मेरा सक्षमता Re Councelling सफल। Sakshamta Doubtful, Mismatch,OTP Problem Affidavit से ठीक हो रहा?
HTML-код
- Опубликовано: 27 ноя 2024
- मेरा सक्षमता Re Councelling सफल। Sakshamta Doubtful, Mismatch,OTP Problem Affidavit से ठीक हो रहा?
Sakshamta Re Councelling के प्रमाण पत्र अपलोड ऐसे करें
• Sakshamta Website Link...
सक्षमता प्रमाण पत्र सुधार हेतु DEO को आवेदन ऐसे लिखें
• सक्षमता काउन्सलिंग नाम...
Join WhatsApp Group:👇
whatsapp.com/c...
E shikshakosh App Realated Video: • E shikshakosh App Real...
Telegram Group Link:- t.me/kalamcreator
👉Follow me on :
Twitter: / kalamcreator
Instagram: / kalamcreator
Facebook: / kalamcreator
About this Video: Dosto is video me Maine aapko bihar teacher transfer kaise kare ki jankari diya h ummid hai aapko ye video pasand aaya hoga
tags for reference:-
bihar teacher transfer form kaise bhare
teacher transfer online application 2024
bihar today news
e Shikshakosh teacher transfer online apply
bihar teacher news today
बिहार शिक्षा विभाग न्यूज़
sakshamta website link for re upload
Website Link Active
9.11.2024 tak upload kare documents
bihar teacher niyojan latest news
Bihar latest news
बिहार शिक्षा विभाग ख़बर
Sakshmta re councelling update
Sakshmta councelling OTP problem
Sakshmta councelling doubtful mismatch problem
e Shikshakosh Teacher report download kaise kare
Teacher Attendance Report Check kare
How to download attendance report
e shikahakosh teacher attendance sabhi absent problem
e shikahakosh attendance report online kaise dekhen
e shikahakosh app se attendance kaise banaye, camera not supported process
ई शिक्षा कोश रजिस्ट्रेशन उपस्थिति
online Mark Attendance on e shikshakosh school app
e shikshakosh temporary id nikale
teacher online attendance
e shikshakosh teacher registration
e shiksha kosh teacher password kaise banaye
re shikshakosh teacher password
e shikshakosh app teacher registration and login online process
e shiksha kosh teacher id kaise banaye
e shikshakosh app login password
e shikshakosh app login user ID kaise milegaa
e shikshakosh app login karne ke liye password kaise milega
e shiksha kosh form kaise bhare
e shikshakosh app profile update
Disclaimer: some contents used for educational purpose under fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the the copyright act 1976 allowance is criticism ,comment news reporting, teaching, scholarship and research. for use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-Profit , educational or personal use tips the balance in favour of fair use. All credit for copyright material use in video goes to respected owner.
Thanks for Comming in My Description.
Sir ji aap ke nerdasanusar kiye clear ho gaya or recipt mil gaya thaks iske liye aap ka sir nukti patra kab tak milega recounsling wale ko
Congratulations
December me
Aapne affidavit download Kiya Tha kya
आपके द्वारा जानकारी देने से काम आसान हो गया । बहुत बहुत धन्यवाद ❤
Congratulations
Agar ap ka video ham nhi dekhte to hamko pata hi nhi chalta affidavit k bare me aur ham fase hi rah jate bahut bahut shukriya sir aise hi kam karte rahiye
Congratulations sir
Sir apke diye gaye nirdesh ke according Mera bhi sab thik thik ho gaya sir
Thank you sir
Congratulations sir
Thank you sir,mera v doubtful clear hogya. Ap hi k batane k chalte hamne affidavit banaya aur mera clear ho gya iske liye bahu bahut shukriya
Congratulations sir
Kon se district se h
@afjalalam3193 Rohtas se
जबर्दस्त समझाए आप दिल खुश हो गया।
आप से एक Request हैं अब एक विडियो केवल Affidavit पर बना दिजिए जिनका दो तीन जगह पर पिता का नाम Mismatch हैं उनका एक ही Affidavit बनेगा या तीन अलग अलग बनाना पड़ेगा
एक ही Affidavit में अंकित कर दीजिए।
Congratulations 🎉 sir
Thanks
Aa gya sir thankyou sir
Most welcome
Very good
Thanks
Very good sir
Thanks
Good job😊
Thanks
Sir neta 10th m 12th ka aur 12th m 10 th ka certificate uploaded ho gya tha kya mujhe v re counselling m affidavit le kr jana h kya??
Bana lijiye better rahega
Koi Aurangabad ka h jo aaj kl me counseling krwaya ho affidavit le rha h wha ya nhi
Sir photocopy only doubtful ka hi lega na. Kitne file me liye. Photo v lga kiya. Aur biometric v hua pehle ki trh. Please tell
Yes
One file me
मेरे पिता जी के नाम ANUGRH NARAYAN SINGH है,पर फार्म भरते समय NARAYAN की जगह NARYAN हो गया है यानि Rके बाद एक A. छुट गया है सक्षमता 2 का रिजल्ट आ गया है,इसका क्या उपाय है जिससे मेरा काउंसलिंग हो जाए
Abhi koi upaye nhi bad me hoga
@@kalamcreator सर इसका निराकरण हो जाएगा न
Depend krta hai operator pe, issue nhi krna chaiye itna minor ke lie@@narendrakumarsingh3114
@@narendrakumarsingh3114 affidavit banwa kar rakh lijiye
DPO ko affidavit ke according bhi Councelling ke liye bola gya hai is bar re councelling me huwa hai
Sir kl mera counseling h pichhla bar otp nhi aya tha to nhi huwa tha bt matric inter me name mistake h md ke jgh Mohammad h waise affidavit bnwa liye h kam ho jayega ya doubtful likh dega. Aurangabad me h mera counseling pls btaiye
DPO ko application bhi dena tha
@@kalamcreatoryes sir portal pr name edit krwa liye h
Affidavit se found correct ho jayega n
@@afjalalam3193 yes
Sir Mera pichhla bar councelling nhi huwa tha or kal slot nikla h Mera kal councelling h matric inter me spelling miskate h found correct ho jayega ya doubt likh dega
Correct
Nice sirg
Thanks
Sir meri mummy ka de.led training ki thi...but marksheet mil gya h...but certificate nhi diya h Board ...or dought full likh diya h..ab kiya kre sir....
Affidavit banwa kar mention kar dijiye certificate nhi mila hai board se
Sir dpo office se sakshamta admit card par name edit krwa liye h bt huwa ya nhi kaise check kre kuchh idea h btaiye
Slot ke according direct Councelling me bhag lijiye
🎉 good
Thanks
Mera ek documents me galti tha to usko upload kiya fir se site open hua hai site to ab show nhi kar rha hai option kaise hoga fir se upload
One time hi re councelling hota hai ab view hoga only
Sar Mera Saksham tha admit card mein Naam galat ho gaya hai to vah kaise sudhrega
DPO office se
Sir re counselling hua h to usme successful ho gya to aage kya hoga
Congratulations
December me letter milega
@@kalamcreator thank you
@@nawinvlogs6301 most welcome
Sir kya nios wala kabhi bhi bed nahi kar sakta hai kya jo primary main hai wo kaise karenge reply 🙏🏻🙏🙏🏻🙏 sir
Present me rules nhi hai
Sir mera Father ke nam ke title me mismatch tha matric inter dono me mai ,,,,,maine matric ka Sudhar kra liya or inter ka sudhar krane ke liye bseb me jama kr diya hai lekin usme mera Matric ka Original v jama ho Or affidavit v original 12 th ka sudhar krane me matric wala jama ho gaya wo mil nhi paya h board se abhi tak ek do din mera recounslling h ab kya kare ,,,kyuki 10th ka sudhar ho gaya or 12 th ka sudhar krane me matric ka Original jama ho gaya usme Affidavit v lag gya sath me pahle wala matric ka certificate sudhar hone ke baad board wala wapis le liya ab kya kare btaye
Jisme sudhar nhi karwa paye hai affidavit se kam hoga
@@kalamcreator affidavit jama le liya Bseb me office me 12th ka sudhar krwane ke liye pr matric ka original certificate le liya ab original matric ka nahi mere pass or Affidavit v nhi h jo pahle banwaya tha wo jama le liya board me to ab kya kare
@@MTalk-d8jphoto copy nhi krwaye the
@@MTalk-d8jkaise sudharwaye the original marksheet direct board me Jana hoga
Sir matric inter me name mistake h affidavit se ho jayega n
Yes
Fome bharte samay father name me galti ker deya tha jiske leya mine dpo ko aavedan deya tha jiska receiving mere pass hai to ky uske leya v affidavit chahiye hoga ya jo awedan deya tha use kam ho jayega jisa apne kha tha application ke sath matric ka marksheet adhar card pancard sab deya tha jise sahi name tha
Dobara affidavit ki jarurat nahi hai
सक्षमता 1के रिकाउंसलिंग में दोबारा डाउटफुल आने पर उसका समाधान क्या होगा।
Remarks ke problem ko thik kare ab dobara re councelling me hi mauka milega
But login nahi ho raha kiya kare ab@@kalamcreator
Sir plz reply mera bhi all documents found Correct ho gaya...kaya Sir Aaj hi niyukti patra mil jayega
Nhi December me sir
Special deled wale 1-5 me urdu teacher ban sakte hain
Nhi
@kalamcreator nios me v urdu nhi hai fir v Urdu me bahali hua hai
20/11 niyukti letter ke kitne din baad join karna hai, letter mai ek week hai.
Final letter milega uske liye hai
Sir mera D .El.ed ka marks sheet kho. Gaya hai aur mujhe doubtful kar diya gaya hai dubara marks sheet kaise mil sakta hai
Board office se contact kijiye
Sir Mera recounselling ma tet ka marks sheet upload nahi tha kaya pair chance milaga
Sir kya only aavedan Dene pr hi link hi link khulega kya?
Nhi to
Recounceling ka slot kaise dhekhe g btane ki kripa kre g
* *किसी भी शिक्षक/शिक्षिका का अगर Re Councelling के लिए Slot नहीं आया है तो घबराएं नहीं 100% Solt सभी का बारी बारी से आएगा।*
*यहा क्लिक कर चेक करें*👇👇 *Link sakshamta-counselling.thecodebucket.com/know-your-status*
Sir मेरे इंटर के siritificate ओरिजिनल में फादर नेम में bilas की जगह bilash था जो bseb बोर्ड se सुधार करवा लिया हूं। यही हाल D .El. Ed. में है जो सुधार की प्रक्रिया में हैं। अभी तक नही सुधार हुआ है। इसके लिए एफिडेविट बनवा लिया हूं। क्या इससे डॉटफुल ठीक हो जाएगा। सर बताने की कृपा करेंगे।
Yes
@kalamcreator धन्यवाद महाशय।
Sir mera counciling abhi nahi hua hai. Mere aur mere pita ke nam mai matric mai choudhary ka spelling galat tha jiska sudhar maine bseb se kara liya hu .Ab councelling mai kya karna hoga. Affidavit le kar jana hoga.
Sudhar ho gya hai affidavit ki jarurat nahi hai
Plz sir kuch to bataiye
Sar Mera Aaj Bidi counselling tha mere mein original document nahin tha aaj bhi banaa kar Lekar gaye the lekin Vahi video sahab se 10 Tak Nahin Karvate Jise Kanpur lauta Diya Gaya Kya Sar FIR Dobara recounting ka date Milega sar
Bad me date niklega
Mera degree mein sar hath se likha hua school name mein marksheet ke spelling se hindi
mein hath se likha hua main kuchh antar Ho Gaya hai sar dV mein kya problem hogi sar please reply sar
Affidavit banwa lijiye
D El ed (ODL)2013-15 B ka mool praman patra bord se nahi mila hai to doubtful clear kaise hoga
Affidavit
Siwan jila k counseling ka slot kaha se dekhe .kl ka pdf
किसी भी शिक्षक/शिक्षिका का अगर Re Councelling के लिए Slot नहीं आया है तो घबराएं नहीं 100% Solt सभी का बारी बारी से आएगा।
यहा क्लिक कर चेक करें👇👇 Link sakshamta-counselling.thecodebucket.com/know-your-status
Sir mers sirf marksheet upload hua hai cirtificate nhi ,kl mera counselling hai OTP nhi ane ke karan pehli bar nhi hua tha .is bar kaise hoga please suggest me
Aadhar update ya deo ko application diye the to ho jayega
Good
Thanks
sir affidavite rahne ke bad me bhi doubtful kar diya
Kahin manmani kiya hai
@@uttamkumar-eq6zn kon se district
1 baar aur moka milega sir upload karna he marksheet sir
Yes wait kijiye abhi bhi upload ho raha hai jo re upload nhi kiye hai
Sir mera to clear ho gya per ek mitr hai unka Form bharte tym cyber cafe wale ctet column me deled ka certificate upload kr diya us column k samne doubtdul kr diya kya krna hoga sir
Aise hi thik ho jayega wait no risk affidavit banwa lijiye
Thanks
Apke disanusar mera bhi hogya thanks bro
Congratulations
Jumai me hipdip nhi leaya he sir
Kya?
Jo aaj transfer policy aaya hai usme likha hai ki transfer k liye application likh kar form bharte samay upload karna parega. Application kaise likhe uspar video banaye
Ok
Mera aadhar me father's name doubtful tha sudhar krwa liye lekin dakshata aur deled me name me sakuntala ke jgh shakuntala ho gya h to lya krna hoga
Affidavit banwa lijiye
Re counselling Wale Teacher ko bhi Apbandhik niyukti patr milega kya
Yes
Sir mere pitaji ke nam k jgh pr sare documents me pati ka nam ho gya h isliye doubt ful likha h kya kre
Affidavit banwa lijiye
sir aafidevid ka original jama kara rahe hai ki photo copy
Original
Sar Aaj Fir mera jo niyojan Patra Mein did not produce original copy Jo Likha Tha vah Ham bola Gaya ki Mukhiya aur Panchayat Sachiv se signature Karva Karke layiye kya kya mujhe fir se mauka Milega counselling ke liye sar Mera Aaj Hi Tha 22 November 2024 ko tha kya fir se mauka Mujhe Milega sar bataiye sar
Bad me date niklega
Kon se jila ki baat kar rahe hain
Shakstmata 1ke admit card me naam galat ho gaya hai kahan se sudhrega
Councelling ho gya ab kuchh nhi karna hai
Sir OTP nahin Aaya thha, pichhLi baar, iss baar bhi Log OTP mein hi phas raha hai, OTP ki jaankaari dijiye?
Kisi cafe me jakar opt problem check kar lijiye
Sir galati se adhaar ko caste m upload krdia tha. Aur ab login nhi hopara. User is not allowed to login ara h. Please madad kriye
Affidavit
Sir mera phir se doutful kr diya hai mayka jati hai jitane log Up ke sabka yhi kiya hai jabki bahali ke samye yha ka jati laga tha Sir hum kya kre upaye bataiye
Pita ka ghar up me hai to reservation ka benifits nhi milega
Sir bahali ke same jati yha ka laga hai
Sir mera 3 cirtificate me father's name mismatch hai affidavit Bana liye hai
Kiya mera daughtfull hatega
Yes
Sir pichhle bar bhi OTP me bahut logo ka fasa tha,or isbar bhi iska koi samadhan bataiye sir
Aadhar update karaye
Bhai kyu OTP nhi aya tha adhar card or sakshamta admit card me kuchh different tha kya dpo ko application diye the ya nhi
Sir doubt full paper ko upload karenge so otp verified hone ke bad user is not allowed to login show kar Raha hai please sir kuchh solution ho to bata dijiye
Didn't produce original copy, not Councelling wale ka login nhi hota hai
Sir councelling ho chuka hai but doubt full- me spelling error hai iske liye affidavit bhi banwa chuke hai
But site open hone ke bad OTP varified ho jata hai aur uske bad user is not allowed to login show kar Raha hai
Please sir kuchh advice ho to kar dijiye , Thank you
@KanchanKumari-kf1es slot ke according direct re councelling me bhag Lena hoga
Okay sir thankyou so much clear karne ke liye 👍🏻
Sir kya bina download ke affidavit nhi manega
*सक्षमता डाउटफुल वाले जो किसी कारण से अपना डॉक्यूमेंट अपलोड नही कर पाए थे। सक्षमता का साइट पर पुनः अपलोड का ऑप्शन आ गया है ।जल्द से जल्द अपलोड कर लें।इस खबर को सभी ग्रुप में डाल दें*
👆 *virul पोस्ट है, Login कर आप देख ले*
Mera original jo misplace hua h.usko bhi Badal sakte kya
@@sunitakumari8210 login kar dekhiye
Sir mera original btet certificate nahi mil raha hai panchayat sachiv kahi rakh diya hai kya kare
Affidavit banwa lijiye
1-5 me b.ed walo ko bridge course nahi to re counseling me phir se doubt ful likh raha ha kya please koi karaye hai to bataye
Affidavit banwa lijiye
Sir counselling to ho gya... Website main check krne k liye khul nhi rha hai.. Aapka khul rha h kya..
Ham abhi try nhi kiye hai
@@kalamcreator thora kijiye toh... Fir btaye hmko please🙏
@@musegik247 jiska didn't produce original copy and not Councelling hai login nhi hota hai
Consoling hone ke bad website par kiya check karna hota hi
Sir ek problem viral ho raha hai shakshamta me english compulsory tha aur hindi,urdu and bangala me ek launguage lena tha jo teacher samanye me tha wo urdu rakha tha launguage os ko urdu subject de diya hai ab kiya hoga
Teacher subject me urdu fillup huwa tha isliye Aisa show huwa hai
@kalamcreator kiya hoga bhut teacher ka aisa problem hai councelling bhi hogya hai bola English compulsory aur hindi,urdu, bangla me se koi ek mera to matric inter me urdu hai koi problem hoga kiya
@@shabnooralam.sosweetsong93 e Shikshakosh me Sahi subject hona chahiye usi ke according transfer ya posting hoga aur letter milega
@@kalamcreator wo to hai
Sir, re-counselling ke liye person chhutti le kar gye the ki kaise
Kripya bataye
रजिस्टर में सक्षमता री काउंसलिंग भरा गया।
Online Mark on duty
Niyojan patra me did not produce original certificate likhaa tha re +counseling me kya karna hoga
नियोजन ईकाई से सत्यापित।
@@kalamcreator agar satyapit nahi kare to
Sem koschn
Mera biometric nhi hosaka sir ab kya hoga
Aadhar biomatric update karaye
Mera 22.11.24 ko counselling tha os din biometric ke karan nhi huwa ab hamko kaha Jana hoga sir....@@kalamcreator
@@shamstabrez1905 next letter niklega wait
Sir mere sabhi document me father name hai but b.ed me husband name hai isliye doubtful kar diya tha.
Mai kya karu
Affidavit banwa lijiye
Sir sabhi document laga ki ek laga
Video complete dekhiye nhi to dikkat ho sakta hai
Sir pichala councling ma mara OTP nahi aaya hi.mobil number chang karya li hi OTP aa ga kya.
Yes
@@ankitsunrise7355 bhai sirf mobile no ke wjh se hi OTP nhi aa rha h sakshamta admit card or adhar card me sb same nhi hoga tb bhi OTP nhi ayega
Sir please help me Sir mere addar me DOB galat hai sir ji sudar karvaya leken abhi sudar nhi huva hai Sir pending sow kar reha hai kya OTP fir nhi ayegaa Sir please batye Sir ji
DEO ko application diye the to ho jayega
Sir sakshamta 2 diya hu.mere matric me father name me ek space hai,aur sabhi me thik hai
Sudhar karwa lijiye
Sir Pan bhi dekha ja rha hai kya ??
Nhi
Sar mere pita ke Naam mein mismatch tha aur mera slot Abhi Tak nahin aaya tha kya Karen
Sabhi ka ata hai wait kijiye
Sir mera thumb nahi liya bahut bar koshish kiya phir v. Ab kya karein sir???
Aadhar biomatric update kar lijiye
@@kalamcreatorPhir mera kab counciling hoga sir??
Sir mera MD mai d small hai to otp aayega
Aayega
Good evening sir. Mera btet2011 marksheet me cotegary EBC k jgah BC ankit hai . Mera v affidavit se kam ho jayega kya?
Mera sakshmta 2.0 aur Head Teacher me v result hua. Relply me sir please
Yes
Yes
Chunav karaye ya reconciling dono ek date me hai
DM या निर्वाचन विभाग ko application dekar councelling karayen
Thank you sir
Mere dashta me taetl pita ke nam me galt hogaya haae shr kyakre
Sudhar nhi karwa paye hai to affidavit banwa lijiye
Aaj hi date tha nhi huaa kl hoga fir se
Aaj absent the to kal ja sakte hai
@kalamcreator absent nhi the biometric mai server nhi tha
Fir se jayen
Sir doubtful wale ek hi document lega ki sabhi
Video me bataye gye hai process
Nhi to dikkat ho jayega
Jamui me afidefit dene ke bad bhi doubtful kar diya sir ab kya kare
Niyojan kaise satyapit kaise karana hai
नियोजन ईकाई के सचिव से
Niyojan ikai ke sachiv nahin kar rahe hain satyapit
Aap mob dijiye na kuchh bat kar na hai
Comments me bataye
❤c
Thanks
Jinka punh doubtful lika uska
Dobara mauka milega bad me
मेरे इंटर और स्नातक के सर्टिफिकेट में फादर के नाम में एक spelling mistake था (aliraja की जगह aliraza था)। त्रुटि वाला सर्टिफिकेट हीं bpsc के साइट पर अपलोड हुआ है जबकि हाल हीं में मैंने बोर्ड ऑफिस से सुधार करा लिया है। सर क्या मुझे dv में मुश्किलों का सामना करना पड़ेगा ? DV में समस्या न हो उसके लिए प्लीज अपने कीमती समय से जवाब देने की मेहरबानी करेंगे🙏
Affidavit banwa kar sath lete jayega but aise ho jayega
@@kalamcreator thanks
@@user-lc8hv3ng5o most welcome
Kya apka old certificate jma ho gya h pls btae
@@purnimadubey affidavit jama liya gya
Aage ka date ka re counseling ka slot link par kab dega sir
Kisi time bhi every evening try kijiye
@@kalamcreatorsir mera b.ed 1to 5 hai uske liye kya Krna hai affidavit bnana padega aur CTET me did not produce original copy likha h uske liye v bnwana padega kya q ki CTET ka to original hota hi nh h plzzz reply
Sir mera Saksham ka admit card mein Naam galat ho gaya hai To kya Kare
DPO office se sudhar hoga
Sir matric inter me name mistake h affidavit se ho jayega n
Yes