Hum apne family ke sath aapka program dekhta hu ,mai to aapka fon no dek raha tha mila nahi aap se bat karne ki tamanna hai ,aap logo ki sadgi dekhkar bhut accha lagta hai aap logo ko v bhut pasand karte hai jyda nahi likhunga verna bor ho jayege, bihar se (patna)
Dear shreyakaysth ji, hame khushi hai ki aap hame pasand karte hain. Apka pyar he hame aage badne ka hosla deta hai. Or aap aisa bilkul na samjhen ki apke jyada likhne se hum bore ho jayenge, balki hame to ye bahut accha lagta hai ki hamare dost hamse baat karen. Phone number dena to possible nahi hai lekin aap hamse email par baat kar sakte hai.
Hum gaye hain alto me pahado me 5 log full load ke saath. Koi dikkat nahi hui kabhi. Hamari Alto aram se khinch leti hai. Kahi bhi power m kami nahi lagi. Average highways pe 23 ke asspass or pahado pe jaane ke baad, 20-22 rha hai.
Hum 8 saal se chala rahe hain, abhi tak kabhi bhi kahin bhi koi dikkat nahi aayi. Hume kahin bhi jana ho to sochna nahi parta bus chabi ghumayi or nikal chalte hain, saal me ek baar service Kara lete hain.
Thankyou very much sir. Hamari 12 ghante ki journey thi or total recording karib 4 ghante ki thi. Edit hone ke baad wo 30 minute ki video me simat gai😊
Don’t disappoint on my comment but i have seen sometimes you have rapidly changed the road lanes. It maybe a trouble for the driver to you backward cars. By the way lots of love & blessings from west bengal ❤❤😊
Thanks for pointing out my driving mistakes. It is a life saver. I appreciate your observation. I always look in rear view mirror and also give indicator before changing lane. But next time i will try to be more cautious. Thanks again. ❤️
@ Sir, you’re a true gentleman & always have a smile on your face. I have really plan to purchase an alto k10 as my first car after seeing your videos. & how you have beautifully adjusted five people as well.
Manoj bhai, maine notice kiya ki saman ki wajah se apki peeche wali window lagbhag band ho gayi hai. Ye thora risky ho sakta hai highways pe. Iske liye ek cheej mai suggest karunga ki aap bhi hamari tarah dual channel dash cam lagwa len, jisme aap peeche ki live video apnesamne screen pe dekh payenge, to peeche ka traffic bhi apko visible rahega
हिमाचल प्रदेश एंट्री पर जो 2 किमी बाद ही आपने पैसे दिए वह केवल उनके लिए है जिनके गाड़ियों के रजिस्ट्रेशन हिमाचल प्रदेश के नहीं है। सीमा शुल्क प्रवेश शुल्क जो भी ले रहे
Aapka beta bhut khoobsurat hai..hero mafik...nzar na lage❤
😊❤️
Mast Nazare h maza aa gya video dekh kar 😊😊
😊
Hum apne family ke sath aapka program dekhta hu ,mai to aapka fon no dek raha tha mila nahi aap se bat karne ki tamanna hai ,aap logo ki sadgi dekhkar bhut accha lagta hai aap logo ko v bhut pasand karte hai jyda nahi likhunga verna bor ho jayege, bihar se (patna)
Dear shreyakaysth ji, hame khushi hai ki aap hame pasand karte hain. Apka pyar he hame aage badne ka hosla deta hai. Or aap aisa bilkul na samjhen ki apke jyada likhne se hum bore ho jayenge, balki hame to ye bahut accha lagta hai ki hamare dost hamse baat karen. Phone number dena to possible nahi hai lekin aap hamse email par baat kar sakte hai.
Wow wow wow itna lamba video ❤ Aaj to majja aa gaya.. great vlog 🤙
❤️
Nice vlog dekh ke maja aaya 😊
🙏
Hum gaye hain alto me pahado me 5 log full load ke saath. Koi dikkat nahi hui kabhi. Hamari Alto aram se khinch leti hai. Kahi bhi power m kami nahi lagi. Average highways pe 23 ke asspass or pahado pe jaane ke baad, 20-22 rha hai.
बिलकुल ऐसा ही experience हमारा भी रहा है. बहुत अच्छी गाड़ी है ❤️
Hum 8 saal se chala rahe hain, abhi tak kabhi bhi kahin bhi koi dikkat nahi aayi. Hume kahin bhi jana ho to sochna nahi parta bus chabi ghumayi or nikal chalte hain, saal me ek baar service Kara lete hain.
👍
Meri vali ne 25.9kmpl ki average di abi recently hi NH152 Pe ....2024 model hai...sahi me alto nhi ye to "Lord Alto" h 😀😀
AMT bhi aisi he chalegi kya ...full load pe ...kyu ki engine to same hai
I m planning to purchase alto k10.....though i m hyundai i20 owner. Its the best car! Together journey is best ...!
👍
I was waiting for this blog since last week good one sirji..
❤️
Saini ji acha vlog bnaya h apne.or happy journey ji
Thankyou sanjeev sir🙏
Was waiting for the vlog ❤
😊
Bahut accha vlog hai 😊😊
🙏
Sir very nice video, during the vlog did you record the whole time or parts of it?
Thankyou very much sir. Hamari 12 ghante ki journey thi or total recording karib 4 ghante ki thi. Edit hone ke baad wo 30 minute ki video me simat gai😊
Super vlog,💯💯💯
😊
Nice video ❤
Thankyou 🙏
Nice trip sir 😊
🙏😊
Alto K10 ka headlight ka light quality kaisa hai highway mei sir.
Bahut acchi hai light ki quality👍
Great👍
🙏
You are welcome to himachal
Thankyou very much sir🙏❤️
Wow 🎉
❤️
sir pinjore kalka hokar jaate toh itne toll nahi dene pdte apko.. zirakpur se kalka side turn hota hai itne toll nahi hai..
Ashish ji, kafi log wahan se turn ho rahe the, shayad yahi wajah rahi hogi. Next time dhyan rakhenge😊
Saini ji good 😊
😊
Never keep mayur jug for water in car. It occupies a lot of space. 4-5 one litre can be adjusted easily here and there in car.
Bilkul sahi keh rahe hain sir, next time aisa hi karenge. Wakai kafi jagah occupy karta hai🙏
Happy jaruny🎉
Thankyou🙏
❤❤ bhaiya app kam kya karte ho jisse apko gumne ka bhi moka mil jata hai pls batana jarur🎉
Bhai, main teacher hun. 😊
Nice
🙏
why Alto k10 has no Fog Light ? Do you feel in Highway drive there must be Fog Light for better & Safe Driving in Night
I did't feel any problem when I drove at night. The headlights are good enough. So don't worry about the fog lights😊
Good
Thanks
Nice Vlog sir
Thankyou sir🙏
@manojsainivlogs8422 wlc sir
enjoyed
🙏
Bohot badia bohot e achaa laga full video dkhne me maza ayaa from kolkata. E chiz sab bag itni sare bags manage kese huga k10 me? 😂
9:52 me e chiz bilkul recomnd nehi kerta hu sir mere car me bhi IRVM pura to close ker diya apne upar se e highway hei 😮
Aa he gaye😊
🙏
Jo accessories apne lagwayi hai uska price bataye
30,000
@manojsainivlogs8422 कंपनी fitted या बाहर से ?
Ji company fitted
@@manojsainivlogs8422 इसपर वीडियो बनाइए,क्या क्या लगा है ।
ruclips.net/video/hzpvzwSUcg0/видео.htmlfeature=shared
Saal ka kitna kharcha ata hain maintainance mei sir ?
Sir, pehle saal to 0 maintainance hai. 2nd year se 8-10 thousand per year maintainance cost aa jati hai🙏
My car Highway mileage 26 2023 model Alto K10 VXI Plus metre reading 9900 kms
Best car in Alto K10
👍😊
Don’t disappoint on my comment but i have seen sometimes you have rapidly changed the road lanes. It maybe a trouble for the driver to you backward cars.
By the way lots of love & blessings from west bengal ❤❤😊
Thanks for pointing out my driving mistakes. It is a life saver. I appreciate your observation. I always look in rear view mirror and also give indicator before changing lane. But next time i will try to be more cautious. Thanks again. ❤️
@ Sir, you’re a true gentleman & always have a smile on your face.
I have really plan to purchase an alto k10 as my first car after seeing your videos. & how you have beautifully adjusted five people as well.
🙏
Sir highway pr kitni speed pr chalate ho aap alto k 10 ko?
Sir, 80-90 ke beech
@manojsainivlogs8422 ab tk longest kitne km. Chalayi h aapne
500 km
Himachal kha pr he aapke ghr
Dharampur ke 10 km aage tadoon village hai🙏
you have exposed toll scam in india😅
😊
Manoj bhai, maine notice kiya ki saman ki wajah se apki peeche wali window lagbhag band ho gayi hai. Ye thora risky ho sakta hai highways pe. Iske liye ek cheej mai suggest karunga ki aap bhi hamari tarah dual channel dash cam lagwa len, jisme aap peeche ki live video apnesamne screen pe dekh payenge, to peeche ka traffic bhi apko visible rahega
जी, आप ठीक कह रहे हैँ. 👍
I am confused between tiago and alto. Konsi best rahegi family car k according. And cng ya petrol variant?
Alto is better❤️
Alto k10
On 20 nov i buy new alto k 10 vxi plus amt 5.30 on road sir
👍
sir overall milege kitna mila puri trip ka..kitna petrol laga ?
Sir, puri trip par 5000 ka petrol laga. Overall milage karib 22 ka raha
❤❤❤❤❤
❤️
Pls tell me
👍
Nyc vlog manoj bhai ji
Apke sath wale members kon the ..pahadi hee lg rhe the 😊
Ji, vishal ji, ye hamare family friends hain. Himachal se hi hain. Hum inhi ke ghar me tehre hue the😊
@manojsainivlogs8422 okay bhai ji ... Bhut acha lga ..
uhi videos bnate rho 😊
🙏
यह टोल नहीं है सरकार की लूट मारी है। टोल सिर्फ एक दिया जाता है 50 नहीं।
🤔
❤
😊
😊
Bhai 2 parts me daal dete
😊
हिमाचल प्रदेश एंट्री पर जो 2 किमी बाद ही आपने पैसे दिए वह केवल उनके लिए है जिनके गाड़ियों के रजिस्ट्रेशन हिमाचल प्रदेश के नहीं है। सीमा शुल्क प्रवेश शुल्क जो भी ले रहे
जी 🤔
Mileage kya mila tha?
22kmpl. Kyonki second half hilly area tha
@manojsainivlogs8422 पांच लोग थे गाड़ी मे सामान भी था उस हिसाब से सही मिला है
Mailage
22 kmpl
Head light change kria,,,maine Led light head 250 watt,,, or creta horn lagahe my altok10 me
👍
भाई बेबी को पीछे बैठा लेते और भैया को आगे😊
Bhai, आगे सीट के नीचे सामान रखा हुआ था, इसलिए भैया पीछे बैठे हुए थे, क्योंकि आगे जगह बहुत कम थी. 😊
bhai itna samaan dekh k muje laga ap kahi dubai ja rahy ho
😊