Bhai ye same problem humari activa ke saath hui thi Service centre walo ne 3 baat check kiya Ek baar to service bhi kara di Finally ek banda tha jisne ye problem samjhi aur pura part change kar diya 600 rs ka Uneducated log bhar ke rakhe he Honda ne
Bhai video full helpful tha bus aap yah Bata do ki kya oil filter bhi hota hai kya bs6 mein aur engine oil filter hota hai kya aur oil filter change kya servicing mein aata hai kya
@@JayashriJana-r6s bro jb apko check engine light ati hai to OBD se scan krke h pta lgega agr jo ap btare ho uske hisaab se ap uska heat sensor check kro usme problem ho skti h
Bhaiya hamari Activa 6g mai problem hai ki accelerator dene prr gadi aage hi nhi jati hai or thodi Der Esa continuously try karne ke baad gadi band Ho jati hai ....gadi ko sirf 4 mahine hue hai ...or iss problem pe 3 bar showroom le gaye but ...problem solve nhi hui please hai bataye ki exact problem kaha hai ...help us please
Bhai meri activa 6g me kick box ke upar joh pip hota hai red colour ka usme petrol aagy hai usse koi dikkat toh nhi hai bhai Or bhai mere activa me ek problem hai aceletor lene ke time scooty ki aawaz badal jati hai bhut tezz aawaz kar rhi hai meri scooty please kuch solution bato
Pata nhi meri 6g pickup bhot slow hai full race dene mein bhi air filter, throttle y, injecter sab clean kardiya fuel filter toh change nhi hua hai 9 hazar kilometre chli hai
Tq bhai aaj meri dukan pr aahye the he Activa my ne aapki video pahle dekha tha thik hogya ❤ji 🙏🙏🙏🙏🙏🦶
@@SaineePaswan tnx 🙏🏻
Bahut badiya! Bahut accha samjaya.
🙏🏻
WONDERFUL VIDEO CLEAR EVERY DOUBT
🙏🏻
Bhai ye same problem humari activa ke saath hui thi
Service centre walo ne 3 baat check kiya
Ek baar to service bhi kara di
Finally ek banda tha jisne ye problem samjhi aur pura part change kar diya 600 rs ka
Uneducated log bhar ke rakhe he Honda ne
184 Rs. Ka h ye filter
👌👌👌👌👌 useful video tq
Bahut achha vidio sir ji
Tnx
Good and useful video
Meri Activa 6G me dashboard ki vibration ana suru hone lgta ha jb isse 30 ki speed pe constant rkho tb
Air chq kri¿
fork seal to nhi leak ¿
Clutch service due hogi ......!!
Bhai video full helpful tha bus aap yah Bata do ki kya oil filter bhi hota hai kya bs6 mein aur engine oil filter hota hai kya aur oil filter change kya servicing mein aata hai kya
Oil filter nhi hota stainer hota h bs ... isi filter ko oil filter kh kr bchre h bnde😂
Super 🎉
Very nice 👌
Nice video
Bhai meri 4 service scooty ki ho gayi hai. Kya petrol filter ko check karway agency mai
Bro chng krwa do
fuel filter ko fuel pump ke bahar alag se dena tha taki fuel pump na kholna pade filter change karne k liye
Bro bahar h h ye ... baki sb bike m tank k andr h hota h
Bhayya mere gadi me engine check light arahi hai or jab zyda chalata hun heat krne pr missing marti jaise feul khatam ho gya ho is tarah kya kru...
Te filter chng kro or battery chq krwao
Dio fillter same?
hn bilkul same hai bhai
Bhaiya meri activa 6g engine oil kha rhi h... Service time to time krata hu.. Honda Service centre se... 1 saal hua h B's abi...
Kite km chli h
Activa 6g me gari 3krm chalne ke bad engin chake light aya jata he aur gari band par jata he ar salf nei leta he
@@JayashriJana-r6s bro jb apko check engine light ati hai to OBD se scan krke h pta lgega agr jo ap btare ho uske hisaab se ap uska heat sensor check kro usme problem ho skti h
Same problem with me also
O. K. Bhai.
Bhai Part No Dikha Dete Kharidne Mai Aasani Hoti
Okz bro nxt tym dhyan rkhhnga
aap ka no do aur bs6 pipe k tools aaye hai kya market me
Market me to nhi ha
Company se pta kr lo
Nice video yr 👌👌👌
Thanks 😊
Filter Kahan milega
Oil filter kitne time baad change krwa lena chahiye ?
On every service but maximum time is 4k kilometers
@@meshiji , aur Activa 6G me kitne time baad change krwana chahiye
@@AshwaniRajput3451 same
Koi solution dijiye...
🎉
Bhaiya hamari Activa 6g mai problem hai ki accelerator dene prr gadi aage hi nhi jati hai or thodi Der Esa continuously try karne ke baad gadi band Ho jati hai ....gadi ko sirf 4 mahine hue hai ...or iss problem pe 3 bar showroom le gaye but ...problem solve nhi hui please hai bataye ki exact problem kaha hai ...help us please
Video bna kr send kro 9811911078
Mera v same but mera 20 km subah chalne k bad aisa hota hai. Oil filter change kiya bola yhi problm tha. Ab dekhte hai kl kaisa chalta hai
bhaai lomg Punjab silencer ke liye db killer bnaa do
Kk
Aapki shop kha
Kalka ji
Bhai meri activa 6g me kick box ke upar joh pip hota hai red colour ka usme petrol aagy hai usse koi dikkat toh nhi hai bhai
Or bhai mere activa me ek problem hai aceletor lene ke time scooty ki aawaz badal jati hai bhut tezz aawaz kar rhi hai meri scooty please kuch solution bato
N usme koi dikkt n h bt ap uska petrol tank full mt krwaya kro or koi dikkt ati h to ap phn kr skte ho ya insta pr msg
Number doh bhai apna
@@umartripathi6599 9811911078 (11:00am to 7:00)
Scooter bolay to activa
Kitne kilometre mein chnge krn hota hai
Bro jb b service krwao tb h chng krwao ise n to bhr ye 6g problem krti h iske chkkr m
Pata nhi meri 6g pickup bhot slow hai full race dene mein bhi air filter, throttle y, injecter sab clean kardiya fuel filter toh change nhi hua hai 9 hazar kilometre chli hai
@@mahasiraqui6643 kro ise phle
Bhai how to contact you
9811911078
(11am to 7pm)
@@meshijiThank you so much Meshi ji Lot's of love from Kashmir 👍👍👍