वीडियो तो आपने बहुत मस्त बनाया है लेकिन सर मेरे को छोटा सा doubt hai ,, वो हाई बीम लो बीम का बटन नहीं है। क्योंकि बटन सॉकेट निकलने पर भी हेडलाइटऑन है। वह बटन सिर्फ हाई बीम और प्लेस का बटन है।
Aray wah!.. Welcome brother😍 Ji Haan aapne sahi bataya wo high beam aur pass ka hi point hai maine video me ek jagah kaha bhi hai ki dipper point direct chalu rehta hai aur upper point hi band chalu hota hai... Aapko pata hi hoga ki kabhi kabhi Humko humari boli hui baten correct karne ka time nahi milta... pata tab chalta hai jab hum video upload kar chuke ho 🙏❤️😍
GKN.wrokshop ne aapki video me kya kmi pakdi ye bhut acche RUclipsbr hai sir g aur aap bhi sirg aap hero xterm bs6 ki full wiring video banao aap bhut acche trike se ek ek wire ki jaankari dete ho thanks sir jee
Agar subah start nahi hoti to aapko pahle Eot Sensor check karna padega aur sath me IACV valve bhi check kare ki wo proper kam kar raha hai ki nahi... Agar aapke pas Eot hai to pahle badalkar dekh lijiye... Mai agle hafte Apache rtr bs6 pe Actuvator testki ek video bana dunga aapke liye ❤️🙏
Ye jo testing wire hai wo humko Royal Enfield ke obd scanner ke sath milti hai..Dealer dwara di gayi hai.. Royal mechanic karke Application hai kyunki hum sal bhar original bullet ka spare lete hain to jo points jama hota hai us se li gayi hai 🙏❤️
Ji maine video me jaisa ki wiring bataya hai... Aap ko fir led headlight check karne ke liye black wire me bahar se battery ka 12v dena hai aur green me earth dena hai ...dete hi aapka led light me niche ka dipper point jo ki ander ke side side ke dono led chalu ho jana chahiye aur bahar ke blue wire jo ki upper point hai usme 5 se 6 volt aana chahiye aur switch tak koi wire tuta na ho.. agar ye sab proper ho fir bhi chalu na ho to upper dipper switch badal dijiye .... Ummid karta hu concept clear ho gaya hoga aapka 🙏❤️
Ecm se aata hai direct tino wire... Aur tino wire me 2.5 se lekar 3 volt aana chahiye.. Agar kisi ek me bhi kam jyada aa raha ho to wire check kare ki kahin tut to nahi gaya hai .. agar tuta na ho to ECM badalna padega 🙏❤️
Pahle to aap full charge battery lagakar check kare dusra ye dekh lo ki kahi koi fuse loose to nahi hai.. Fir ek bar chabhi Switch check kar lijiye ho sake to ek bar direct kar ke check kar lijiye Aur H.T coil bhi badalkar dekhiye...
Aise hi Kam karte raho bahut achcha Laga without PDF aapane wiring ko samjhaya❤
So Nice of you bhai 🤗
वीडियो तो आपने बहुत मस्त बनाया है लेकिन सर मेरे को छोटा सा doubt hai ,, वो हाई बीम लो बीम का बटन नहीं है। क्योंकि बटन सॉकेट निकलने पर भी हेडलाइटऑन है। वह बटन सिर्फ हाई बीम और प्लेस का बटन है।
Aray wah!.. Welcome brother😍
Ji Haan aapne sahi bataya wo high beam aur pass ka hi point hai maine video me ek jagah kaha bhi hai ki dipper point direct chalu rehta hai aur upper point hi band chalu hota hai... Aapko pata hi hoga ki kabhi kabhi Humko humari boli hui baten correct karne ka time nahi milta... pata tab chalta hai jab hum video upload kar chuke ho 🙏❤️😍
Koi baat nhi bhai,, best of luck 👍@@shivashrivastava119
Same to you bhai😊 🤝
GKN.wrokshop ne aapki video me kya kmi pakdi ye bhut acche RUclipsbr hai sir g aur aap bhi sirg aap hero xterm bs6 ki full wiring video banao aap bhut acche trike se ek ek wire ki jaankari dete ho thanks sir jee
High low switch me bhi koi circuit hai kya 2.5v bhi nikal raha hai input 5v leke
Sir engine fitting video banaye kijiye aap ke video bahut kuchh shikhane ko milta hai
Ohk
Thank you itna details me batane ke liye..👌😊
🤗❤️
Very informative video
Thank you 🙏❤️
Hero Splendor B s 6 Waring ka video Banavo Sir G Aap Kae Vidio Very knowledgeable Hotay Hai👋
Ji bana dunga 👍
Very nice Shiva sir thank you so much ❤❤❤❤❤❤❤
❤️🙏
Honda shine ki full fuse box wiring video banaye sir 🙏
Okay
Thanks sir. Sp shine 125 ka all fuse ka saplai aur chabi swich ka karent bana do na
Ji
Bahut accha hai kya baat hai sir ji Jabardast video hai
Thank You ji❤️❤️❤️❤️
@@shivashrivastava119 apache rtr2v bs6 sube me starting problem
Agar subah start nahi hoti to aapko pahle Eot Sensor check karna padega aur sath me IACV valve bhi check kare ki wo proper kam kar raha hai ki nahi... Agar aapke pas Eot hai to pahle badalkar dekh lijiye...
Mai agle hafte Apache rtr bs6 pe Actuvator testki ek video bana dunga aapke liye ❤️🙏
@shivashrivastava119 ok sir ji
Bhai acitva 6 g ki video banvo
Activa 6g Wiring ki video already hai channel par🙏
Mai to aap ka bahut bada fan ho gaya hu sir
Thank You so Much 🤗
I like your video bro ❤❤
Thank You so Much 🤗
Activa bs6 ki tarah sp shine ka bhi wayring sem hotA hay kya sir reaiply karna sem hoga to Honda. E 20 ka. Wayring suply ka video banana
Ji almost same hai .. ok E20 ka banaunga
Bahut achha vidio sir ji
Thank You ❤️
Bhai Dio bs6 ki tarah esme headlight relly nahi rhta hain kya
Ji nahi
Bhai activa 5g led headlight par bhi video banao
🙏❤️
Sir testing wire kis me lagti hai kya kah key purchase kare
Ye jo testing wire hai wo humko Royal Enfield ke obd scanner ke sath milti hai..Dealer dwara di gayi hai.. Royal mechanic karke Application hai kyunki hum sal bhar original bullet ka spare lete hain to jo points jama hota hai us se li gayi hai 🙏❤️
Thank you so mnch sir
Welcome ji 🙏❤️
Sir, fir LED headlight agar band ho to kaise check aur repair kare batayye plsss...
Ji maine video me jaisa ki wiring bataya hai... Aap ko fir led headlight check karne ke liye black wire me bahar se battery ka 12v dena hai aur green me earth dena hai ...dete hi aapka led light me niche ka dipper point jo ki ander ke side side ke dono led chalu ho jana chahiye aur bahar ke blue wire jo ki upper point hai usme 5 se 6 volt aana chahiye aur switch tak koi wire tuta na ho.. agar ye sab proper ho fir bhi chalu na ho to upper dipper switch badal dijiye .... Ummid karta hu concept clear ho gaya hoga aapka 🙏❤️
@shivashrivastava119 Thank you Sir ji ♥️♥️♥️...
Good ❤
Thank You ❤️
Activa 6g ka fuel motor mein input wire kahan se aata hai tin wire Jo three face pump
Ecm se aata hai direct tino wire... Aur tino wire me 2.5 se lekar 3 volt aana chahiye..
Agar kisi ek me bhi kam jyada aa raha ho to wire check kare ki kahin tut to nahi gaya hai .. agar tuta na ho to ECM badalna padega 🙏❤️
Nice information ❤
Thank you ❤️🙏
❤❤❤❤ niche
❤️
Nice ❤
Thank you ❤️🙏
Nice video sir
Thanks a lot ❤️🙏
hello sir ji Mein Ek musibat mein fasa hun Honda shine SP 125 bs6 ka model Hai usmein current kam dikha raha hai to kya problem ho sakta hai..?
Pahle to aap full charge battery lagakar check kare dusra ye dekh lo ki kahi koi fuse loose to nahi hai.. Fir ek bar chabhi Switch check kar lijiye ho sake to ek bar direct kar ke check kar lijiye Aur H.T coil bhi badalkar dekhiye...
@@shivashrivastava119 Bettary new dala, fuse box ok chabhi switch check kiye,Fir Bhi problem dikha raha hai
H.t coil problem tha okay 👍 Thank you so much 🙏🙏🙏
Problem solve ho gaya sir jee 👍🙏🙏🙏
Sir voltage test karne ke liye jo wire hai voh kaha se milta hai link de jiye please
Maine offline tv repairing wale se liya hai🙏❤️
Ok sir thank you
❤❤❤
🙏❤️
Nice video
Thank You so Much 🙏❤️
I'm sorry sir hi or lo pass lo 1 hi2 points bina svich on keseho shakta he
Chabhi on karte hi dipper point chalu ho jata hai .. aur upper aur pass ko hum upper aur pass ke button se control karte hain.🙏
@@shivashrivastava119 thank you
Sir aktiva 6g ECM ki ditel jankari de
(-------). ( *-----------*). (. *. )
( *. *. * )
Ye jo 5pin wayr ki ditel video banay
Kon se paanch pin... pahle aap detail me bataye😃
Bhaiya maafi se kam nahi chalega
😃😃👍
Good ❤❤
Bhai 🙏❤️