Sir isme wire gage jaroor dalna
PL send the pDF link of Book
Hello sir pdf kahaan sir?
Samjane Ka tarika change Karo, sir aapko jankari toh bahut hai, but Kisi dena nhi chahte, thanks
Ek step ko pura karte hua samjaeye
Core ko Kaise Pehchane Kon Kitne no ka hai
Please wair gag ka be bataai
Book name ?
Adhuri jankari ka matalab kuchh nahi hota
Ad kar dyo bhay kuchh samjyo?
Bhai please book ka naam bata do
वायर गेज बताए
छर एपल फायल टाछफम बार जिरो बारा टन हमे बताये
Har video me har ek video me only 7 no. Core ka use karte ho. Iske alawa koi different core me transformer banana Ata h ya nhi
Bhai 7B naam ki koi core hoti h usshe use kyu nhi karte ho na toh ushka koi data bataya nhi nhi calculation. Har koi tumhari tarah 7 no. Core ka diwana nhi h mere yaar 😅😅
cor no agreement 1.75 hotokia karenge sir
8B core me 15kva ka btaye
12no. Wire
8no. Bobin
Nehin ho payega. Iske liye aap ko electrical department se 11 kva ya 22 kva ka transfotmer le sakte ho
Kyun nehin ho payega me batati hun. Mujhe ek 15 kva ka transfotmer banana hai 170 v se 290 v input ke liye. To pehla tappings ko 205 v, dushra tappings ko 240v me aur tishra tappings ko 288 v me banana hoga. To 15000/(170) =1500/17=90A hi pehla tappings ka swg wire ka rated current hi hona hai. To iske liye mujhe 2 no swg ka copper wire hi lena hai aur 2 no tappings ke liye 15000/200=75A hi hoga to iske liye 3 no swg ka copper wire hi hona hai aur 3 no tappings ke liye 15000/240=1500/24=375/6=63A hi hoga to iske liye 4 no swg ka copper wire hi hona chahiye lekin wo koi bhi core ki window space area me jaga nehin hoga. Isliye. Sab ka ek limit hota hai. Yaise koi engineering nehin Sikh payega. Kon Kya bata raha hai iske baat me mat pado. Pehle load jaise motor ac sab laga kar test karo. Ek company ka Jo 5 kva ka transfotmer banta hai 90v se wo sirf 10A hi deta hai to wo to sirf 900 va ka hota hai. To kitna jhut wo log bolte hain is se jano
Bhaiya bahar ke de deta to badhiya hota ham logon Ko sikhane mein badhiya achcha hota
I want chart send me sir
Is ka pdf banao 5:10
Nice❤
वायर गज और डाल दिया है तो ओर आसानी होगी
2 inch nagin 4no ka data bataye
Aap Input Volt, Output voltage & Ampere batao
Transformer winding data me bataunga Design karke.
Link kha h
Isme to kuch hai hi nahi core & bobin ko map to sakte hi hai hum😅
Yeh koi khas bat nhi hey
Bahut achcha sar ji
Naya transformer banana sikhana chahta hun aap mujhe sikhaoge
Sir pdf nahi hai
❤
Good job
Santosh kumar
Add kar dijiye
Book kahan milegi bhai
Ha sir kar dijiye
Vai Photo send me
Adhura jhan
Ye kya tha 😂
Samjha nahi pa rahe ho sahi se
book kaha se kharede
कितावचाहिय
@@sachinkumar-yc1so ji book chahia
Mujhe to samajh agaya bhai
Time west
Noleg kam bakwas jada
Bekar video
Pakadiya.
Ok
Swg
Bhai ese tukka mat maro
Link kaha hai bhai