Top 5 Mic for Starmaker | Best Mic Under 2000 | Cheap and Best Mic for Starmaker Singing

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 26

  • @03615165
    @03615165 5 дней назад +2

    Condenser microphone ko use karne ke liye chahiye phantom power,,agar condenser microphone se smule, starmaker may song record karna hai toh sound proof room bhi chahiye 😂😂😂😂.... Soch samajh kar kharidna hoga,,,, agar sound proof room nahi hai, audio interface device nahi hai toh 3.5mm wired earphone he best hai.... But aajkal toh 3.5mm jack bhi mobile phone se gayab hote ja raha hai...... Kitna problem hai bhai😂😂😂😂..

    • @kaansen-musicalbaba
      @kaansen-musicalbaba  4 дня назад

      Sabse pehle to singing achchi honi chahiye, tabhi ye kaam ke hai 😂😂😂
      Bhai aur agar sound proof room me hi song record karna hai, to fl studio me record karo 😂😂😂😂
      Bina sound proofing hi karna hai tabhi to starmaker par record karna hai. Aur achchi quality free me to nahi aayegi, aur c type splitter bhi aate hai, wo use kar sakte hai. Baki paise hi bachane hai to earphone hi best hai, par phir quality ke idhar udhar nahi dekhna chahiye.

    • @03615165
      @03615165 2 дня назад

      Type c converter toh market may available hai but baat hai logic ki DAC LDAC ki,,,, aur waise bhi har koi sochta hai ki singing asaan hai aur starmaker smule may record karte hai,koi koi kaafi achha singing bhi karta hai but starmaker may singing karne ke liye condenser mic ki jarurat nahi hai,,,ye koi protool, nuendo, logic etc nahi, ye karaoke singing app hai....

  • @geetagawade5965
    @geetagawade5965 6 месяцев назад +1

    Bahoot achhi information thi Sir... Thank u so much 😊🙏🏻🙏🏻

  • @BassRXClub
    @BassRXClub 6 месяцев назад +2

    Bhai, RUclips Gaming ke liye bhi batao yaar..? Kya ye sab chalega.
    Ya sirf ye singing ke liye hai.

  • @akashingle7983
    @akashingle7983 5 месяцев назад +1

    Hello sir... Im using OnePlus Nord 2t jisme Type c port hai 3.5 nahi hai... Mujhe last wala achha laga, kya main usko OnePlus ke sath use kar paunga ? Capable hai ya nahi samajh nahi aa raha... Main smule app par singing karta hu, kisi other company ka earphone ya headphone support nahi karta iss phone par, OnePlus se hi record karna padta hai, thik thak record kar leta hai lekin main iss ko aur improve karna chahta hu.... Plzz reply me... 😊

    • @kaansen-musicalbaba
      @kaansen-musicalbaba  5 месяцев назад +1

      Hello, ok. Phone ke sath Condenser Mic use karne ke liye aapko sound card aur connector ki jarurat hogi. C type to mic aur earphone connector lena hoga, jo aapke phone se connect jaye. Phir aap koi bhi condenser mic use kar sakte hai.

    • @akashingle7983
      @akashingle7983 5 месяцев назад

      Thik hai ji... Lekin kya apke knowledge me koi Aisa hai Jo OnePlus ke sath inn mic ko use karta hai, kyo ki Maine type c to 3.5 aise bahot se connector OnePlus par try kiye hai lekin koi bhi support nahi karta.... Agar koi OnePlus user iss mic ko use karta ho to bataiyega... Aapki vdo bahot helpful hai... 👌🤗

    • @kaansen-musicalbaba
      @kaansen-musicalbaba  5 месяцев назад +1

      Phone connector ka issue hi bada issue hai, connector aapko khud dhoondhana padega, aur try karke dekhna hoga, agar phone ke sath koi bhi connector kaam nahi karta to, phone change hoga ya, usb mixer ya audio interface lena padega, jo costly hoga.

    • @GSingh-ct5cv
      @GSingh-ct5cv 5 месяцев назад

      @@akashingle7983 isi liye to maine one plus Nord phone he nhi liya tha in sab baaton ko madde nazar rakhte hue । Fer maine Realme 13 Pro psand kiya ku k usme mujhe 3.5 ka jack mil rha usme, lg jata hai na , koi bhi headphones ,

  • @anamikabhardwaj777
    @anamikabhardwaj777 6 месяцев назад +1

    OnePlus 11R ke liy kon sa theek rahega , suggest please

  • @GSingh-ct5cv
    @GSingh-ct5cv 5 месяцев назад +1

    Sir ji, mujhe song record krne me dikkat aa rhi hai ji
    Recoding me meri awaaz bahut km rehti hai
    Jb k maine mic ache se ache use krk dekh liye hain
    Koi acha results nhi mil rha hai
    Sm ko bhi teen char baar Reinstaal kar k dekh liya hai
    Par nhi hall ho rhi problem
    Meri awaaz km rehti hai hr song me
    Mic ko mooh k pass rakhne pr bhi
    Kirpa krk uchit marg darshan karen ji
    👏👏👏
    Pehle bahut badhia recording ho jati thi ji
    Kisi bhi mic par
    Par ab to ache se ache use krk dekh chuka hu ji

    • @kaansen-musicalbaba
      @kaansen-musicalbaba  5 месяцев назад

      Starmaker par Kaansen Musical baba search kijiye aur waha msg kijiye, aur apna 1 song bhejiye, check karna padega.

    • @jeenatkhan-wl8rk
      @jeenatkhan-wl8rk 2 месяца назад

      Starmacker per search kaha karte hai

  • @anirruddhavele-1
    @anirruddhavele-1 6 месяцев назад +1

    Avilable in Amazon?

    • @kaansen-musicalbaba
      @kaansen-musicalbaba  6 месяцев назад

      Yes, precisely, but I do not prefer for their return and refund policy.

  • @navinsoni581
    @navinsoni581 5 месяцев назад +2

    bhai mic kagane k bad background music kese sunenge

    • @kaansen-musicalbaba
      @kaansen-musicalbaba  5 месяцев назад +1

      Earphone aur headphone se.
      Lagta hai aapne complete video nahi dekha ya hamare aur videos nahi dekhe.

  • @РамазанНиколаенко777

    sing play попробой

  • @Factscric
    @Factscric 2 месяца назад +1

    Wirless mic kam nhi karega star maker।me