ये तो हिमाचल के निवासियों की तरह है , इनकी भाषा , नाटी,संस्कृति, सभी । और मन्दिर की शैली भी हिमाचली है। इनकी टोपी भी हिमाचली है । इस तरह के अनमोल पारंपरिक रीति रिवाज के लिए हिमाचल की तरफ से मेरा बहुत सारा प्यार और सम्मान।🙏
D.R. RANGRA As far as I know, the entire Uttarakhand is part of the Western Himalayas. Then there is no fact both Tons Valley and Yamuna Valley are situated in the part of western Himalayas, then the culture here is as in Himachal.
@@himalyanculture8907, No bro Yamuna is bifurcate point of Western himalay, Uttarakhand and Nepal is a part of Centrel Himalay and Bhutan and Arunachal is Eastern himalya.
@@snowleopard009dear bro, As far as I have been, Punjab Himalaya is the Himalayas between Indus River and Sutlej River and Kumaon Himalaya between Sutlej and Kali River. Punjab Himalaya + Kumaon Himalayas is called Western Himalayas. Please share where you have it all. Dhanyabad
बहुत ही सुंदर घाटी, सुंदर वस्त्र और बहुत ही सुंदर लोग। स्वर्ग से सुंदर घाटी। मेरा प्यारा उत्तराखंड। ऐसी अद्भुत घाटी के दर्शन कराने के लिए धन्यवाद। इसके बारे में हमें कोई जानकारी नहीं थी।
I always notice one thing that People of uttarkashi and Jonsar,tons valley are culturally similar to Himachal as compared to Garhwal,even one of my friends from uttarkashi said that they listen more himachali music compared to garhwali,and culturally more similar to Himachal,,,, I also observed the traditional dressing,which is similar to kinnaur of Himachal,as both are near to each other, And Jaunsari culture resembles sirmaur district of Himachal and was part of sirmaur princely state🙂 Love from Himachal Jai Hind 🇮🇳
That’s true. Tradition followed in jaunsar/uttarkashi(Uttarakhand) is way more similar to shimla/sirmaur(himachal) That’s how we all are united i guess😄 Jai devbhoomi🏔❤️
bhai jaunsar k culture sirf shimla sirmour s milta h pure Himachal s nhi pure Himachal s kha jod rhe ho unhe agar m yahi bat ulta kru to ki apke shimla or sirmour k culture uttarakhand s milta h kyoki jaunsari to uttarakhandi h pure uttarakhand s jod du kya or pure uttarkashi k culture nhi milta shimla s jo border k area k h unka milta h baki garhwali hi h uttarkashi m maximum population garhwaliyon k hi uttarkashi m to uttarkashi k culture kha s mil gya tumse bhai yamuna valley rawain bolo n ki uttarkashi
@@rbbisht580 Bhai history check karo is area ki Ye Mahasu region h Or jaunsar pehle Sirmour dynasty ka part tha Or Jo pahadi topi pehni hai inhone,vo traditional kinnauri handloom topi hai,sirf kinnauri or bushahar region mein bnai jati hai.....So it doesn't belong to Uttarkashi Yes Garhwal ka apna alag culture h Or kumaon ka culture Nepal se match karta h Mne bhi 5 months spend kiye Uttarakhand mein but kisi ko bhi Garhwali,Kumaoni mein baat karte nhi suna...😞 Ye difference h Himachal and Uttarakhand mein Himachal ka pahadi culture totally preserved h Or Uttarakhand mein migration boht jyada h,log apni boli nahi bolte Apne is video mein bhi dekha ki us lady ne bola usko apne traditional clothes pehn'na pasand nhi h...What is this?!!😠 Jai Hind 🇮🇳
It's very much similar to our himachali tradition...that Pagoda temple,Kathkuni houses,green Cap, dhaatu, ornaments even the group dance is very alike. God bless these people..
Thanks for uttarakhand ki lok prampgat , , sell , , , jay ,hindu , , jay bharatiya , , uttarakhand ,ke , ,samaj , , , me , sab , ka ,samman , , ,bhaichara ,hota ,hye
यहां की भेष भूषा बहुत अच्छी हैं अभी भी अपनी पुरानी परम्परा क़ायम रखी है यह उत्तराखंड का उत्तरकाशी जिला है जो टिहरी जिले से अलग किया है । लेकिन यहां की परम्परा भेष भूषा ज्यादा कर हिमाचल से मिलती जुलती है ।
@@snowleopard009 also , Eastern himachal cuturure is equal to uttarakhand . Every Border area have mixed culture .where it is arunachal vs china border . Where it is uttarakhand or Nepal's border . Its not big deal .
Rnawain, Jaunpur, Jaunsar-Bawar Teeno kshetra Yamuna or Tons Nadi k aas paas base hn Jaunsar-Bawar tribe (ST) Rnawalta-Jaunpuri Tribe (OBC) Jaunpur- Tehri garhwal Jaunsar-Bawar - Dehradun Rawain- Uttarkashi Teeno hi kshetra k Culture, Khan-Pan, Rehan sehan m jyada farak nazar nhi aata hai jaise: Festivals- Bissu, Jagda, Maroj teeno hi kshetro m mnaya jata hai Ynha k kshetriya devta bhi lagbhag same hi hn jinme sbse pramukh Mahasu devta or Someshwar devta hai or dono hi Kashmiri Nath hai.Mahasu devta Rnawai or Jaunsar m bhraman bhi krte hn or Rawain m Raghunath Mahasu or Odari-Jakhandi Mahasu naam se khat Banal, Thakral or Purola Serai m lagbhag 100 se jyada gaun k mukhya devta hai Rnawai ke hi Khat Fateh parwat or Bangan m kramshah Shedkudia Mahasu or Pawasi Mahasu virajman hai. Jabki Someshwar devta Khat Fateh Parwat, Purola Serai, Barkot k kuch aas paas k gaun, Dharamandal, Ojri va Geeth khat k Raja hai. Language- Jaunsar-Bawar ki bhasa Garhwal khestra se ekdm alag hai Jaunpur or Rawain ki bhasa m apko kuch shabd Garhwali bahsa k mil jayenge pr Rawain m bhi alag Khat(Patti) m alag tarike(andaaz) se Rawalti boli jati hai jaise Fateh Parwat, Panchgai, Geeth(Yamunotri) or Bangan m lagbhag same tarike se bola jata hai ek dum thet pahari andaaj m 😜 magar isme bhi Bangani bhasa apne aap m apna ek swatantra astitva rakhti hai jo ki Jaunsari or Rawalti se bahut samanta to rkhti hai magar Bangani bhasa ka apna ek alag shabdkosh hai. Dance form ki agr baat ki jaaye to Tandi or Jhenta nritya teeno hi kshetro m prasidh hai. Nati Jaunsar or Bangan m lagayi jati hai magar present time m ye teeno hi kshetra m famous hai baki ek Chopati nritya pure Rawai region m lagay jata hai (Jaunsar or Jaunpur ka nhi pata 😜) Geeto ki agr baat ki jaye to Chora, Baju-band, Laman, Jangu or Harul teeno hi kshetro m gaaye jate hn. Architecture m Rawai ki kashthkala famous hai yha k Bhawan or mandir nirman ki shally kafi unique hai jisme sabse prasidh yha k Teepuru(teen manzil), Chaupuru(4 manzil) or Panchpuru(5 manzil) k ghur shamil hai. Or bhi bahut si cheeze hn jinke bare m yha pr likha ni Jaa skta or bahut kuch mujhe pata bhi ni hai 😜 Rawain kshetra m Rawalti bhi alag alag tarike se boli jati hai kuch chetro(barkot k aas paas k gaun m) kafi saral or kuch chetro (Mori, Purola, Mugarsanti, Geeth, Badiyar) m kaafi jatil roop m boli jati hai jis vjh se Rawalti k bhi kai upnaam kshetro k adhar pr vibhajit hai jaise Khat Mungarsanti-Mungri, Geeth-Geethi, Banal-Banali, Badiyar-Badiyari, Parvat-Parvati etc. PS: Kai log Tons valley ke Fateh Parwat k kshetra ko Rnawai se alag samjh lete hn jo ki bilkul galat hai. Fateh parwat culturally or linguistically bilkul Rnawai k other region ki tarah same hai. Dhanyawad 🙏
**बहुत बहुत शुक्रिया हमारे काफी पुराने मित्र चैनल DD रूपी पूरे परिवार के सदस्यों का ...हमारी उत्तराखंड की शादगी व् विनम्रता से भरी संस्कृति को हम तक पहुंचाने के लिये...** सत सत नमन आपको संगीत के इस नाशवान कद्रदान की ओर से**💐💐
Rnawain, Jaunpur, Jaunsar-Bawar Teeno kshetra Yamuna or Tons Nadi k aas paas base hn Jaunsar-Bawar tribe (ST) Rnawalta-Jaunpuri Tribe (OBC) Jaunpur- Tehri garhwal Jaunsar-Bawar - Dehradun Rawain- Uttarkashi Teeno hi kshetra k Culture, Khan-Pan, Rehan sehan m jyada farak nazar nhi aata hai jaise: Festivals- Bissu, Jagda, Maroj teeno hi kshetro m mnaya jata hai Ynha k kshetriya devta bhi lagbhag same hi hn jinme sbse pramukh Mahasu devta or Someshwar devta hai or dono hi Kashmiri Nath hai.Mahasu devta Rnawai or Jaunsar m bhraman bhi krte hn or Rawain m Raghunath Mahasu or Odari-Jakhandi Mahasu naam se khat Banal, Thakral or Purola Serai m lagbhag 100 se jyada gaun k mukhya devta hai Rnawai ke hi Khat Fateh parwat or Bangan m kramshah Shedkudia Mahasu or Pawasi Mahasu virajman hai. Jabki Someshwar devta Khat Fateh Parwat, Purola Serai, Barkot k kuch aas paas k gaun, Dharamandal, Ojri va Geeth khat k Raja hai. Language- Jaunsar-Bawar ki bhasa Garhwal khestra se ekdm alag hai Jaunpur or Rawain ki bhasa m apko kuch shabd Garhwali bahsa k mil jayenge pr Rawain m bhi alag Khat(Patti) m alag tarike(andaaz) se Rawalti boli jati hai jaise Fateh Parwat, Panchgai, Geeth(Yamunotri) or Bangan m lagbhag same tarike se bola jata hai ek dum thet pahari andaaj m 😜 magar isme bhi Bangani bhasa apne aap m apna ek swatantra astitva rakhti hai jo ki Jaunsari or Rawalti se bahut samanta to rkhti hai magar Bangani bhasa ka apna ek alag shabdkosh hai. Dance form ki agr baat ki jaaye to Tandi or Jhenta nritya teeno hi kshetro m prasidh hai. Nati Jaunsar or Rawain ke (khat Bangan) m lagayi jati hai magar present time m ye teeno hi kshetra m famous hai baki ek Chopati nritya pure Rawai region m lagay jata hai (Jaunsar or Jaunpur ka nhi pata 😜) Geeto ki agr baat ki jaye to Chora, Baju-band, Laman, Jangu or Harul teeno hi kshetro m gaaye jate hn. Architecture m Rawai ki kashthkala famous hai yha k Bhawan or mandir nirman ki shally kafi unique hai jisme sabse prasidh yha k Teepuru(teen manzil), Chaupuru(4 manzil) or Panchpuru(5 manzil) k ghur shamil hai. Or bhi bahut si cheeze hn jinke bare m yha pr likha ni Jaa skta or bahut kuch mujhe pata bhi ni hai 😜 Rawain kshetra m Rawalti bhi alag alag tarike se boli jati hai kuch chetro(barkot k aas paas k gaun m) kafi saral or kuch chetro (Mori, Purola, Mugarsanti, Geeth, Badiyar) m kaafi jatil roop m boli jati hai jis vjh se Rawalti k bhi kai upnaam kshetro k adhar pr vibhajit hai jaise Khat Mungarsanti-Mungri, Geeth-Geethi, Banal-Banali, Badiyar-Badiyari, Parvat-Parvati etc. PS: Kai log Tons valley ke Fateh Parwat or Bangan k kshetra ko Rnawai se alag samjh lete hn jo ki bilkul galat hai. Fateh parwat culturally or linguistically bilkul Rnawai k other region ki tarah same hai or Bangan linguistically thora alag hai pr culturally same hai pehnawe se lekar Khan-Pan tk or interestingly Rnawai ka naam bhi isi Bangan vale kshetra ke Gadh (Rnaai Gadh) k naam pr hi Rnawai pada to alag hone ka sawal hi ni hota. Dhanyawad 🙏
@Dhruv Chauhan dekho bechare ki kitni jali hai... Yeah yahan bhi comments me lga hia koi kaam nhi tereko ,. So sad of u.. aise log hain uttrakhand k... Mohinder Bhai Ka comment pd or smjh kya bola ki Himachal ki trh hai veshbhusha .. tum Jaise nerrow minded people ko sirf ungli krne ki aadat hai .. Soch bdlo racists Nd regional discrimination tum jaise log failate hain.
Oor Tu uttrakhand k uttarkashi se bahr nikkl to pta chlega ki kon sa culture kis se milta hai .. kuein Ka maindak.. inki cap Ka history nhi pta ghnta janta ha Tu Kuch Apne culture k baare m
@Dhruv Chauhan hahha sulg gyi Teri. ....Nikl gyi hwaa... Maine suna tha pr aaj Dekh bhi liye .. sbse bda C tu he hai uK me .. bechare ki itni jli hai ki baith nhi paa rha shaant andr he andr ek he baat khaye ja rhi hai .. ki hmara Uttarkashi Himachal jaisa kyu hai... 🤣🤣🤣 Bahut bura hua Bhai tere sath but truth ko kon bdl skta hai... Inki cap kinnouri hai inka pehnawa Shimla Ka dodrakwaar jaisa haI .. or temple architecture kullu Nd Shimla Ka intermixture hai .. or language sirmour ki trh hai Jo uttrakhand k Kisi bhi district se nhi milta .. hmara Himachal Ka rich culture tum kya jaano kuein k maindak
@Dhruv Chauhan to tere kyu sulg rhi m Kuch bhi or Rha ... M freedom India me born hua hu.. Tu bhi kr mzze busy person.. gyaan to Tu peel rha hai sbhi k comments pd k Teri ftt rhi hai ..to be jgh apni image dikhane lga hai...
@@rbbisht580 jaunsar sirmaur riyasat ka part thaa. jounsar ke bhasa western phari dialect group ka part hai is leye yeh himachali culture k jyada close hai, actualy yamuna river se east ki tarf central phari dialect ka prabhav jyada hai or west ke terf western phari dialect ka, .
They've different culture and language similar to himachal that's why uttarakhand government always neglect this region... So they are still under developed compared to rest of UK...
Himachal wale is topi ko claim kr chuke hain or jaha unke yaha ye topi pehni nhi jati waha b vo ye topi pehnte hai itni garmi mai bhi lower region har jagah. Is topi ko poore bharat mai ab 'himachali topi' k naam se jana ja rha hai . Uttrakhand walo ko apne like khade hone padega. Unke yaha to vo pahadi b nhi honge baddi una etc ke log b khud ko pahadi bolenge ye topi pehnke unko kuch to pata nhi hota or sochte hain in uk walo ko hum daba lenge.. khud m to jaan hai nhi saste nashe krte rehte hai , ek jhatke ki jaan to hoti nhi hai ..patle patle tilli jese. Mjhe kisinse nafrat nhi h par mera jawab hai unko jo humare culture ko apne nam se dikha rhe hain or ahvaan hai apne uttrakhand walo se ki apne aap m garv lo jitna pahadi culture m itni sundar diversity, khana peena, dresses , scenic beauty ke sath devtao ke niwas bhi hai. Esa state koi nhi ho skta hum bht garv hai or hum apni pehchan ke lie khade honge chahe hum garhwal ke ho ya kumaon ke
DAgdioan .are aap kabhi tons kabhi jaunsar. Ke baare mein dikhate ho.kyunki yeh himachal ka hissa tha Aur jaise himachali pure desh mein apna culture le gaye.vaise hi yahan par bhi hai.thoda touch .are bhaion asli pehchaan humara pauri garhwal tihari chamoli .kumaon hai.yahan ka kuch bhi nahin dikhate..yeh logon par himachal ka asar hai.humein apna bhi garhwali culture dikhana chahiye
Rnawain, Jaunpur, Jaunsar-Bawar Teeno kshetra Yamuna or Tons Nadi k aas paas base hn Jaunsar-Bawar tribe (ST) Rnawalta-Jaunpuri Tribe (OBC) Jaunpur- Tehri garhwal Jaunsar-Bawar - Dehradun Rawain- Uttarkashi Teeno hi kshetra k Culture, Khan-Pan, Rehan sehan m jyada farak nazar nhi aata hai jaise: Festivals- Bissu, Jagda, Maroj teeno hi kshetro m mnaya jata hai Ynha k kshetriya devta bhi lagbhag same hi hn jinme sbse pramukh Mahasu devta or Someshwar devta hai or dono hi Kashmiri Nath hai.Mahasu devta Rnawai or Jaunsar m bhraman bhi krte hn or Rawain m Raghunath Mahasu or Odari-Jakhandi Mahasu naam se khat Banal, Thakral or Purola Serai m lagbhag 100 se jyada gaun k mukhya devta hai Rnawai ke hi Khat Fateh parwat or Bangan m kramshah Shedkudia Mahasu or Pawasi Mahasu virajman hai. Jabki Someshwar devta Khat Fateh Parwat, Purola Serai, Barkot k kuch aas paas k gaun, Dharamandal, Ojri va Geeth khat k Raja hai. Language- Jaunsar-Bawar ki bhasa Garhwal khestra se ekdm alag hai Jaunpur or Rawain ki bhasa m apko kuch shabd Garhwali bahsa k mil jayenge pr Rawain m bhi alag Khat(Patti) m alag tarike(andaaz) se Rawalti boli jati hai jaise Fateh Parwat, Panchgai, Geeth(Yamunotri) or Bangan m lagbhag same tarike se bola jata hai ek dum thet pahari andaaj m 😜 magar isme bhi Bangani bhasa apne aap m apna ek swatantra astitva rakhti hai jo ki Jaunsari or Rawalti se bahut samanta to rkhti hai magar Bangani bhasa ka apna ek alag shabdkosh hai. Dance form ki agr baat ki jaaye to Tandi or Jhenta nritya teeno hi kshetro m prasidh hai. Nati Jaunsar or Rawain ke (khat Bangan) m lagayi jati hai magar present time m ye teeno hi kshetra m famous hai baki ek Chopati nritya pure Rawai region m lagay jata hai (Jaunsar or Jaunpur ka nhi pata 😜) Geeto ki agr baat ki jaye to Chora, Baju-band, Laman, Jangu or Harul teeno hi kshetro m gaaye jate hn. Architecture m Rawai ki kashthkala famous hai yha k Bhawan or mandir nirman ki shally kafi unique hai jisme sabse prasidh yha k Teepuru(teen manzil), Chaupuru(4 manzil) or Panchpuru(5 manzil) k ghur shamil hai. Or bhi bahut si cheeze hn jinke bare m yha pr likha ni Jaa skta or bahut kuch mujhe pata bhi ni hai 😜 Rawain kshetra m Rawalti bhi alag alag tarike se boli jati hai kuch chetro(barkot k aas paas k gaun m) kafi saral or kuch chetro (Mori, Purola, Mugarsanti, Geeth, Badiyar) m kaafi jatil roop m boli jati hai jis vjh se Rawalti k bhi kai upnaam kshetro k adhar pr vibhajit hai jaise Khat Mungarsanti-Mungri, Geeth-Geethi, Banal-Banali, Badiyar-Badiyari, Parvat-Parvati etc. PS: Kai log Tons valley ke Fateh Parwat or Bangan k kshetra ko Rnawai se alag samjh lete hn jo ki bilkul galat hai. Fateh parwat culturally or linguistically bilkul Rnawai k other region ki tarah same hai or Bangan linguistically thora alag hai pr culturally same hai pehnawe se lekar Khan-Pan tk or interestingly Rnawai ka naam bhi isi Bangan vale kshetra ke Gadh (Rnaai Gadh) k naam pr hi Rnawai pada to alag hone ka sawal hi ni hota. Dhanyawad 🙏
ये तो हिमाचल के निवासियों की तरह है , इनकी भाषा , नाटी,संस्कृति, सभी ।
और मन्दिर की शैली भी हिमाचली है।
इनकी टोपी भी हिमाचली है । इस तरह के अनमोल पारंपरिक रीति रिवाज के लिए हिमाचल की तरफ से मेरा बहुत सारा प्यार और सम्मान।🙏
Yamuna valley and tons valley is part of western Himalaya so its close to himachali culture.
D.R. RANGRA As far as I know, the entire Uttarakhand is part of the Western Himalayas. Then there is no fact both Tons Valley and Yamuna Valley are situated in the part of western Himalayas, then the culture here is as in Himachal.
@@himalyanculture8907, No bro Yamuna is bifurcate point of Western himalay, Uttarakhand and Nepal is a part of Centrel Himalay and Bhutan and Arunachal is Eastern himalya.
@@snowleopard009dear bro, As far as I have been, Punjab Himalaya is the Himalayas between Indus River and Sutlej River and Kumaon Himalaya between Sutlej and Kali River. Punjab Himalaya + Kumaon Himalayas is called Western Himalayas. Please share where you have it all. Dhanyabad
@Dhruv Chauhan सिरमौर कहां है महानुभाव यह जान लें
बहुत सुन्दर प्रयास और ज्ञानवर्धक वीडियो दूरदर्शन का बहुत बहुत आभार
बहुत सुन्दर...सब कुछ हमारे किन्नौर से बिल्कुल मिलता जुलता है..
जुले 🙏 किन्नौर कहा से हो आप
@@mountainnatureculturelover6127 जुले..बारंग से..
Suparbbbbbb durdarsan dehradun....aapne hmari sanskrity ko kayam krne ka beda uthaya he ...m proud of to all member in uttrakhand durdarsan
बहुत ही सुंदर घाटी, सुंदर वस्त्र और बहुत ही सुंदर लोग। स्वर्ग से सुंदर घाटी। मेरा प्यारा उत्तराखंड। ऐसी अद्भुत घाटी के दर्शन कराने के लिए धन्यवाद। इसके बारे में हमें कोई जानकारी नहीं थी।
Dress & Culture of Tones Valley is Beautiful Ji
धन्यवाद दूरदर्शन
आखिरकार कोई तो आ गया हमारी संस्कृति को संरक्षित करने वरना एक दिन हमारी संस्कृति विलुप्त संस्कृति की सूची में रख दी जाती
हिमाचल प्रदेश के किन्नौर जिले की किन्नौरी संस्कृति के पहनावे के अनुसार इनका पहनावा मेल खाता है।
Good
Jai uttrakhand Jai uttarkashi I love my uttarkashi culture
Thanks to DD Uttrakhand 🙏
Hamari sanskriti hi hamari pehchan hai💖
Bhaut sunder sasctrety nice 👍 Uttarakhand State India jai Dev Bhuoomi Uttarakhand
🌈
I always notice one thing that People of uttarkashi and Jonsar,tons valley are culturally similar to Himachal as compared to Garhwal,even one of my friends from uttarkashi said that they listen more himachali music compared to garhwali,and culturally more similar to Himachal,,,,
I also observed the traditional dressing,which is similar to kinnaur of Himachal,as both are near to each other,
And Jaunsari culture resembles sirmaur district of Himachal and was part of sirmaur princely state🙂
Love from Himachal
Jai Hind 🇮🇳
That’s true. Tradition followed in jaunsar/uttarkashi(Uttarakhand) is way more similar to shimla/sirmaur(himachal)
That’s how we all are united i guess😄
Jai devbhoomi🏔❤️
@@Negijayant 🤗🏔️♥️
@@Atulbhardwaj770 so true bhardwaj ji...Me kbi kbi jounsari or HP ke pahariyo ko similar smj lta hu
bhai jaunsar k culture sirf shimla sirmour s milta h pure Himachal s nhi pure Himachal s kha jod rhe ho unhe agar m yahi bat ulta kru to ki apke shimla or sirmour k culture uttarakhand s milta h kyoki jaunsari to uttarakhandi h pure uttarakhand s jod du kya or pure uttarkashi k culture nhi milta shimla s jo border k area k h unka milta h baki garhwali hi h uttarkashi m maximum population garhwaliyon k hi uttarkashi m to uttarkashi k culture kha s mil gya tumse bhai yamuna valley rawain bolo n ki uttarkashi
@@rbbisht580 Bhai history check karo is area ki
Ye Mahasu region h
Or jaunsar pehle Sirmour dynasty ka part tha
Or Jo pahadi topi pehni hai inhone,vo traditional kinnauri handloom topi hai,sirf kinnauri or bushahar region mein bnai jati hai.....So it doesn't belong to Uttarkashi
Yes Garhwal ka apna alag culture h
Or kumaon ka culture Nepal se match karta h
Mne bhi 5 months spend kiye Uttarakhand mein but kisi ko bhi Garhwali,Kumaoni mein baat karte nhi suna...😞
Ye difference h Himachal and Uttarakhand mein
Himachal ka pahadi culture totally preserved h
Or Uttarakhand mein migration boht jyada h,log apni boli nahi bolte
Apne is video mein bhi dekha ki us lady ne bola usko apne traditional clothes pehn'na pasand nhi h...What is this?!!😠
Jai Hind 🇮🇳
It's very much similar to our himachali tradition...that Pagoda temple,Kathkuni houses,green Cap, dhaatu, ornaments even the group dance is very alike. God bless these people..
Sahi kaha kafi milta julta hai HP UK ka culture
Aaj main wahi topi bazar se li
And
And i will have it with proud
बहुत सुंदर। मुझे अच्छा लगा। जय वीर पहाड़ी
गुर्जर
bhai ap gurjar ho? lekin apko pta ha ye loog jadatr thakur, brahman or das ha ye obc me ata h
Baimishal culture very good information Jai ho uttarakhand
बहुत ही सुंदर जय देवभूमि उत्तराखंड
Interview wali mata g bhot inocent h.
बहुत खूब अच्छा लगा कि आप लोग ने इतना अच्छा प्रोग्राम दिखाया बहुत ही अच्छा लगा
Nice to see this video,l am very proud to be from Uttarakhand👍👍👍
Love you from kumaoun 🙏
Kinnaur ke baad koi Kinnauri topi (thepang) sabse jyada yahi pehente hai
Kinnaur aur utterkashi boder aspas mai milate hai
Nice ❤❤❤
Love from uttarkashi
दूरदर्शन उत्तराखंड के लिए बहुत बहुत-बहुत धन्यवाद
बहुत सुन्दर पहनावा है
Thanks for uttarakhand ki lok prampgat , , sell , , , jay ,hindu , , jay bharatiya , , uttarakhand ,ke , ,samaj , , , me , sab , ka ,samman , , ,bhaichara ,hota ,hye
यहां की भेष भूषा बहुत अच्छी हैं अभी भी अपनी पुरानी परम्परा क़ायम रखी है यह उत्तराखंड का उत्तरकाशी जिला है जो टिहरी जिले से अलग किया है । लेकिन यहां की परम्परा भेष भूषा ज्यादा कर हिमाचल से मिलती जुलती है ।
Yamuna valley and tons valley is part of western Himalaya so its close to himachali culture.
@@snowleopard009 also , Eastern himachal cuturure is equal to uttarakhand . Every Border area have mixed culture .where it is arunachal vs china border . Where it is uttarakhand or Nepal's border .
Its not big deal .
Similarly jaise kumaon region mein Pithoragarh area ki Nepal se bhasha and boli rehn sahn milta hai
Rnawain, Jaunpur, Jaunsar-Bawar
Teeno kshetra Yamuna or Tons Nadi k aas paas base hn
Jaunsar-Bawar tribe (ST)
Rnawalta-Jaunpuri Tribe (OBC)
Jaunpur- Tehri garhwal
Jaunsar-Bawar - Dehradun
Rawain- Uttarkashi
Teeno hi kshetra k Culture, Khan-Pan, Rehan sehan m jyada farak nazar nhi aata hai jaise:
Festivals- Bissu, Jagda, Maroj teeno hi kshetro m mnaya jata hai
Ynha k kshetriya devta bhi lagbhag same hi hn jinme sbse pramukh Mahasu devta or Someshwar devta hai or dono hi Kashmiri Nath hai.Mahasu devta Rnawai or Jaunsar m bhraman bhi krte hn or Rawain m Raghunath Mahasu or Odari-Jakhandi Mahasu naam se khat Banal, Thakral or Purola Serai m lagbhag 100 se jyada gaun k mukhya devta hai Rnawai ke hi Khat Fateh parwat or Bangan m kramshah Shedkudia Mahasu or Pawasi Mahasu virajman hai. Jabki Someshwar devta Khat Fateh Parwat, Purola Serai, Barkot k kuch aas paas k gaun, Dharamandal, Ojri va Geeth khat k Raja hai.
Language- Jaunsar-Bawar ki bhasa Garhwal khestra se ekdm alag hai Jaunpur or Rawain ki bhasa m apko kuch shabd Garhwali bahsa k mil jayenge pr Rawain m bhi alag Khat(Patti) m alag tarike(andaaz) se Rawalti boli jati hai jaise Fateh Parwat, Panchgai, Geeth(Yamunotri) or Bangan m lagbhag same tarike se bola jata hai ek dum thet pahari andaaj m 😜 magar isme bhi Bangani bhasa apne aap m apna ek swatantra astitva rakhti hai jo ki Jaunsari or Rawalti se bahut samanta to rkhti hai magar Bangani bhasa ka apna ek alag shabdkosh hai.
Dance form ki agr baat ki jaaye to Tandi or Jhenta nritya teeno hi kshetro m prasidh hai. Nati Jaunsar or Bangan m lagayi jati hai magar present time m ye teeno hi kshetra m famous hai baki ek Chopati nritya pure Rawai region m lagay jata hai (Jaunsar or Jaunpur ka nhi pata 😜)
Geeto ki agr baat ki jaye to Chora, Baju-band, Laman, Jangu or Harul teeno hi kshetro m gaaye jate hn.
Architecture m Rawai ki kashthkala famous hai yha k Bhawan or mandir nirman ki shally kafi unique hai jisme sabse prasidh yha k Teepuru(teen manzil), Chaupuru(4 manzil) or Panchpuru(5 manzil) k ghur shamil hai.
Or bhi bahut si cheeze hn jinke bare m yha pr likha ni Jaa skta or bahut kuch mujhe pata bhi ni hai 😜
Rawain kshetra m Rawalti bhi alag alag tarike se boli jati hai kuch chetro(barkot k aas paas k gaun m) kafi saral or kuch chetro (Mori, Purola, Mugarsanti, Geeth, Badiyar) m kaafi jatil roop m boli jati hai jis vjh se Rawalti k bhi kai upnaam kshetro k adhar pr vibhajit hai jaise Khat Mungarsanti-Mungri, Geeth-Geethi, Banal-Banali, Badiyar-Badiyari, Parvat-Parvati etc.
PS: Kai log Tons valley ke Fateh Parwat k kshetra ko Rnawai se alag samjh lete hn jo ki bilkul galat hai. Fateh parwat culturally or linguistically bilkul Rnawai k other region ki tarah same hai.
Dhanyawad 🙏
Bhai tehri ke jaunpur ka culture bi same hai uttarakashi or jaunsar ke culture se
i am proud pahari❤
बहुत सुंदर आशा है कि हमारी संस्कृति से सब अवगत हो जायेंगे भूगोल के विधार्थियों के लिये बहुत ही लाभकारी प्रस्तुति।
Ati sunder Jai ho devbhumi
दूरदर्शन देहरादून का बहुत बहुत आभार
**बहुत बहुत शुक्रिया हमारे काफी पुराने मित्र चैनल DD रूपी पूरे परिवार के सदस्यों का ...हमारी उत्तराखंड की शादगी व् विनम्रता से भरी संस्कृति को हम तक पहुंचाने के लिये...** सत सत नमन आपको संगीत के इस नाशवान कद्रदान की ओर से**💐💐
Good work
Keep it up👍
DD Uttrakhand
शानदार देव भूमि उत्तराखंड की संस्कृति अपने पूर्वजों की परम्परा का पूरा सम्मान अभी भी लोग कर रहे हैं यही तो पहिचान है।
Humara uttarakhand bhuat mhaan hain
बहुत ही सुंदर पहल सुभाष सर जी प्रणाम
अति सुंदर
जय उत्तराखंड
Thank you dagriyun ,hamten u dikhorn ten.koti koti pranam.bhalu Lugdu hamaru garhwal
Thanku bhaiji
Very informative video 🇮🇳🇮🇳🇮🇳❤️keep it up DD NATIONAL
ram ram ji bahut sundar gaw ghar hain hindu saskritik sangathan tagadi hain.
Culture is similar to shimla sirmaur and kinnaur of Himachal
Uttarkashi and kinnar are quite similar both geographically and culturally
wow dance style is like of disst kinnaur hp
हमारी संस्कृति हमारी पहचान
Jai uttrakhand Sanskrti love you
Utrakhandh men's bahut acche hai aur honest log hai
Nice and beautiful Culchar
I also want these silver jewelry and that pahadi topi too❤️🤘
Jai Hind Jai uttarakhand
सुन्दर जानकारी
ज़्यादातर हिमाचल जैसा ही है।
Rnawain, Jaunpur, Jaunsar-Bawar
Teeno kshetra Yamuna or Tons Nadi k aas paas base hn
Jaunsar-Bawar tribe (ST)
Rnawalta-Jaunpuri Tribe (OBC)
Jaunpur- Tehri garhwal
Jaunsar-Bawar - Dehradun
Rawain- Uttarkashi
Teeno hi kshetra k Culture, Khan-Pan, Rehan sehan m jyada farak nazar nhi aata hai jaise:
Festivals- Bissu, Jagda, Maroj teeno hi kshetro m mnaya jata hai
Ynha k kshetriya devta bhi lagbhag same hi hn jinme sbse pramukh Mahasu devta or Someshwar devta hai or dono hi Kashmiri Nath hai.Mahasu devta Rnawai or Jaunsar m bhraman bhi krte hn or Rawain m Raghunath Mahasu or Odari-Jakhandi Mahasu naam se khat Banal, Thakral or Purola Serai m lagbhag 100 se jyada gaun k mukhya devta hai Rnawai ke hi Khat Fateh parwat or Bangan m kramshah Shedkudia Mahasu or Pawasi Mahasu virajman hai. Jabki Someshwar devta Khat Fateh Parwat, Purola Serai, Barkot k kuch aas paas k gaun, Dharamandal, Ojri va Geeth khat k Raja hai.
Language- Jaunsar-Bawar ki bhasa Garhwal khestra se ekdm alag hai Jaunpur or Rawain ki bhasa m apko kuch shabd Garhwali bahsa k mil jayenge pr Rawain m bhi alag Khat(Patti) m alag tarike(andaaz) se Rawalti boli jati hai jaise Fateh Parwat, Panchgai, Geeth(Yamunotri) or Bangan m lagbhag same tarike se bola jata hai ek dum thet pahari andaaj m 😜 magar isme bhi Bangani bhasa apne aap m apna ek swatantra astitva rakhti hai jo ki Jaunsari or Rawalti se bahut samanta to rkhti hai magar Bangani bhasa ka apna ek alag shabdkosh hai.
Dance form ki agr baat ki jaaye to Tandi or Jhenta nritya teeno hi kshetro m prasidh hai. Nati Jaunsar or Rawain ke (khat Bangan) m lagayi jati hai magar present time m ye teeno hi kshetra m famous hai baki ek Chopati nritya pure Rawai region m lagay jata hai (Jaunsar or Jaunpur ka nhi pata 😜)
Geeto ki agr baat ki jaye to Chora, Baju-band, Laman, Jangu or Harul teeno hi kshetro m gaaye jate hn.
Architecture m Rawai ki kashthkala famous hai yha k Bhawan or mandir nirman ki shally kafi unique hai jisme sabse prasidh yha k Teepuru(teen manzil), Chaupuru(4 manzil) or Panchpuru(5 manzil) k ghur shamil hai.
Or bhi bahut si cheeze hn jinke bare m yha pr likha ni Jaa skta or bahut kuch mujhe pata bhi ni hai 😜
Rawain kshetra m Rawalti bhi alag alag tarike se boli jati hai kuch chetro(barkot k aas paas k gaun m) kafi saral or kuch chetro (Mori, Purola, Mugarsanti, Geeth, Badiyar) m kaafi jatil roop m boli jati hai jis vjh se Rawalti k bhi kai upnaam kshetro k adhar pr vibhajit hai jaise Khat Mungarsanti-Mungri, Geeth-Geethi, Banal-Banali, Badiyar-Badiyari, Parvat-Parvati etc.
PS: Kai log Tons valley ke Fateh Parwat or Bangan k kshetra ko Rnawai se alag samjh lete hn jo ki bilkul galat hai. Fateh parwat culturally or linguistically bilkul Rnawai k other region ki tarah same hai or Bangan linguistically thora alag hai pr culturally same hai pehnawe se lekar Khan-Pan tk or interestingly Rnawai ka naam bhi isi Bangan vale kshetra ke Gadh (Rnaai Gadh) k naam pr hi Rnawai pada to alag hone ka sawal hi ni hota.
Dhanyawad 🙏
Excellent !!!!!
Himachal Pradesh me bhi esi hi bheshbhusha hai..
Ye himachali hi hai , border uttarakhand himachal maih hai doni village , border ne uttarakhand mai milaya hai
@Dhruv Chauhan dekho bechare ki kitni jali hai... Yeah yahan bhi comments me lga hia koi kaam nhi tereko ,. So sad of u.. aise log hain uttrakhand k... Mohinder Bhai Ka comment pd or smjh kya bola ki Himachal ki trh hai veshbhusha .. tum Jaise nerrow minded people ko sirf ungli krne ki aadat hai .. Soch bdlo racists Nd regional discrimination tum jaise log failate hain.
Oor Tu uttrakhand k uttarkashi se bahr nikkl to pta chlega ki kon sa culture kis se milta hai .. kuein Ka maindak.. inki cap Ka history nhi pta ghnta janta ha Tu Kuch Apne culture k baare m
@Dhruv Chauhan hahha sulg gyi Teri. ....Nikl gyi hwaa... Maine suna tha pr aaj Dekh bhi liye .. sbse bda C tu he hai uK me .. bechare ki itni jli hai ki baith nhi paa rha shaant andr he andr ek he baat khaye ja rhi hai .. ki hmara Uttarkashi Himachal jaisa kyu hai... 🤣🤣🤣 Bahut bura hua Bhai tere sath but truth ko kon bdl skta hai... Inki cap kinnouri hai inka pehnawa Shimla Ka dodrakwaar jaisa haI .. or temple architecture kullu Nd Shimla Ka intermixture hai .. or language sirmour ki trh hai Jo uttrakhand k Kisi bhi district se nhi milta .. hmara Himachal Ka rich culture tum kya jaano kuein k maindak
@Dhruv Chauhan to tere kyu sulg rhi m Kuch bhi or Rha ... M freedom India me born hua hu.. Tu bhi kr mzze busy person.. gyaan to Tu peel rha hai sbhi k comments pd k Teri ftt rhi hai ..to be jgh apni image dikhane lga hai...
Beautiful culture
जय जय उत्तराखंड
Thank you DD Uttarakhand 🙏
Thanks doordarsan
Jai Uttrakhand - Himachal!!
Beauty of Indian culture
Bhut hi sundar
Jay Uttrakhand Jay mahasu Devta
BHARAT MATA kI JAI
I love my uttarakhand
Jai jai charmahasu devta
It's totally related to ho kullbi culture proude to be pharii
Yamuna valley and tons valley is part of western Himalaya so its close to himachali culture.
बहुत बढियां उततराखड मुझे पसंद हैं
Uttrakhand k jaunsari jaunpuri or rawain k culture Himachal k shimla sirmour s jada milta h kullu s itna nhi milta
@@rbbisht580 jaunsar sirmaur riyasat ka part thaa. jounsar ke bhasa western phari dialect group ka part hai is leye yeh himachali culture k jyada close hai, actualy yamuna river se east ki tarf central phari dialect ka prabhav jyada hai or west ke terf western phari dialect ka, .
@Shangrilla _pura pure koi bhe cultural nahi hota hai , Neighborhood effect law her culture per lago hota hai.
बहुत सुन्दर
Nice video
#incrediblelahoul
Sabse achha yahi laga hamko. Hamare gau me to koi b nahi katta unn ab.
Good
January 2021,मैं भी दौणी गाँव गया था।
Thanks DD
जय उत्तराखंड
गुड fashion
Osm view
Devbhoomi Uttarakhand Mahan Hai
😍
इसके लिए शोध कर्ताओं को पीएचडी दी जानी चाहिए
बहुत विषय है हमारे गढ़वाल में जीन पर शोध करने के लिए सरकार को आगे आना चाहिए
सरकार के साथ-साथ हमें भी अपनी संस्कृति को बचाना होगा सरकार तो एक माध्यम है👍
Thx u so so much
Ghar se Dur Rah Kar Ghar Ka Najara Dekhana Sukhad Anubhav Hota Hai
Uttarakhand ke fashion institute ko ispar kam krna chayiye
Ye video kis san mai bnaya gya hai ? Dd Dehradun?
Ek secret ki bat batauun 👇👇
Uttarakhand me palayan k liye aayog bhi bna hai 😓😓
उत्तराखंड की सभी घटिया हमारे चैनल पर उपलब्ध है
मेरे डिशक्रिप्सन को देखिएगा मेरे कुछ समाजोपयोगी प्रयास जो अपनी गाने की कला के बल पर कर पाता हूँ सर ....अगर आपको अच्छे लगें अपना आशीर्वाद दीजियेगा
Enka culture jonsari se milta h Kya ye jonsari h...??
Bangani h
Bangani kuch ni hai 10-15 km m Toh pura bangan khatam ho jata h …bas area ka naam h alag kuch ni h idhar devghar bawar hi samjho
Bhii ye Uttarkashi ka rawai region ha
खजाने सह
They've different culture and language similar to himachal that's why uttarakhand government always neglect this region... So they are still under developed compared to rest of UK...
Kisne bola aapse
चलो कुछ तो अच्छा आया यु ट्यूब पे धन्यवाद
0
Great
#navadurgamusic
Dadra.kawar.ke
Himachal wale is topi ko claim kr chuke hain or jaha unke yaha ye topi pehni nhi jati waha b vo ye topi pehnte hai itni garmi mai bhi lower region har jagah. Is topi ko poore bharat mai ab 'himachali topi' k naam se jana ja rha hai . Uttrakhand walo ko apne like khade hone padega. Unke yaha to vo pahadi b nhi honge baddi una etc ke log b khud ko pahadi bolenge ye topi pehnke unko kuch to pata nhi hota or sochte hain in uk walo ko hum daba lenge.. khud m to jaan hai nhi saste nashe krte rehte hai , ek jhatke ki jaan to hoti nhi hai ..patle patle tilli jese. Mjhe kisinse nafrat nhi h par mera jawab hai unko jo humare culture ko apne nam se dikha rhe hain or ahvaan hai apne uttrakhand walo se ki apne aap m garv lo jitna pahadi culture m itni sundar diversity, khana peena, dresses , scenic beauty ke sath devtao ke niwas bhi hai. Esa state koi nhi ho skta hum bht garv hai or hum apni pehchan ke lie khade honge chahe hum garhwal ke ho ya kumaon ke
Government corruption main Lipt hai. Logon ka hal nahin dekhti. Shame on UK government
Reporter ki awaaz bahut dangerous lag rahi hai...zaruri moti hogii
DAgdioan .are aap kabhi tons kabhi jaunsar. Ke baare mein dikhate ho.kyunki yeh himachal ka hissa tha
Aur jaise himachali pure desh mein apna culture le gaye.vaise hi yahan par bhi hai.thoda touch .are bhaion asli pehchaan humara pauri garhwal tihari chamoli .kumaon hai.yahan ka kuch bhi nahin dikhate..yeh logon par himachal ka asar hai.humein apna bhi garhwali culture dikhana chahiye
Joithi pransha Karte shame nahin ati doordershan ko?? Tum aisi life jee ke dekho kitna tuff hai.
Kitni lumbi hai
Ye Himachal hi uttrakhand nahi
Nepal ka copy hai
नहीं है
Because Nepal empire rule in himalayan that's y you can see lots of similarities
कपि होइन। डोटि देखि हिमान्चल्को सन्स्कृती हो। खस जाती।