@@MAHENDRA_Livestream_7 abbe pagal hai kya tu class 12 ka blueprint kal hi aaya hai jabki half yearly exam ke paper old blueprint ke according kab ke ban chuke hai aur board Wale pagal nahi hai jo blueprint ke hi questions denge bhai itna dimaag tere me bhi hona chahiye
Bhai half yearly ke marks important hai kya hamara syllabus cover nahin hai Lekin ab ham acche se padh rahe Hain koi effect nahin padega percentage mein
Nahi kuch farak nahi padega important nahi hai me khud topper hu class ka class 11 commerce me mere 92 percentage the aur me abhi class 12 commerce me hu mera bhi syllabus complete nahi hua hai isliye mene socha hai ki jitna aata hai utna karke aa jaaunga half yearly me uske baad daily self study karke board me 90 percent laakar dikhaunga ab aap hi batao half yearly me kal no. Aayega aur uske baad Board me aacha no. Aayega tho log aapke half yearly ke marks nahi dekhenge aur haa half yearly and board exam se koi lena dena nahi hai udhar 80 marks ka paper hoga jitne aayenge utne me se 20 marks school ke add karlo purane exams se koi lena dena nahi hai
Bhaiya modal paper halfyearly me kitne marks score krwa skta hai???? Pls tell
70
@MAHENDRA_Livestream_7 acha
@@Blackcurrant7 ha
@@MAHENDRA_Livestream_7 abbe pagal hai kya tu class 12 ka blueprint kal hi aaya hai jabki half yearly exam ke paper old blueprint ke according kab ke ban chuke hai aur board Wale pagal nahi hai jo blueprint ke hi questions denge bhai itna dimaag tere me bhi hona chahiye
ALL clear bhaiya ❤❤
Bas isi ka intazaar tha 😊
Kya baat hai aapka channel ek din millions mai jayega mark my words I am abhay singh gurjar 16 year old study in 12th class
Bhaiya in rbse valo ne saste nshe kr rakhe physics model paper dekho questions he 9 diye or uper bola 10 ka
Bhai half yearly ke marks important hai kya hamara syllabus cover nahin hai Lekin ab ham acche se padh rahe Hain koi effect nahin padega percentage mein
Half yearly matter nahi karte end vo hi Board ke number judte hai 🎉
Give going
Nahi kuch farak nahi padega important nahi hai me khud topper hu class ka class 11 commerce me mere 92 percentage the aur me abhi class 12 commerce me hu mera bhi syllabus complete nahi hua hai isliye mene socha hai ki jitna aata hai utna karke aa jaaunga half yearly me uske baad daily self study karke board me 90 percent laakar dikhaunga ab aap hi batao half yearly me kal no. Aayega aur uske baad Board me aacha no. Aayega tho log aapke half yearly ke marks nahi dekhenge aur haa half yearly and board exam se koi lena dena nahi hai udhar 80 marks ka paper hoga jitne aayenge utne me se 20 marks school ke add karlo purane exams se koi lena dena nahi hai
@@manjudevikeer5074 bro 4 grade preparation kar rahe ho kya
Chemistry ka bhi batao yaar❤❤❤
👍👍👍👍👍👍
English Medium vote
Bhaiya class 10th Ka Shekhawati mission 100, 2025 ka kab launch hoga 🙂
Please reply
half yearly kitne marks hoga kya iska marks judge
koi btoo plse
Bhai please chemistry ke chapter wise imp topis par bhi video bana do
Class 10th ke liye bhi change hoga kya
Nhi 🎉
❤❤❤❤
English language me physics and chemistry ka question bank upload hoga kya
Class 10 ke blueprint me vo line kyu nhi he ? 👀
Bhaiya 10th ka blhueprint m bhi aise hi change ho skte h kay Question
Bhaiya half yearly ka paper blue print ke aadhar par hoga kya??🤔🤔
Blue print ka kiya fayda 😢 yaar koi bhi question aa skta chapter se
Na beta 😂
@@SHoRts-c7k tumko kisne pusa bete
Hlo bhai pls arts ka liya bhi video banya keroo
Bhaiya last year to 1,4 chapter se numerical aaya tha physics me is bar kha se aayega
Bhai kuch keh nhi skte sbhi chaptero ki practice karo
Bahiya english ke important ques dedo flamingo book ke pleasee
Bhai class 10th ke lie bhi change hoga kya please reply me
Shekhawati kb release hoga
Bhai tab ye kya kaam ka?
Hello 👋 bai
Follow kre kya bhaiya
Chemistry ke notes dalo class 12
Bhai please chemistry ke chapter wise imp topis par bhi video bana do