Ramadan Mubarak to you and your family MERAJ BHAI. MASHALLAH As usual Very Informative and Amazing Video BHAI. MASHALLAH se aap BEST ARTIST ho apne Kaam me. Best of Luck BHAIJAAN
@@BTW-XKHAN bhai agar soil ACha hai toh bulb ko 7-8 watt kar do. Waise 5 mein bhi grow honge but slow growth . Aur rotala green bus thoda weak rahega n baki sab k liye 5 watt bhi ok hai
@@BTW-XKHAN new tank mein 6 hours after a month 7 then again after a month 8 hours . Not more than 8 . Ferts raat ko light band hone k baad ya on hone se pehle kabhi bhi . Shrimps minimum after 20 days .
Bhai i have a doubt… mai bhi isi tarah aquascape kara hu aapka video dekhkar… but jab kabhi bhi mai bio waste clear karne neeche sand ke baad syphon karta hu tho sand bhi soil mix hookar bura look deti hy… like soil upar ajaata hy sand ke…. Aisa hooga tho kabhi bhi mai syphon karunga tho someday saara soil upar ajaayega… iske liye koi idea ya solution hy tho please suggest kare… thank you…. Maine aapke video “How to set low tech planted tank” me bhi comment kara hy and using se inspiration lekar banaaya hy mera aquarium…
Thank you bhai for the support . Khushi hui ki apke kaam aya video . Bhai low tech mein siphone nhi kiya kariye. Bus water change k time pipe dust k pass le jaye . Sand ke comparison mein waste bahut light hota hai Isliye sand nhi jayegi bus waste hi khichega
Bhai mere tank ke andar mein gravel add karni ki soch Raha hun. Toh fir gravel add karne ke baad mujhe ceramic ring ki jarurat hai ya fir nahi kyuki beneficial bacteria toh gravel bana dega. 10 kg gravel in 3 feet aquarium. 30 gallon. Fishes are giant Gourami, silver dollar, tin foil barb.
Hi , sir namaste 🙏 mujhe apka sabhi video bahut pasand aata hai , mujhe ek sujhav chahiye aapse , Karib 3 years se mai fish keeping kar raha hu mere pas semi planted tank hai weekly 30% Pani mai change karta hu kafi dino se sab theek tha achanak meri angel fishes died ho gayi. Unhe mai medical tank me sift bhi Kiya tha but nahi bacha saka 😢 aasha karta hu aap mujhe koi sujhav denge aur koi video bhi banayenge 🙏
Bhai Kitni purani angel thi ? Aur Marne se 10 din pehle kya kuch change kiye the aapne like water change zyada ya filter cleaning ya soil disturb ki ??filter kaun sa hai n kitna bada tank ?
Sir good evening, mera tank 2.5 feet ka hai, karib 1 year old angle thi 30% water change Kiya tha aur usi water me filter bhi clean Kiya after 2 days 5 fishes one by one died ho gayi
Such a beautiful growth 📈 sir
Thank you bhai ❤️❤️🙏🏼🙏🏼
❤❤❤
❤️❤️❤️❤️
Nice ....
Thank you :)
Bhai Great Job, Light kaunsi hai?
Bhai beamswork ki hai . Amazon se li thi . Link hai iska bhai banane wale video mein
Ramadan Mubarak to you and your family MERAJ BHAI.
MASHALLAH As usual Very Informative and Amazing Video BHAI. MASHALLAH se aap BEST ARTIST ho apne Kaam me. Best of Luck BHAIJAAN
Thank you bhai . Aap sab ko bhi . Eid Mubarak :)
❤❤❤VERY NICE VIDEO BHAI ❤❤❤
Thank you bhai
kidhr the bhai
Bhai bus a gaya :)
Bhaiya amazon sword and java fern ko sand mai kaise grow kare?
Yes bhai ho sakta hai.
Bhai light kaha se le please Tell me 🌱🐟🐠🦐
Bhai ye beamswork ki light hai from Amazon . Maine link dala hai iske banane wale video mein . Old model hai ab iske upar ka bhi a gaya hai
Kesa ho bhaiya ap
Bhai badhiya aur aap
yaar aa gaye ustad
Ji bhai ;)
Bhai is me co2 diya he k nahi?
Hai co2 bhai. Iska banane wala video dekhiye please
How to grow so much? I don't do anything and grow like this
Bhai main samjha nhi . Bus proper co2 n light with weekly water change
Bhai plzz reply 1ft cube tank h....5watt ka light me plants grow hoga ?
Bhai 5 watt low tech k liye theek hai but agar lage plant upar ki taraf zyada a rahe to aap 8 watt kar diyega
@@AquaticZone 1.Dwarf Hairgrass
2.Anubias
3.Java Moss
4.Pelia Moss
5.Pearl Weed
6.Bacopa Corolliana
7.Rotala green...
Yeh sb plants hojyga grow...fertiliser bhi use krunga mai and soil neo ka h
@@BTW-XKHAN bhai agar soil ACha hai toh bulb ko 7-8 watt kar do. Waise 5 mein bhi grow honge but slow growth . Aur rotala green bus thoda weak rahega n baki sab k liye 5 watt bhi ok hai
@@AquaticZone light kitna der on rkhu? ...or jaise hi tank setup kr lunga toh usi tym fertiliser daal dunga?...Or usme kitne dino baad shrimp add krun ....
@@BTW-XKHAN new tank mein 6 hours after a month 7 then again after a month 8 hours . Not more than 8 . Ferts raat ko light band hone k baad ya on hone se pehle kabhi bhi . Shrimps minimum after 20 days .
Bhai i have a doubt… mai bhi isi tarah aquascape kara hu aapka video dekhkar… but jab kabhi bhi mai bio waste clear karne neeche sand ke baad syphon karta hu tho sand bhi soil mix hookar bura look deti hy… like soil upar ajaata hy sand ke…. Aisa hooga tho kabhi bhi mai syphon karunga tho someday saara soil upar ajaayega… iske liye koi idea ya solution hy tho please suggest kare… thank you…. Maine aapke video “How to set low tech planted tank” me bhi comment kara hy and using se inspiration lekar banaaya hy mera aquarium…
Thank you bhai for the support . Khushi hui ki apke kaam aya video . Bhai low tech mein siphone nhi kiya kariye. Bus water change k time pipe dust k pass le jaye . Sand ke comparison mein waste bahut light hota hai Isliye sand nhi jayegi bus waste hi khichega
Bhai mere tank ke andar mein gravel add karni ki soch Raha hun.
Toh fir gravel add karne ke baad mujhe ceramic ring ki jarurat hai ya fir nahi kyuki beneficial bacteria toh gravel bana dega. 10 kg gravel in 3 feet aquarium. 30 gallon. Fishes are giant Gourami, silver dollar, tin foil barb.
Yes bhai kar sakte hai . Time to time gravel k neeche siphon karte rahiyega
@@AquaticZone ok
Hi , sir namaste 🙏 mujhe apka sabhi video bahut pasand aata hai , mujhe ek sujhav chahiye aapse , Karib 3 years se mai fish keeping kar raha hu mere pas semi planted tank hai weekly 30% Pani mai change karta hu kafi dino se sab theek tha achanak meri angel fishes died ho gayi. Unhe mai medical tank me sift bhi Kiya tha but nahi bacha saka 😢 aasha karta hu aap mujhe koi sujhav denge aur koi video bhi banayenge 🙏
Bhai Kitni purani angel thi ? Aur Marne se 10 din pehle kya kuch change kiye the aapne like water change zyada ya filter cleaning ya soil disturb ki ??filter kaun sa hai n kitna bada tank ?
Aur videos dekhne k liye bahut bahut shukriya :)
Sir good evening, mera tank 2.5 feet ka hai, karib 1 year old angle thi 30% water change Kiya tha aur usi water me filter bhi clean Kiya after 2 days 5 fishes one by one died ho gayi
Light name
Beamswork. From Amazon . Banane wale video mein link hai bhai