Pot में rose लगाने के बाद 1st feeding कब करनी हे

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 окт 2024
  • #rose
    Part 1st Link
    👇नर्सरी से लाया हुआ गुलाब केसे लगाये👇
    • नर्सरी से लाया हुआ गुल...

Комментарии • 85

  • @sameerverma5437
    @sameerverma5437 5 месяцев назад +2

    Aapane Jankari to bahut acchi bataiye sar thank you

  • @afzalraja5518
    @afzalraja5518 Год назад +2

    Mene aap ke bataye hua poting soil me 4 gulab lagai the.
    Ab 15 din hogaye ab usme branch nikalna start ho gayi hai.
    Thankyou sir.
    🌹🌹🌹🌹🌹

    • @crissishiva
      @crissishiva  Год назад +1

      Lekin next time se bare rooted kark mat lagaiyga

    • @afzalraja5518
      @afzalraja5518 Год назад +2

      @@crissishiva okay 👍

  • @sunilhayaran4774
    @sunilhayaran4774 Год назад +2

    Om namah shivay thank you.

  • @vamshikanth4259
    @vamshikanth4259 11 месяцев назад +2

    Bhai 🙏 miraculan nahi milrahai eske badle me dusra bolihey thankQ

  • @sandeep35cool
    @sandeep35cool Год назад +1

    Sir humic acid kuansa lu jo original ho aur zayada mehnga bhi na ho

    • @crissishiva
      @crissishiva  Год назад

      Har podhe k liye ye 4 products sabse best he👇
      Naval takat
      Miraculan
      Biovita x
      Naval potassium humate
      Ink seeva aur kuch mat lijiye

  • @hearthacker2189
    @hearthacker2189 Год назад +2

    बेहतरीन जानकारी बहुत शुक्रिया आपका

  • @navtejsingh5167
    @navtejsingh5167 11 месяцев назад

    Sir,पत्ते पर black dots आ गए हैं ,saaf का spray kar दु?? Please guide

    • @crissishiva
      @crissishiva  11 месяцев назад +1

      Itna old video kyu dekh rehe he latest video dekhiye

  • @blackshadowgaming331
    @blackshadowgaming331 Год назад +1

    flower ki size ab chhoti hoti jarhi h mere .kya krun jisse size badi ho

    • @crissishiva
      @crissishiva  Год назад

      nov se march gulab apne ache size mein flower bloom karega
      April to october size chota bloom hoga gulab k flower ka
      Note👉 gulab sardiyu mein flowering achi karta he sirf summer mein nahi karta

    • @blackshadowgaming331
      @blackshadowgaming331 Год назад +2

      @@crissishiva ok bahut shukriya sir jankari k liye

    • @crissishiva
      @crissishiva  Год назад

      Latest video dekh lijiye

    • @blackshadowgaming331
      @blackshadowgaming331 Год назад +2

      @@crissishiva ok

  • @sandippeters746
    @sandippeters746 Год назад +1

    Sir,mere paas gulab ki chhote phoolon wali veriety hai,ispar kaliyan lagti hai par khilti nahi hai aur hard ho jati hai, please guide me.

    • @crissishiva
      @crissishiva  Год назад

      Photo send kariye

    • @sandippeters746
      @sandippeters746 Год назад

      sir,aapka WhatsApp No. nahi he,plant ka pic kaise upload Karu😥

    • @crissishiva
      @crissishiva  Год назад

      Facebook 👉crissi shiva
      Instagram👉crissishiva

  • @Greenindiaksj
    @Greenindiaksj 2 года назад +2

    Good

  • @sanjeevnanda8601
    @sanjeevnanda8601 2 года назад +2

    Sir Ji mere pass humid acid liquid me nahi hai granual me hai kitne gram doo 2 ltr me..pls bataye

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      (Waste of money )Sir humic acid ka marketing advertisement itna jyada kiya gaya he ki har koi humic acid use karna chahta he...mene ek baar use kiya fir zindgi mein nahi kiya
      Granual humic acid bus china k chattano se khoda gaya chura he (trash material )Koi results nahi milenge apko ..use👇
      1 gram granual humic direct in soil or 1 gram in one litter water
      (Adhe ghante k liye bheego k rakiye 1 gram 1 litter pani mein)
      10 din mein ek baar dena he

    • @sanjeevnanda8601
      @sanjeevnanda8601 2 года назад +1

      Thanks for the reply.so nice if you

  • @KalpanarDunia
    @KalpanarDunia 8 месяцев назад

    Sir , Namaskar. Maine nursery se gulab ka paudha lake unko mitti aur cowdung k mixture me lagaya hai. Aaj 2 days hua hai. Next kya karna hai? Please suggest.

    • @crissishiva
      @crissishiva  8 месяцев назад

      Wrong potting media
      Ese gulab nahi chalega lambe samay tak

    • @KalpanarDunia
      @KalpanarDunia 8 месяцев назад

      @@crissishiva phir kya karna hai sir bataye

    • @crissishiva
      @crissishiva  8 месяцев назад

      Lagane se pehle poochna tha apko

  • @manjudwivedi103
    @manjudwivedi103 2 года назад +2

    Sach me you are best

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Winter ka method follow kariye ye summer ka he ,thank you so much

  • @namankhamparia9743
    @namankhamparia9743 2 года назад +1

    Sir me sidhe night 10pm k baad free hota apke sare video ke hisab se me night me fertiliser vagera de sakta hu kya mean i have time for my plants after 10pm

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Aap kiss city se he
      Temp kya he aajkal
      Weather kesa he
      Ye sab bataiye fir apko mein batata hun
      Aur photo send kariye roses ki condition dekhne dijiye

    • @namankhamparia9743
      @namankhamparia9743 2 года назад

      @@crissishiva sir me raipur cg se hu and 28 temp hai

    • @namankhamparia9743
      @namankhamparia9743 2 года назад

      @@crissishiva abhi kai dino se tez barish thi but 3 din se dhoop ho rkhi hai

  • @RishuJainFzd
    @RishuJainFzd 2 года назад +1

    Great sir aapki bhasha sheli bahut saral h aapke bataye method m kharcha bhi bahut kam h mene bahut sare rose grower Ki video dekhi h aap sabse uper h

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Means a lot sir
      Sir behind the truth yehi he ek acha rose sirf 3 fertilzer.. ek acha pesticide ..sabse sasti potting soil.. Aur water dene k sahi method se hi aaap rose ek expert level tak bana sakte he

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Sir ye summer k videos aap dekh rehe he... Aap winter k videos dekiye jo mene upload kiye he aur tips tips follow kariye

  • @mohseenshaikh7613
    @mohseenshaikh7613 2 года назад +1

    Bhai bare root krke rpot kiya hu or nayi shoots b aa gyi h 5 din hue rpot kiye
    Sunlight kbse du

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Direct sunlight mein rakhiye
      Winter mein koi dikkat nahi he direct sunlight se ...repotting k next day se hi direct sunlight mein rakh sakte he
      Koi problem nahi hogi
      Aaj subha 6 baje se ya saam k samaye se direct sunlight wali jageh p rakh dijiye ga khule asmaan mein
      Dupher ko achanak shade se dhoop mein mat rakiye ga ..
      Feb k baad agr rose ka naya podha lagate he ya repot karte he to shade mein rakhna must he

    • @mohseenshaikh7613
      @mohseenshaikh7613 2 года назад +1

      @@crissishiva thnxs

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      @@mohseenshaikh7613 welcome

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Sir ye summer k videos aap dekh rehe he... Aap winter k videos dekiye jo mene upload kiye he aur tips tips follow kariye

  • @ashasnehi3012
    @ashasnehi3012 2 года назад +1

    Hlo mere rose plants ki sari pattiya gir jati he or rose bhi nahi aate to kya karna chaiye

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Full day direct sunlight
      Soil uper se dry hone dijiye
      Gudai mat kariye
      Npk191919+mgso4 +1 litter water
      1 gram + 1 gram
      Har 3re din spray aur soil mein dijiye jab soil dry ho jaye uper se
      Har baar soil dry hone p ye dijiye
      Saam ko showering aur spray bhool se bhi nahi
      Imidacloprid ka spray har sunday ko pattiyu k peeche
      Itna follow kariye sahi se gulab apka healthy aur flowering dene lagega

    • @ashasnehi3012
      @ashasnehi3012 2 года назад +1

      @@crissishiva thank you so much 😊

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Aap ye summer k videos dekh rehe he... Aap winter k videos dekiye jo mene upload kiye he aur tips tips follow kariye

  • @geetasrivastav2k2
    @geetasrivastav2k2 2 года назад +1

    Sir mere pas 2 rose plant hai jo khoob hra bhra hai flower bhi ek sal tk diya hai pr ab nhi de rha kya upay kre

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Trimming kari thi ?
      Hamesa new branch mein hi flowering ati he

    • @geetasrivastav2k2
      @geetasrivastav2k2 2 года назад

      Yes sir trimming to mai aksar krti hu

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      1st Master feeding dijiye
      Fullday direct sunlight
      Watering har baar soil surface dry hone p ... Kissi treh ka seaweed ya micronutrient wala packet nahi dena he warna flowering nahi hogi
      Bus master feeding 1st apply kariye
      Buds ane lagegi👍

  • @anujsre
    @anujsre 3 года назад +1

    Sir repot kar sakte hai Rose plant kya..apkay baate mix may...sari leaves gir gayi.. Nursery se lane kay baad

    • @crissishiva
      @crissishiva  3 года назад +1

      Sir evening mein repot kriye ga jo potting mixture mene bataya he.. Fir evening se puri raat bhar open area mein rakiye ga
      fir subha sun niklne se pehle uss pot ko shade mein rakh dijiye ga jaha bright light ho tazi hava ho lekin direct sunlight nahi..
      Nursery se aap rose plant laye aur use aap ne direct sunlight mein rakh diye tha jisse tempreture fluctuate ho gya aur leaves drop ho gayi hogi kuch dino mein aisa issliye kyunki 👇
      nursery mein green net mein rake the rose plants pass pass aur indirect sunlight mil rehi thi waha aur aapne ghar late hi direct sunlight mein rakh diya..
      👉pattiya agr sari gir gayi he to repot kriye jesa mene bataya he uper ..5 din shade mein rakiye aur over watering mat kriye ga
      humic acid ek baar jarur se dena he starting mein agr nahi he to kuch nahi dena he 10 din tak jabtak pattiya na niklne lage
      Kuch cunfusion ya help chahiye to mere messanger p ayi aap instant reply milega apko
      facebook.com/crissangeal
      My instagram👇
      instagram.com/crissishiva/
      Or👇
      Facebook p search kriye ga 👇
      Crissi shiva
      Yehi profile picture he

  • @rekha3861
    @rekha3861 2 года назад +1

    Sir lagane ke ek mahine bad bhi new growth nahi nikalne par kya kare jabki stem green ho please upay suggest karen

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Full day direct sunlight
      Npk191919 + mgso4 + 1 litter water
      1 gram + adha gram
      Har 2re din spray aur soil dry hone p dijiye har baar
      👉over watering bhool se bhi nahi soil uper se har baar dry hone k baad sidhe fertilizer wali watering deni he jo mene uper batiye he
      Imidacloprid ka spray must he pattiyu k peeche har 7v din
      Itna follow kariye sahi se growth 7 dino mein bhoost hone lagegi
      Aur winter mein naya gulaab kese lagana he mere latest video dekiye 100 % growth hogi

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Aap ye summer k videos dekh rehe he... Aap winter k videos dekiye jo mene upload kiye he aur tips tips follow kariye

  • @Mehulkhakhodiya
    @Mehulkhakhodiya 11 месяцев назад

    Iska third part ka link kaun sa hai

    • @crissishiva
      @crissishiva  11 месяцев назад

      Latest video dekhiye

    • @Mehulkhakhodiya
      @Mehulkhakhodiya 11 месяцев назад

      Kon si hai Jo aapke bataye Gaye tax pay mein follow kar raha hun to first feeding dene ke bad second feeding kaun si de uska link aap send kijiye please

    • @crissishiva
      @crissishiva  11 месяцев назад

      @Mehulkhakhodiya tax pay ?

    • @crissishiva
      @crissishiva  11 месяцев назад

      Apko sirf ye feeding deni he👇
      ruclips.net/video/Riy9u4SQpYE/видео.htmlsi=_3qnA184rCR87bz_

  • @labbaik-ya-rasoallah5864
    @labbaik-ya-rasoallah5864 11 месяцев назад

    Sir ye part 2 ka ky matlab hai...

    • @crissishiva
      @crissishiva  11 месяцев назад

      Itna old video kyu dekh rehe he latest video dekhiye

  • @RishuJainFzd
    @RishuJainFzd 2 года назад +2

    Mene in Rose grower ke video dekh kar bahut saare pesa barbaad kiya h Puspanjali Pranabir S3 mene Rose plant bahut mangaye or bo sabhi mar Gaye mere paas bahut saare product pade h aapki video dekh kar fir dubaara Rose Plant grow karne ka Man Ho raha h

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Sir mere aap latest video dekiye ...mera wada he aapse koi kharcha nahi aur rose aapk healthy hone k sath achi flowering bhi denge
      Mein hamesa sarey rose apni city ki nursery se leta hun

  • @pratimagoutam8296
    @pratimagoutam8296 2 года назад +1

    Sir mane Rose plant lgaty hi fertilizer DE diya ab leaves nod ki growth nhi ho rhi

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Ye summer ka video he
      Winter ka method follow kariye

  • @prashantkukreja3635
    @prashantkukreja3635 3 года назад +1

    Thanks
    2nd feeding?

    • @crissishiva
      @crissishiva  3 года назад +2

      Sir 2nd last feeding ka jaldi he video upload hoga with updates

  • @mrsrajininathan1990
    @mrsrajininathan1990 2 года назад +1

    Sir, can we spray Imidacloprid during soil feeding?

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Bilkul kar sakte he
      Imidacloprid 70 wg pattiyu k peeche spray must he morning mein har sunday
      Saam ko shower ya spray bhool se bhi nahi
      Sir aap summer k rose video dekh rehe he winter k dekiye jo mene upload kiye he aur tips follow kariye

    • @mrsrajininathan1990
      @mrsrajininathan1990 2 года назад +2

      @@crissishiva oh okay sorry sir. I will watch winter video Thanks.

  • @chandanibhagwan268
    @chandanibhagwan268 2 года назад +1

    Sir ,npk 12.61.00 ki jagah kya DAP de sekte hai?

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Dap gulaab mein jyada nahi diya jata warna soil alkaline ho jati he jo ki gulab ko pasand nahi
      Dap 5 dane 1litter pani mein mix kar k har 10v din de sakte he ye safe he

    • @chandanibhagwan268
      @chandanibhagwan268 2 года назад +1

      Thank you sir

  • @sekhrisunil
    @sekhrisunil 2 года назад

    Please send link for part 3 feeding after repotting

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад

      Baby rose summer feeding after repotting👇
      Agr bare rooted lagaya tha to potassium humate hafte mein ek baar aur kuch nahi saam 8 baje
      Agr nursery la kar rose lagya he aur roots disturb nahi kariye he👇
      Repot k 7v din👇
      1st week Npk 191919 +takat
      2nd week potassium humate
      3rd week magnesium nitrate
      4th week takat +npk12.61.00
      Raat 8 baje ek gram +1litter pani k hisaab se spray aur soil mein
      Soil dry hone p
      Hafte mein bus ek baar

  • @TWIXAK_1424
    @TWIXAK_1424 2 года назад

    Ab march ke month me konsi feeding deni h ye to winter season ki fedding h

  • @mayagardeninginnocentsoul5379
    @mayagardeninginnocentsoul5379 2 года назад

    Sir daan ki busi mil jayega ap se hummare yaha pe nahi melta or online bhut mahaga hai

  • @RishuJainFzd
    @RishuJainFzd 2 года назад +1

    Rose grower m kisi Ka naam nahi loonga bahut sare products batate h yesa lagta h Ki bo company ke product sell karte h unko hamaari bhawna se koi matlab nahi h

    • @crissishiva
      @crissishiva  2 года назад +1

      Wo log gulaab ko mariz ki treh palte he... Jese Doctor mariz ko 30-30 dava likh deta he fir kuch din k baad aur 20 dava likh deta he ...
      Jab gulaab se ache fool aur achi growth sirf 4 fertilizer se hi mil rehe he to 40 mail k fertilizer use kar k wo log ye dikhane chahate he ki duniya mein unse acha koi rose grow nahi kar sakta ...
      Wo log chahate hi nahi he ki rose ek easy way mein asaani se log grow kare