Sir ji aapki her video dekh kar hi sub kuch diya nice video sir maine nursery se guldaudi ka plants liye h sir ak plant me kaliya aa rahi h sir ji kya abhi flowers le ya bud hata de
Mere pas 12 se 15 rose plant hai sbki pruning kr di hai pr nhi branches nhi ayi hai maine un sabhi plants pe neela thotha or chune ka lep kiya tha or dap v dala tha pr koi result nhi mila
Sir maine rose plants ki pruning k bad DAP dala tha pr usme nhi basal shoot nhi aye hai or jin rose me thode bahut nod nikle the unki koi v growth nhi hai pruning k bad kon sa fertilizer jo asani se mil jaye
Apke rose plant bahut achhe or healthy hai branches v bahut hai
Nice video
Sir.. Ek npk eisa banaye job bogenveliya me bohut kam aye
Thanks for your detailed information 🙏
Very nice video sir 🙏👍
Awesome video 🌷
Good very useful information thanks
Bahut acha
Very good video 👌👌
Very good video
Makasih ya sudah berbagi video yang sangat bermanfaat👍👍
Sir ji aapki her video dekh kar hi sub kuch diya nice video sir maine nursery se guldaudi ka plants liye h sir ak plant me kaliya aa rahi h sir ji kya abhi flowers le ya bud hata de
Abhi aane dijiye November ki last Tak flower khilenge
Wow Lovely Plants ~
Thank you for good sharing 😊 LIKE 98
My friend, have a good relationship 😊
Beautiful video 🎉🎉new
jaminma lgahuva rose ka prunig abi kar saktha hai? hamara jagama barish hai
Barish me pruning na kare
Pgr ko buds ane per use nhi karna hai ki kar sakte hai
Nahi
Excellent information..Thank you so much..How to control mites at this stage ? Kindly advise
You can spray Oberon 1 ml/L water
12 months tak update dene wale the aap co opeat repotting .please dijiye
Sir, rexolin cxk nahi mil paa Raha hai. AAP ke paas available hai kya
Mere pas nahi hai
Cinder me bhi same dosage ? Alternate days ?
Ji daily dijiye
@@GreenGarden. daily kaunsa dena ? Green garden fertilizer kitne din ? Aur 12 :61 kitne din dena ?
Ek din 12 61 0 baki 5 din mix fertilizer
yeh process kab tak follow karna hai sir
Buds me colour aane Tak
Bhiya g mere plant ki branches long nai ho Rahi kya karu
Bataya gaya fertilizer dijiye
Ek mahine pehle cocopeat me repot kiya plant ka update dijiye please .Bina mitti nikale. ek mahine baad ka feeding
Isi month me denge
Lagta hai aap ne Atin Basu Sir Ji ka "The Bengal Rose Culture" follow karke ye sab batate hai ।
Mera last year ki video dekh lijiye
@@GreenGarden. Kabhi bhi H2SO4 ka bare meh nehi suna abhi sun raha hun
Mai Aaj bhi kisiko suggest nahi Kiya hai q ki vo very dangerous hai, kisi ko man kare to de sakte hai, acidic ke upar Mera alag alag video hai
Sir pruning and defoliation karne ke baad plant ko shade me rakhna hai ya normal sunlight me hi rehne de??
Full Sun light me
@@GreenGarden. Thank you sir..
Sir sulphuric acid aur battery acid ka kya alternate hai jo accha result de.
White vinegar 6ml/L water
@@GreenGarden. sir weekly Dena hai. Per plant kitna
Jitne pani chahiye hai
Sare fertilizer dene ke bad bhi sar Mera gulab ka paudha jo hai abhi bhi dormancy period se bahar nahin aaye Hain iske liye kya Karen
Photo send kare
instagram.com/shivprasad992?igshid=YmMyMTA2M2Y=
Humich acide liquid water morning or evening dalna ji
Morning
Cristamam plant ko dal jayega sir
Sir mere kuch rose plant ki new shoots burn ho rahi he aur kuch branches me die back a raha he
Due to over watering, pani kam dijiye
@@GreenGarden. Ok sir
Sir one more thing. Root zone me Fungicide ka upyog kare ya sirf watering control se kaam chal jayega
Mycorrhiza use nahi Kiya hai to fungicide use kare
Ap kia kurtey hu green leafe k liey
Water control kare soil me acidic water 7 din me ek baar dete hai
Acidic water oo kya meening
Battery acid 0.5ml/L water soil me dete hai
Battery acid 0.5ml/L water soil me dete hai
Humic acide hi
Mere pas 12 se 15 rose plant hai sbki pruning kr di hai pr nhi branches nhi ayi hai maine un sabhi plants pe neela thotha or chune ka lep kiya tha or dap v dala tha pr koi result nhi mila
Sir npk 19 19 19 , 13 0 45 is it spray or dransing ,,12 61 0 it is dransing 🙏🙏
Drenching
10 plants k liye1:2:2 green garden fertilizer banany ka complete method bata den
ruclips.net/video/v-m1AEJylsY/видео.html
Mera rose plant 40 days pehela hi kharida hua hai isliye jyada branches nahi hai - kya main aapka bataya hua fertiliser ki dosage de sakti hoon
Ha
temp 32..18 hsi me showering nahi karti
Karna chahiye
Sir micro nutrients out of stock h pls aise link share kre jo stock me available ho
Description box men mobile number mention hai dekh lijiye
Sir maine rose plants ki pruning k bad DAP dala tha pr usme nhi basal shoot nhi aye hai or jin rose me thode bahut nod nikle the unki koi v growth nhi hai pruning k bad kon sa fertilizer jo asani se mil jaye
10 Din tak koi fertilizer nahi dena hota hai fir kam matra me npk dena hota hai Mera last video dekhiye
Ok sir
Sir in my plants lot of new leaf is coming but no buds in it what should I do
Keep wait it will appear
Thankyou sir