मैं 2022 में यहां घूमने गया था, बहुत ही खूबसूरत जगह है , बिहार सरकार से अनुरोध है कि इसे पर्यटन के लिए विकास करे। स्थानीय लोग यहां पिकनिक/ पार्टी करके कचरा वहीं फेंक देते है।
Aapka Bahut Bahut Dhanyawad ki Aap aisi aisi jagahon ko Dikha rahe ho jiske bare mein khud Bihar ke logon ko hi nahi pata hai...Bihar ke internal torism mein hi bahut potential hai agar Government connectivity aur infrastructure ko aur sugam banaye...
Bihar ko development karne ke liye ye sab karna hoga :- 1. Agriculture hub nd agriculture based industry 2. Tourism hub 3. Higher education hub 4. Sports hub 5. Infrastructure hub according new trends 6. Panchayat level redevelopment 7. Park nd stadium & panchayat Bhavan & library& Bharat Bhavan & skill Bhavan& yoga meditation centre & bus stand in panchayat 8. Society Bhavan 10. Health hub 11. Night life and night shopping market 12. Food court 13. Cloth industry 14. Club, bar, disco, pub , 15. Research centre 16. Open gym 17. Film city 18. Animal husbandry 19. Fruit based garden 20. Flower farming 21 . New technology based industry
Har district mei esi trh ka Jila prashasan hona chahiye.taki apne district ke tourism ko promote kre aur explore kre. Jila Prashasan take good step for own district development
Hello saheb bhaiya 🤔🤔 Main aapko pichle 5 saalon😯 se follow🏃 kar raha hu Jitni bhi video 🎥 aati hai aapki sabhi dekha hua hai mera Aur main bhi ussi district💪 se hu jaha ye video soot hua hai LAKHISARAI...❤️❤️❤️ District administration se only 10km pe mera village🏘️ hai aur maatra 1.5km pe Ashokdham mandir🕉️ hai .... Mujhe pata 😉 hai ki aap usse bhi explore karoge... Lekin ek request hai bhaiya kisi bhi dhharmik asthal pe shoes 🥾 pehen kar na🙅 jaye bhaiya please...🙏🙏🙏 Mind mat kijiyega please request ...
Proud Bihari Matargasthi Team
मैं 2022 में यहां घूमने गया था, बहुत ही खूबसूरत जगह है , बिहार सरकार से अनुरोध है कि इसे पर्यटन के लिए विकास करे। स्थानीय लोग यहां पिकनिक/ पार्टी करके कचरा वहीं फेंक देते है।
Gutka chhap
Lakhisarai/Surajgarha Wale👍🏻😍❤️
Wah❤❤❤
Blissful bihar ❤❤❤
Excellent! Thanks team matargasti, please keep it up .
Bhut accha sir
Jai bihar
You are doing a great Job. Have been following you since past 3-4 years
Super 👌
First comment bhai
Lajawab
Very beautiful place. Logo ko chahiye Kund aur mandir parsar saaf rakhe
पहाड़ के ऊपर का नज़ारा बेहद खूबसूरत है आप सभी वहां पर भी जाए झड़ने के ऊपर पहाड़ पर
Ye picnic spot hona chahiye... Sahi bole.
Aapka Bahut Bahut Dhanyawad ki Aap aisi aisi jagahon ko Dikha rahe ho jiske bare mein khud Bihar ke logon ko hi nahi pata hai...Bihar ke internal torism mein hi bahut potential hai agar Government connectivity aur infrastructure ko aur sugam banaye...
First
Welcome to matargasti in lakhisarai lal pahari aapne miss kar dia sr ji pls ek video me usko bhi explore kijye kavi
❤❤❤❤❤
hum Bhi gaye Hai Sir ji Barsaat Ke Mausam mei
Hum October me gye the
Plzzzz guys jao sab
Uk or himachal wali feeling hai
bhiya kuvar lake begusaria le kiye awaz uthiye
Waah bhai mazaaa......😮😮😢😂
Dhanyavaad yeh cover karne ke liye Mai bht saare RUclipsr se bola ko yeh cover kijiye lakin bht kam logo ne kiya aapka dil se sukriya bhai
Come to ordhani dam, Banka
Is jagah pe kaise jaye
Bihar ko development karne ke liye ye sab karna hoga :- 1. Agriculture hub nd agriculture based industry 2. Tourism hub 3. Higher education hub 4. Sports hub 5. Infrastructure hub according new trends 6. Panchayat level redevelopment 7. Park nd stadium & panchayat Bhavan & library& Bharat Bhavan & skill Bhavan& yoga meditation centre & bus stand in panchayat 8. Society Bhavan 10. Health hub 11. Night life and night shopping market 12. Food court 13. Cloth industry 14. Club, bar, disco, pub , 15. Research centre 16. Open gym 17. Film city 18. Animal husbandry 19. Fruit based garden 20. Flower farming 21 . New technology based industry
Sir aap kharagpur jheel bhi explore kijiye Munger me
Security, safety and accessibility are main concerns.
Mere channel pay video upload hai shringi Rishi Dham ka jisme Jharna Girte huye Hai
Har district mei esi trh ka Jila prashasan hona chahiye.taki apne district ke tourism ko promote kre aur explore kre.
Jila Prashasan take good step for own district development
बिहार सरकार इस पर बिल्कुल ध्यान नहीं देता.
उनको सिर्फ rajgir नज़र आता है 😢
Bhai is video ki length thodi aur jyada hoti to achha hota.
Hello saheb bhaiya 🤔🤔
Main aapko pichle 5 saalon😯 se follow🏃 kar raha hu
Jitni bhi video 🎥 aati hai aapki sabhi dekha hua hai mera
Aur main bhi ussi district💪 se hu jaha ye video soot hua hai LAKHISARAI...❤️❤️❤️
District administration se only 10km pe mera village🏘️ hai aur maatra 1.5km pe Ashokdham mandir🕉️ hai ....
Mujhe pata 😉 hai ki aap usse bhi explore karoge...
Lekin ek request hai bhaiya kisi bhi dhharmik asthal pe shoes 🥾 pehen kar na🙅 jaye bhaiya please...🙏🙏🙏
Mind mat kijiyega please request ...
Munger rishi kund dikhaye
Public ke liye open karna chahiye. Camping bhi kar sakte.
No safe area nahi ha
Machali ko Dana Khila Phir Usko Kha Jao Yeah Kaun Sa Punn Hai😂
Mera Nani ghr hi whi h 😂 kitna time gya hu
क्या मतलब है ऐसे सुविधा को दिखाने का जो पब्लिक के लिए उपलब्ध ही नहीं है? फिर जाके करेंगे क्या किनारे से देखेगे
Road connectivity boht bekar laga video main aise tourist location ko... clean road, good hotels and good eating places at least honii chahiye