100 percent ho jaye uske baad charger ko bandh karo 2 min baad phir se chalu karo jab tak charger ka fan bandh na ho tab tak charge karo ho gaya cell balancing. Scooter ko restart karne ki jarurat nahi he
Other company ke charger me aisa light nhi hai jo 100 charge ke bad v red light jale uske bad green ho jaye carge karke.....to uske liye kya kiya Jaye..jaise bajaj chetak and tvs etc...plz reply.
Ho jayega bt hyper mode 80% tak fast charge karega or uske baad aaapke ghar wale charger ki tarah se kuch hi plus me chalega. Hyper charging 80 % ke baad slow ho jati hai.
ye cell balancing ka process kitne din me or kab kab karna h meri job h bike taxi ki to me kasie apni range increase kar skta hu or battery life ko maintain kr skta hu
Bhaii mere pass s1x 3kwh he.. Meri ola me bettary % drop ki problem he ..( 23% to direct 3% ho jati he) Ye problem cell balancing se solve ho jaay gii???? Plzzz reply..
Bro aapko proper jo battry open krke one by one cell ki balance kari jati hai uski jarurat hai. Ye jo mene batayi hai usse battery thoda improve karti hai aapki problem isse ni sahi hogi
If u have time then u can charge it 100% . If u want good battery health then u can charge ur battery 20%to max 80%. After 80% only charging time increase but 20% to 80% charge very fast.80% is good for battery health and 100% take more charge time and it is also ok.
Ola mai NCM chemistry ki battery haina? Aur NCM ko LFP k jaise full charges nahi karte h only twice a month full karna chahiye for cell balancing! Yehi sahi option lag raha h 🤔
60 % me 110 range to theek thaak hai. Fir Ecu se problem hai software battery 🔋 health ko read theek se ni krra hai Tabhi reading kam aa rahi hai. Bt aisa mere sath 5 % ki battry pe hua ab tak 2 baar Bt 100% se ni hua kabhi aisa ki 40 se direct 3% Galti se 2 -4 din charge na karo to sleep mode me chala jayega
@@moving.piston sleep mode Jane baad kya hoga?? 40% sidhe 3 ata hai or charge karne me 3 se sidhe 40 % se start hota, Aur continue riding hi ata hai nhi to sah thik thak hai
@@moving.piston bhai sab kuchh thik chal Raha hai, bas full charges karke long drive continue jane ke bad jab battery 40% ata hai fir uske baad 3 ho jatabhai
Support this guy he makes very informative video and he is genuine 👏🏻 🎉❤
Thanks bro
@@moving.piston Always welcome support is forever with you ❤️
Kaun kaun chahta hai ki ola wale bhai ko reward den promotion ke liye?????
😝
Bhai apne logo ka dhyaan rakh rahe hai kyunki ola vale sunte ni.
✋me
Nice information
100 percent ho jaye uske baad charger ko bandh karo 2 min baad phir se chalu karo jab tak charger ka fan bandh na ho tab tak charge karo ho gaya cell balancing. Scooter ko restart karne ki jarurat nahi he
U r right but restarting krna better rehta hai.
सुपर से अपर bhaiya ji 👌👌👌👌👌💯
Thank you sir ❤
Other company ke charger me aisa light nhi hai jo 100 charge ke bad v red light jale uske bad green ho jaye carge karke.....to uske liye kya kiya Jaye..jaise bajaj chetak and tvs etc...plz reply.
Agar Hum Bahar Heyper Charge Se Karte Hai To Kaise Kare Use
Ho jayega bt hyper mode 80% tak fast charge karega or uske baad aaapke ghar wale charger ki tarah se kuch hi plus me chalega. Hyper charging 80 % ke baad slow ho jati hai.
@@moving.piston Ok Thanku Sir 👍
Sir aap ne abhi tak tak accessories par video nahi banayi hai 😢
Bhai bana Chuka hu but wo city range test ke vlog me hai. Blki aapka naam le le kar bataya hai ki koun kounsi accessories hai.
Ok thank you sir 💕
Jaldi se video upload kijiye sir City ride wala video
ye cell balancing ka process kitne din me or kab kab karna h meri job h bike taxi ki to me kasie apni range increase kar skta hu or battery life ko maintain kr skta hu
Bhaii mere pass s1x 3kwh he..
Meri ola me bettary % drop ki problem he ..( 23% to direct 3% ho jati he)
Ye problem cell balancing se solve ho jaay gii????
Plzzz reply..
Bro aapko proper jo battry open krke one by one cell ki balance kari jati hai uski jarurat hai. Ye jo mene batayi hai usse battery thoda improve karti hai aapki problem isse ni sahi hogi
🎉🎉🎉
bhai I am also using ola s1 pro gen2 I charge my scooter every 3days a once . Is charging 100% good for battery? I charge only 96-98 is it okay?
If u have time then u can charge it 100% .
If u want good battery health then u can charge ur battery 20%to max 80%.
After 80% only charging time increase but 20% to 80% charge very fast.80% is good for battery health and 100% take more charge time and it is also ok.
Maintain about 20% to 80%. But cell balance once in 1 or 2 months as shown here.
Depending on ur range if range is enough then once in month
If you do two times in a month then it is good for range.
Ola mai NCM chemistry ki battery haina? Aur NCM ko LFP k jaise full charges nahi karte h only twice a month full karna chahiye for cell balancing! Yehi sahi option lag raha h 🤔
@Jakey4246 NCM HI HAI. LFP KA CLEAR HI NI HAI BALKI GEN2 me battery 🔋 kounsi hai mention hi ni kia hai.
Bro mera scooter,
Long drive continue riding karne time,
Bettery 40% se sidhe 3% ho jata hai,
Kaise issue hai ye??
100% se start Karu to ,
60% me 110 km Jane ke baad,
Rest 40% sidhe 3% ho jata hai,
Kai ye continue riding wajah se to nhi
60 % me 110 range to theek thaak hai. Fir Ecu se problem hai software battery 🔋 health ko read theek se ni krra hai
Tabhi reading kam aa rahi hai. Bt aisa mere sath 5 % ki battry pe hua ab tak 2 baar
Bt 100% se ni hua kabhi aisa ki 40 se direct 3%
Galti se 2 -4 din charge na karo to sleep mode me chala jayega
@@moving.piston sleep mode Jane baad kya hoga??
40% sidhe 3 ata hai or charge karne me 3 se sidhe 40 % se start hota,
Aur continue riding hi ata hai nhi to sah thik thak hai
Battery ( - ) ho jayegi matlab dikkat badh jayegi
Samay rehte dikhwale or charge rakhe apni gadi.
@@moving.piston bhai sab kuchh thik chal Raha hai, bas full charges karke long drive continue jane ke bad jab battery 40% ata hai fir uske baad 3 ho jatabhai
👍👍👍
Meri ola ka touch band ho jata h kabhi kabi tuch nahi chalta h
Bhai yahi problem mere sath hai service center vale bus reboot hi option bata rahe hai. Complain krke screen change karana hai bus ab.
Mera bhi Colour hai aaj Delivery aane wali hai
Congratulations
Cell balancing is not possible from this charger bro
लखनऊ में ओला के चार्जर कहां कहां पर है
Kalyanpur ola service center
Munsi puliya
Alambag
N many more check your ola app
भाई Ola. लेना मत 😡
स्कुटर को लिए कितने दिन हुए?
Ab 3 months complete
@@moving.piston Ok thank you for reply