Ye karna se na frequency jo hai wo class interval ke according modify ho jata hai aur phir graph mein plot karne se jo rectangular bar hai uska area proportional ban jaata hai frequency ko!
@@censored7k624 Lekin ye kaam mein aata hai baad mein, iski bahut jyada jaroorat padti hai, main khud abhi samajh raha hoon, waise ye economics channel hai, class 9th ke liye wo Magnetic Brains name karke aek channel hai wahan isko bahut achi tarike se samjhaya gaya hai. Ye tum agar science stream choose karoge to kaafi jyada use hoga. Yahan tak ki Zoology waghera mein agar 12th ke baad agar BSc karte ho na tab bhi wahan par bhi istemaal mein liya jaayega. Mein to abhi usi ke liye video dekh raha.
@@censored7k624 Mera matlab tumhe gussa dilaane ka nahi balki bataane ka tha, sorry agar tum hurt hue to. Mein sirf aek bade bhai ki tarah bas tumhe aage iska use ke baare mein bataya👍 Okay stay healthy, stay safe😀
The formula is :-
Minimum class interval × frequency
------------------------------------
Class size
Very good explanation Thanks Sir
Thanks, this helped me with my maths exam.
Really aapne bhut acche se smjaya very good n thanku
Thanks a lot sir . Kal mera exam hai lekin mujhe kuch bhi nhi samajh aa rha tha but apke itne ache video se mera sara dar khatam ho gya hai
Thanks sir , bohot help mila mujhe ....❤
which app have you used to make histogram ?
Thanks a lot todays my test of presentation ❤❤
Excellent explanation
What graphing program did you use for the histogram?
❤❤❤❤thank you sir
Thanku sir thankyou ❤❤❤❤❤❤
Bhai shi main aa gya smjh
How to draw if you get in point you should consider value after point or round of value plz answer??
Nice explanation👏👍
Disculpa en que APP dibujaste
Excellent
Supr sir
Graph with equal interval and horizontal bars is ......................................................?
Sir isme scaling kaise karte hai?
Sir for unequal class interval how frequency of a histogram is proportional to area ????? Please tell..
Thank you so much sir 🙏
Nice intro 😊
Nice explanation
How can I find mode from this histogram 🤔🤨
I will share a video related to this topic soon.....
Thank you very much...it helped me a lot cuz kal mera exam hai aur mai raat ko 10:35 pe ye banana Sikh rhi hu.. 😂 anyways thanks ❤️
Me at 11:41 and tomorrow my exam
Thank you so much
Thanku sir
Thx sir
Very informative
Thank you!
Kyu karte hai 🤔 ye karne se hota kya hai
Ye karna se na frequency jo hai wo class interval ke according modify ho jata hai aur phir graph mein plot karne se jo rectangular bar hai uska area proportional ban jaata hai frequency ko!
@@srisankalpamishra3006 Ho gya ab 10th mein aa gyi ab nehi padhna ye sab😌 exam mein aya bhi nehi tha
@@censored7k624 Lekin ye kaam mein aata hai baad mein, iski bahut jyada jaroorat padti hai, main khud abhi samajh raha hoon, waise ye economics channel hai, class 9th ke liye wo Magnetic Brains name karke aek channel hai wahan isko bahut achi tarike se samjhaya gaya hai. Ye tum agar science stream choose karoge to kaafi jyada use hoga. Yahan tak ki Zoology waghera mein agar 12th ke baad agar BSc karte ho na tab bhi wahan par bhi istemaal mein liya jaayega. Mein to abhi usi ke liye video dekh raha.
@@srisankalpamishra3006 samaj gyi samah gyi 😤
@@censored7k624 Mera matlab tumhe gussa dilaane ka nahi balki bataane ka tha, sorry agar tum hurt hue to. Mein sirf aek bade bhai ki tarah bas tumhe aage iska use ke baare mein bataya👍
Okay stay healthy, stay safe😀
Thank you sir
Thanks sir!
Helpful
Thanks sir
🙏🙏🙏🙏🙏
Mistakes in your explanation.Please correct them
Thanks for your information...
Pls suggest the mistake..... Where did you find it......
@@myeconomicsguide1426 (minimum class interval/this class interval) * frequency or adjustment factor *frequency
Nice explanation
thankyou sir