Gratitude for such inspiring talks 🙏🙏. Thanks to the person asking questions. He is genuinely interested in the story and asking the right query and supporting the speaker.
Sir me ek book pd rha hu shyamu ki maa or apki story se esa alag rha k me anand ji k pita g aaj pd rha hu❤ bilkul ek adarsh maa bàap life me change liayte hai
Bhai , apka naam to nhi janti lekin , bhagwan ki pooja krne ka ye mtlb thodi h ki humare ander sari powers aa jayengi hum kuch bhi kare wo hume her musibat me bacheyga, aisa to h nhi , hamare jo karm h chahe is jeewan k ya pichle jeevan k usi ka fal hum bhogte h, pe ishwar ki pooja isliye krte h ki jo jeewan me acha h uske liye Prabhu dhanyawad or jo jeevan me bura h hamare khud k karmo se use paar krne ki himmat mile . Nastik logo me bhi bht himmat hoti h
kayanupassana ( awareness of body/breath ) vednanupassana ( awareness of sensations ) chittanupassana ( awareness of stetes of mind ) dhammanupassana ( awareness of movement of thoughts/images in the mind ) anupassana = to see. , to be aware
Sir aapne kha tha ki meditation k baad 2ghnate tk kuch na khaye lekin jaise mai 8bje meditation karu then 9bje kaam se nikalna hota then aadhe ghnte baad kha le to koi paresani🙏
Guruji kya devotional and spiritual do alag alag chize hai in dono mai kya difference hai…kuch chize bound hai ki…agar koi roj nahata nahi hai yaa frr wo roj puja nahi krta subha jaldi nahi uthta to wo sastra ke hisab se theek nahi kr rha magar mere hisab se agar believe god mai ho and ham meditation regularly kr rhe hai then hamara soul koi bhi chizo se bound nahi hai…ache karm bs krte jaye pls elaborate your opinion 🙏
🙏 sir , sir part 1 video hai us me ped me aum ka symbol bana dikhai deta jab bhi me pedo ko dekhti hu or oranges wale ped pe to ek bacche ka form dikhai Diya ye sab mere mann ka hallucinations hai kya hai ye aap thoda guide kare ge🙏
Vo to pata nhi sir lekin bas ye hai ki hallucinations to nhi hai bas thank you so much haar doubts ka msgs ka aap reply karte hai sab ko us ke liye dil se dhanyawad 🙏
Sir kuch v sunti hu vichar aata wahi kro aise kro waise kro sir budhha ka sun rahi thi ki unhone kaise ghar chhor diya ab vichar aata h tum v chhor do meri family mere se itnaa pyr karti h mera partner v karta bs unlog bhot gusa karti h to acha nhi lgta par sir ye vichar aata buddha kiye tm bhi bhag jao yesb
@@AnandDwivedi369 sir please theek se samjhaie na kya Krna chahiye dhyan toh karna chahiye thoda acha se bataiye is per Mera question hai aapse video hi banaaiye
Majority log Puja paath dar mein kar rahe hain this line 💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯💯
ये वीडियो एक आदर्श पिता बनने में बहुत मदद करेगी 🌷
Gratitude for such inspiring talks 🙏🙏. Thanks to the person asking questions. He is genuinely interested in the story and asking the right query and supporting the speaker.
🙇💯
Pranaam sweekar karein Gurujee❤
Thanks, with Anand sir. Please also introduce yourself as well.
I also eager to know your journey to reach there.
Nice video ❤
Amazing
Aap pdahi kaise krte the , aapke pdne k books k sath Jude rehne k kisse bahut prerit krte hai , aap apne pdne k tarreeqe pr please videos bnaye
jee
Sir me ek book pd rha hu shyamu ki maa or apki story se esa alag rha k me anand ji k pita g aaj pd rha hu❤ bilkul ek adarsh maa bàap life me change liayte hai
Bhai , apka naam to nhi janti lekin , bhagwan ki pooja krne ka ye mtlb thodi h ki humare ander sari powers aa jayengi hum kuch bhi kare wo hume her musibat me bacheyga, aisa to h nhi , hamare jo karm h chahe is jeewan k ya pichle jeevan k usi ka fal hum bhogte h, pe ishwar ki pooja isliye krte h ki jo jeewan me acha h uske liye Prabhu dhanyawad or jo jeevan me bura h hamare khud k karmo se use paar krne ki himmat mile . Nastik logo me bhi bht himmat hoti h
Playlist create kr dijiye life story wali videos ka
achha
Ishwr me esa hi vishwash kese laya ja skta h......Guruji....kripa krke marg darshan kare🙏🙏
thoda thoda risk lekar......kuchh cheejein ishwar per chhod ker
@@AnandDwivedi369is bat ko bhunane me asmarth mahsoos kr rha hu guruji......thoda or elaborate kijie🙏🙏
🙏🙏
sir what is your views on vegetarianism
bahut achha.........meat/fish/egg is not good for sadhana nor for health
Radhe Radhe guru ji💛💙🧎🏻♂️🧎🏻♂️"asangoham purusa"aap isk ek satya udharan han🧎🏻♂️🙏🙏kuchh glt hui ho sabdo me to maaf kijiyega
Gurujii jase kaya and Vedananupassana . Kitne prakar ke nupassana hote hai aur nupassana matlab kya hota hai
kayanupassana ( awareness of body/breath )
vednanupassana ( awareness of sensations )
chittanupassana ( awareness of stetes of mind )
dhammanupassana ( awareness of movement of thoughts/images in the mind )
anupassana = to see. , to be aware
@AnandDwivedi369 thank you 🌹 guruji itna ache se explain karne ke liye om namaha shivay
Sir aapne kha tha ki meditation k baad 2ghnate tk kuch na khaye lekin jaise mai 8bje meditation karu then 9bje kaam se nikalna hota then aadhe ghnte baad kha le to koi paresani🙏
meditation se pahale 2-3 hours ka gap achha hai.....
meditation ke baad to kha sakte ho , turant baad bhi
Student ke liye koi meditation program ya seva krne ka moka h uplabdh h
batayeinge
Guruji kya devotional and spiritual do alag alag chize hai in dono mai kya difference hai…kuch chize bound hai ki…agar koi roj nahata nahi hai yaa frr wo roj puja nahi krta subha jaldi nahi uthta to wo sastra ke hisab se theek nahi kr rha magar mere hisab se agar believe god mai ho and ham meditation regularly kr rhe hai then hamara soul koi bhi chizo se bound nahi hai…ache karm bs krte jaye pls elaborate your opinion 🙏
I agree.......meditation hai to kisi PRESCRIBED discipline ki jaroorat nahin hai...
meditation creates its own discipline...
🙏 sir , sir part 1 video hai us me ped me aum ka symbol bana dikhai deta jab bhi me pedo ko dekhti hu or oranges wale ped pe to ek bacche ka form dikhai Diya ye sab mere mann ka hallucinations hai kya hai ye aap thoda guide kare ge🙏
ho sakta hai aapke ander koi vishesh shakti ho...
Vo to pata nhi sir lekin bas ye hai ki hallucinations to nhi hai bas thank you so much haar doubts ka msgs ka aap reply karte hai sab ko us ke liye dil se dhanyawad 🙏
Sir kuch v sunti hu vichar aata wahi kro aise kro waise kro sir budhha ka sun rahi thi ki unhone kaise ghar chhor diya ab vichar aata h tum v chhor do meri family mere se itnaa pyr karti h mera partner v karta bs unlog bhot gusa karti h to acha nhi lgta par sir ye vichar aata buddha kiye tm bhi bhag jao yesb
aapki spritual quest strong hai......meditation skuroo kero
@@AnandDwivedi369 sir please theek se samjhaie na kya Krna chahiye dhyan toh karna chahiye thoda acha se bataiye is per Mera question hai aapse video hi banaaiye
achha.......video banayeinge.....
First