Sir apke audio lectures bahut achhe hai 😊apke target bhi follow kr rhi hu. Apse ye pucchna tha ki abhi hme Ro mains ke liye kya krna chahiye.ya abhi only pre pr focus krna h 😊
Good morning anuj sir, sir aap important topics hai woh aap pdf share kar denge jo hume standard book se karne hai with pripirty pyq ki analysis ke basis pe subject wise...for example 1857 revolt tameej se standard books se karna hai and advent upar upar tak..toh humare liye easy ho jayega..thank you in advance sir
@AnujChaturvedi thank you sir, and one more request sir, Jaise laxmikant hai polity ki toh usme election commisson, national commission for SCs, finance commission, etc aise mentioned hai toh agar aap standard book jo aapne batayi hai follow karne ko usme bhi index main bata de ki yeh topic hai isko padh lo and isko leave kar sakte ho bas basic idea ho ki national commission for SCs kab bana toh bahut easy ho jayega standard book ko complete karna..better way main aapke target complete ho payenge..again thank you in advance sir.
Sir exam date extend hone ki news 15 nov shaam ko ayi thi .....kya chances hai ki paper tab tak ban gaya ho ??? To paper purana aya jise ...UPPSC me aya tha...
Bhaiya pranam... vardan valid hai ki nhi abhi ? ro aro k liye current affairs ke questions jo ro aro 2023 aur pcs 2024 ka ek bar review kara dete aap to bahut help ho jati
Alok Ji, Ye review wala kaam kr rha hun detailed analysis ke sath btaunga. Vardan 22 December ko khtm ho gya but support continue rhega beyond uske bhi Connected rhiyega bas
@ thank u bhaiya..Bhaiya ak question aur tha ki geography me jo questions map se related ate h unko kaise Kare vo hmse nhi ho pte Kaha se padhe bhaiya usko???
Wo jo dhaam hai main naimisharanya wahan se kidhar hain ap ? Main July mein aya tha abhi ek bar fir aana hai jald hi most probably February mein Agar aya to zarur milunga
Sir apke audio lectures bahut achhe hai 😊apke target bhi follow kr rhi hu. Apse ye pucchna tha ki abhi hme Ro mains ke liye kya krna chahiye.ya abhi only pre pr focus krna h 😊
Bhaiya kl aap सोयाchap खा रहे थे 😅 croma , इंजीनियरिंग चौराहे के pass
Haan Bhai
Sahi pehchana
Aap kidhar the ? Mile kyun nhi
आपको भैया से मिलना चाहिए था मैं होती तो जरूर मिलती।
Bhaiya maine b dekha tha apko ,but mili isiliye nhi kyuki har kisi ki apni privacy hoti hai ,, khana khate time apko tang karna mujhe theek nhi laga
Haan that's true
But behen aa jaya kriye
Apne bhai behno se milna aise kbhi bhi ek bahut acha experience hota hai
Bhaiya kha se hain .... Lucknow??
Thankyou sir
Good morning anuj sir, sir aap important topics hai woh aap pdf share kar denge jo hume standard book se karne hai with pripirty pyq ki analysis ke basis pe subject wise...for example 1857 revolt tameej se standard books se karna hai and advent upar upar tak..toh humare liye easy ho jayega..thank you in advance sir
Ok done. Isko krte hain
Thoda plan krke shuru krta hun ise sushant Ji
Thankyou so much for sharing
@AnujChaturvedi thank you sir, and one more request sir, Jaise laxmikant hai polity ki toh usme election commisson, national commission for SCs, finance commission, etc aise mentioned hai toh agar aap standard book jo aapne batayi hai follow karne ko usme bhi index main bata de ki yeh topic hai isko padh lo and isko leave kar sakte ho bas basic idea ho ki national commission for SCs kab bana toh bahut easy ho jayega standard book ko complete karna..better way main aapke target complete ho payenge..again thank you in advance sir.
@sushantverma2696 sure sure
Krta hun
Your feedback is always very crucial Sushant Ji
Sir, RO/ARO ki topics ki list subject wise de digiy pls, y bhot helpful hoga. Thank you😊
Thank you bhaiya🙏
Sir please tell English medium books..for ro aro
Thank you sir
Sir exam date extend hone ki news 15 nov shaam ko ayi thi .....kya chances hai ki paper tab tak ban gaya ho ??? To paper purana aya jise ...UPPSC me aya tha...
May be
Ho skta hai kuch bhi
But risk nhi liya ja skta in any situation
मैं इस time आधुनिक इतिहास को फिर से acche से कवर कर रहीं हूं...स्पेक्ट्रम se बंगाल का इतिहास...ठीक हैं
Bilkul sahi hai
Kr daliye jald se jald
@AnujChaturvedi sir बंगाल ke नवाबों के क्रम को year se लगाने को कहते है pcs exam में
@@AnujChaturvedi Bhaiya ro/aro ka english paid group kab se shuru karenge?
Sir current affairs kahan se padhna hoga?
History finish kr chuki hu with understanding as story... aj revision krna h kl se geography...
Well Done behen
Keep it up
Sir Aap kaha rhte hai mere pcs pre me 89 gs and 54 c sat me hai aap se kuch advice chahiye thi pls reply
Lucknow mein
8737895576 pr whatsapp kar lijiyega
Bhaiya pranam...
vardan valid hai ki nhi abhi ?
ro aro k liye current affairs ke questions jo ro aro 2023 aur pcs 2024 ka ek bar review kara dete aap to bahut help ho jati
Alok Ji,
Ye review wala kaam kr rha hun detailed analysis ke sath btaunga.
Vardan 22 December ko khtm ho gya but support continue rhega beyond uske bhi
Connected rhiyega bas
Sir ab current affairs kitne month ka padna h..🙏
Good morning bhaiya......
Bhaiya mera 77 question right h sc categery me
........ Mains ka kuch chance h ??
Ho jaega mujhse puchein to
@AnujChaturvedi bhaiya aapki di gyi strategy se meri study me bhut sudhar hua h....... Thank u 🙏
Thankyou for sharing
Isi tarah lgi rhein aap
Is baar final kr le jayiye
Tnx sir
Bhaiya mere pass Ro ke liye geography ki mahesh barnwal samagra adhyan ki book h sahi h ya kisi aur book ko lene ki jaroort h bhaiya???
Sahi hai wo
@ thank u bhaiya..Bhaiya ak question aur tha ki geography me jo questions map se related ate h unko kaise Kare vo hmse nhi ho pte Kaha se padhe bhaiya usko???
Sir ab kis chij pr jyada focus kre ye b btao
Bhaiya ro aro ka exam centre khoj rha hai ayog to kab tak exam ho jayega
Good morning अनुज sir
Good morning 🌞
sir , mere pas history ki drashti book hai to kya spectrum lene jaruri hai kya sir ??????......plj rply
Na na
Quick book se pdhiye
मेरा pcs nhi clear हुआ है...
Kitna hai
Sir hum drishti quick book se pdh rhe h toh sahi hai??
Haan
2025 ka pre kab tk hoga please reply kr dejiye
June expected hai
Ro aro ka exam kb hoga
Bhiya muje apse ek baar bt karni h .... please bhiya bhut jruri j please bhiya 🙏🏻
Bhaiya wo geography me question nhi ho pa Raha hai
Kyaa dikkat aa rhi hai ?
@AnujChaturvedi World geography me question nhi ho pa Raha hai book kaun si le lu bhaiya
Bhaiya kabhi Naimisharanya aaiye 😊
Wo jo dhaam hai main naimisharanya wahan se kidhar hain ap ? Main July mein aya tha abhi ek bar fir aana hai jald hi most probably February mein
Agar aya to zarur milunga
Bhaiya maine aapko mail kiya tha please reply kariye
जय श्री राम ❤
Thanks bhaiya 🙏🙏