Bhai abhi ke time pe lena sahi rehega kyki main naya bike lunga option hai N160 , fzsv4 , hornet 2.0 konsa beat hoga for long term and specially mileage
Hornet 2.0 lelo bhai...mast bike hain...FZ bhi acchi hain but power chor deti hain after 80 km/h...Hornet mein torque zyada hain to pahari mein bhi dikkat nahi ayegi...But BAJAJ nahi lena bhai, ekdm bekar engine hain..after 4-5 years, you will feel difference between a Yamaha/Honda engine & a Bajaj/Tvs engine ❤
Fzs ki bat he alg ha es bike ka koi tod ni ha best engine Japanese technology or sbse jyada comfortable or ky he chahiye smjdar person toh fzs he lena Psnd krte ha or long term ke liye bhi yh bike best h
Esa kuch b ni top model glocy wala Lena jb b Lena bhut he rush drive or 3 person betha ke chalao toh he sayad panel gap ata hoga vo b bhut halka but mere yaha jitne b logo pass ha unka aj tk ni aya mera dost ke pass 2023 ha fzs v4 grey wala uska toh ni aya ab tk @@sachinmehtavansh9897
Bhai Agar aapko sports bike chahiye to N150 ke sath ja sakte ho Aur agar aapko looks chahiye to Fz V4 best hai. Baki aap ek bar dono bike comparison kar lena Aapke liye Jo best hoga ohi Lena..
Bhai abhi ke time pe lena sahi rehega kyki main naya bike lunga option hai N160 , fzsv4 , hornet 2.0 konsa beat hoga for long term and specially mileage
Bhai N160 ka mileage acha ha aur breaking v acha ha compare to Fz baki look apna apna choice hai, Yamaha ka engine bajaj se jayada refrained ha
@@Itsgautamvlogs32153+ ka milage deta h Fz Highway N160 utna dae payega
Hornet 2.0 lelo bhai...mast bike hain...FZ bhi acchi hain but power chor deti hain after 80 km/h...Hornet mein torque zyada hain to pahari mein bhi dikkat nahi ayegi...But BAJAJ nahi lena bhai, ekdm bekar engine hain..after 4-5 years, you will feel difference between a Yamaha/Honda engine & a Bajaj/Tvs engine ❤
@@mainakunai98 app konsa bike use karte ho
@@thekasketo3785 Mera Shine sp125 thi...aab Honda CB300F hain
Fzs ki bat he alg ha es bike ka koi tod ni ha best engine Japanese technology or sbse jyada comfortable or ky he chahiye smjdar person toh fzs he lena Psnd krte ha or long term ke liye bhi yh bike best h
Humko bhe yahe lena tha magar iski build quality aur tank panel me gap bada dikkat deti h
Esa kuch b ni top model glocy wala Lena jb b Lena bhut he rush drive or 3 person betha ke chalao toh he sayad panel gap ata hoga vo b bhut halka but mere yaha jitne b logo pass ha unka aj tk ni aya mera dost ke pass 2023 ha fzs v4 grey wala uska toh ni aya ab tk @@sachinmehtavansh9897
Kon sa liye fir?@@sachinmehtavansh9897
Pulsar 150 old model lena Yamaha se uska clutch aur gear shifting bahot jyada smooth hai.pulsar 150
Same bike hai fzv4 mat black..bohot achhi bike hai..ma is bike ko lekar Silchar to Haflong gya tha ..I am from Assam Silchar
1 week hua h Fzs v3 bs6 liya hu
Road mein gadi ni chalega toh kya video shooting hoga
My Fzs v3 ,38888 km complete, refine engine
Bhai long term k liye konsi achi hai fz Apache N160 with pillon
Fzs
Long term ke liye with pillion Apache
Bhai aap ke bike ke abs problem huaa hai ky kbhi ? Mere bike ko 3 year ke baad aisa problem ho rha hai
Bhai Hows the Tank panel? Any issues with Tank Panel of FZ
Pls give honest answer 🙏🏼
no issue
2 years since I own bike , no issue with fuel tank , even twice bike got down, but no issue for fuel tank..
Fz fi v3 me maintenance cost kesa he ??
Thoda kam hai
idle rpm in this bike for mielage
Bhai I'm confused between v3 and v4... 15k price ka defference hai
Bhai v4 le lo
go for N150 its better value for money
Bhai comfortable cruising speed kya hai
70-90kph
Tank panel tutta hai kya kabhi?
Ha
@@Itsgautamvlogs321 Fir kya kiya....Naya dala kya
Nahi
Fzsv3 150 produces almost same with 125 cc
Bhai deily 8 se 10 km run ke liye sahi rahega kya
Bhai ek din main maine 320KM ride Kiya tha
@@Itsgautamvlogs321 to fir Lena sahi rahega
Hiii wat is the idle rpm range inthis bike
Plz reply to my question
2500 rpm
@@Itsgautamvlogs321 it's not to high
Plz tell in your bike rpm range when u keep your bike in idle means neutral position
@@omkarbhambure921500
Tank problem ha keya ??
Tank me problem nahi hai but tank ke cover acha nahi hai.
My FZ V4 DON 88000
IT IS VERY GOOD I AM ALSO PULSER
भाई साहब
Pulsar N150 sahi hai ya FZ V4
Please tell
Bhai Agar aapko sports bike chahiye to N150 ke sath ja sakte ho Aur agar aapko looks chahiye to Fz V4 best hai. Baki aap ek bar dono bike comparison kar lena Aapke liye Jo best hoga ohi Lena..
N 150 liya hu mast hai
Average kitna deti hai@@VijayYadav-ov5tl
51 to 55@@kingofkingrajamaharaj8065
N160 or fzs lo blo .. abhi mai gonda shine chaka ta ho
Agar sport bike chahiye to N160 or agar long term ke liye chahiye to FZS
Heating issue?
No
Tawang kab jawoge ?
Sath main jayenge bhai 💪
@@Itsgautamvlogs321 tu dogla hai bhai
Bhai ismain Air cool hai too Engine kaisa reheta hai long ride ke liye 😅🎉
Bhai long ride pe koi problem nahi karta bas thoda power lag karta hai 150cc but mt15 ke sath compare mat karna.
@@Itsgautamvlogs321 Indian road ke hisab se power ki utni jarurat nahi hai
FZS and FZX me kaun sa sahi rahega...Fuel average, maintance and rideing me???
FZ-S and FZX dono same hai bas look different hai but mileage FZ-S ka jayada hai
Giving poor mileage any solution
Drive smoothly maintain speed 40-50 to get 45+ mileage
Ask service center , because my fz giving me 50+ avg in city that too everytime using with 2 persons