Purani mitti ko theek karna hai to kuch chijen add karni padengi. Is video me batai Hui sari chijen agar nahi dal sakte to Jo available hai wo dalo. Vermi compost nahi le sakte to gobar ki khad ke aao wo sasti hai yar fir Ghar me leaf compost ya kitchen waste compost bana lo. Lakdi ki rakh aur sookhe patte to free me mil jaenge .
mitti per 2-2 din ke antral per halka halka paani bhi chidakte rehna chahiye jisse nami bani rahe nami me acche bacteria bhi paida hote hai , soil me wood ash, gober khad, mustard powder , dry or green leaves, kitchen waste compost yadi ho to, haldi, chuna, falo ke chilke sab mila ker sab uper niche karte rehna chaiye 15 din ke baad pot me bharna chahiye
@@Manvisterracegarden Thanks a Lot Mam me approx 20 years se roof gardening kar raha hu , me soil ko me may me sare gamlo se nikalker full sunlight me rakhta tha usme dry leaves bhi kafi sankhya me dalta tha 1 mahine 2 din ke antral me paani chidakta tha aaj meri soil itni acchi ho gai h ki is baar mene compost bhi nahi dalai to bhi sabjiya bahut acchhi grow ho rahhi hai.
Nice video
Thanks
Bahot kaam ki jaankari di hai..nai mitti bhi aise teyar karunga
Thanks
Thanks for this detailed info
Welcome
Very nice information.
Thank you very much
Kya baat e
@@varunchanni thank you
Nice video
Thank you very much 🙏
fantastic
Thanks 👍
good
Thanks
itna kuch nahi Milana ho to kya Karen. Fir mitti Kharab hi rahegi kya
Purani mitti ko theek karna hai to kuch chijen add karni padengi.
Is video me batai Hui sari chijen agar nahi dal sakte to Jo available hai wo dalo. Vermi compost nahi le sakte to gobar ki khad ke aao wo sasti hai yar fir Ghar me leaf compost ya kitchen waste compost bana lo. Lakdi ki rakh aur sookhe patte to free me mil jaenge .
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌💐💐💐💐💐💐
Thank you very much 🙏
mitti per 2-2 din ke antral per halka halka paani bhi chidakte rehna chahiye jisse nami bani rahe nami me acche bacteria bhi paida hote hai , soil me wood ash, gober khad, mustard powder , dry or green leaves, kitchen waste compost yadi ho to, haldi, chuna, falo ke chilke sab mila ker sab uper niche karte rehna chaiye 15 din ke baad pot me bharna chahiye
Bahot accha suggestion Diya apne