@@rjakshitravelgirl check in time 11 bje morning ka hota hai aur check out time 09 bje morning ka.. But.. Bilkul aisa b nahi hota ki aapko exactly 9 bje hi room khali karna hota hai.. 9 bje se 10 tak to easily chal jata hai.. Kumbh mela prayagraj me ho raha hai.. Varansi me nahi.. Prayagraj me 2 holiday homes available hain.. Ek to prayagraj holiday home ke name se aur dusra allahabad tourinig officers hostel ke name se aapko e-sampada ki site(app)pe mil jayega.. One more thing.. Aaj kal sab log apni planning bahot jldi kar lete hain.. Kahi b jaane ki.. Isiliye immediately to aapko booking nahi milegi.. Advance me booking karni padti hai.. Central govt. employees ke liye 2 month advance me booking open ho jati hai.. Kumbh ke liye maine b book kiya hua hai holiday home ..10-14 january ke liye..
@@luckyyadav2595 Bro.. Jab hum e sampada pe room book karte hain.. Tab booking time pe govt. employee ki details daalne ke baad second step pe dependent details ka b ek page open hota hai.. Usme aap apni details daal ke... Jitna mujhe knowledge hai..aap akele stay Kar sakte hain.. Ya fir aap ek bar aisa Kar ke try Kar sakte hain.. Waise mujhe abhi tak aisa kuch karne ki jarurat nahi feel hui... Aap ek bar try Kar ke dekhein.. Jaisa bhi ho..please experience and experiment jrur share karein mere sath..
Very well explained
Very nice bhai👍👍👍👍👍👍
Thank u for detailed review
Railway Station se kitna distance kitna hai ?
@@rjakshitravelgirl varansi me 4-5 railway stations lagte hain..
Aur sabhi stations se holiday home ka distance atleast 10 kms. hai..
@Msquare881 Varanasi Junction (BSB)
Ye room 24hrs ke liye milte hai kya
Jan me kumbh ke time easily available hogi booking
@@rjakshitravelgirl check in time 11 bje morning ka hota hai aur check out time 09 bje morning ka..
But.. Bilkul aisa b nahi hota ki aapko exactly 9 bje hi room khali karna hota hai..
9 bje se 10 tak to easily chal jata hai..
Kumbh mela prayagraj me ho raha hai.. Varansi me nahi..
Prayagraj me 2 holiday homes available hain..
Ek to prayagraj holiday home ke name se aur dusra allahabad tourinig officers hostel ke name se aapko e-sampada ki site(app)pe mil jayega..
One more thing..
Aaj kal sab log apni planning bahot jldi kar lete hain.. Kahi b jaane ki..
Isiliye immediately to aapko booking nahi milegi..
Advance me booking karni padti hai..
Central govt. employees ke liye 2 month advance me booking open ho jati hai..
Kumbh ke liye maine b book kiya hua hai holiday home ..10-14 january ke liye..
Dorimatry me family ka sath safe rahega ka
@@sugguharish3443 family k sath to main aapko suggest nahi karuga.. Dorimatry me stay karna..
Sir winter me blanket provide krte hai na holiday home wale?
@@pdpkc hnji bilkul..
Sb cheezein available hoti hain room me..
Jaise hotel room me hota hai.. Same wahi sab hota hai.. Holiday home ke rooms me bhi..
@Msquare881 ok sir thanku
Hello sir
@@luckyyadav2595 hello
Sir mere father Central Government employee hai
Main agar single stay karne jaaun holiday home kya mujhe booking mil jayegi
@@luckyyadav2595
Bro..
Jab hum e sampada pe room book karte hain..
Tab booking time pe govt. employee ki details daalne ke baad second step pe dependent details ka b ek page open hota hai..
Usme aap apni details daal ke...
Jitna mujhe knowledge hai..aap akele stay Kar sakte hain..
Ya fir aap ek bar aisa Kar ke try Kar sakte hain..
Waise mujhe abhi tak aisa kuch karne ki jarurat nahi feel hui...
Aap ek bar try Kar ke dekhein..
Jaisa bhi ho..please experience and experiment jrur share karein mere sath..
@@Msquarevlogger ok sir definitely I will share my experience thank you so much
Kya hlcpwd me kvs ke teacher book ker sakte hai
@@shanwazrahman9449 Haan ji sir..
Bilkul Kar sakte hain..
अभी रूम प्राइस ₹660 है
@@maheshvashisht7154 नहीं वशिष्ठ साहब
Double bedded room abhi bhi 330/ day me hi hai CPWD holiday home me..