इस वीडियो में 5:21 पर rear सोकर बुश है में देखना चाहता था कि आप कितना ध्यान से देखते हो मेरी विडिओ अब पता लग गया 💖💖 अधिक से अधिक जानकारी Instagram पर भी देता हूं instagram.com/arv.brothers/
Bhai ji mujhe video Dekh Kar nhai bal ki mehenat Kar ke Sikh na Chahta hu M sobha news pepar Dal Kar aap se sikhna Chahta hu Vese to bahut se lug h Jin se m Sikh sakhta hu par m aap ke hath kehi niche sikhna Chahta hu 🙏🙏🙏 plz
Sir aap sahi jankari dete hai video dekkhate hi bada josh aata hai sir ji karta hai aapke paas ye kam sikne ke liye aa jau aapka har video Main pure dil se delta hoon
Hello sir mujhe aap ki video bahut pasand aayi aap har bat khul kar saf saf bolte hai sir mera ek actva 2g scoter hai kuch din pehle wo achnak se band hogaya tha to maine ek mechanic ke pass leke gaya usne sabse pehle spark plug Chang kiya fir bhi scooter start nahi huwi fir usne kaha valve me kachara hai. Head ko garandig karna padega to valve naya dalna padega oil seal dalna hai fir usene sab kuch kiya firbhi scooter star nahi huwi fir usne cdi aur ignition coil gaya hai bola mujhse paise liye aur meri scoty star hogayi leki thoda sa nois kar rahi hi aur head ke niche ki aur jaha oil ka nut hota hai wahan se thoda oil ki nami aarahi hai 100me se 5 percentage to sir mujhe head ko firse refitting karna chahiye ya nahi aur ise engine ko kuch nuksan to nahi hoga isme kitna kharch ayega aur fir maine clutch khol kar kam karwaya usme roler belt sur sab kuch sahi ta usne just roler ko grease lagaya aur fit kiya to thoda noise kam hogaya hai aur maine 20w40 ka oil dala to gadi thoda smooth hogayi hai aur abhi throttle cable naya dalne wala hun kyoun ki pickup me thoda problem lagta hai pehle ka throttle cable thoda cut gaya tha to use mechanic ne use bond se chipka kar lagaya tha carburettor ke upar to ise change karwana hai
Hi sir you the best.. sir Hero duet ya maishtro scooter ki tps sencer ko maltimitor se kayse check kare or proper tuning kayse kare plz ek video banaiy plz sir 🙏🙏🙏
bhai meri scooty ke gearbox ko Mahindra Service Centre wale Ne to petrol se hi saf kar diya tha aaj pata chala wo galat karte hai or haan ander to patrol se bahar wale cover ko pani se saf kiya .uper se petrol bhi mera hi use kiya. thanku bhai next time se yaad rahega
Sir knowledgeable video superb Mere pas jupiter bs3 hai mene head ka kam karvaya hai or 2 3 din smooth chali or 4 the dinse head mese noise aarahi hai or side mesebhi or macanic ko bataya to kehta hai barabr hai or me head ki noise se ireted ho gaya hu kya karu
Bhai yah Jo Abro oil treatment hai . Yea oil treatment koi sabhi engine oil ke sath mix Kiya ja sakta hai ? Yani ki synthetic ,semi-synthetic, mineral? Or yea additive oil kitne litre engine oil ke sath mix Kiya ja sakta? Batna please .Rajvir bhai ❤️❤️❤️❤️❤️
भाई मैं आपका सस्क्राइबर हु। भाई पैशन प्लस है चाभी ऑफ करने पर गाड़ी बंद नहीं हो रही सब कुछ देख लिया वायरिंग भी चेक कर लिया पर समझ नही आया स्विच चेंज करके भी देख लिया ।क्या मैग्नेट coil से दिक्कत हो सकती है? क्यू की एक प्वाइंट जला हुआ लग रहा था। बताइए प्लीज़।🙏🙏🙏
Bhai Video banane kee leye Thank you. But bhai our detail video banao Activa engine pee pura Fitting kaa or kitna Piston loose hona chahye or Crank mee Kitna play hona chaye
pulsar ns 160 Ka avrage kaise badhaye pehle meri bike 1lit. me 45 + km chalti thi but 11 month me hi 28 avrage aa rha hai Sir pls ek video banaiye mai bahut pareshan hun
Bhai hats off to your videos but ek baat hai ke meri bhi scooty ka engine work karwaya tha but same wahi problems thi aur ultimately engine cease ho gaya tha
इस वीडियो में 5:21 पर rear सोकर बुश है में देखना चाहता था कि आप कितना ध्यान से देखते हो मेरी विडिओ
अब पता लग गया 💖💖
अधिक से अधिक जानकारी Instagram पर भी देता हूं
instagram.com/arv.brothers/
Sir boho sara or acha knowledge dete ho
Me bhi mechanical engineering kar raha hu 😊😊😊😊😊👌👌👌❤️
Bhai ji mujhe video Dekh Kar nhai bal ki mehenat Kar ke Sikh na Chahta hu
M sobha news pepar Dal Kar aap se sikhna Chahta hu
Vese to bahut se lug h Jin se m Sikh sakhta hu par m aap ke hath kehi niche sikhna Chahta hu 🙏🙏🙏 plz
Sir aap old activa ka kam karte ho
bhai ji aapke hath me variator nahi shokar ka bush tha 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Sagar Bhai kya hal hai
Nice Sir aaj ki video se mujhe bahut Kuchh sikhane Ko Milta Hai
Nice information guru ji 🙏🙏
सरजी आप बहुत अच्छा समजाके बताते हो सुन्दर लगा हमें शुक्रिया
Sir aap sahi jankari dete hai video dekkhate hi bada josh aata hai sir ji karta hai aapke paas ye kam sikne ke liye aa jau aapka har video Main pure dil se delta hoon
Ap ke vidio dekhne ke bad bhut sikh mele hai sar
Bahut hi badhiya jankari. Thanks
All first ❤️
Bahut sundar guru g lovely ❤️
Is tarah ka interest video jankari dene ke liye dhanyvad
Very nice video 👌
Bhaut badiya video banaya Bhai aapne.
Very good information
Bhut achhi bate btai aapne
Superb Bhai Nice
Sir salute upko.
Love you too bhaiya 💞💞💞💞
(puratatva k Jamane ka ) mast laga sir ap ka Ye dialoge
Sir mere Papa Aapki Tarif krte h bahut
Very good bhai mast
Aapane Jo clutch variator Pakda Hai vah jumper bus hai
Hello sir mujhe aap ki video bahut pasand aayi aap har bat khul kar saf saf bolte hai sir mera ek actva 2g scoter hai kuch din pehle wo achnak se band hogaya tha to maine ek mechanic ke pass leke gaya usne sabse pehle spark plug Chang kiya fir bhi scooter start nahi huwi fir usne kaha valve me kachara hai. Head ko garandig karna padega to valve naya dalna padega oil seal dalna hai fir usene sab kuch kiya firbhi scooter star nahi huwi fir usne cdi aur ignition coil gaya hai bola mujhse paise liye aur meri scoty star hogayi leki thoda sa nois kar rahi hi aur head ke niche ki aur jaha oil ka nut hota hai wahan se thoda oil ki nami aarahi hai 100me se 5 percentage to sir mujhe head ko firse refitting karna chahiye ya nahi aur ise engine ko kuch nuksan to nahi hoga isme kitna kharch ayega aur fir maine clutch khol kar kam karwaya usme roler belt sur sab kuch sahi ta usne just roler ko grease lagaya aur fit kiya to thoda noise kam hogaya hai aur maine 20w40 ka oil dala to gadi thoda smooth hogayi hai aur abhi throttle cable naya dalne wala hun kyoun ki pickup me thoda problem lagta hai pehle ka throttle cable thoda cut gaya tha to use mechanic ne use bond se chipka kar lagaya tha carburettor ke upar to ise change karwana hai
Thank you sir good OK cool
Aapka fan sach kasam se
NYC sir
Bhai ke to video last 1 sal se dekh rha hu mn kr rha h ki apni scooty ap ko bnne ko de du
zaroor
एक बात है भाई नाम तो है आपका आपकी वीडियो मैं बहुत ज्यादा देखता हूं
Nice video.
Nice work
Good job bhai
Jabardast 🔥
Mast sir 🤔
Thanks for information
Very good video and explained clearly. Thanks
Bro, at 5.40 is that variator roller or shock absorber bush near the engine case
Hello bro big fan bro Manish chaudhary
👌aaj kuch naya sikhne ko mela
Super video bhai
Par Activa me ger oil kitne time me
Badalna chaiye?
Nice Video sir
Bhai Activa engine fitting bahut badhiya
Bore kiya Piston Kabhi succrss na Nahi Hota sir, ekdum sahi bole
Set of block n piston hi dalna chahiye
Thank you so much bhaiya ....apse Mai Bhut kuch sikhta hun ..... Apse Bhut kuch sikhna h bhaiya
❤
Bhai acchi video hai ye
Hamne jitni activa ka english banay hay sabhi sahi chal rahi koi problem nahi aai
Hi sir you the best.. sir Hero duet ya maishtro scooter ki tps sencer ko maltimitor se kayse check kare or proper tuning kayse kare plz ek video banaiy plz sir 🙏🙏🙏
Love you guruji
Sir- Good Informative video, Keep it up , Pl share the part wise price and total expense in all your videos.
Good information
bhai meri scooty ke gearbox ko Mahindra Service Centre wale Ne to petrol se hi saf kar diya tha aaj pata chala wo galat karte hai or haan ander to patrol se bahar wale cover ko pani se saf kiya .uper se petrol bhi mera hi use kiya.
thanku bhai next time se yaad rahega
bhai koi video mahindra gasto ke uper bhi banao
jab bhi pollution karwata hu wo bolta hai pollution report thik nahi hai
Sir App jaysa engine koi nahi india me assemble karsakta
Ha huva he Mera sath or new Activa ko kharab karneme bohot bada hat he man to karta he aapke video dekhke khud Kam karu
Fir ntorq bs6 mileage kese thik kare sir please ek video banaye sir m kafi time s is video k wait kar raha hu please sir
Bahut gazab
Bhai, best belt kaunsa hai Activa ke liye? Kyun ki Honda se belt liya uspe bhi BANDO likha hai.
Bhai clutch goli setting par video banayeye
Haan Bhai sahi me esahi hotata my jab bi kolta hoon main jyada se jya Scotty hi karta hoon Bhai
आप दूर है. इसलिये नहीं तो मे आपके पास आ जाता मेरी गाडी रिपेअर और सर्व्हिस करने...मुजे आपके व्हिडिओ अच्छे लगते है....
Sir aapki har ek bat sabh se hit hai aap mere hisabh se sabh se alag ho or muje ase log hi pasand aate hai
.. Sir aap kaha ke ho
दिल्ली से
मैं बहुत जगह पर देखा
पर क्या करोगे भाई मजबूरी है है
vare goord warking
Hum he sath me 😀😀
Maestro का stator प्लेट 2बार लगवाया दोनों बार उसका teeth टूट जा रहा है। प्लीज is पर एक वीडियो बनाये
Activa 2006 model khet vali trolly me 5 saal se jabardast chal rahi ha
Thanks 👍
Nice brother.💕♥️💔💞💞😀💗💓💓💖😀💟💔💔♥️💕
Sir plesur skuti starting problem pr vidio banao na
भैया जी अपने मोबिल के साथ कौन सा oil smuth के लिए कौन सा ऑइल डालते हो
So much ❤️❤️❤️❤️ bhai
Sir Hero duet scooter mai bor karvana sahi rahega ya blockit dakvana ky sahi rahe ga plz bataye 🙏🙏 muje meri duet scooter ka he'd ka kaam karvana hai
Thank you
Bhai R15 v3 dekhlo ek baar engine setting krwani h please reply bhai...
Bhai aap jo cluch ka veritar veritar kar rahe ho wo sakab bwoss hai rear
👌👌👌
Sir knowledgeable video superb
Mere pas jupiter bs3 hai mene head ka kam karvaya hai or 2 3 din smooth chali or 4 the dinse head mese noise aarahi hai or side mesebhi or macanic ko bataya to kehta hai barabr hai or me head ki noise se ireted ho gaya hu kya karu
Super
Best oil treatment kon sa hai brother activa k leye plzz tell
Sir maine to Tar wali brush la rakhi diril machine mai laga k saaf karta ho ek dum neet and clean ho jata hai
Bhai yah Jo Abro oil treatment hai . Yea oil treatment koi sabhi engine oil ke sath mix Kiya ja sakta hai ? Yani ki synthetic ,semi-synthetic, mineral? Or yea additive oil kitne litre engine oil ke sath mix Kiya ja sakta? Batna please .Rajvir bhai ❤️❤️❤️❤️❤️
Yes
@@ARVBrothers thanh you Rajvir bhai .
Bhai Honda dio,Activa,mastero edge,jupiter, access me se sbse achi scooty kon si hai..
Access
Bhai hero Pleasure me rebore success hoti hai? Aur scooter engine banaate samay aap kitne ml oil treatment dalte hai? Pls reply khigiye.
Pleasure me new cylinder kit dalwane.engine oil gulf 20w30 best he.800ml pura dalta he
Rajveer Bhai app ka hath Mai vraditar plus shocker ka Bush bhi tha
Bhai Tum se or ek question hai ummeed hai aap ye bhi problem solve kar denge
Sir activa ma Goetze ki cylinder kit achi chal jati ha kya??
Dio me sleeve change kayab hota hai?
Sir please Jupiter ki timing set karna btayiye
BAHI I HAVE A MT15 BIKE ,SINGLE ABS SYSTEM CAN WE CHANGE OR MODIFY TO DUAL ABS
Bhai aap tvs excel 70cc aur nayi tvs new ka information de please
Sir aap is video mai ek cheez aur bta dete kabhi kbhi oil sply mai dikkat ati ha jab jaali bar jati
भाई मैं आपका सस्क्राइबर हु। भाई पैशन प्लस है चाभी ऑफ करने पर गाड़ी बंद नहीं हो रही सब कुछ देख लिया वायरिंग भी चेक कर लिया पर समझ नही आया स्विच चेंज करके भी देख लिया ।क्या मैग्नेट coil से दिक्कत हो सकती है? क्यू की एक प्वाइंट जला हुआ लग रहा था। बताइए प्लीज़।🙏🙏🙏
Supar bosss
Guru Ji
Haa bhai ji hota h
Bhai ak video scooty ke chechish se engine alag karne ki video banai 🙏🙏
Bhai Video banane kee leye Thank you. But bhai our detail video banao Activa engine pee pura Fitting kaa or kitna Piston loose hona chahye or Crank mee Kitna play hona chaye
App k hath me wo rear shoker bush h not variator guti 😄 lov from assam
Bhai bike k spark plug kitne k.m k baad chainge kr Dene chahiye
pulsar ns 160 Ka avrage kaise badhaye pehle meri bike 1lit. me 45 + km chalti thi but 11 month me hi 28 avrage aa rha hai
Sir pls ek video banaiye mai bahut pareshan hun
Sir APNI ek branch Dehradun me bhi open Kar do
Sir Hero duet. maishtro.pleaser in scooter me bor karana shi hoga ya bockpistan dalna sahi hoga
Bhai hats off to your videos but ek baat hai ke meri bhi scooty ka engine work karwaya tha but same wahi problems thi aur ultimately engine cease ho gaya tha
Guru ji parnaam ,aaj hamne Activa ki full engine feet Kiya hai o heat bta rhi Kya kroo