Hello Nisha ji, Thank you for your recipes. pls koi aishi sabji bataye jo 3-4 din tak kharab nahi ho aur lambi train journey me use kar sake. agar already apne bata rakha hai to link bheje. Thank you
dear... aap esme... shomp ka powder dalte h ya...sarso ka ... aap starting me sarso ka powder bolte ho... fir .. jb .. masale dalte ho to... shomp bolte h... this is.. galti h aapki... plz.. muje shyor kre muje.. dubara
Mam aap ki recipes bahut acchi hoti hain aap mujhe care Ka Achar Bina Tel wala care Ka Achar bataen
ruclips.net/video/3yCE7HyNDmQ/видео.html
Dhanyavaad aap ko 🙏aap ise bana ke bataiye kee ye aap ko kaisa laga
Bahut acchi receipe aur jaankaari bhi dhanyawaad🙏
Thank you so much, *Sanya Dave*
Very nice recipe of Rajasthan, superb😍
Thank you very much, *Reema Sharma*
Sangri khan milti h
Very nice Nisha ji
Behut achha lega.
Thank you *Rajender Jangir*
Just the look of the pickle is so nice... I am sure it will taste yummy!!
Main bhi cooking Karti hun mujhe yah sabji aati nahin hai aur mere friend ko bahut acchi lagti Hai
ruclips.net/video/T7oERZawp4o/видео.html
you can see
mem ap bahutttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt accha khana bnate hain
I like it very much. I'm a Rajasthani. Thank u
Thank you and welcome *Asgar Husain*
Very nice mem
Thank you so much, *Saloni Ramawat*
Looks Fantastic! Kair sangri is one of my favourite vegetarian dishes.
Mohammed Khan Thank you so much
* बढ़िया ।👍
बहुत बहुत धन्यवाद B. K. Yadav
so nice of you
Very nice resipi
Thank you *teach use kitchen*
Plzz ker sangri ki sabji please banane ke liye bataiye na uski recipe
ruclips.net/video/T7oERZawp4o/видео.html
you can see
Sangar ko aam ke achar ke bache hue pani me bhigoya ja skta h kya??
Nice
Sangri ki sabji ki recipe bna kr btao
ruclips.net/video/T7oERZawp4o/видео.html
Aap ise dekh ke aasani se bana sakte hai
can we use the same recipe for making 'Panch Kuta' Ka achar(Pickle)?Please do reply as I have been given a packet of Panch Kuta mix.🙏
Thanks *Usha Rege* , for your suggestion. I will try to upload it.
thx😊
Hello nisha ji pls tell kya m sirf sangri ka aachar b bna skti hu kyaa
Nisha Madhulika thanks 😀
Hello Nisha ji, Thank you for your recipes. pls koi aishi sabji bataye jo 3-4 din tak kharab nahi ho aur lambi train journey me use kar sake. agar already apne bata rakha hai to link bheje. Thank you
ye achar khrab nahi hoga
Namaste Nisha ji Achar mein namak jyada ho gaya hai kya karun
Beautiful
Rahul Bagela Thank you so much
Mam dry sangria keha se milti h
ji aap ko onlin mil jayegi
ker ko kaise bhijote hai pls explain it
Looks very tasty and good
hello mam
mere pass 1kg latest green ker h jinko pani m daal kar maine mithe kite h an aap muje bats sekte ho kya ki ker ka aachar kese banana h
dear... aap esme... shomp ka powder dalte h ya...sarso ka ... aap starting me sarso ka powder bolte ho... fir .. jb .. masale dalte ho to... shomp bolte h... this is.. galti h aapki... plz.. muje shyor kre muje.. dubara
Thanks *Munni Ram* for the feedback.
Starting me ingredient btate me galti ho gyi hai, hmaneisme pili sarso powder or shonf powder use kiya hai
Nice
Thanks Nisha!
karva lag rha h banaane ke turnt baad to ab wapis sahi kaise hoga ye
jldi reply do na aunty ji
ji aap sme thoda namak or khtaai add kare sahi ho jayega
Tin kilo keriya or paw sagri ke acharka sman
Mam miri sangri ki sbji bhut khti BN gi h mutthi kese bnay
ma'am achaar khara ho gaya methi se an kya kare bataye
*Sangeeta Acharya* , Jada methi dalne ke karan achar ka taste khrab ho jata hai aap usme oil ki quantity bda deejiye
Hari sangari ka achar kase dala jata h
usha aggarwal, Suggestion k liye dhanyawaad, mai isey jld h upload krngi
5 kg आचार में कितना मसाला डलेगा । मेम
Virendra Sain aap video me ingredient calculate kr ke dal skte ho
2 kg sangari ka aachar me Masala kitna Dale
Yah achar hamaray gala nahi 15 din ho gay shangri kadak h
Aachar me Dana methi to kadk aur khari h
Nishaji, if I can get the URL for the recipe in English, I'd be very thankful.
***** I'm already following it for years Nishaji. I'm sorry I couldn't find this pickle. Anyway, I'd learn it from this video. Thanks.
Hello nisha ji kiya tetey aur ker ek hi hai
PedeLion ji Haan tetey and ker ek hi chiz h
khatta karne ke liye kya dale.pili sarson se proper khatta nahi hoga
Sumitra Biyani dry mango is add too
Es aachar ko 3 din rkh do khtayi (acidic) apne aap ho jayega
taje ker hi ya sukhe hi
yeh kon c sabzi hai
isme khatai kyoo nahi dali he?
Gach
Ye kya h
ruclips.net/video/hAh2pZnHBio/видео.html
you can see 🙏
Main bhi cooking Karti hun mujhe yah sabji aati nahin hai aur mere friend ko bahut acchi lagti Hai
ruclips.net/video/T7oERZawp4o/видео.html
Aap ise dekh ke banaye