Kya BAAT he sir Kya BAAT. Bahut khoob bataya aapne .I saw first time explain and detailed video . Thanks Ek inverter front loading Maschine Samsung per BHI ek video banaye😊😊
Sir Samsung front load washing machine ke transit bolt nikalna bhool gaya, machine bahut vibarte hui, tab my ghar par nahi tha, half wash hone ke bad, my machine off kiya, phir transit bolt nikal diya tab normal work kar rahi hai, kya future me problem aye ga kya sir, please repli😢
Sir, ji detergent drawer me softener(comfort) khali nahi ho raha hai, but detergent powder aache se khali ho raha hai aur mai ne drawer ko bahar nikal k chek kia tho softner khali ho raha hai, aur isi tarah softner k inlet k hole me se pani nahi aara hai pls reply sir
Mere front load washing machine ke drum ko hath se jb rotate kertee he to wo muskil se rotate hote he koi noise ya voice nhee..wasee machine tehk chal rahi he is ki kia reason ho skti he kindly guide.hamra hard water he
Samsung front load eco bubble 6 kg mein machine off hone par drum haath se toh rotate hota hain , magar koi wash mode mein drum spin nahi karta. Iska kya matlab hua?
Sir Samsung ki front load machine me ek problem aa rahi hai agar ham machine ko spin par chalate hai to pani lene lag jati hai hamne pcb bhi change kar ke dekh le hai
Front load me water level kaha set hoti hai, agar aapke machine me hoti hai to 12 kapdo ke liye 4 ya 5 level rakhna chahiye, 1 level 25L ki hoti hai 2levl 30L ki Pura drum 60L ka hota hai
@@FreshDineGrill front load ki video pr top load ka saval, isliye confusion thi First level 30 L ki hoti hai phir aage ki har level 5 L ki hoti hai, matlb 2 level pr total 35 L pani hoga
Samsung front load washing machine power on issue it's take hours to start. Onces start it's running fine no error showing in display ... Issue kya hai?
Kya BAAT he sir Kya BAAT. Bahut khoob bataya aapne .I saw first time explain and detailed video . Thanks
Ek inverter front loading Maschine Samsung per BHI ek video banaye😊😊
Kia automatic washing machine ko itna easily समझाया ja sakta tha or itna easily samjha ja sakta tha very useful video ❤
Bohuti sundor vedio bohut kuch shikh no ko mila hai sabash brather thanks
Sir Ek hi vedeo me aap ne bahut hi easy tarike se samjhaya .very good❤❤
Good work sir 👍 bahut badhiya se aap btaye hai me bhi sumsung service center me kam krte hu
Apna mobile number send kar
Thank you so much for taking your time and making such a useful video... Everything explained so clearly. Very nice video
Bhai Bhut acchi video hai Bhut pasand aayi aapne Bhut acche se smjhaya 1 video simenes Aur boss ki mascin ki bnao
Thanks
Very useful information
Thankyou sir
Thank you bro
लई भारी...झकास..
Super, great explanation
Iska full wayring ka video bnaye sir please
Ok
Great detailed video keep it up
Very nice informative good
Sir ap ne bola sab se pehele suply jata hai drain motor pe ,invater ya non invater model me ....
Front load ke sabhi model me
Good explaination
Well explained,
What is the reason when front load machine not responding on/off when power supply is on.
@@Vijaykumar-xc2mu PCB problem
good knowledge.
Sir inlet valve ko hum khud Cheng kar sakte hai
@@nehachopranehachopra8701 kar sakte hai pr same dalna hoga, and carefully
Hi sir i am using Samsung's 7kg washing machine. I am facing automatically on off issue during wash can you suggest me a solution.
@@user-iv3gb7sc8u 1) check main switch board, or loose connection
2) check machine wiring
3) check panel board PCB
Bhaiyya ji front load washing machine kon si company ka Sabse achcha hota hai, jiska spare parts baad me asani se mil jayega
@@PappuSahu-w9d Samsung best hai filhal ke liye
Sir Samsung front load washing machine ke transit bolt nikalna bhool gaya, machine bahut vibarte hui, tab my ghar par nahi tha, half wash hone ke bad, my machine off kiya, phir transit bolt nikal diya tab normal work kar rahi hai, kya future me problem aye ga kya sir, please repli😢
@@GoodBoy-e8h koi problem nahi aayegi
Sir, ji detergent drawer me softener(comfort) khali nahi ho raha hai, but detergent powder aache se khali ho raha hai aur mai ne drawer ko bahar nikal k chek kia tho softner khali ho raha hai, aur isi tarah softner k inlet k hole me se pani nahi aara hai pls reply sir
@@trrending915 hole ko clean karo
@purabkhamkar Haan ji o bi Kiya par fir bhi nai aara pani
@@trrending915 piche filter hai use clean kiya
@@purabkhamkar Haan ji o bhi kiya, aur water pressure bhi badiya hai but softener nahi jara
@trrending915 detergent box ke hole ko open karo
Great 👍
Mere front load washing machine ke drum ko hath se jb rotate kertee he to wo muskil se rotate hote he koi noise ya voice nhee..wasee machine tehk chal rahi he is ki kia reason ho skti he kindly guide.hamra hard water he
Servicing issue
Sir washing machine ka dram 1_2 bar slow chal ka band ho jata ha problem slove kase karu Italy
@@SukhaSingh-mx5nh technical problems ho sakta hai
Ib ka front load me error dikha raha he magar kis chij ka error he kese pata lagaye display vala machine nay he
@@RajnikantKapdi-hi2uz kya error aa raha hai
Samsung front load eco bubble 6 kg mein machine off hone par drum haath se toh rotate hota hain , magar koi wash mode mein drum spin nahi karta.
Iska kya matlab hua?
Machin me wiring ki problem hai, aapko technician ko bulakar check karvana padega
Washing machine cannot working water what is the problem can help me
@@gudlaramesh3488 please check inlet valve
Sir Samsung ki front load machine me ek problem aa rahi hai agar ham machine ko spin par chalate hai to pani lene lag jati hai hamne pcb bhi change kar ke dekh le hai
Ek bar pressure sensor check kijiye, pressure sensor se ye problem aa sakti hai
Pressure sensor new change kar ke bhi dekh liya
@@prempalsingh5899 phir aapke PCB me hi problem hai service center se bat karni chahiye
Mera same aisi machine h usme neeche ka drain system bhi fully tight hai but tbhi bhi likage ho rh h
@@Heskwjegsv rubber seal damage hogi shayad
@@purabkhamkar but Maine check Kiya tho paani vhaa se leak he nhi ho rh tha
@@Heskwjegsv technician ko bulakar check karvana parega
@@purabkhamkarProblem pta chl gya uska plastic drum me jo joint hota ha vo pht gya
Tho hmlog usko plastic welding krne ki soch rhe h
@@Heskwjegsv good
Sir eco bubl motr kaise test kre sumsung front load me sumsung service center me kam krta hu bubl motr ka testing video bnaye
Ok, jald hi banayege, thanks for watching
Sir please apna number send kijiye
Ye wala original inlet valve kitne price ka hota h ????
Lagbhag 800 rs
@@purabkhamkar Muje service wale ne 4000 ka ayega esa kaha h
@@mitrajsinhrathod6583 shayad kuch extra charge lagakar bola ho
@@purabkhamkar kuch jyda h extra charge nhi h 😂😂
NICE
Water level kitna rakhe 12 se 15kapdo ke liye.. 1 se 2 Level kitna liter hoga?
Front load me water level kaha set hoti hai, agar aapke machine me hoti hai to 12 kapdo ke liye 4 ya 5 level rakhna chahiye, 1 level 25L ki hoti hai 2levl 30L ki
Pura drum 60L ka hota hai
Top load machine hh. Samsung ki
@@FreshDineGrill front load ki video pr top load ka saval, isliye confusion thi
First level 30 L ki hoti hai phir aage ki har level 5 L ki hoti hai, matlb 2 level pr total 35 L pani hoga
Samsung front load washing machine power on issue it's take hours to start. Onces start it's running fine no error showing in display ... Issue kya hai?
low water pressure problem
@@purabkhamkar U mean water valve issue.
@@mujjucrypto5409 yes
how to check motor?
@@tvlogs7441 in next video
@@purabkhamkar , Not about to find. Please share the link
Play button se start nahi ho rahi .
Kya karun ?
@@anweshapandey5670 PCB me koi problem hogi
3E problem ka solution??
@@sanjaykoul7979 shayad motor ka problem hai
@@sanjaykoul7979 ya pressure sensor ka problem hai
@@purabkhamkar motor chal raha hai theek
@@purabkhamkar Cost of pressure sensor
❤❤
Nice