Bhai airport keliye jamin to allot hai hi lekin yaha ke bhrast neta ke karan yaha ka airpot darbhanga ko bheekh me mil gya waise aap bhumihar ho konse gav se
Govt must invest heavily in muzaffarpur infrastructure and industrial devlopment . Currently it's GDP is around - 4.5- 5 billion dollars.. It must touch 10 billion dollars.
मैं महाराष्ट्र से हु..मां कसम झूट नही बोलूंगा महाराष्ट्र मैं सबसे गरीब city भी इससे अच्छी हैं | इस City को आप लोग सबसे अमीर city मानते हो कमाल है यार..😂😂
Mujaffarpur present me 4 th biggest city h Bihar Ka. Per bahut teje se develop Kar Raha h. Itna teje se ki Patna ke bad sabse tej. And bahut jald Gaya bhaglpur se big city ban Jayega. Chote bare industry lag rahe h. Motipur me ethanol ke 4 plant lage petrol start-up ke alawa pipe industry laga h. Iske alawa yaha pharmaceutical industry and mega food park lag Raha h. Aasa h Patna ko bahut jald mujaffarpur takkar dega. Agar airport ban Jaye aur teje se development Hoga jese darbhanga Ka ho Raha h. Plz mujaffarpur me airport start karwaye. Bihar Ka big city h and financial hub h. Yah district
घंटा टक्कर देगा पटना से 100x jyada छोटा है मुजफ्फरपुर पटना भारत के बड़े बिग cities में से 1 है बिहार का 1ही शहर है जो लगता है बहुत बड़ा दिल्ली मुंबई कोलकाता जैसा और वो है पटना पटना भारत का पंद्रहमा 15th सबसे विकसित शहर है और आबादी में 19th उन्निस्मा सबसे बड़ा शहर है पटना का इतना चौरा चौरा रोड है की लगता है ये कहा आ गए विदेशों के शहर में भी नहीं होगा गांधी मैदान को रात में आते हैं तो लगता है लंदन दिल्ली मुंबई में हैं Thanks 🙏 पटना को इतना developed karne ke लिए
Ha pata h Patna GDP me 15 th position h country me and population me 19 th. And waha Ka hdi high h almost 1se dhora down. Lakin Bihar me Patna ke bad dusra sabse teje se develop hone wala district h mujaffarpur. Qoki yaha bahut teje se saharikaran ho Raha h. Abhi almost 8 new city bane h. And motipur aur bhi old city ko nagar Parishad banaya Gaya h. And mujaffarpur city me almost 1 lakh population add Kia Gaya h. Motipur me 4 ethanol plant lage h. Bihar Ka 2 Nd pm mol mujaffarpur me Bana h. And mujaffarpur city bahut teje se development Kar Raha h. 1951 me mujaffarpur city Ka population almost 30000 ke Karib thaa jabki abhi almost 5 lakh h. Pichle 3 dasak me mujaffarpur city and district kaphi teje se develop Kia h. Agar airport start ho Jaye aur teje se development karega. Ek time thaa jab darbhanga city Ka population mujaffarpur se jyada thaa and darbhanga mujaffarpur se jyada develop thaa per aaj darbhanga pichar Gaya. And ab Gaya aur Bhagalpur bhi pichar Raha h mujaffarpur se. To Patna ki barabari q nahe Kar Sakta. Bihar Sharif se bhi thaa ek time me. Aur ha begusaray Ka per capita income mujaffarpur se jyada h na ki GDP. Bihar me Patna ke bad sabse jyada pessa mujaffarpur district deta h na ki begusaray. Begusaray Ka per capita jyada h. Qoki begusaray Ka population mujaffarpur se Kam h.
Jis Tarah India Ka GDP rank world me 5-6 h 3 trillion dollars + per per capita income me India world me 140 th position ke aaspas h. And Pakistan 170 th position ke aaspas. Agar aap kahte h per capita me begusaray aage h to ye sahe h. Per nominal GDP mujaffarpur Ka jyada h. And mujaffarpur kaphi teje se development Kar Raha h. Kas yaha airport start ho jata to aur teje se development hota. And industry bhi bahut Sare lag rahe h. Bela me pharmaceutical industry motipur me mega food park. Iske alawa motipur me ethanol ke 4 plant start bhi ho Gaya. Bihar Ka 2 Nd pm mol mujaffarpur me h. Infrastructure Patna ke bad mujaffarpur Ka hi better h.
बिहार का 1ही शहर है जो लगता है बहुत बड़ा दिल्ली मुंबई कोलकाता जैसा और वो है पटना पटना भारत का पंद्रहमा 15th सबसे विकसित शहर है और आबादी में 19th उन्निस्मा सबसे बड़ा शहर है पटना का इतना चौरा चौरा रोड है की लगता है ये कहा आ गए विदेशों के शहर में भी नहीं होगा गांधी मैदान को रात में आते हैं तो लगता है लंदन दिल्ली मुंबई में हैं Thanks 🙏 पटना को इतना developed karne ke लिए
Samastipur 9 th position per nahe h. 15 th position per h. Bihar me population wise. Betia Ka population saharikaran hone ke bad Nagar nigam bettia 4.14 lakh almost population h. Jabki smaastipur Ka Nagar nigam banne ke bad almost 2.5 lakh h.
Chapra Ka saharikaran hone ke bad 3 lakh + population h. And siwan top 19 biggest city me bhi nahe aata h. Qoki Bihar me total 19 Nagar nigam h Jo 2 lakh + population per bante h. And siwan ek Nagar Parishad h jiske population 1.92 lakh almost h.
Nalnda koi city nahe h. Nalnda ek district h and biharsarif uska mukhyalya. Biharsarif Ka saharikaran hone ke bad population almost 4 lakh + h. Jo ki darbhanga se big city h. Halanki saharikaran nahe hone se pahle darbhanga ke almost barabar thaa. Per abhi darbhanga se bara ho Gaya h.
My parents migrated from Bihar india Muzaffarpur to Pakistan in 1947.mai ek baar apni purvaj Zameen par hath lagany zarur aongi.mere liye ap sab duaa krna....love from Pakistan
@@sadboy.4984 हा भाई मोतीपुर मार्केट बड़ा है लेकिन कांटी कुछ सालो में मोतीपुर से आगे निकल जायेगा, कांटी में थर्मल पावर प्लांट , रैक प्वाइंट(गिट्टी ट्रेन से उतरता है) है और कांटी मुज़फ्फरपुर सिटी के लग/नजदीक में भी है पढ़ाई लिखाई में भी कांटी मोतीपुर से बहुत आगे है कांटी में चंद्रशील और DAV school नामी है और कोचिंग में समिधा यहां मोतीपुर से बच्चे पढ़ने आते हैं और अन्य जगह से भी लोग पढ़ने आते हैं तुम्हारा मोतीपुर सिर्फ मार्केट में ही आगे है और कुछ में नही
@@sadboy.4984 वैसे मेरे दादी का घर मोतीपुर पुरानी बाजार में है इसीलिए हमेशा आना जाना लगा रहता है एक बात आपने गलत बोल दी हॉस्पिटल बड़ा है कांटी में एक बहुत बड़ा सरकारी हॉस्पिटल तो खुला लेकिन पूरी बेवस्था नही है और एक बात बता दू साप काटने वाला hospital है यहां बहुत अच्छा बहुत दूर दूर से लोग आता है ये झार फूक वाला नही है लगभग 38km चौतरफी से लोग यह इलाज करवाने आते हैं
Love from muzaffarpur ❤️✨!! Koi muzaffarpur se hai to like kr ke attendence de 😂❤️.
Kanti muzaffarpur
I am from Muzaffarpur
Sadhu gachi Muzaffarpur
Muzaffarpur Town 😁
Muzaffarpur City
Very good I am from Muzaffarpur, sare bihari bhai yahin invest karen yeh Mumbai banega
Muzaffarpur me to road to hai hi nhi
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 nhi bhai aysa nhi hai
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 naa ..road nhi hai...log yaha hawa me udte hai ...kahi jana hota h to😠
@@nikitaritika8507 i mean road hai but bhot jyada patla aur sirf cemented road hai.
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 okay
I Love My City Muzaffarpur 😍
Room chahie kal paper hai mere apke sahar m BPSC teacher ka
no doubt muzaffarpur is second best town in Bihar I am from bhagalpur
We want an airport in Muzaffarpur
Yes afcose
Bhai airport keliye jamin to allot hai hi lekin yaha ke bhrast neta ke karan yaha ka airpot darbhanga ko bheekh me mil gya waise aap bhumihar ho konse gav se
Love for muzaffarpur ❤️
Muzaffarpur mini mumbai hai
Sweet City muzaffarpur kolhua pegambarpur sadatpur paharpur peathia
I am from Muzaffarpur,living at Patna 😊❤
Love you my home city muzaffarpur ❤🎉
❤ बहुत बढ़िया वीडियो बनाया, पर यहां के मंदिरो की तो चर्चा ही नहीं किया ???
Muzaffarpur ❤ Love hai Hamara😘
I ❤️ Muzaffarpur.
Me too Bhaijaan 😂
Bhai bhai
@@zeeshanashraf8061 chandwara?
Hhh
@@zeeshanashraf8061 hall saab ki kothi?
Wow... Muzaffarpur ..bhut hi achha lagta hai.
I m from Muzaffarpur.
Plzzz stay connected 👍🙏
Govt must invest heavily in muzaffarpur infrastructure and industrial devlopment .
Currently it's GDP is around - 4.5- 5 billion dollars..
It must touch 10 billion dollars.
My place my home my muzaffarpur smart city.
😊😊😘😘
I love my Muzaffarpur ❤️
Give me contact no.
bahut hi achha kaam humare comments ko pin kr dijiye muzaffarpur ke logo ko jankari ho jayegi ... plz
New railway station ke baad to Muzaffarpur aur jaldi grow krega❤❤
Muzaffarpur Mange Airport, Aiims, Expressway & Industrys.
Filhaal sirf industry aiims airport abhe darbhanfa ka bhe use kiya ja skta pehle muzaffarpur industry ana chahiye
I Love muzaffarpur ❤️
Superb ❤
Muzaffarpur City is best city in Bihar 2number is to big city you like Muzaffarpur so like my comment thankyou.
शहर तो बहुत अच्छा है लेकिन सरकार इसपर ध्यान nhi देती ☹️
Bihar ka sabse top jila muzaffarpur hai Iska barabri koi jila nahi kar sakta hai I love muzaffarpur is better jila ❤❤❤
मैं महाराष्ट्र से हु..मां कसम झूट नही बोलूंगा महाराष्ट्र मैं सबसे गरीब city भी इससे अच्छी हैं | इस City को आप लोग सबसे अमीर city मानते हो कमाल है यार..😂😂
I ❤ MUZAFFAR PUR
I'm also from Muzaffarpur😊
I am from muzaffarpur, bihar 💪💪💪💪🤩🤩🤩😍🥳😂
Love form muzaffarpur❤❤❤❤
Mujaffarpur present me 4 th biggest city h Bihar Ka. Per bahut teje se develop Kar Raha h. Itna teje se ki Patna ke bad sabse tej. And bahut jald Gaya bhaglpur se big city ban Jayega. Chote bare industry lag rahe h. Motipur me ethanol ke 4 plant lage petrol start-up ke alawa pipe industry laga h. Iske alawa yaha pharmaceutical industry and mega food park lag Raha h. Aasa h Patna ko bahut jald mujaffarpur takkar dega.
Agar airport ban Jaye aur teje se development Hoga jese darbhanga Ka ho Raha h.
Plz mujaffarpur me airport start karwaye. Bihar Ka big city h and financial hub h. Yah district
3rd biggest city hai Muzaffarpur bhai
घंटा टक्कर देगा
पटना से 100x jyada छोटा है मुजफ्फरपुर
पटना भारत के बड़े बिग cities में से 1 है
बिहार का 1ही शहर है जो लगता है बहुत बड़ा
दिल्ली मुंबई कोलकाता जैसा
और वो है पटना
पटना भारत का पंद्रहमा 15th सबसे विकसित शहर है
और आबादी में 19th उन्निस्मा सबसे बड़ा शहर है
पटना का इतना चौरा चौरा रोड है की लगता है ये कहा आ गए
विदेशों के शहर में भी नहीं होगा
गांधी मैदान को रात में आते हैं तो लगता है
लंदन दिल्ली मुंबई में हैं
Thanks 🙏 पटना को इतना developed karne ke लिए
बिहार का financial capital Begusarai hai
Aur bhagalpur se bada city hai Muzaffarpur
Gaya se chhota
Ha pata h Patna GDP me 15 th position h country me and population me 19 th. And waha Ka hdi high h almost 1se dhora down. Lakin Bihar me Patna ke bad dusra sabse teje se develop hone wala district h mujaffarpur. Qoki yaha bahut teje se saharikaran ho Raha h. Abhi almost 8 new city bane h. And motipur aur bhi old city ko nagar Parishad banaya Gaya h. And mujaffarpur city me almost 1 lakh population add Kia Gaya h. Motipur me 4 ethanol plant lage h. Bihar Ka 2 Nd pm mol mujaffarpur me Bana h. And mujaffarpur city bahut teje se development Kar Raha h. 1951 me mujaffarpur city Ka population almost 30000 ke Karib thaa jabki abhi almost 5 lakh h. Pichle 3 dasak me mujaffarpur city and district kaphi teje se develop Kia h. Agar airport start ho Jaye aur teje se development karega. Ek time thaa jab darbhanga city Ka population mujaffarpur se jyada thaa and darbhanga mujaffarpur se jyada develop thaa per aaj darbhanga pichar Gaya. And ab Gaya aur Bhagalpur bhi pichar Raha h mujaffarpur se. To Patna ki barabari q nahe Kar Sakta. Bihar Sharif se bhi thaa ek time me.
Aur ha begusaray Ka per capita income mujaffarpur se jyada h na ki GDP. Bihar me Patna ke bad sabse jyada pessa mujaffarpur district deta h na ki begusaray. Begusaray Ka per capita jyada h. Qoki begusaray Ka population mujaffarpur se Kam h.
Jis Tarah India Ka GDP rank world me 5-6 h 3 trillion dollars + per per capita income me India world me 140 th position ke aaspas h. And Pakistan 170 th position ke aaspas. Agar aap kahte h per capita me begusaray aage h to ye sahe h. Per nominal GDP mujaffarpur Ka jyada h.
And mujaffarpur kaphi teje se development Kar Raha h. Kas yaha airport start ho jata to aur teje se development hota.
And industry bhi bahut Sare lag rahe h. Bela me pharmaceutical industry motipur me mega food park. Iske alawa motipur me ethanol ke 4 plant start bhi ho Gaya. Bihar Ka 2 Nd pm mol mujaffarpur me h. Infrastructure Patna ke bad mujaffarpur Ka hi better h.
muzaffarpuri ki litchi kya sahi yaad dilaya aapne ... very informative videos
Hlw, are you from bihar?
Very good 😊 I am Muzaffarpur Bihar
Kaha par hai bhaiya
Muzaffarpur..........BIHAR
RLY STN MUZAFFARPUR
जय हो
हां बिल्कुल धाकड़ है
नाला में शहर है
शहर में नाला है
यहां कुछ मालूम ही नहीं चलता है
I love ❤️ Muzaffarpur
Nice Bro ❤❤
Love From #exploreakg
बिहार का 1ही शहर है जो लगता है बहुत बड़ा
दिल्ली मुंबई कोलकाता जैसा
और वो है पटना
पटना भारत का पंद्रहमा 15th सबसे विकसित शहर है
और आबादी में 19th उन्निस्मा सबसे बड़ा शहर है
पटना का इतना चौरा चौरा रोड है की लगता है ये कहा आ गए
विदेशों के शहर में भी नहीं होगा
गांधी मैदान को रात में आते हैं तो लगता है
लंदन दिल्ली मुंबई में हैं
Thanks 🙏 पटना को इतना developed karne ke लिए
bahut hi achha ......
Main Muzaffarpur Bihar se hun
I am from muzaffarpur minapur thana
Gaya ❤❤❤❤
सहवाजपुर, मुज़फ़्फ़रपुर
I am from muzaffarpur.
Sir bhagalpur ka banaye
Lagta hai ki aap abhi Gaya Sahar me nahi gaye ho
From Kanti Muz..
Nice information 💞💞💞
Bhagalpur City Amazing Facts
Biggest city in bihar
1 Patna
2 Gaya
3 Muzaffarpur
4 Bhagalpur
5 Begusarai
6 Darbhanga & Nalanda
7 purnea
8 Ara
9 Samastipur
10 Bettiah & Sitamarhi
11 Katihar
12 Motihari
13 Hajipur
14 Chhapra
15 Siwan
Samastipur 9 th position per nahe h. 15 th position per h. Bihar me population wise. Betia Ka population saharikaran hone ke bad Nagar nigam bettia 4.14 lakh almost population h. Jabki smaastipur Ka Nagar nigam banne ke bad almost 2.5 lakh h.
Chapra Ka saharikaran hone ke bad 3 lakh + population h. And siwan top 19 biggest city me bhi nahe aata h. Qoki Bihar me total 19 Nagar nigam h Jo 2 lakh + population per bante h. And siwan ek Nagar Parishad h jiske population 1.92 lakh almost h.
And hajipur 13 th biggest city nahe h. Wah bhi nagar Parishad h. Saharikaran hone ke bad population 1.46 lakh se 1.93 lakh almost ho Gaya h.
@@paramjitsingh826 aur Sitamarhi
Nalnda koi city nahe h. Nalnda ek district h and biharsarif uska mukhyalya. Biharsarif Ka saharikaran hone ke bad population almost 4 lakh + h. Jo ki darbhanga se big city h. Halanki saharikaran nahe hone se pahle darbhanga ke almost barabar thaa. Per abhi darbhanga se bara ho Gaya h.
Hi sir please mujhe Muzaffarpur 2024 project metro ko bat Kam
Kaha hai 😂 bhai mai yahi rahta hu
@@Abhi-bf1yo hi me just 😎
@@Abhi-bf1yo Muzaffarpur metro next 2026 or 2028 @nd 2030 metro banaya ho gaya saal just 😎😎
@@willnews2511 sapne dekhna achhi baat hai lekin din me hi nahi log mazak udayega 😂😂
I'm from muzaffarpur
Ya bro
Bhagalpur ka क्यों पाछे कर रहे हो
G
Good
Motipur se hai koi
I love my Muzaffarpur 😊🥰😍😘😘
Sahi bole hai Muzaffarpur zila like kare comments kare subscribe kare share karen
Aab airport bhi Banega.
I live in muzaffarpur ❤❤❤
Airport bhi hona chahiye tha
सहर की सफ़ाई सुथरा की कमी है
❤️Muzaffarpur
My parents migrated from Bihar india Muzaffarpur to Pakistan in 1947.mai ek baar apni purvaj Zameen par hath lagany zarur aongi.mere liye ap sab duaa krna....love from Pakistan
Kya nam h apka your gmail ?
Patna and Gaya are two major cities of Bihar.
Muzaffarpur comes after these cities.
Gaya to sbse gaya jila hai 🤓
❤❤❤#muzaffarpur
❤❤❤❤
Sir darbhanga ke bare me banaye
Love you Muzaffarpur
Muzaffarpur is the best..
Sabse Amir to nahi kah skte bhai. Ap Begusarai pe bhi ek video banao
Begusarai bahut fast grow kiya hai .... But ek dialogue hai vidhayak ji ....... Kitna bhi badh jaaye ......... Ke niche hi rehta hai 😁 just for fun.
love from delhi
Thermal Power plant kanti me hai...
Wahi se hum hai 😂😂
I am from muzaffarpur near Railway station
Yess😍😍😍
Muzaffarpur😊😊 nam hi kafi hai😐😐
Am From muz. ❤️
I am from Muzaffarpur
Ham hai Muzaffarpur se aur hame apne sahar pr garwa hai
Patna ke baad Muzaffarpur hi hospital ke mamle me aata hain
I live in muzaffarpur 👍👍
#muzaffarpur ❤️🔥
I also from muzaffarpur
Padhai ke bhi mamle me bhi patna ke baad aata hain
Pure MuzaffarpurDil me
Muz me ek Airport to hona hi chahiye ,Patahi Airport ko hi open kare Govt
Muzffrpur is very rich jila
Right 👍
#Muzaffarpur
❤ from MFP
good
I proud of 🔥
कांटी मुज़फ्फरपुर
Kanthi nhi motipur market bara hai bhai main wahi ka nivasi hun
@@sadboy.4984 हा भाई मोतीपुर मार्केट बड़ा है लेकिन कांटी कुछ सालो में मोतीपुर से आगे निकल जायेगा, कांटी में थर्मल पावर प्लांट , रैक प्वाइंट(गिट्टी ट्रेन से उतरता है) है और कांटी मुज़फ्फरपुर सिटी के लग/नजदीक में भी है पढ़ाई लिखाई में भी कांटी मोतीपुर से बहुत आगे है कांटी में चंद्रशील और DAV school नामी है और कोचिंग में समिधा यहां मोतीपुर से बच्चे पढ़ने आते हैं और अन्य जगह से भी लोग पढ़ने आते हैं तुम्हारा मोतीपुर सिर्फ मार्केट में ही आगे है और कुछ में नही
@@बहुतहसी ha pata hai bhai ki kanti me ye sab hai hospital bhi bare bare sab malum hai bhai
@@sadboy.4984 वैसे मेरे दादी का घर मोतीपुर पुरानी बाजार में है इसीलिए हमेशा आना जाना लगा रहता है एक बात आपने गलत बोल दी हॉस्पिटल बड़ा है कांटी में एक बहुत बड़ा सरकारी हॉस्पिटल तो खुला लेकिन पूरी बेवस्था नही है और एक बात बता दू साप काटने वाला hospital है यहां बहुत अच्छा बहुत दूर दूर से लोग आता है ये झार फूक वाला नही है लगभग 38km चौतरफी से लोग यह इलाज करवाने आते हैं
Bhai privet hospital ke road ke side me
साफ सफाई की बहुत कमी है....
Motihari ke bare mein bataye
🤘🤘❤️❤️🤘🤘
Main motipur ka hun jila muzaffarpur
John John Bihar Muzaffarpur Bihar se ko like kariye
Hit like muzaffarpurian
Road bohot jada kharab h or kucv bhi kasss nhi h ye city
Ye city mujhe samjh hi nhi aati hai
Pura confused setup hai
Patna hi hai jo achhe se basa huaa hai