Air cleaner glass , hyd filter and hyd oil , water seprator clean , radiator grill clean , diesel pump cam oil change, coolant check, pstg oil check, turbo clean, all rubber boots and pstg balljoints and stg bushes check. Etc. Bhi kiya ja sakta hein service mein according to use of tractor. ✔️ Otherwise great video for basic service.
Halki sealan si rhti h to normal h jayada h to tapet Cover hta kr head ke nut tight kr lo ya head seal change hoti h jise change krna shi nhi rhega engine ki setting bigad jayegi
Satish ji engine ko kisi bhi type ke flush ki koi jrurt nhi hoti... Aaj kal ye trend chal rha hai engine flush ka but realty ye hai ki eska koi Benifit nhi hota..
sir farmtrack supermaxx 60 ke niche jnha se aapne oil nikala wnha jo plate hoti jiske 4 nat lge hote hai wnha se oil niklta hai unko kese roke plzz reply sir
Jha se engine oil nikalt h ? Aap Flywheel side ki plate ki baat kr rhe ho to vha se oil nhi niklna chahiye kyoki vha pr oil hota hi nhi h Ha agar flywheel side engine ki seal leak ho jaye to esa ho skta h uske liye aapko tractor ka jod khulvana pdega or seal change krvani pdegi
Overflow ki pipe ke bolt ko khol lo or pump ke uper ke cap[jha se oil dalte hai] ko khol kr oil dalo jab tk oil ka colour new oil jesa na ho tb tk oil dalo or black oil ko bahar niklne do jab oil ka colour saff ho jaye over flow pipe ke bolt ko lga do or halka[10-20ml] sa oil or daal do
Dekhiye nishu ji ese kam krne ke liye pump pr nut diya hota h but hume use kabhi bhi ghar pr nhi Hilana chahiye kyoki agar thori si bhi gadbad ho gyi to engine jor nhi lgayega ya diesel or jayada lene lag jayega ye kam aap jo pump setting ka kam krte ho un se krvaye
White diesel cup jo h wo water seprate krne ke kam aata h use clean nhi krna pdta bs uske niche ke bolt ko loose krke usme se pani nikal diya jata h agar pani usme ho to Or bhai pump filter ke bare me age kisi video me bta dunga baki agar service time pr hoti h to pump filter ko har service me saf krne ki jrurt nhi hoti h
lagbhag 25-30lt ke bich me aata h 100 number oil baki piche ke bolt me hydrolic oil ka gauge hota h us se naap skte ho Or gearbox me 5-7lt ke aprox hona chaiye baki aap ese bhi gauge se naap le oil dalte time
Bilkul shi jankari di bhai jo ache se samj aayi koi jldbaji nhi ki aapne .thanks bhai aapka bhut bhut ok
Dhnyawad bhai bhut bdiya lga apka comment pd kr.. 😊
Air cleaner glass , hyd filter and hyd oil , water seprator clean , radiator grill clean , diesel pump cam oil change, coolant check, pstg oil check, turbo clean, all rubber boots and pstg balljoints and stg bushes check. Etc. Bhi kiya ja sakta hein service mein according to use of tractor. ✔️
Otherwise great video for basic service.
Ji Bilkul...
veri naice👌👌👌👌
Good video regards Sukho International Delhi 😀 👍🏻
Thank you thank you thank you so much for very useful and helpful video❤
🙏🙏
Thnk u sir. Ji powertrac445 ds ki bhi service ki vedio daliye sir. Please
Dhanyvad hai badiya tarike se bataya hai esliye
बहुत सुंदर सरजी 🙏🙏
Bahut badhiya bhiya ❤❤❤
Bahut badhiya jankari hai bhai
Namaskar G bhut hi bhadiya video bnai hai G
Oil Year kilin jali saf kaise kare video banaeye ya bataeye
Very good information sir jj
Bhut khub nice explain
Bhot aache se samjaya apne
Very good brother
Sar batane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad
Very good 👍
Bahut badiha
Y 500 hour wale farmtrc 45 konsa oil good hai ur service bar batto
Good information Punia g👍
thnks bhai
Bhai esme oil me cupan nikalta he wo konse app se scen kre
Bahut accha laga
Very nice videos 😘😘 farmdrac 🙏
Good explanation sir
Thank you thank you very much
Gajjab Bhai ji
Bht bdiya bhai saab, powermaxx 60 gi video bhi upload kriyo
Bilkul bhai
Farmtrac champion xo 37 mein kitna engine oil dalta h
Well done
Sir, farmtract tractor 60 , T20 ke coolant me जला हूआ karban पदार्थ आ raha hai, please reply
coolant change kr lijiye
भाई सहाब सोनालिका के गीयर बॉक्स में कितना सिओल पड़ता है बताओ जरा सोनालिका 35 हैं
Thanks bro👍👍👍
Kya baat hai,,,,Pooniya saab vry gd,,,aapka kaam ka trika or or saaf aavaj ,,, ,,,bahut badiya
Thanks for information
Sir farmtrac champion xp 37 me engine oil kitna dalta h model 2016 please reply
Same question
Bai new farmtrac powermaxx tractor mai trolly ka hydrolic oil aur gear same hota haikya
अलग अलग होता है भाई
bhai alg alg hota h
Sir aap ke pass framtrac 60 power max aur 60 hai dono gaddi ki comparison kar ke batao kon sub se acha hai plz sir 🙏🏻🙏🏻
Okay bhai try krunga
Good knowledge ji
sir thanks
Sir farmtrac 45 model 2012 ma Head se oil Niklta hai slow chalne prr koi upayy btaye🙏
Halki sealan si rhti h to normal h jayada h to tapet Cover hta kr head ke nut tight kr lo ya head seal change hoti h jise change krna shi nhi rhega engine ki setting bigad jayegi
Poonia ji namaskar, kya hm 1995 model ford 3600 me engine flush use kr sakte h, service k time.
Please btayen.
Satish ji engine ko kisi bhi type ke flush ki koi jrurt nhi hoti...
Aaj kal ye trend chal rha hai engine flush ka but realty ye hai ki eska koi Benifit nhi hota..
Thank you bro
Ford 3600 ki video dalo bhai please
Bhai lgbhg same hi hota h
Sir kya Isme se bo andarwali jali bahar ni ayega?
Nhi
Total khracha bhi bata dete ❤
Sir gera oil likega upar cha ha ja ca delta ha nur cha new nut k badaa bi oil likega ho ra ha
M aapki baat samajh nhi paya
Good
भाई इस ट्रेक्टर का फुल रिवीव कर इस की hp और खास बाते हो ट्रेक्टर की सारी बताईयो
Sar aapane ek ki chhod diya hai jo pump ke niche Jo chhoti si dawai lagai ho to usmein jalli lagi hoti hai usko saaf karna rahata
Use apko har service me clean krne ki jrurt nhi hoti hai es chakr me video me add krna rah gya ji
Sir 6055me clutch finger ki setting kitne mmm par ho gi
sir mere pass ford 3600 hai 1990 model kya hum 15w40 engine oil use kar sakte hai k nai.
Ha bilkul use kr skte ho
@@pooniakrishifarm Thnks
Nice
Thanks
sir farmtrack supermaxx 60 ke niche jnha se aapne oil nikala wnha jo plate hoti jiske 4 nat lge hote hai wnha se oil niklta hai unko kese roke plzz reply sir
Jha se engine oil nikalt h ?
Aap Flywheel side ki plate ki baat kr rhe ho to vha se oil nhi niklna chahiye kyoki vha pr oil hota hi nhi h
Ha agar flywheel side engine ki seal leak ho jaye to esa ho skta h uske liye aapko tractor ka jod khulvana pdega or seal change krvani pdegi
Sir new Holland 5620 ka sarvice
Bai farmtrack 60ki serves kitne time bad kare
blue filter wale ki 300H pr white filter wale ki 500H pr
Sir ji her jgh pe ap adjustable ka use kar rhe jo ki glat hai
Thik h ji dhanywad aage thik krne ki kosis krunga
मेने farmtrac 60 लिया है 2007 मॉडल उसके पम्प का पुराना ऑइल कैसे बदले ower Flow के लिए सिर्फ एक पतली सी पाइप h
Overflow ki pipe ke bolt ko khol lo or pump ke uper ke cap[jha se oil dalte hai] ko khol kr oil dalo jab tk oil ka colour new oil jesa na ho tb tk oil dalo or black oil ko bahar niklne do jab oil ka colour saff ho jaye over flow pipe ke bolt ko lga do or halka[10-20ml] sa oil or daal do
Bhai sell kr le
2007 model
Good job 👌👌
thanks bhai
Sir gearbox and पिछले हिस्से me कितने no ka oil लगता है
2007 मॉडल
@@rohangurjar2586 2007 modal oil brake nhi h to koi sa bhi CL daal lo vrna 60,100 dono me se koi bhi daal skte ho
Pump mai bi oil dalna hai kya
nhi, wo old model me dalta h en me engine se hi direct oil aata h
Engine oil grade kya ha bahi is ki
Thanks 👍🏼
Farmtrac ke gearbox oil kaun sa Hota Hai
Escort Suraksha utto oil
@@pooniakrishifarm transmission oil aur gear oil ek hi hota hai kya.please reply
@@KuldeepKumar-sp9pn hota to ak hi hai but dono me oil alg-alg jagah dalta h
Sir tractor jtada disel khae toh kya krna chahiyeh
Dekhiye nishu ji ese kam krne ke liye pump pr nut diya hota h but hume use kabhi bhi ghar pr nhi Hilana chahiye kyoki agar thori si bhi gadbad ho gyi to engine jor nhi lgayega ya diesel or jayada lene lag jayega ye kam aap jo pump setting ka kam krte ho un se krvaye
Pump seal kat rahi hai halki fulki oil neklti hai koi deekt wali baat to nahi hai na 60 valuemaxx ki 2015 model
Nhi koi dikt nhi h jayada leak ho to oil level jrur check krte rhna halki fulki leak se koi dikt nhi h
@@pooniakrishifarm thanks sir
Bhai apne pamp oil kyo nhi badla
Bhai en modal me pump oil change krne ki jrurt nhi hoti engine oil hi pump me jata h
Diesel filter se pehlele jo white diesel cup he vo ni saf krna he ji or diesel pump filter nhi saf kita tusi
Sade koll he farm 60
White diesel cup jo h wo water seprate krne ke kam aata h use clean nhi krna pdta bs uske niche ke bolt ko loose krke usme se pani nikal diya jata h agar pani usme ho to
Or bhai pump filter ke bare me age kisi video me bta dunga baki agar service time pr hoti h to pump filter ko har service me saf krne ki jrurt nhi hoti h
@@pooniakrishifarm ok g thnks sir
Ford 3600 de service par video
Lgbhag same hi hoti h
Bhai g diesel pump me nhi dala mobil
Diesel tankey ketne litr ki Hai is ki
60 lt
Sir please redieoter ki servise or bata dijye or ager leak h to use kase tik kre ..
okay...
Nic
Full review suprmaxx
Farmtrac60 ki service kitne ghnte bad krni chaiye ji
Blue filter walo ki 300 ghanto pr white filter walo ki 500 ghato baad
Disele pump ka mobile kase bdle
Esme bdlne ki jrurat nhi hoti
Purane modal me bdlna pdtaa tha
Thanks
सर जी अपने पहले फिल्टर निकाला वो कागज़ का था और आपको वहा कागज़ का लगाना था लेकीन आपने वहा कपड़े का लगा दिया
pehle ulte lge huye the, kapde ka filter pehle lgta h fir kagaj wala lgta h
सही
Bhai apne diesel filter galat jagah pe feet kiye he pepar vala bad me ata he apne jab khola he vo dekh lijiye
Nhi bhai mene shi set kiye h pehle ulte the
Suraksha balti ka price kya h
1800-1900 ke lagbg pdni chahiye baki confirm nhi h
2021 modal ki video banao
6055 ka hydraulic oil kon sa aur kitna padta hai aur gear oil kitna padta hai
lagbhag 25-30lt ke bich me aata h 100 number oil baki piche ke bolt me hydrolic oil ka gauge hota h us se naap skte ho
Or gearbox me 5-7lt ke aprox hona chaiye baki aap ese bhi gauge se naap le oil dalte time
Aapane diesel pump Mein Tel Kyon Nahin Dala Hamen bataen jaldi
old modal me dalne ki jrurt hoti h enme nhi kyoki engine oil hi diesel pump me aata hai automatic
Engine oil price in your area and filter price
Engine oil 1700-2000 oil filter 170-200..
Bhai deisel filter galat lagaya hai
Or Bhai abhi company ingin oil kavach name as rha hai
Ha bhai kavach or suraksha dono hi name se aa rha h ab to suraksha 500 Hours wala bhi de rhe h
Crb 15 40kaisa rahega
😍👌👌👌
Sir mujhe Supermax 60 dilwar kitna price
Hydrollic filtr chng na kra ji
hydraulic filter 1000 ghanto pr change kro koi problem nhi hoti
engine oil ka grade kya hai???
20W-40
60 का दम देखो ruclips.net/video/Vhwef5xBaRQ/видео.html
Aapane typhoid to Mila hi nahin
Sabse kharb oil hai or mehnga bhi surkhsha oil
Sir number dijiye aapka
Good