Isme kuch zyada hi melodrama dikhaya hai. Abhimanyu bohot tagda lada tha. Vo akela duryodhan, karna, ashwathma, dronacharya, kripacharya, dushasan, shakuni sab pr bhaari pada tha. Inn sabhi ne milkar jab abhimanyu pr hamla kiya tab jaakr abhimanyu ji ki mrityu huyi thi. Or inhone chakravyuh abhimanyu ke liye nahi yudhishthir ko bandi banane or pandava army khatam krne ke liye form kiya tha. Lekin abhimanyu ne pura ek din akele chakravyuh ko rok kr rakha or kaurav army ka plan fail kr diya. Sabhi ko haraya tha abhimanyu ne.
Ye sonyputra walon ko bolo, jo karna ko bhagwan bana diya. Arjun ko hate ussi serial ki wajah se mil rahi hai. Karna jaise adharmi ko support karne waale bhagwan bun baithe hai. Aur jo nara ke avatar hai usse log gaali de rahe hai.
@@mein3324 Sahi kaha aapne, log karn me apne aap ko dekhte hai shayad isliye unhe lagta hai ki vo sahi tha. Par ye nhi samajh paate agar dharm ka vahan nhi kiya to karm ka fal nhi milega, jai shri krishna 🙏🙏
❤Veer Abhimanyu❤ Born as Mata Subhadra's happiness Grown as Mama's favourite Lived as Uttara's Love and also Father's Pride And Died as Yagyaseni's Strongest Weapon He was Great❤, He is Great❤ and He will be Great❤ ❤Bravest Abhimanyu ❤
As Abhimanyu reached the centre, he killed many kings and warriors like: Asmaka, Kundavedhin, Vasatiya, Rukmaratha and his hundred friends, Satyasravan, Kratha’s son, Vrindaraka, Karna’s advisors, Prince of Magadha, Shalya’s brother Ashwaketu, Martikavata, Shatrunjaya, Chandraketu, Mahamegha, Kalikeyas, Shakuni’s brothers, Suvarchas and Suryabhasa. He also killed Karna’s foster brother; Karna became angry by this, he fought Abhimanyu but he got his bow cut and the injured Karna had to flee away from Abhimanyu. On seeing Karna’s defeat, Duryodhana along with Dushasana, Dussaha and Shakuni attacked the young warrior. The handsome mighty Abhimanyu humbled the pride of Duryodhana(defeated him). Abhimanyu made Dushasana faint with his sharp shafts and he made Dussaha carless. Shakuni ran away from his wrath. Then, Lakshmana(Duryodhana’s son) and Vrishasena(Karna’s son) cover the retreat of their fathers. Lakshmana gets beheaded by Abhimanyu’s arrows and Vrishasena ran away. Completely angered and frustrated, Drona orders a simultaneous attack on Abhimanyu. The Six Great Maharathis(Drona, Karna, Ashwatthama, Kritavarma, Kripa and Brihadbala) together attacked Abhimanyu. The latter still didn't give up and fired thousands of arrows back at them; he managed to defeat the Six Maharathis and killed one of them-Brihadbala. The brave son of Arjuna then proceeds to slay the Kaurava foot soldiers; no soldier could escape his arrows.
2:52 Maharathi Daanvir Karn❤️🔥- Vishwa ke sarvashretha yoddha ka sammaan, Na toh mujhe praapt hoga na hin Arjun ko. Vo sammaan tumne humse chhin liya hai Putra✌️.
Nafisa ji apko rota dekh me bhi sad ho gaya😢Sach me aap dil ke bahot saaf ho... 🙏Shri krishn hamesha Kehte hai Jo kisike Dard ko mehsus kr sake wo insan bahot saaf dil ka hota hai 🥰 Bhagwan aise logo ke sath Hamesha rehta hai, kyunki jab koi kisi aur ke liye ansu bahaye tab bhagwan bhi aise logo ke dil me rehte hai 👍 Bahot Pyare ho App Nafisa Ji🥰
Mahabharat m sabse khatarnak din 14 wa din tha jab Arjun ne or baaki pandavon ne apna khatarnak rup dikha kar kaurav sena ke 6 akshyoni sena ka naash kiya gya tha or pandavon ki ek akshyoni sena ka naash hua tha. Or usi din Bheem ne 30 kauravon ka bhi vadh kiya tha. Or Arjun ne Kaurav sena ke sath hi Jaydrath ka bhi vadh kiya tha.
Kya kaha majak kar rahe ho Abhimanyu Ek Veer tha no doubt Chakravyuh mein ghusne se pahle Abhimanyu Khud 89 Maharathi ke sath dusre Warrior per group attack karta tha aur Har jata tha bus Chakravyuh Mein Ajay ho gaya tha Chandra Dev ke Vardan Ke Karan
Karn adharmi nahi tha agar hota to usane mata kunti ko char putra ko na marne ka vachan nahi diya hota . arjun karn ke samane kai bar aaya tha uddh me fir bhi karna ne kabhi bhi arjun par indra asra istemal nahi kiya tha aur to aur usne apane vijay dhanush ka istemal bhi last me kiya tha sirf arjun se ladne ke liye kyonki arjun ne karna ke putra ka vadh kiya tha.aur maine aajtak sansar me esa insan nahi dekha jo dan karta ho aur vahi bura insan nikale . Karna ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Veer Abhimanyu ka vadh ayese hi vadh hona tha...jitna dard Abhimanyu ko diya gaya utna hi fiercely ladhega an Arjun...dekhna....ab jake Arjun apna pure mann se ladhega...dekho isske baad ka vidhvans Arjun ka✨👑
Inh pakistaniyo ko ye tak malum nhi ki is yudh mai unke bhi purvajo ne mare honge hamare tarha ye story samajh te hein ye story nhi histry hai bharat kaa
Karan ne aaisa kuch nhi kaha ,keval talvaar se akarman kiya maarne ke liye jiska koi afsos usko nhi tha ,karan ke bhai ko bhe is chakarvyu mai abhimanu ne maar diya tha, mahabharat mai jab padte hai tho yahi likha hai, bhot tabhaai machaai thi abhimanu ne chakarvyu mai
Bhai Veer Abhimanyu🗿 ko Ardhrathi Karn🤡 ne Bhi mara tha duryodan se jyada kyoki Duryodhan adharmi jaroor tha lekin usse bada adharmi Ardhrathi Karn tha wo bhi khus hua tha usne bhi kai baar talwaro se Veer Abhimanyu ko mara tha As per Original Vedvyas ji Mahabharat 😔, yaha pe jan boojkar accha dikaya gya hai Ardhrathi Karn Ko 🤡
@@MnTv24 kardiya proof tera arjun kitna bada sarvashreshth hai😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 agar karna adharmi hota na toh baaki 4 pandavo ka jeevan kunti ko bhik mai na deta Aaur woh chahta toh arjun ka vadh indra ke divyashakti se ussi dinn karskta thaa jis dinn woh ranbhoomi mai aaya Par woh arjun ki taraha besharam nai hena Usne socha agar mene pehele hi dinn arjun ka vadh kardiya toh log arjun se kamjor samjhenge isliye usne arjun ko bhi ek hisaab se jeevan bhik mai dediya Uske badle mai uss hijde Brinallah ne uska vadh tabh kiya jab woh nishastra bhoomi par khada rath ka chakra nikal raha thaa Aaur rhi baat abhimanyu vadh ki Yadi karna uska vadh nai karta toh Duryodhan usko bahaut pida deta isliye karne ne uska vadh karke usse mukti dii
Mahabharat m sabse khatarnak din 14 wa din tha jab Arjun ne or baaki pandavon ne apna khatarnak rup dikha kar kaurav sena ke 6 akshyoni sena ka naash kiya gya tha or pandavon ki ek akshyoni sena ka naash hua tha. Or usi din Bheem ne 30 kauravon ka bhi vadh kiya tha. Or Arjun ne Kaurav sena ke sath hi Jaydrath ka bhi vadh kiya tha.
That girl in black jacket wearing black headphone is really Pure Soul🤌. God bless her🙏
Say cleary an emotional girl
everybody is good.how can u specified one person is good.
❤❤ emotional girl pure soul'
Isme kuch zyada hi melodrama dikhaya hai. Abhimanyu bohot tagda lada tha. Vo akela duryodhan, karna, ashwathma, dronacharya, kripacharya, dushasan, shakuni sab pr bhaari pada tha. Inn sabhi ne milkar jab abhimanyu pr hamla kiya tab jaakr abhimanyu ji ki mrityu huyi thi. Or inhone chakravyuh abhimanyu ke liye nahi yudhishthir ko bandi banane or pandava army khatam krne ke liye form kiya tha. Lekin abhimanyu ne pura ek din akele chakravyuh ko rok kr rakha or kaurav army ka plan fail kr diya. Sabhi ko haraya tha abhimanyu ne.
Tu waaha pe tha kya,,book se hi padha hoga naa 😂😂
Sahi hai
Bilkul sehi kaha❤❤
@@HRXthegreekgodHaan toh tuje kyu jali sehi toh kaha wo Karn ko vhi haraya hai ea lekha toh tuje jali ooh muje ab samaj me aaya jali na 😂😂😂
MURKH HO KYA ABHIMANYU KA VADH 1 TEER SE KIYA JA SAKTA THA PAR NAHI KIYA THA DURYODHANA NAHI CHAHTA THA
Nafisa 🥺 👀 tumhari masumiyat aur ye rona ham sab ko emotional kar gaya😟 aise sachhe Dil k log bahut kam hote h. Tumhe dher sara pyar🙏
Nafisa is a very emotional girl ❤
Weak hai emotional nahi
😢😂😂😂
Karn , Arjun and Abhimanyu: 🌟🌟🌟
Those who compare :🤡🤡🤡
True👍🏻
Compare to honga bro dharm mein khade rehne wala aur adharm mein khade rehne wala compare to honga shree ram aur ravan ka bhi compare honga
Ye sonyputra walon ko bolo, jo karna ko bhagwan bana diya.
Arjun ko hate ussi serial ki wajah se mil rahi hai.
Karna jaise adharmi ko support karne waale bhagwan bun baithe hai.
Aur jo nara ke avatar hai usse log gaali de rahe hai.
@@mein3324 Sahi kaha aapne, log karn me apne aap ko dekhte hai shayad isliye unhe lagta hai ki vo sahi tha. Par ye nhi samajh paate agar dharm ka vahan nhi kiya to karm ka fal nhi milega, jai shri krishna 🙏🙏
❤Veer Abhimanyu❤
Born as Mata Subhadra's happiness
Grown as Mama's favourite
Lived as Uttara's Love and also Father's Pride
And
Died as Yagyaseni's Strongest Weapon
He was Great❤, He is Great❤ and He will be Great❤
❤Bravest Abhimanyu ❤
Father of King Parikshit. Jinhone aapne dharm ke wajah se Kali ko rok rakha tha.
This little girl in black jacket 🧥 is pure soul 🙏
Always remembered as Veer abhimanyu ❤
As Abhimanyu reached the centre, he killed many kings and warriors like: Asmaka, Kundavedhin, Vasatiya, Rukmaratha and his hundred friends, Satyasravan, Kratha’s son, Vrindaraka, Karna’s advisors, Prince of Magadha, Shalya’s brother Ashwaketu, Martikavata, Shatrunjaya, Chandraketu, Mahamegha, Kalikeyas, Shakuni’s brothers, Suvarchas and Suryabhasa.
He also killed Karna’s foster brother; Karna became angry by this, he fought Abhimanyu but he got his bow cut and the injured Karna had to flee away from Abhimanyu. On seeing Karna’s defeat, Duryodhana along with Dushasana, Dussaha and Shakuni attacked the young warrior. The handsome mighty Abhimanyu humbled the pride of Duryodhana(defeated him). Abhimanyu made Dushasana faint with his sharp shafts and he made Dussaha carless. Shakuni ran away from his wrath.
Then, Lakshmana(Duryodhana’s son) and Vrishasena(Karna’s son) cover the retreat of their fathers. Lakshmana gets beheaded by Abhimanyu’s arrows and Vrishasena ran away. Completely angered and frustrated, Drona orders a simultaneous attack on Abhimanyu. The Six Great Maharathis(Drona, Karna, Ashwatthama, Kritavarma, Kripa and Brihadbala) together attacked Abhimanyu. The latter still didn't give up and fired thousands of arrows back at them; he managed to defeat the Six Maharathis and killed one of them-Brihadbala. The brave son of Arjuna then proceeds to slay the Kaurava foot soldiers; no soldier could escape his arrows.
Abhimanyu ne kai pahar tak in sabhi saathon yodhaon se akele hi ladte rahe or kai baar unhe apne parakarm se unke mann ko daraa diya..
उत्तम योद्धा (अर्जुन)
.
श्रेष्ठ योद्धा (कर्ण)
.
सर्वश्रेष्ठ योद्धा (वीर अभिमन्यु)❣️💫
2:52 Maharathi Daanvir Karn❤️🔥- Vishwa ke sarvashretha yoddha ka sammaan, Na toh mujhe praapt hoga na hin Arjun ko. Vo sammaan tumne humse chhin liya hai Putra✌️.
Goosebumps scenes heartbroken😔
Nafisa Tumhare Aankh Mein Ashu Dekh k Mere Akhon mein Ansu a Jatey Hai 😢😭
Nafisa ji apko rota dekh me bhi sad ho gaya😢Sach me aap dil ke bahot saaf ho...
🙏Shri krishn hamesha Kehte hai Jo kisike Dard ko mehsus kr sake wo insan bahot saaf dil ka hota hai 🥰 Bhagwan aise logo ke sath Hamesha rehta hai, kyunki jab koi kisi aur ke liye ansu bahaye tab bhagwan bhi aise logo ke dil me rehte hai 👍 Bahot Pyare ho App Nafisa Ji🥰
Abhimanyu 🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹😭😭😭😭😭😭
Heartbroken episode 😭
Very nice reaction aap logo ne fill Kiya hai ye chij 😢 mahabharat ek story nhi ek bahut bada Satya hai 🙏🙏
This scene always make me crying😭😭😭
Sthitiyon ke anusar "BALIDAAN" bhi jaruri tha Dharmasthapana hetu..🙏❣️ Veer Abhimanyu 💫
Taki Praja ko Dharm ki Value ho.. in balidano se💫
Nafisa 😢😢tum kitni acchi ho. Dusro ki pida hurt krti hai tumhe..main b bahut emotional hu..ladka hoke bhi emotional hu bahut.😢
Mahabharat m sabse khatarnak din 14 wa din tha jab Arjun ne or baaki pandavon ne apna khatarnak rup dikha kar kaurav sena ke 6 akshyoni sena ka naash kiya gya tha or pandavon ki ek akshyoni sena ka naash hua tha. Or usi din Bheem ne 30 kauravon ka bhi vadh kiya tha. Or Arjun ne Kaurav sena ke sath hi Jaydrath ka bhi vadh kiya tha.
Death of Great Abhimanyu which even made Lord Krishna cry and heart break 💔💔
Vastav me toh abhimanyu bhaut jyada shaktishali the lekin aur unhe inme se koi bhi akela parast nahi kr sakta tha
Kya kaha majak kar rahe ho Abhimanyu Ek Veer tha no doubt Chakravyuh mein ghusne se pahle Abhimanyu Khud 89 Maharathi ke sath dusre Warrior per group attack karta tha aur Har jata tha bus Chakravyuh Mein Ajay ho gaya tha Chandra Dev ke Vardan Ke Karan
Nafisa ji ko imosanal hona jayaj jiske hrdya me mamata hoti hai aese drisya dekh kar rona ata hi hai radhe radhe jai shree krishna 🙏
Ye wo scene hai jab abhimanyu arjun se apne pita se molne gai the😢
Karn adharmi nahi tha agar hota to usane mata kunti ko char putra ko na marne ka vachan nahi diya hota . arjun karn ke samane kai bar aaya tha uddh me fir bhi karna ne kabhi bhi arjun par indra asra istemal nahi kiya tha aur to aur usne apane vijay dhanush ka istemal bhi last me kiya tha sirf arjun se ladne ke liye kyonki arjun ne karna ke putra ka vadh kiya tha.aur maine aajtak sansar me esa insan nahi dekha jo dan karta ho aur vahi bura insan nikale
. Karna ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Veer Abhimanyu Amar Rahe 🫶🏻❤️🏹
Veer Abhimanyu ka vadh ayese hi vadh hona tha...jitna dard Abhimanyu ko diya gaya utna hi fiercely ladhega an Arjun...dekhna....ab jake Arjun apna pure mann se ladhega...dekho isske baad ka vidhvans Arjun ka✨👑
Mahabharat ki pida ko nafisa jada behatar smj rhi h apno ke dubara diya kr dard vo smj rhi hai ❤❤ rona sirf ache saaf Dil valo ko aata h
Nafisa ..you are very good person by heart❤❤❤❤❤
karn didnt stabbed abhimanu he just finished cruelty
Sab ka pratisod laga arjun 😠😠😠
Iss liye vijay dhanush last me uthaya tha akhiri samay par
@@Suraj-j7u what do you know about Vijay dhanush?
@harikaraorao7514 Pehli Baat apne hindustan ki language hindi bolo Baat tum sanatani ki kar rahi ho
Vishwa ka sarvshrest yodha ka sammaan na karn ko prapt hua aur na hi Arjun ko ------- Ye sammaan abhimanyu ko mila tha 🤌🚩
Jai sree ram🇮🇳 🚩🙏
Very sad 🥹
Abhimanyu bahut lada tha lekin yaha nahi dikhaya
💔🥺
Waiting for dushasan vadh 😤😤😤
Part 2 jaldi lao
Bhai Mahabharat khatm hone ke bad Mahabharat cast ke interview dekhna please personal request❤❤❤
Nafisa 🤌🤌♥️♥️♥️😞
Karn's death😢😢 is even more emotional.
No, It will be pleasure to watch
No bro,with due respect to karna,.abhimanyu death is much more emotional than karna.
No both deaths are emotional...no comparison
Ghanta 🤡🦠🪱🐣 usse jyada emotional to mujhe Bhishma ji ke vadh lagta hai .. jiban bhar baas Hastinapur ke liye sangharsh krte the
I love sarvshrest dhanurdhar suryaputra karn
Nafisa🥺🥺
😢😢😢🙏
❤❤❤❤❤😢
💔💔💔💔💔
Capcut se ap lg music ko kyu band kar rahe ho
Mahabharat ki puri Ghatnaye tabhi samajh me aayegi jb aaplog pure mahabharat ko padha ho
😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Nafisa jada emotional ho gayi 😢😊
Upload next video fast
Heart Broken episode everybody was weeping in this episode very very emotional
The girl at extreme left, what's your name? She is gorgeous and a great heart 👌🙏
एक एपिसोड में कितने एड डाल दिए होनयार 😂
Abhimanyu se do yodha dil se nahi lade the drona aur karn ko such pata tha bhatija tha karn nahi marna chahta tha majboor tha
😂😂😂😂
@harikaraorao7514 tum Phir Aa gayi
@@Suraj-j7u aap bhi aagay brother..
@@Suraj-j7u aapki mahabharata ki knowledge super brother...🤣🤣🤣
Aab dosri episode me dekhna Arjun ka zudhar Roop
Hello headfone wali meri gharwali bnogi 😊
Kam se kam thumari audio toh thik karlo
Inh pakistaniyo ko ye tak malum nhi ki is yudh mai unke bhi purvajo ne mare honge hamare tarha ye story samajh te hein ye story nhi histry hai bharat kaa
Arjun tho sabko mar deta he to problem nhi...😂😂😂😂
Karan ne aaisa kuch nhi kaha ,keval talvaar se akarman kiya maarne ke liye jiska koi afsos usko nhi tha ,karan ke bhai ko bhe is chakarvyu mai abhimanu ne maar diya tha, mahabharat mai jab padte hai tho yahi likha hai, bhot tabhaai machaai thi abhimanu ne chakarvyu mai
MB me likha h? Br Chopra ki MB m talvaar use kri hogi not in the texts.
Mera, hum sachche Bharatiya Sanatani( Aryan )yon ka maha veer - ABHIMANYU 🙏🙏🙏.........
she is not crying ...crying her dna....jai shree krishana
Bhai Veer Abhimanyu🗿 ko Ardhrathi Karn🤡 ne Bhi mara tha duryodan se jyada kyoki Duryodhan adharmi jaroor tha lekin usse bada adharmi Ardhrathi Karn tha wo bhi khus hua tha usne bhi kai baar talwaro se Veer Abhimanyu ko mara tha As per Original Vedvyas ji Mahabharat 😔, yaha pe jan boojkar accha dikaya gya hai Ardhrathi Karn Ko 🤡
Bilkul sahi hai karn ne bhi utna hi wear kiya tha abhimanyu pe. Isme positive kar diya gaya hai. Aesa nahi tha.
BABYMANYU KHUD DUSRO PE GROUP ATTACK KRTAA THAA KHUD PE HUA TOH MAARA GYAA 🤡
@@MnTv24
kardiya proof tera arjun kitna bada sarvashreshth hai😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
agar karna adharmi hota na toh baaki 4 pandavo ka jeevan kunti ko bhik mai na deta
Aaur woh chahta toh arjun ka vadh indra ke divyashakti se ussi dinn karskta thaa jis dinn woh ranbhoomi mai aaya
Par woh arjun ki taraha besharam nai hena
Usne socha agar mene pehele hi dinn arjun ka vadh kardiya toh log arjun se kamjor samjhenge isliye usne arjun ko bhi ek hisaab se jeevan bhik mai dediya
Uske badle mai uss hijde Brinallah ne uska vadh tabh kiya jab woh nishastra bhoomi par khada rath ka chakra nikal raha thaa
Aaur rhi baat abhimanyu vadh ki
Yadi karna uska vadh nai karta toh Duryodhan usko bahaut pida deta isliye karne ne uska vadh karke usse mukti dii
I love nafisa 😘😘