sir ur all videos very gud or bohot achhe se app ek ek poin samjhate ho thanku so much sir waise im from Jalandhar, Punjab se appka videos dekhte hain ji 👍👍🙏🙏
Dear, skhapizul2920 thankyou for your comment Aapke pass colour copy hai to bhi aap submit kr sakte ho ya fir blank copy bhi submit kr sakte ho, Bas aapke valid document hone chahiye.
Sir jaise kisi family member kisi othar person ka voter id banana ho to apni I'd se login karke bana sakte hai ya us person ka bhi voter helpline app per login id banana padega 🙏
Sir Customer ka voter banane ke liye alag alag customer ka alag alag Registration karna hai ki Apne naam se Registration huyi hai usi se sare customer ka voter apply kar sakhte hai Please Reply
Dear, pmbvlogger thankyou for watching my video Agar aap customer ka voter ID banana chahte hai, to har customer ka alag registration hona zaroori hai. Aap apne naam se sabhi customer ke liye voter ID nahi bana sakte. Har customer ko apna individual registration karna hoga.
Dear, gulfam1789ff thankyou for your comment Agar aapka gaon ka voter ID hai aur aapko Mumbai ka voter ID chahiye, to aapko apna address Mumbai ke address se update karna hoga. Iske liye Form 8A bharna hoga aur documents submit karna hoga. Jaise hi aapka address update hota hai, aap voter card ke liye apply kar sakte hai.
Maine form 20 november 2024ko bhara par wo reject ho gya hai aur Reason aaya hai ki : Your application is already filled so your application is rejected . Aur jab maine form fill up kiya tha pehle to wo refresh ho gya tha aur phir maune form fill kiya aur ab rejected ho gya hai...kya kare isme
Hello bhaiya Mai aap jaise bataye the same to same kiya aur done ✅ ho gya but 😢 download nhi ho rha hai (bol rha hai not found)?? Kya karu PlZ help me 🙏
Mera adhaar card me dusra address h or birth certificate me dusra or jo mera birth certificate me h wahi mere parents k voter id me h to kya Krna pdega
Dear, VijayaKokate72 Nahi, Aap virtual card dikhake vote cast nahi kar sakte. Voter ID aur vote casting ke liye jo official process hai, usme physical presence zaroori hoti hai, jaise aapko polling booth par jana padta hai aur voter ID dikhani padti hai. Aap virtual card ya digital payment card ka use vote dene ke liye nahi kar sakte.
Dear, manikdebnath9891 To apply for a Voter ID and submit the form, you'll need to follow the correct procedure, either online or offline, depending on your convenience. Below are the steps for submitting your Voter ID application online via the National Voter Service Portal (NVSP), Once logged in, select the "Form 6" (for new registration) if you are applying for a new voter ID. Double-check the details you have entered before submitting the form. Ensure all the information is accurate.
Accepted hogya ha status ma dekha ha 14 November 2024 hi verified aur accepted hogya ha but koi sms nahi bheja ha a confusion ha ki mera card ayaga ya reject kar diya govt a koi batwao
Dear, mukundabiswas7525 Agar aapka Voter ID application ka status "Accepted" aur "Verified" dikh raha hai, iska matlab hai ki aapka application verify ho chuka hai aur ab aapke Voter ID card ke process mein aapka case consider kiya gaya hai. Lekin agar aapko SMS notification nahi aayi hai, toh isme chinta karne ki koi baat nahi hai.
Enrolment packet cannot be processed. Please Re-enrol.Reason:NO_RECORDS_FOUND_FOR_GAURDIAN - No details found for gaurdian.. or please try to upload later from the UPLOAD menu. please sir replay😢😢😢
Dear, mirzasalmanbeg5701 thank you for your comment Passport ke liye Aadhaar card mein current photo hona chahiye. Agar aapka photo purana ho, to aapko Aadhaar update karna padega, taki passport application ke liye valid ho sake.
Dear, akvideomusic thank you for your comment Agar status invalid aa raha hai, to pehle application details, documents, aur reference number ko check kare. Agar koi technical issue ho, to CSC helpdesk se support le ya apne local election office se guidance le.
App ek hi topic par same video kitni baar banao aapke samjhane ke tarika accha hai but aap ji same topic par same video baar baar send karoge to phir aap par trust kaise hoga
Dear, mohammed thankyou for watching my video Voter ID card delivery process 15 din se 45 din tak ho sakti hai, lekin kabhi kabhi 1-2 mahine bhi lag sakte hai, depending on various factors. Aap apna application status NVSP website par check kar sakte hai.
Dear, aashupriya thankyou for watching my video Aap apne state ke official website par jaake EWS certificate ke liye apply kar sakte hai. Agar aapko koi confusion ho toh aap apne district office ya e-district service center se help le sakte hai.
Dear, supereditormovie thankyou for your comment Aap HP Gas ke official website par login karke ya SMS method ka use karke apne mobile number ko easily register kar sakte hai. Agar koi issue aaye to customer care se help le sakte hai.
Dear, Ranjan thankyou for your comment Voter ID card ke caption mein delay kaafi reasons ki wajah se ho sakta hai, jaise verification, document issues, technical problems, ya high volume of applications. Agar delay ho raha ho, to aap status track kar sakte hai ya customer support se help le sakte hai.
Dear, arif8563 thankyou for your comment Agar aapka voter ID application reject ho gaya hai aur reason clear nahi hai, toh aap application status ko dobara check karein, form ko sahi se fill karein, aur correct documents ke saath dobara apply kare. Agar fir bhi issue aaye, to Booth Level Officer (BLO) ya local election office se help le sakte hai.
Dear, ranjeetkushwah Agar aapka naam voter list se kaat diya gaya hai, to pehle aapko apne naam ko voter list mein dobara add karwana hoga. Uske baad aap voter card ke liye apply kar sakte hai.
Dear, altafali9551 Voter ID ke reference number se status track karne mein 1-7 din ka samay lag sakta hai. Agar 3 din ho gaye hain aur koi update nahi dikh raha hai, to 1-2 din aur wait kare. Agar status fir bhi update nahi ho, to helpline ya local office se contact karna best option hai.
Dear, ShitalBhalerao thankyou for your comment Agar aapne voter card ke liye abhi application diya hai, to election tak aapka voter ID card aana thoda difficult ho sakta hai, kyunki voter card ki processing mein kuch waqt lagta hai. Generally, election process aur document verification mein 2-3 weeks ya usse zyada ka samay lag sakta hai.
Too many bad decisions have been done and the conventional living method simply doesnt work anymore. If you really give it a thought then you might believe me on this one. Im not trying to force anybody its just my goal to bring change because even if I succeed for one person it is more worth than any money in this world, isnt it?
Dear, adictor3639 thank you for watching my video Aapko bata de ki jab aapne voter id card ke liye form fill kiya hoga tab aapne usme jo address mention kiya hoga us address par aapka voter card deliver kr diya jayega.
Dear, bhataktiaatma Agar approved ke baad confirm mein koi issue aa raha hai, to aapko form ko dobara check karna hoga, technical glitches ko troubleshoot karna hoga, ya documents ko verify karwana hoga. Agar koi problem persist kar rahi ho, to Election Commission se contact karna best option hai.
Dear, Partner Agar aapka current status "Enroll Updated" show ho raha hai, iska matlab hai ki aapka Voter ID application abhi tak final processing mein hai aur EPIC number abhi tak generate nahi hua hai.
सर आप ने बहुत ही बढ़िया और आसान तरीका से वोटर कार्ड के बारे में जानकारी दी। धन्यवाद सर
Apka video se bahut kuch sikhne ko milta sir bahut hi achha se samjhte ho or aapka video se positive hokar kr bahut jald csc center khol rhe hai ❤❤
Thank you Sir
Love From Odisha ❤
sir ur all videos very gud or bohot achhe se app ek ek poin samjhate ho thanku so much sir
waise im from Jalandhar, Punjab se appka videos dekhte hain ji 👍👍🙏🙏
Thank you so much sir ❤abhi main 19 year ki hu per Mera voter id nhi bana tha ab maine bana liya thank you so much ❤
Bhai thanks soo much aap sarkari schemes se judi videos bnate rha kro...bhoot help hoti h hmari...ham aapko support karte rhege❤...
THANKS
Ha bhai❤
Yes
Good 👍
Good
Good job
Aapki Is Vedio Se Maine New Voter Card Apply Karna Seekhliya Bahut Zabardast ❤
Helpfull videos thanks 🙏🏻
Welcome dear
Thank..............
Dear ..........
Sir..........
Sir apply karne ke bad jo recipe nikalte hain woh kiya BLO ke pass joma karana padega?
Thank you bhaiya ji 🎉
Welcome dear
Sir Ak video international money transfer par bana dije apki maherbani hogi❤❤❤
Thanks you bohut achcha laga video
Thank you for your comment
@@careerdnaSir aap video editing ke liye kaun sa app use karte hain ???
Supporting documents is colour copy or blank/white copy required?
B/W
Dear, skhapizul2920 thankyou for your comment
Aapke pass colour copy hai to bhi aap submit kr sakte ho ya fir blank copy bhi submit kr sakte ho, Bas aapke valid document hone chahiye.
Aaj Mera birthday hai koi bhi बधाई nahi de rahe hai 🎉🎉🎉
Happy birthday Bhai jio Unlimited years 🎉🎉🎉🎉
HAPPY BIRTHDAYYY BHAIIII ♥
Happy Birthday 🎈
@@AZAANSULEMANI-h3m thanks bro
@@devupay4296 thanks bro
Sir kitne din lagta hai humne 20 November ko Apply kiye hai.
Bhai Tera Voter ID aaya ya nhi
@studywithshubham4413 nhi aya
Mr
Bahut badhiya 👍
Thank you for your comment
Thanks bhaiya ❤❤❤
Thanks sir
Welcome dear
Mera Frist comment
Thank you for your comment
Bbai mein is videoemein isliye aya hun kyon ki 20 tarikh ko Maharashtra election hai
Thank you for watching my video
Sirji
Pahle voter list me nam add karana pdta h kya voter id card banane se pahle
Ya ham apna card pahle bna skte h
Thank you so much sir
Welcome dear
Thank You so much Bhaiya 🙏
Most welcome dear
अप्लाई किया था,,, फोटो मिसमैच बताकर रिजैक्ट कर दिया,,, एलियन का फोटो भेजा था न 😝😝😜🤣😎😏
😅😅
Aaj hi 18 ka hua hu
Congratulations.🎉🎉🎉
Mene fill kr 2 baar process ho k 4 5 din bad reject ho jati h form😢
Online Voter card Shift ke bare main ek video banaye outside assembly constituency (But same state & same District)
Mene one month pehle applied kiya he lekin abhintak blo appointment nahi huva he kya reason ho sakta he mumbai se bol rahi hu
Sir jaise kisi family member kisi othar person ka voter id banana ho to apni I'd se login karke bana sakte hai ya us person ka bhi voter helpline app per login id banana padega 🙏
❤❤❤
Thankyou so much dear
7:53 bhai par up par mera birth hua hai or rahta hu wb mai toh mai kya bharu
Aapne ye nahi bataya ki communication address alag kaise bhare kyuki Jo address aadhar card par hai me waha nahi rahta.
Sir
Customer ka voter banane ke liye alag alag customer ka alag alag Registration karna hai ki Apne naam se Registration huyi hai usi se sare customer ka voter apply kar sakhte hai
Please Reply
Dear, pmbvlogger thankyou for watching my video
Agar aap customer ka voter ID banana chahte hai, to har customer ka alag registration hona zaroori hai. Aap apne naam se sabhi customer ke liye voter ID nahi bana sakte. Har customer ko apna individual registration karna hoga.
Sir agar ghar me kisi ka voter id card n ho to kya kare ??? please sir 😢btaeeye ?? Mene thi Jane ke liye video apka click Kiya ha
Bhai Mera gaon ka hai Mumbai ka banana hai ban jayga kya
10 baar dega kya khangress ko
Dear, gulfam1789ff thankyou for your comment
Agar aapka gaon ka voter ID hai aur aapko Mumbai ka voter ID chahiye, to aapko apna address Mumbai ke address se update karna hoga. Iske liye Form 8A bharna hoga aur documents submit karna hoga. Jaise hi aapka address update hota hai, aap voter card ke liye apply kar sakte hai.
Delhi ka option nhi h uski jgeh Nct of delhi ?
Sir mere aadhar card mere father ka naam nathi hain to agar mein aadhar documents mein deta hu to mere father ka naam aaye ga voter id card mein?
Nice information
Thankyou for your comment
Sir wife ch new voter id kadaych ahe tr father ch option ahe but hasbund option nhi tr ky select kraych
Maine form 20 november 2024ko bhara par wo reject ho gya hai aur Reason aaya hai ki : Your application is already filled so your application is rejected . Aur jab maine form fill up kiya tha pehle to wo refresh ho gya tha aur phir maune form fill kiya aur ab rejected ho gya hai...kya kare isme
Bhai aap ka account kese hack kare
Bhaiya mere pass adress proof Nahin Hai mere past 10th ki marksheet hai To Main Kaise banaa Apna voter ID card
Thank you sir
Welcome dear
Hello bhaiya
Mai aap jaise bataye the same to same kiya aur done ✅ ho gya but 😢 download nhi ho rha hai (bol rha hai not found)?? Kya karu PlZ help me 🙏
Voter ID card pr name 2 bar same hota hai kya
Mene bhi submit Kiya he Bhai kitne dino me ayega ghr I'd
Mera adhaar card me dusra address h or birth certificate me dusra or jo mera birth certificate me h wahi mere parents k voter id me h to kya Krna pdega
Virtual Card dikha ke vote cast kr sakte hai kya?
Uski bhi jarurat nhi uske upar serial number rahta hai bas utna bata dena
Dear, VijayaKokate72
Nahi, Aap virtual card dikhake vote cast nahi kar sakte. Voter ID aur vote casting ke liye jo official process hai, usme physical presence zaroori hoti hai, jaise aapko polling booth par jana padta hai aur voter ID dikhani padti hai. Aap virtual card ya digital payment card ka use vote dene ke liye nahi kar sakte.
Good morning sir
Can I see the submit from please tell me the produture
Dear, manikdebnath9891
To apply for a Voter ID and submit the form, you'll need to follow the correct procedure, either online or offline, depending on your convenience. Below are the steps for submitting your Voter ID application online via the National Voter Service Portal (NVSP), Once logged in, select the "Form 6" (for new registration) if you are applying for a new voter ID. Double-check the details you have entered before submitting the form. Ensure all the information is accurate.
sir 3 nov se submit karke rakha hu tab se aaj tak submitted hi likha aa rha hai aage kuch nhi badha
Sir agar koi wife apne husband k Epic Id family member m mention kregi to isme husband ka option nhi h refference m dene k liye
Sir November ka month show nhi ho raha h iss mein 2006 kyear mein
Aapki age kitne saal ki hai jo aapka dob show nahi hop rha hai
@careerdna November mein 18 ho gai
Sir Mene Voter ID Card Ke Kiya Tha Or Card Banke Taiyrr Bhi Ho Gya Hai Par Abhi Tak Dispatch Nhi Hua Hai Mere Address Pe 😕😕
Accepted hogya ha status ma dekha ha 14 November 2024 hi verified aur accepted hogya ha but koi sms nahi bheja ha a confusion ha ki mera card ayaga ya reject kar diya govt a koi batwao
Dear, mukundabiswas7525
Agar aapka Voter ID application ka status "Accepted" aur "Verified" dikh raha hai, iska matlab hai ki aapka application verify ho chuka hai aur ab aapke Voter ID card ke process mein aapka case consider kiya gaya hai. Lekin agar aapko SMS notification nahi aayi hai, toh isme chinta karne ki koi baat nahi hai.
कितने दिन लगे भईया ?
@@careerdna thnx bhai batana k liya
very good
Thankyou dear
@careerdna Pan card me photo and signature nahi kiye h , avi kiya ho sakta h please help me.... (Short me online kiye h)
Please sir kafi important ha mere liye batao 😢
Enrolment packet cannot be processed. Please
Re-enrol.Reason:NO_RECORDS_FOUND_FOR_GAURDIAN - No details
found for gaurdian.. or please try to upload later from the UPLOAD menu. please sir replay😢😢😢
Sir ye btao pasport bnwane ke liye Aadhaar card m photo Current ka hi hona chahiye ya fir 5-6 saal purana chal jayega
Corrent photo
Dear, mirzasalmanbeg5701 thank you for your comment
Passport ke liye Aadhaar card mein current photo hona chahiye. Agar aapka photo purana ho, to aapko Aadhaar update karna padega, taki passport application ke liye valid ho sake.
Voter card er address change ki kre krbo online.plz aktu reply krben
Mera aaj birthday hai wish kar do
Bhai isme koi payment nahi kerni padhti hai kya ?
Nahi
Aaj mera Birthday hai koi wish nhi karega 😢😢
Bhar me jaa
🙏🏻🙏🏻🙏🏻💐
Thankyou for watching my video
sir csc me refrence no status me inviled kiyo bata raha hai sir please help me🙏
Dear, akvideomusic thank you for your comment
Agar status invalid aa raha hai, to pehle application details, documents, aur reference number ko check kare. Agar koi technical issue ho, to CSC helpdesk se support le ya apne local election office se guidance le.
Mera epic number online show nahi ho raha hai 😮 iska kya reason hai
Sir mera dob 01/07/1997 hai lekin adhar card mein galti se 03/07/1994 ho gaya hai mujhe voter ID card ke liye apply karna hai
01/07/1997 se ban jayega
Rejecte kar diya sir reason applicant not present for the hearing kiya karu ab sir btao please
Mera 14 November ko accept ho gya hai lekin epic no nahi generate huya kabh tak ho jayega
Sir status accepted bata rha h
Ye kitne din me ban kr ajayega
Bina kisi proof ke votar card kaise banega mere pass sirf old votar card hai vo bhi cancel ho chuka hai please help
App ek hi topic par same video kitni baar banao aapke samjhane ke tarika accha hai but aap ji same topic par same video baar baar send karoge to phir aap par trust kaise hoga
Thankyou for watching my video
Sir mana track kiya hai to Accept ho gaya lakin wo online kab ayega
Sir ek video ko kitne bar chhodoge
Thankyou for watching my video
Bhai date of birth nhi bhari ja rahi 1 oct 2006 sa aga fill nhi ho raha ha
Voter id card kitne din deliver hota hai ?
Dear, mohammed thankyou for watching my video
Voter ID card delivery process 15 din se 45 din tak ho sakti hai, lekin kabhi kabhi 1-2 mahine bhi lag sakte hai, depending on various factors. Aap apna application status NVSP website par check kar sakte hai.
Sir agar ghar me kisi ka voter id card n ho to kya kare ???
EWS certificate ko kaise banaen online
Kya aap iska ek video dal sakte hain
Dear, aashupriya thankyou for watching my video
Aap apne state ke official website par jaake EWS certificate ke liye apply kar sakte hai. Agar aapko koi confusion ho toh aap apne district office ya e-district service center se help le sakte hai.
@careerdna me central and state (EWS certificate) donon ke liye banana chahti ho
सर, HP गैस में mobile number घर बैठे कैसे रजिस्टर करे इस पे एक वीडियो बनाएं !!!
Dear, supereditormovie thankyou for your comment
Aap HP Gas ke official website par login karke ya SMS method ka use karke apne mobile number ko easily register kar sakte hai. Agar koi issue aaye to customer care se help le sakte hai.
Sir votercard careption main bahut samay lagta hai kun?
Dear, Ranjan thankyou for your comment
Voter ID card ke caption mein delay kaafi reasons ki wajah se ho sakta hai, jaise verification, document issues, technical problems, ya high volume of applications. Agar delay ho raha ho, to aap status track kar sakte hai ya customer support se help le sakte hai.
@careerdna thank you so much sir
Mom and dad nhi h relative me grandfather ka dala h reject ho gya h
Lekin reason kya h wo nhi likha h Ab kya kre sir
Dear, arif8563 thankyou for your comment
Agar aapka voter ID application reject ho gaya hai aur reason clear nahi hai, toh aap application status ko dobara check karein, form ko sahi se fill karein, aur correct documents ke saath dobara apply kare. Agar fir bhi issue aaye, to Booth Level Officer (BLO) ya local election office se help le sakte hai.
Kitne din me banega sir ye to bho bata do
Sir voter list se name kaat diya h voter card k liye apply kar sakte h kya ban jayega ki nhi
Dear, ranjeetkushwah
Agar aapka naam voter list se kaat diya gaya hai, to pehle aapko apne naam ko voter list mein dobara add karwana hoga. Uske baad aap voter card ke liye apply kar sakte hai.
Thanks
Kitne din ka baad reference no se track kare mera 3din se ho gya kuch show nhi kar Raha hai reference number se 😢
Main aj hi apply ki mera reference no send track show ho rha h
Dear, altafali9551
Voter ID ke reference number se status track karne mein 1-7 din ka samay lag sakta hai. Agar 3 din ho gaye hain aur koi update nahi dikh raha hai, to 1-2 din aur wait kare. Agar status fir bhi update nahi ho, to helpline ya local office se contact karna best option hai.
Kitne din lagenge voter id ban kr me
Document photo upload nhi ho rha hai
Bar bar ek hi video dalte ho
Abhi banane ke liye application diya to iss election tak aa jayega kya?
Dear, ShitalBhalerao thankyou for your comment
Agar aapne voter card ke liye abhi application diya hai, to election tak aapka voter ID card aana thoda difficult ho sakta hai, kyunki voter card ki processing mein kuch waqt lagta hai. Generally, election process aur document verification mein 2-3 weeks ya usse zyada ka samay lag sakta hai.
Too many bad decisions have been done and the conventional living method simply doesnt work anymore. If you really give it a thought then you might believe me on this one. Im not trying to force anybody its just my goal to bring change because even if I succeed for one person it is more worth than any money in this world, isnt it?
Thankyou for watching my video
Bhai 2007 ka option nhi aa rha
Bhai approval ka msg kitne din me aata h Maine aj hi apply ki hu
Place of application se age nahi ho raha hai confirm
sir kya humko voter id card ghar par aa kr deliver krenge?
Dear, adictor3639 thank you for watching my video
Aapko bata de ki jab aapne voter id card ke liye form fill kiya hoga tab aapne usme jo address mention kiya hoga us address par aapka voter card deliver kr diya jayega.
bhai approved mera aage nahi ja raha confirm karne pr approved nahi ho raha
Dear, bhataktiaatma
Agar approved ke baad confirm mein koi issue aa raha hai, to aapko form ko dobara check karna hoga, technical glitches ko troubleshoot karna hoga, ya documents ko verify karwana hoga. Agar koi problem persist kar rahi ho, to Election Commission se contact karna best option hai.
Sir Enroll Updated show ho raha h current status
Dear, Partner
Agar aapka current status "Enroll Updated" show ho raha hai, iska matlab hai ki aapka Voter ID application abhi tak final processing mein hai aur EPIC number abhi tak generate nahi hua hai.
3 Month Lag jata he Banne me
10 certificate se hoga kiya
Mera january 20 tarik ko 18+ hoga to ban skta hai
reference no. nahi mila kya karu?😢
Sir married woman hone par details kase bhare