Bhai meri creta diesel m esa hi hua hose pipe mfat gya tha or ...coolant m engine oil agya tha ....uske baad mene sari line saaf kri jese aapne kri...or wo crack b band kr dia hose pipe ka.......pr engine oil coolant m agya tha ...us time pr jb crack hua tha....ab sab shi hogya h ...safai k baad .....10,000 km chal bhi gayi gadi....toh iska koi future m harm pdega kya...ya fr head gasket check krni chahiye?
Head gasket tab change karate agar wo damage ho or gaadi coolant consume kare...waise to i suggest local mechenic ya service centre me dikhaiye, and engine oil bho change jarur se kar lena
Bhai apki ek help chahiye thi Meri punch (8.5k run) mei coolant low level par aa gaya hai Na usse kam ho na usse upar ja raha minimum level par hi stuck hai toh kya isska matalab mera car ka coolant leak ho raha hai Na koi smoke aata na hi puddle milete h car ke niche Or kya mujhe coolant topup karna chahiye Or ye topup.mujhe company mei jakar karna chahiye ya khud kar lena chahiye
Bhai coolent wal nikalake direct hone se kuch problem ata hai kya..q ki kya hai garej Wale Bhaiya bol rahe the ki wal nikal ke direct kar dete hai kuch problem nahi ata
Bhai meri creta diesel m esa hi hua hose pipe mfat gya tha or ...coolant m engine oil agya tha ....uske baad mene sari line saaf kri jese aapne kri...or wo crack b band kr dia hose pipe ka.......pr engine oil coolant m agya tha ...us time pr jb crack hua tha....ab sab shi hogya h ...safai k baad .....10,000 km chal bhi gayi gadi....toh iska koi future m harm pdega kya...ya fr head gasket check krni chahiye?
Head gasket tab change karate agar wo damage ho or gaadi coolant consume kare...waise to i suggest local mechenic ya service centre me dikhaiye, and engine oil bho change jarur se kar lena
@@autotales ok sir thanku ....
Bhai apki ek help chahiye thi
Meri punch (8.5k run) mei coolant low level par aa gaya hai
Na usse kam ho na usse upar ja raha minimum level par hi stuck hai toh kya isska matalab mera car ka coolant leak ho raha hai
Na koi smoke aata na hi puddle milete h car ke niche
Or kya mujhe coolant topup karna chahiye
Or ye topup.mujhe company mei jakar karna chahiye ya khud kar lena chahiye
Bhaiya Honda city k pipe fata h coolant k bgl se just kitne rupees m lagega wese
Ye kitne mm ka pipe hota h
Bhai reverse kartey waqt coolant leak karta ....aagey jao to chahey 50km chala lo theek rehta...kya karey...?
Kaha se leak kar raha?
@@autotales aagey se he engine k right side jaha can hai coolant ka reverse kartey hai to nichey gira hua hota..
Mere sath bhi ye hi ho Raha hai kya problem hai ye ??
@@autotalesBhai ye kya problem hai bataiye please
Very informative
Glad you think so!
Bhai coolent wal nikalake direct hone se kuch problem ata hai kya..q ki kya hai garej Wale Bhaiya bol rahe the ki wal nikal ke direct kar dete hai kuch problem nahi ata
You mean thermostat? Mat nikalna new bahut sasta aa jata hai
Heater nahi chalega
Bhai collent ki pipe fat gya ha puri Pini 1-3 min ma nikle ja rha saara hi mechanic ka pass kaise lekar jaun
Ya to pipe lake khud change kar lijiye ya fir mechenic ko bulaiye
@@autotales ok
Hose pipe ka online link dedo. Parts mangwa lunga
Boodmo pe mil jaega
Aapki shop kaha par hai ??
Shop nahi hai sir
Total cost for this work
Depend krta sirf hose pipe hi change krne hein ya or bhi...pipe bahut saste hein ye wale
Total kharcha kitna padega y karwane mei
Hose pipe ki cost
@@autotales hose pipe and coolter wagera sab milake
@@autotales total repair mei machanic ko kitna Paisa Dena chahiye
Sir me to khud karta hu..is hisab se under 500...coolant and hose pipe ke saath
@@autotales thank you sir
Nyc video
Coolant kitane ka he₹
Alag alag rates hote..
@@autotales 150₹
Nic 👍
Thank you
Zen estilo me Aaj 35 hajar ka kharcha huva. Engine sized
Kaise hua sir?
सर मेरी गाड़ी Tuv T8 300 का यह वाला पाइप बार-बार फट रहा है क्या प्रॉब्लम हो सकती है प्लीज बताएं
Line me koi block ho sakta hai..ek baar proper check karana..baar baar fat raha means pipe pe pressure jyada padh raha hai
Poor quality of audio