Sir agr property sale ki aur power of attorney di pr us seller ny agy property sale kr di registery me tu jo pehla seller tha us pr holding tax aur gain tax apply hoga ya 2 seller jis ko power of attorney di
Sir Assalam o alakum .sir ye poochna tha k 1 property m10 co sharers he wo apnay me se 1 aadmi ko 6 Marla land ka mukhtar aam day detay he aur wo us ko mukhtar aam ki base per sale Kar deta hay to kya us ko wo land sale karnay k liye patwari se fard bay lenay zaroori hay . because meray pass 1 registery hay us me registery Karwa Kar denay walay mukhtar aam Kay mukhtar aam Ka hawala document no bahi no jild no aur concerned sub registrar mention hay magar fard bay report no nahee Likha hova to kya wo registry valid aur sahee hay please guide me and reply me
a.o.a. My brother is out of country. Mjy General power of attorney bnvani hai. bhai ka ra hai, ky pakistan bhejny m mjy 50 sy 60000 lg jy gy. wo malta Europe m hai. is ka koi solution?
Bhai mera ek sawal hay... Suppose hum 3 bhai apnay ek bhai ko through general power of attorney, attorney bana dein... Phir wo bhai kisi doosray bnday ko apna attorney banaein through special power of attorney tho wo bnda hamaray 2 bhaiyon ka bhi attorney hogya?
power of attorney SIRF principle aur agent kay darmiyan hota hai. Ap ko chahiyah app kud apni power of attorney document main apnay bhai kay saat us banday ka naam darg karin kay special circumstances mai agar bhai present nai tu woh banda authorize hai.
Very good information
very informative
جزاک اللہ خیر
Thanks 👍 so beautiful video
Nice
Sir GPA property holder can be gift without principal consent. Please reply
Kia general power of attorney gift dead kar Sakta ha,to his father
Sir informative video.
Thanks
Sir kia mas yaa baap upny beety ya beti ko irrevocable power of attorney dee sukty hee or ye attorney principles ke moot ke baad be valid ho gaa
Sir agr property sale ki aur power of attorney di pr us seller ny agy property sale kr di registery me tu jo pehla seller tha us pr holding tax aur gain tax apply hoga ya 2 seller jis ko power of attorney di
Sir agar agent ka inteqal hojaye tau phir is ke property is ke legal hiers ko kaise transfer hogi ?
Sir , karachi development authority k under area flat ka agr general power of attorney banana ho most urgent tou kitne time period me ban Jata hai ?
Sir mera ek sawal hein is main knsa suit tha declaration ya specific performance tha
Sir ki blood relationship m mukhtiar nama kse apne ko de skta he aur wo apne blood relationships kse Bhai ko ya apne name kr skta he property?
Sir Assalam o alakum .sir ye poochna tha k 1 property m10 co sharers he wo apnay me se 1 aadmi ko 6 Marla land ka mukhtar aam day detay he aur wo us ko mukhtar aam ki base per sale Kar deta hay to kya us ko wo land sale karnay k liye patwari se fard bay lenay zaroori hay . because meray pass 1 registery hay us me registery Karwa Kar denay walay mukhtar aam Kay mukhtar aam Ka hawala document no bahi no jild no aur concerned sub registrar mention hay magar fard bay report no nahee Likha hova to kya wo registry valid aur sahee hay please guide me and reply me
Sir kya provincial government land ya state land ka general power of attorney ban gya ho and register bhi ho gya ho to ye legal ho ga?
Excellent informative video
Jis k nam pr Irrevocable General Power of Attorney ho woh apne nam pr Sale deed krwa skta he?
a.o.a. My brother is out of country. Mjy General power of attorney bnvani hai. bhai ka ra hai, ky pakistan bhejny m mjy 50 sy 60000 lg jy gy. wo malta Europe m hai. is ka koi solution?
سر کیا یہ قوانین انڈین کشمیر میں بھی لاگو ہیں
Bhai mera ek sawal hay... Suppose hum 3 bhai apnay ek bhai ko through general power of attorney, attorney bana dein... Phir wo bhai kisi doosray bnday ko apna attorney banaein through special power of attorney tho wo bnda hamaray 2 bhaiyon ka bhi attorney hogya?
power of attorney SIRF principle aur agent kay darmiyan hota hai. Ap ko chahiyah app kud apni power of attorney document main apnay bhai kay saat us banday ka naam darg karin kay special circumstances mai agar bhai present nai tu woh banda authorize hai.
Nice sir
A Owner sale land to B after that A owner took this land back then the A owner gave Mukhtar Nama to C
Then How C transfer this land on his name