How to do correction in your 10th or 12th marksheet 5 Years before 10th pass

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 янв 2025

Комментарии •

  • @RajakumaryadavRajayadav-r9p
    @RajakumaryadavRajayadav-r9p 2 дня назад

    Mera bahut bura ho gya hh marksheet 😢😢😢😢

  • @Brijesh-fg4kr
    @Brijesh-fg4kr 12 дней назад

    Sir mai 10th Aur 12th dono marksheet main father and mother theek karwana hai.
    Kya Dono me ek sath theek hoga ..
    Ya ek baar me ek marksheet theek hogi...
    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @Literature_00
    @Literature_00 2 месяца назад

    Sir. Aap bhot accha explain karte ho

  • @kafialhan6238
    @kafialhan6238 22 дня назад

    Court process k uper k video bnao

  • @SunitaSharma-nw3ms
    @SunitaSharma-nw3ms Месяц назад

    Bhai mujhe 10 pass out kiye 10 saal hone vale h bhhai muje apni mother k name me sirname htwana h bhai yhi process hogi ya alag hogi😢😢😢 pls reply

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  29 дней назад

      Aalag hoga 10 saal hone wale to aapko Court case ke process se correction hoga fhir bhi Bhiwani board me baat kar lo toll free number hai unnka.

  • @kafialhan6238
    @kafialhan6238 22 дня назад

    Sir mene 2016 me th kiya tha dob change krwana h jnmprnanptr me 2000 h 10th ji marksheet me 1998 h plz btaeye cout process or aaose bat ho skti h kya

  • @Literature_00
    @Literature_00 2 месяца назад

    Sir mene ba ma net jrf htet ctet qualify h or me abi clerk lga hu mera sabhi jagh ho jayega sahi btaye please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  2 месяца назад

      Ha possible hai but problem 10th or 12th ke marksheet me hai wo Court case se hi correction hoga kyu ki 10th passout 5 years ke under me aate to document base pe easily ho jatta hai Haryana Board me or BA ke degree me correction kaishe hoga wo uss University/College pe depend karega

  • @RajakumaryadavRajayadav-r9p
    @RajakumaryadavRajayadav-r9p 2 дня назад

    Plss bhaiya meraa help krr doo appp

  • @bhavya9778
    @bhavya9778 25 дней назад

    Bhaiya maine Haryana board se kiya h mujhe 10th & 12 dono me marksheet mila h certificate nahi mila h khaa se milega certificate please bta dijiye mai bahut preshan hu

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  25 дней назад

      Marksheet hi hota hai mam aagar aap instagram pe bhej sake ki aapko kya mila hai to samjna easy hoga mere liye
      Instagram = (shaileshsm).

  • @mandhillon9026
    @mandhillon9026 Месяц назад

    Bhai ji mere 10th mera nam jayoti or 2me jyoti h dono ak aksr ki mistake correction kse krwae purane documnts kya apse bat ho skti h bhai ji phon p

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  29 дней назад

      Yes, Dm me on my Instagram account (shaileshsm).

  • @bhupalmahato754
    @bhupalmahato754 22 дня назад

    Bhaiya me all documents pe dob change karna chahta hu hoga kya

  • @shubhamyadav-bc3vg
    @shubhamyadav-bc3vg Месяц назад

    Sir mere 10th ki marksheet me father aur mother ke naam ke sath surname hai but 12th me surname nahi hai koi problem to nahi hogi.

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Aabhi to nahi kah sakta kuch bhi kyu ki aab se document pe jadha focus kar rahi hai government aage kya rule aayega usska aabhi kuch nahi kaha ja sakta
      Possible ho to pahle hi correction karwa ke chalo aage kuch bhi ho aapko problem face na karna parega pahle hi prepare raho.

  • @aatikkhan2202
    @aatikkhan2202 Месяц назад

    Sir Maine 10th 2022 12th 2024 mujhe DOB change karwani hai siir please koi soution bataye

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Ho jayega Birth certificate or Aadhar card me DOB same ho baki aapko affidavit ka jarurat par sakta hai fhir bhi Bhiwani Board me visit kar le ya call pe baat kar le.

  • @preetichandolia4355
    @preetichandolia4355 Месяц назад

    Hi
    Mujhy apni name spelling thik krwani h 10th mai , kia kia form lgengy,wse m bhiwani board gyi thi bs jb unhone ek form ka hi btaya , or kuch nhi btaya plz reply

  • @Pankaj_99_
    @Pankaj_99_ Месяц назад

    Sir maine father name se surname hatwa liyA but school record me surname wahi mauzood hai koi problem bhi hoga 2017 matric pass out hu

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      10th or 12th ke marksheet me father name same hai or aage bhi aapne father name wahi rakha hua hai to school ke record se koi matlab nahi hai.
      Bus sab documents me aapke father name same rahna chahiye.

  • @ArmanKamboj-j3x
    @ArmanKamboj-j3x Месяц назад

    bhai konse documents laga ga regarding name change agar mana apni mothher ka name change karvana ha to mujha konsi documents laga ga bhai

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Bhai aap 10th passout hue 5 saal ke under me aate ho to affidavit, mother ka Aadhar Card, form 35A ye sab requirement hota hai.
      Atleast ek baar bhiwani board me contact ya visit jarur kar lenam

  • @Crimestory-o6d
    @Crimestory-o6d Месяц назад

    Good 👍

  • @Literature_00
    @Literature_00 2 месяца назад

    Mene 2013 me 10 th ki thi meri d.o.b change ho sakti h kya or kis process se hoga btaye please

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  2 месяца назад

      Ha ho jayega correction but aapko 10th passout hue 5 saal se jadha ho gya hai to Court Case se hoga or Birth certificate bhi lag sakta hai court me.

  • @Nitesh_Mehra092
    @Nitesh_Mehra092 Месяц назад

    Sir 2017- 10th
    2019- 12th
    Father name correction krvana hai kya process hogi sir

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Sir aapka to 5 years se jadha ho gya hai time limit 5 saal tak ka hota hai documents base pe correction ke liye.
      Aapka correction possible hai but court case pe hoga fhir bhi ek baar bhiwani board me baat kar le.... Correction unnke upper hai wo jo bolte hai aapko wahi follow karna parega.

  • @MaipalKumar-tv6bf
    @MaipalKumar-tv6bf 10 дней назад

    Bhai yah toll free number hamesha busy batao hai jab bhi call karo

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  9 дней назад

      Ha bhai 7-8 baar try karoge to 1 baar call lag jatta hai.

  • @bachpan_ki_yaade.
    @bachpan_ki_yaade. Месяц назад +2

    Hlo bhai
    Mujhe apne father name me surname hatwana h to shayad aap ne jo documents btaya h wahi lagenge. So i have two question:
    1.Affidavit tehsil se banega ya court se
    2. 35A wale form pr 12th k principal ke sign chl jayenge kya ya jha se 10th ki h wahi se krwane padenge

    • @bachpan_ki_yaade.
      @bachpan_ki_yaade. Месяц назад +1

      Bhai agr free ho to jarur reply krna bahut problem aati h iski wajah se

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад +1

      1. Affidavit tehsil se banwa lena ussme signature magistrate (tehsildar) ka hona chahiye
      2. 35A form pe signature 10th jiss school se passout hue ho uss school ka signature chahiye
      12th ke marksheet me correction ke liye ek application likhna hota hai jissne 12th ka school ka signature lagta hai with stamp.

    • @bachpan_ki_yaade.
      @bachpan_ki_yaade. Месяц назад +2

      Bhai aap ne kha ki ek baar bhiwani jakr pta jarur kre ki kya documents lagega
      To kya aap bhi sirf puchne ke liye gye the bhiwani, agr gye the to kya kuch procedure hota h please tell bcz I am going tomorrow. 😅

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Good luck bhai
      Bhiwani board me jaaoge to pahle aapko gate pass lena hota hai jissme basic details puchte hai then waha pe aapko kaha jayega iss room no. me jana hai baaki aap waha pe baat kar lena.

  • @verma95
    @verma95 Месяц назад

    Nice vedio please nmbr do bhai kuch information leni h documents ke liye

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Sir mere pass isske realetad jadha kuch information nahi hai fhir bhi kuch baat ho to instagram ID = ( shaileshsm ) isspe msg kar sakte hai.

  • @monikahudda9124
    @monikahudda9124 Месяц назад

    Sir father name correction k liye court case me kitne paise lag jate h

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Wo depend karta hai advocate ke fees pe wo kithna charge karta hai mai bus idea de sakta hu 15,000-20,000rs approx lag sakta hai.
      Kahi isse kaam bhi lag sakta hai ya jadha bhi.

    • @monikahudda9124
      @monikahudda9124 Месяц назад

      Thank u sir

  • @monikahudda9124
    @monikahudda9124 Месяц назад

    Sir mera bc certificate nhi bn rha father name incorrect hone ki whaj se

    • @monikahudda9124
      @monikahudda9124 Месяц назад

      Koi solution btao plz

    • @monikahudda9124
      @monikahudda9124 Месяц назад

      Mere sabhi document me toh ek hi nam h lekin papa k documents me match nhi ho rha

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      Isska solution to Birth certificate ke department me hi battayenge.
      Sayad newspaper me ads daal ke or aadhar card ye sab se ban jaye aapka.

    • @monikahudda9124
      @monikahudda9124 Месяц назад +1

      @@iShaileshSingh sir backward certificate (bc) nhi bn rha

    • @iShaileshSingh
      @iShaileshSingh  Месяц назад

      I'm sorry but isske related aapko hi reasearch karna parega mai issme help nahi kar paunga.

  • @kafialhan6238
    @kafialhan6238 22 дня назад

    Plz share your contact

  • @shubhamyadav-bc3vg
    @shubhamyadav-bc3vg Месяц назад

    Sir mere 10th ki marksheet me father aur mother ke naam ke sath surname hai but 12th me surname nahi hai koi problem to nahi hogi.