Kuch log aulad ko kachra samjhte hai . Bache bade hone par kuch logo ko wo bhar lagte hai jise wo jaldi se jaldi hata dena chate hai apni zindagi se . Uske liye kuch bhi karte hai aise ma baap . Emotional manipulation aur samaj ka dar dikha kar aulad ko bali Chadha kar khush rehte hai . Bade hone par bhi apni khusi ke liye kuch bhi karte hain log
Father and emotionally manipulative mother are both villain in her life
Byomkesh bakshi😂
Zubeida ki zindagi ka villain uska baap hi hai,
Her father did the right thing by getting her divorced
Kaise zalim baap h.
Aisa pti or peeta kisi beti ko na mile
Husband is at full fault, he could have taken zubi with him and made a different house
Kya iske aasu bhi inka dil nai pighla paye😢 toh yeh jhuti tassliya kyu dere hai
Kuch log aulad ko kachra samjhte hai . Bache bade hone par kuch logo ko wo bhar lagte hai jise wo jaldi se jaldi hata dena chate hai apni zindagi se . Uske liye kuch bhi karte hai aise ma baap . Emotional manipulation aur samaj ka dar dikha kar aulad ko bali Chadha kar khush rehte hai . Bade hone par bhi apni khusi ke liye kuch bhi karte hain log
नहीं अच्छा मूवी है