Sandal ka Sharbat Recipe l Sandal ka Sharbat Banane ka Tarika | by BaBa KhaDmi FooDs
HTML-код
- Опубликовано: 14 дек 2024
- BaBa KhaDmi FooDs #
Assalam- o-Alikium
this is Chef Tanveer Hussain Khadmi
from BaBa KhaDmi FooDs
I Hope Everyone is fine by the Grace of Allah Almighty and me too.
Ingredients: (SANDAL KA SHARBAT)
Sandal ka Buradha - 200 grm
Water: 2 Liter + 12 Liter
Sugar(Cheeni): 12 kg
Citric Acid(Taatri): 1/2 Tbsp
Sandal Food Color: 1/2 Tsp
Arq Gulab: 1 Cup
Kewra Essence: 1 Tsp
Sandal Essence: 1 Tsp
/ baba-khadmi-foods-1041...
DISCLAIMER: This Channel (BABA KHADMI FOODS) is about cooking but not a traditional cooking channel where you did see experts rather it is going to be novice trying recipes of experts so you will see famous chef’s recipes being prepared here with and without mistakes......
It is going to be a very good fun cooking channel which my produce great results at the end. (Insha’Allah)
Never miss a videos by subscribing, shearing and pressing the bell icon. Get ready for some amazing Videos and keep watching. And
viewers please Subscribe to My channel( BaBa KhaDmi FooDs) and Click to Bell icon with like to my videos and Share in the friends for Subscribe thanks.
Thanks with regards.
BaBa KhaDmi FooDs
Chef Tanveer Hussain
#sandalkasharbatrecipe
#sandalkasharbatbananekatarika
#howtomakeshandalsharbat
اللہ آپ کے والدین کی بخشش فرمائے ماشاءاللہ کیا پیاری نعت سنائی آپ نے جزاک اللہ
Aameeeen Summa Aameeeen ✨️
JazakaAllah G ✨️ ✨️
جزاک اللہ بہت اعلی رسپی اللہ تعالی سب کو روزے رکھنے کی توفیق عطا فرمائے
Aameeeeen Summa Aameeeeen
MashAllah
اللہ تعالٰی مرحومین کے درجات بلند فرمائے اور لواحقین کو صبر جمیل عطا فرمائے آمین ثم آمین اللہ تعالٰی جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین
Aameeeen Summa Aameeeen
JazakaAllah G ✨️
Boht khob jee very nice dear
Subhan Allah Allah Pak ap k waldain ko KARWAT KARWAT JANNAT ATA KARAIN AAMEEN
Aameeeen Summa Aameeeen
Bohat khoob sir ji
Ma Sha Allah nice 👌
MaShaAllah
Refreshing drink
JazakaAllah G
bht khoob ...bht umda..salamat raho
JazakaAllah G Aameeeeen
Great work Tanveer bahi Mashallah
Informative vedio brother
Maşallah
Mashallh
❤❤ سبحان اللہ العظیم ❤️❤️ ماشاءاللہ ❤️❤️
Super delicious 😋
Thank you 😋
@@babakhadmifoods
Music se perhez kren please
Great recipe
Great cheap and Best
💕💕💕💕💕
Masha Allah Nice video
Allah pak kram kry
Humysh qaim daim rakhy
Aameeeen Summa Aameeeen
SubhanALLHA......
Subhan ALLAH❤
ضرور جلد بتایے thanx
Jazaq Allah
Masha a ll ah
ماشاءاللہ
سلامت رہیں تنویر صاحب اللہ تعالی آپ کی امی کی مغفرت فرمائیں آمین زبردست کلام ہے اور آپ خوش رہیں آباد رہیں آمین ❤⚘⚘❤
Aameen
جزاک اللّہ بہت اچھی نعت اور آواز بھی اچھی ھے
JazakAllah G Akmal bhae
Masha allah Zbrdsth
Ma sa Allah ❤❤❤❤❤
Kamal 👌🌼💝💕💕💕💓💓🌷🌷💕💕💕💓💚💚💕💕💓💓🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷💕💕💕💕💓💚💕🌼💓💟🌼💚💓💓🌷👌👌🌷💕💕💕💕💓💚💕🌼💓💟🌼💚💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓🌷🌷🌷🌷🌷🌷💕🌷
JazakaAllah bhae jaan
great sharbat recipe best for summer thanks for sharing
Thank you so much 😊
Great information 👍 video
Ma Sha Allah
Natt buhat piyari by uncle Allah Janat naseb kary
Aameeeen Summa Aameeeen JazakaAllah G
bohat khoob
super
Mashallah bahot khoob Allah apko bahot kaamyabi ata farmay Ameen
Super 💐🌺🌺💐👍👌👌👌
Masaallha
Mashallah nice personality
JazakAllah G
Masha allah
Nice 👍
Thanks ✌
Very good
Keep in touch
ماشاللہ ۔۔۔۔بہت خوب تنویر بھائی ۔۔۔۔ساڈی ٹھار مدینہ اے۔۔۔ماواں ٹھنڈیاں چھاواں۔ ۔۔اللہ تعالیٰ آپ کی امی ابو کو جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا فرمائے۔
Aameeeeen Summa Aameeeeen JazakaAllah bhai jaan
Thank you so much sir bohat achi recipe btai hai thanks alot har ingredients bohat details me bataya Allah ajer de ameen InshAllah I will try this
Aameeeen G JazakaAllah
Mashallah ❤
Tanveer Bhai very nice Allah AP ke Ami ke maqafarat farmya ,,ma Madina ma job karta hun
Aameeeen Summa Aameeeen ✨️ JazakaAllah G Bohat Shukria bhae jaan
Super sharbat bayyaji 👌🙏
Bohat Shukria G JazakAllah
Sandal boht acha hy
JazakAllah G
Aap 1litar sharbat ki recipe please
great
Allah pak AP ki or Meri walda ko junat me ala mokam ata farmaye ameen
Aameeeen Summa Aameeeen ✨️
Thanks
Welcome
Osam
امپن ثم آمین انشاء اللہ 😢😢🙌 انشاء اللہ
Sir mugy akseery Jigar sharbat btain
G InshaAllah Zaroor
Uncle you are amazing it's my first comment on you tube video I love this recipe thanksgiving
JazakAllah hu haira
Very very good
Thanks
Nice
Yummy 😋😋😋😋
Mia sandul aor akseery Jigar ka bissniss krna Chahta how
G G Bismillah karen Allah pak ki zaat Barkaten Dalney wali hai. InshaAllah
Kia bat hy mashallah
Good
MAA SHA Allah ji
JazakaAllah
Ameen Suma Ameen ❤❤❤❤❤
ameen
Baba khadim sab Meri rehnumahi krin
G nadeem sb Hukam karen
Aoa baba khadim
I m khadim
G MashaAllah G bhae jaan kehan sy hain aap kia hamari mulaqat hai
Subhanallah
JazakaAllah G
Kia ye paste mard hazraat istanal kr salty Hain
G Bilkul kar Sakty hain. Allhamdulillah
Assalam o alaikum sir agar 2 say 3 kg chini ka banana ho to uski quantity b share kr dain please
Wa Alaikum Aslam G bhae jaan Zaroor.
Ingredients: (SANDAL KA SHARBAT 3 kg Sugar k sath)
Sandal ka Buradha - 50 grm
Water: 1/2 Liter + 3-1/2 Liter
Sugar(Cheeni): 3 kg
Citric Acid(Taatri): 1/4 Tsp
Sandal Food Color: 1/4 Tsp
Arq Gulab: 1/4 Cup
Kewra Essence: 1/4 Tsp
Sandal Essence: 1/4 Tsp
@@babakhadmifoods thank u sir stay blessed
🎉
Ameen suma Ameen
Asslam o alaikum
Agr my 3 kg sugar ka sharbat banana ho to os my kitni amount my sandel ki sticks dalain g
Love you bro
Thanks You ❤ 😍 💖
Assalamualaikum baba g mai apki new subscribe hoon mujhe apki sabhi maaale dar ricipi achchi lagi me sabhi try karongi inahallaha air apna feed back zaroor doongi
Wa Alaikum Aslam G Bohat Shukria Meri Behan aap kehan sy hain...?
Allah Pak aap ko Jaza e Khair Atta Farmaey..Aameeeen
Mujhe Feed back ka intazaar rehe ga. InshaAllah Allah k Gar ki umeed hai Meri Videos aap k liey bohat Helpfull Sabat hon gi.
Very interesting and easy to understand,
Excellent work & great effort, outstanding quality capture & wonderful editing, best of luck & prayers for your success❤👍I'm your new subscriber 🌹💖keep growing 😊
So nice of you InshaAllah Zaroor
1/kg may kitna sundal dlta hy
Aslam o Alaikum Bhai Jaaz 1/Kg kia hua 1 Letter to suna hai
@@babakhadmifoods mtlb 1/kg shugr may
Huuummmmmmmm
AoA . Bhai is pa kitni cost ai ha ap ki or ya bn kar kitny liter rah gya ha ? Mtlb tayar ho kar kitny liter bna ha .
Expenses Taqreeban 3150 Rupees
Baki aap Description main deikh len pls
Ameen 😢
Ameen
yea kitny din tk istemaal kr skty hy
6 Month sy Above
Bhai aap ki awaz belkul she nhi aa rhe eis liye ap maick laga k bolen
Aslam o Alaikum Umer Bilkul theek keha aap ny Ub main Mic Use kar reha hoon...
Ye choora milega kaha,n se? ?
Pansaar ki Dukaan sy......
kb tk expire ho ga
Bachey to Expire ho ga na
Bananey k bad jam jata hi koi hal bataey
Naee Jamta agar es Citric Acid ki Miqdaar kam na ho. Aur Sharbat ko ziada Gharra(Thik) na hony den us ki waja say Jam Jata hai. Aur agar Jam geya hai to to Thorra Sa Water 💧 daal kar Boile karen, achi tarha sy Liquid ki shakal main la kar 3 sy 4 Boile aany den phir us main Citric Acid shamil karen agar 8 Liter Sharbat hai to 1 tbsp Citric Acid daal len aur 1 sy 2 Boile aany per Sharbat flame sy utaar len thandha hony per Store kar len. Thanks 😊
Asli sandal ka broda Kahan mily ga
Pansaar ki dukan sy mill jaey ga. Shart ye hai banda niyyat ka Asli ho. 2 sy 3 kissam k brodey Rakhey hoty hain inhon ny 1 number keh kar len mill jaey ga.
Sir mazrt ky satt srbitt koch arsy k bad khrab ho gya
Sharbat tab kharab hota hai ya to water ka 1 B drop💧 es main gir jaey ya Jab jiss Botle main Sharbat dalna ho us main thorri C B nami reh Jaey 3rd ye k Sharbat ko Garam Jaga Per na rakho thandi Jaga per rakho InshaAllah Safe Rahey ga.
Baba g logon ko aor mujahy ye tu btaain k esy pakana Kitna hy
Jab ye Tayyari k Marahal per aata hai to 13 sy 15 Aaney chahiey Jitna es ki Pakaee ho gi Utna he Acha hai aur Bad main Citric Acid shamil karen gy.
Kya hum is me sandal ka araq dal skty hein?
G daal sakty hain Agar Sandal dalna hai to phir na dalen aur Sandal naee dalna to Sandal ka Araq daal len. Lekin Araq Sirf hushbu dy ga Taste aur Taskeen naee.
Bhai koshish kia karen k sirf kaam ki hi baten ho saken
G JazakAllah Zaroor
ایک بوتل پر کتنا خرچا آجاتا ھے؟
Taqreeban 150/- Aprox
جناب200گرام صندل سے کتنے لیٹر شربت تیار ہوگا؟
G Awais bhae ye 200grm ki he recipe hai. Ye final taqreeban 18 Liter reh geya tha. Aap ki Marzi hai water 💧 kam B use kar sakty hain.
Chine ki jam jati hy
Chini ko achi tarha sy pakaen aur Citric Acid Dalwen kabi b chini naee Jamey gi.
Acha bhalla sharbat ban gayaj tha, natural. Food colour and essences daal kar bazari kar diyah.
Hahahaha 😆 arey ye cheezen Zaroori hoti hain. Aap bey Shak na daliey ga
بھائی یہ بھی بتا دیں اس پر لاگت کتنی آئی ہے
G us Waqat to Mery Taqreeban 2000 Lagy they Lekin abi to Sandal he Bohat Mehngi aur Sugar B........
Bhai 12 kilo cheena daal kar yeh kahan faidamand rahe..sath keh dety cheeni zhada na dalien sehat keliye muzhar hey.baki sandal la sharbat naturally Achaea hay thx for video
JazakAllah G bhae jaan Bohat Shukria aap ka JazakAllah G
Baba g mene apki sharbat ki recipi try ki bahout khoshi Howie dekh kar dil chahrata text karlon par..... Apne bahut ziyada quantity me bata diya hy hum is 1sugar 1liter pani k hisab se b jayeye to. Sandal powder kitna le gulab ka araq ensence kitna le baba ji😔
8:15 8:45 ameen sumameen😔
Aameeeen Allah Pak Ye Sari Duaen aap k Haq main B Qabool Farmaey....Aameeeeeen
@@babakhadmifoods ameeen sumameen .
G Bohat Shukira Meri Behan aik to Ye hai k aap 1 kg main 15 sy 30 Grms tak daal Sandal ka Boora daal len aur ziada B dalna chahen to daal sakty hain kiuon k Sandal bohat achai cheez hai. Allah pak ny bohat achi cheez banaee hai ye kissi ko faida dey ya na day Nuqsaan nehi deti. AllhamduLillah.
Aur Gulab ka Araq 6 to 8 Tbsp daal len InshaAllah Tastefull rehe ga.
Kewra Essence: 3 or 4 Drops
Sandal Essence: 3 or 4 Drops
@@babakhadmifoods apka bahut bahut shukriya.