Bhai yasmin ji main to aapki biryani ki fan hu. Actually ye wali mere liye bahut easy aur tasty recipe hai. Aapki har biryani bahut achchi banti hai par main thodi si besabr hu isliye cooker main jaldi banane ke liye ye liye ye recipe pasand ki maine. Thank you sooooo much😊😊😊😊👌👌👌
han apa or acha kiya apne cooker mein bi acha hua batiya apne bcoz meri waha cooker mein zada use hota hai khana ka sab or mashallha sa had sa zada achi bane hai apne lajwab hamesh ki jaisi
Asalamualikum Appi bhut jyada important recpie h yeah mere liye m jyadatr m Her 2ya 3 din m Rice ya thri bnati rhti hu so thanks for upload this recipe.... 😘😘😘😘
hadi malik I think aap us cooker ki baat kar rahi hain jisme constant whistle hoti rehti hai halki Awaz me . Usme pressure banne ke baad 7-8 min me chicken gal jana chahiye. Steam bilkul khatm ho jaaye tab hi cooker kholen to InshaAllah chicken soft ho jayegi yeh Main yahan uk ki chicken ke andaze se bata rahi. Main usi pressure cooker me hi banati hoon Pakistan se maine buy kiya tha . Agar Indian cooker me bana rahi hain to usme thodi thodi der me tez Awaz me whistle aati hai , 2-3 whistle me chicken tender ho jata hai. Hope you got your answer.
Kindly tell the timing for pressure cooker usually this type or cooker is not available in pakistan... we have to count minutes instead of whistles kindly tell me the time Thanks in advance
Momo fd 6-7 min pakaye, Main samajh gayi aap jis cooker ki baat kar rahi hain Main bhi Pakistani cooker me pakati hoon, Indian cooker ki whistle bohot tez Awaz ki hoti hai
Baji Aaj mene ye biryani banai. Mere friends me meri bahut tareef ki. It was so good baji.
Superb yasmin baji aap bht hi delicious khana bnati h kisse seekha h apne kash hamare hatho m bhi ye hunar ajay ...
Bhai yasmin ji main to aapki biryani ki fan hu. Actually ye wali mere liye bahut easy aur tasty recipe hai. Aapki har biryani bahut achchi banti hai par main thodi si besabr hu isliye cooker main jaldi banane ke liye ye liye ye recipe pasand ki maine. Thank you sooooo much😊😊😊😊👌👌👌
Thank you mam cooker wali biryani ki recipe upload karne k liye.........
Thank You mam, such mai bahut hi Tasty biryani bani is rasepi se.
Alfaaz hi khatam ho gye h tarif k liye mashaalllah bhut tasty lag rhi h biryani 👌👌👌
han apa or acha kiya apne cooker mein bi acha hua batiya apne bcoz meri waha cooker mein zada use hota hai khana ka sab or mashallha sa had sa zada achi bane hai apne lajwab hamesh ki jaisi
Mashallah main bhi aise banai thi bahut achi bani thi sister 😌
Assalamu alaikum kaisi hain aap main aapki aur aapke a recipe ki bahut badi fan hai
Appi apki recipe bahut acchi rahti h
Cooker wali biryani bahut achi hai Masha Allah 👍👍👍
Aapki biryani bahut acchi bani mere husband ko bahut pasand aai thanks mam
bhout Ashe se sekya ap ne beryani bana thanks
Masaallah appi aap jo bhi banati ho lajabab banati ho
वालेकुम सलाम
Aapke har recipe bht 🤗🤗🤗🤗Achi hoti hai
I like u r recipe. My family Love biryani so I want biryani recipe.
Masha Allah bht testy lag rhi h apki biryani 😋😋😋👌
walekumasalam aapi supar were nice or ezy recipe yyyuumm..👍👌👌
MashaAllha
Mashaallah bahut badiya mem 👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Asalamualikum Appi bhut jyada important recpie h yeah mere liye m jyadatr m Her 2ya 3 din m Rice ya thri bnati rhti hu so thanks for upload this recipe.... 😘😘😘😘
Walaikum assalam thankyou soooooooo much dear
bhot test bani di
MashahAllah Lajawab...
very delicious recipe mam
ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت عمدہ
Very Nice
Ye cooker ki biryani bht bht acchi bani dikh rahi hai....
Wah zabardast
Yummmy Masha Allah thank you baaji
Nice biryani
.my Favourite 😊
Super mam bhut tasty bni h biryani
Wow nice recpi
nyc mam cikr cokr ke dum ne kaise bnae pls video bnaye
My favorite dish biryaniiiiiiii
MashaAllah wow excellent recipe 👌😍💖
Bhout khoub 👏
Assalamualaikum bhaji Masha Allah bahut achi banai hai
Walaikum assalam thankyou dear
Excellent
My favorite nice 😋😋😋😋😋😋
Le bhari biryani bani hai huma ji
Superb
Cooker mehi mutton biryani bnane ki recipe btaye...plz ..nice biryani mouth watering..
WOW! Just amazing 👍👍👍👌👌👌.. I love Biryani 😀
Waise Aapne kaunsa nailpolish liya hai? Badiya lag raha hai orange colour
Thankyou dear mai ne nail polish use nhi kare wo mehndi hai
@@YasminHumaKhan Tabhi toh itna sundar lag raha hai. Aapke Ghar aake dish try karne ka maan kar raha hai 😀
Very nice
It look delicious yuummmmm
Bahut testy hai ji
Asslaamalekum Di,
main aapki subhi recipe bnati hun bhut hi testy bnti hai
Mouth watering
Niec
Mashallah kya banaya hai aapane
Mashallah very nice
Amezing
vry Nic di.. di ye btaiye yakni ko jb chhan liya tha to uska jo msala tha wo alag krdiya tha
👌
nice
Best
Maam tast Chang toh nahi hoga?
بہت ہی لزیز چکن بنا ھے 👌
My favourite recipe
Delicious as always.
Dahi fhulki wali karahi mere pas bhi h😃😃😄😄
Owsam g
Nice biriyani
Nice di
Nice
yakni ka pani ko chana h kya
yes dear mai yakhni k pani ko chana hai
Assalamualikum Very testy recipe
Walaikum assalam thankyou dear
Nice 👍🌹👍
Masale wale uble Pani ka aapne kab use Kiya sis..plz bataye
Tasty
Mashaaaallah hahahah hahahah moo may pani aara dekh k ...
Amazing
Mam, hello. Veg recipee and soup share Kare. Thks.
Hello dear mere channel pr bhttt sare veg recipes upload hai aap dekh lijiyai or soup ki bhi recipe upload hai
@@YasminHumaKhan mam, thanks., apko Jammu puri banane Aati hai. Plz reply.
Sister ik palet mojhy bhe😋😋 mil sakte hy
kolkata dum biryani ek bar plz bna de
Mutton use kr sakte h chicken ki zagah
Yes dear aap mutton use krsakte hai
یاسمین ہماء صاحبہ پائے بنانے کا طریقہ بھی بتا دیں۔پیلز
Baji to yeh bissahin kun ata hai ase banane se
walekum assalam
agr cooker ki whilst musalsal bjy tu total kitna tine daina hi
Dear aap 3 se 4 whistle laga dijiyai or cookr ko usi k pressure mai chodh dijiyai or jb coker ka pressure release ho jay tb aap biryani surve kijiyai
hadi malik I think aap us cooker ki baat kar rahi hain jisme constant whistle hoti rehti hai halki Awaz me . Usme pressure banne ke baad 7-8 min me chicken gal jana chahiye. Steam bilkul khatm ho jaaye tab hi cooker kholen to InshaAllah chicken soft ho jayegi yeh Main yahan uk ki chicken ke andaze se bata rahi. Main usi pressure cooker me hi banati hoon Pakistan se maine buy kiya tha . Agar Indian cooker me bana rahi hain to usme thodi thodi der me tez Awaz me whistle aati hai , 2-3 whistle me chicken tender ho jata hai. Hope you got your answer.
ye cooker knsi company ka hai or kiya nam le k shop say ly skhty hen
Yasmeen ji Mujhe chicken palak ki recipe Bataye please
Dear mere channel pr chicken palak ki recipe upload hai aap dekh lijyai
samaj nhi aya yakni ka koi as an tips batao
Nice🎩
😁
👕👍Great!
👖
Allah Hafiz
Tamatar kon dalta hai madam biryani me .tamatar ka dur dur tak nata nhi hai biryani ka😊
Aslamu Aalaykum Mohtarma ji Kese Ho aap
Walaikum assalam Allah ka shukr hai aap kaise ho dear
Ap ki Dua Hai Ap India se ho Janab ya Pak se ho
Yummy dish but sauf water kaha gaye
Appi Wwwooowww Kya Biryani Hai 😋😋👌👌👍💟 Dear Appi Aapko Me Kya Gift Du Boliye Aap Aapne Dil Khush Kardiya Love You Appi
👌mam
Woh saunf dhaniye kaa paani kahaan gaya....??? Please reply.
Dear mai ne yakhni ka pani add krdiya hai or normal water bhi add karahai aap ek bar or vedio dekh lijiyai carefully
👌👌👌👌👏👏👏👏👏
आप जो भी रेसिपी बताएं तो उसके साथ डिस्क्रिप्शन में भी मसलो की क्वांटिटी भी लिखें
शुक्रिया
Okkk dear mai zaror likhungi
Vari maic
Appi mujhe chawal bhogone me nhi aate h plz mujhe kitna pani dal te h confusion h
ese ham log pulao kehte h biryani nhi
Kindly tell the timing for pressure cooker usually this type or cooker is not available in pakistan... we have to count minutes instead of whistles kindly tell me the time
Thanks in advance
Dear ek cookr ki whistle 2 min ki hoti hai mai ne 2 whistle lgaye hai yani ki aap 4 min k liyai cook kr ijiyai or uske bad dum pr rakh dijiyai
Momo fd 6-7 min pakaye, Main samajh gayi aap jis cooker ki baat kar rahi hain Main bhi Pakistani cooker me pakati hoon, Indian cooker ki whistle bohot tez Awaz ki hoti hai
Hostel m rahne wale students ke liye kuch asan tip batau biryani ke ek bartan m. Huma ji
Assalamalikum baji
Walaikum assalam dear