Answer 1- Gandhi ji Congress ke 39th session ke president Bane the Jo Belagam (Karnataka) me hua tha....... Answer 2- Banaras Hindu University ke sansthapak Pandit madan Mohan malviye ji the ...jiski isthapana 1916 me hui thi ....... Answer 3 - Home rule movement balgangadhar ji aur Anni besent milke 1916 me Pune me kiye the....... Nice session sir ❤🙏❤
Bhai ans 3 me thoda dekh lo dono log Pune me nhi start kiye the ..ani besent ne Madras me start kiya tha september 1916 aur tilak ne start kiya tha april 1916 in pune
Ji sir lala lajpat ray ki mrityu 1919 ke rollet act ke smay nhi hui thi blki jb saimon commission india aaya tha to uska virodh kr rhe the ...unpr sanderse ne lathiya brsai thi ...jisse unki tabiyat khrab ho gyi thi aur lgbhag 1 week ke bad unki death ho gyi thi❤
thanks sir nice class
Very nice 👍
Thank you very much sir ❤❤
Sir current affairs jldi 500 questions kra digiye 10 Dec ko mera exam h ssc steno wala
Answer 1- Gandhi ji Congress ke 39th session ke president Bane the Jo Belagam (Karnataka) me hua tha.......
Answer 2- Banaras Hindu University ke sansthapak Pandit madan Mohan malviye ji the ...jiski isthapana 1916 me hui thi .......
Answer 3 - Home rule movement balgangadhar ji aur Anni besent milke 1916 me Pune me kiye the.......
Nice session sir ❤🙏❤
Bhai ans 3 me thoda dekh lo dono log Pune me nhi start kiye the ..ani besent ne Madras me start kiya tha september 1916 aur tilak ne start kiya tha april 1916 in pune
@ajaykumar-zs5po haa bro Maine tilak kaa hee bataya hai , Ani besant ka mujhe yaad nhi tha 😃......yaad dilane ke liye dhanyavad
Home rule league formed by bal gangadhar tilak and annie basant
Ji sir lala lajpat ray ki mrityu 1919 ke rollet act ke smay nhi hui thi blki jb saimon commission india aaya tha to uska virodh kr rhe the ...unpr sanderse ne lathiya brsai thi ...jisse unki tabiyat khrab ho gyi thi aur lgbhag 1 week ke bad unki death ho gyi thi❤
Sorry dimag me kuch aur tha galat bol gaya sorry
And thanku correct karane k liye
@@Exam.91 koi bat nhi sir sbse ho jata hai
Home rule league farmed by bal Gangadhar Tilak and Annie Besant
1924 belgam session
Belgau
Banaras Hindu University BY MADAN MOHAN MALVIYA
Gandhi ne belgaon me 1924 chairman of indian national congress session
Likh kar do ki isse bahr kuch nhi aayega agar aaya to court mai case file kar dunga