Hunter 350CC ka 17 inch Alloy wheels set| Kar diya INTERCEPTOR 650CC mai installation|DAMODS

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 ноя 2024

Комментарии • 49

  • @RohanWildlife
    @RohanWildlife Месяц назад +2

    Speedometer sensor lgne me ky ky issu aya or kese lagaya bo b bta do

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +2

      @@RohanWildlife koe bhi dekhat nhi aay ga bhaiya

    • @RohanWildlife
      @RohanWildlife Месяц назад +1

      @@pankajre222 direct fix ho gya simple ..? speedometer sensor

  • @vikashbarnwal
    @vikashbarnwal Месяц назад

    Kya knowledge diya bhaiya isliye bolte hai sahi Mistri apka paisa save karta hai na ki waste

  • @amitsalvi827
    @amitsalvi827 Месяц назад +1

    Bhai reborn classic ke liye konsa handlebar lagana chahiye my height is5.6 need more comfort. Meteor ka handlebar lagalu

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +1

      @@amitsalvi827 meteor 350CC Uska Bhi check kar lo bhaiya Achcha hai

    • @amitsalvi827
      @amitsalvi827 Месяц назад

      @@pankajre222 thank you

  • @ashishpcet
    @ashishpcet Месяц назад +1

    Bhai budget batao.. fornt aur rear wheel set up karne mai kitna lagega ?

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@ashishpcet whatsapp number de hai bhaiya uspe contact karo

  • @bharatpatelpatel9364
    @bharatpatelpatel9364 Месяц назад

    Pankaj bhai 👌👌👍👍

  • @loneman813
    @loneman813 Месяц назад +1

    Gt650 me super meteor ka front suspension ke usd fork laga sakte hai kya ??

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@loneman813 lag jayga bhaiya

    • @loneman813
      @loneman813 Месяц назад

      @@pankajre222 koi modifications karna padega ya fir direct fit hoga ??

  • @PANAV_CHAUDHARY
    @PANAV_CHAUDHARY Месяц назад +1

    Bhaiya Guerrilla 450 alloy wheel fit Ho Jayega GT 650 May rear wala

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +2

      @@PANAV_CHAUDHARY ho jayga par bhut Sar uski upar Kam karne hoga

  • @IndianBoy-ghost
    @IndianBoy-ghost Месяц назад

    Pankaj bhai ek help kardo yaar. Mene dash cam mangaya. Lekin connnection me pata nahi chal raha. Super meteor 650 2024 model me ACC wire connection kaha karna hey. Positive and nagative terminal join but acc line nahi mil Rahi.. idea dedo yaar. Puro bike kholkr betha hu...

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@IndianBoy-ghost Agar bhaiya aapko accessories wala coupler Nahin mil raha hai na to aap ignition lock se bhi Laga sakte ho Koi dikkat Nahin hota hai

    • @IndianBoy-ghost
      @IndianBoy-ghost Месяц назад

      @@pankajre222 bhaiya lekin battery connection sath wire chota hey... To wahi kahi lagega .. mene acc wala coupler dekha. Per usko open Kiya to koi yellow type greese jesa tha usme and 3 pin thi dono side ke couple male female me , to single wire kisme join Karu.. for coupler kese close hoga...

    • @IndianBoy-ghost
      @IndianBoy-ghost Месяц назад

      Acc coupler mil gaya . Usme yello colour ka kuch greese jesa hey. Usme 3 point hey kha pe join Karu.

  • @AkashPaul-ql1fu
    @AkashPaul-ql1fu Месяц назад +1

    Speed sensor ka adapter dikhaya nahi. Main toh kolkata mein rehta hu , yeh conversion kaise karenge ? Ap speed sensor aur disc plate ka adaptor bhej sakte ho?

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@AkashPaul-ql1fu yes bro mil jayga

  • @shreyanshkathait7507
    @shreyanshkathait7507 Месяц назад

    Front wheel adaptor kaha se milega pakaj bhai?

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@shreyanshkathait7507 mera pass hi mileage aap ko keu hamne custom karvaya hai

    • @shreyanshkathait7507
      @shreyanshkathait7507 Месяц назад

      @@pankajre222 hum order kar sakte h? Out of Delhi other state m?

  • @gurmeetVlog12
    @gurmeetVlog12 Месяц назад

    Bhai himalayan 450 mai alloywel wala video dalo konshi alloy

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@gurmeetVlog12 bhai Himalayan 450cc mai koe bhi Alloy wheels nhi lagta hai Kyunki vah ADB bike hai aap apne stock Bil ko hi tubeless conversion Karva Lo

  • @Vinay_sonal_0116
    @Vinay_sonal_0116 Месяц назад

    Pankaj bhai mere apache 200 me usd fork or guerrilla k alloy..
    Or rear me guerrilla ka swing arm or alloy
    Ye dono install ho jayega. Or prices kitna lgega total me

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +1

      @@Vinay_sonal_0116 ho jayga bhaiya

  • @Kundanzzz
    @Kundanzzz Месяц назад

    Adapter aur speed sensor ka jugaad ka price kya hai??

  • @siddharthchauhan3007
    @siddharthchauhan3007 Месяц назад

    Pankaj bhai mere pas interceptor 650 hi hai....mene usme back me to same setup krvaya hua hai,front ka alloy dalne ke liye apke pas ana hai,kese contact karu apko

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +1

      @@siddharthchauhan3007 mil jayga bhaiya Alloy bhi

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +1

      @@siddharthchauhan3007 contact number description box hai

    • @siddharthchauhan3007
      @siddharthchauhan3007 Месяц назад

      @@pankajre222 ok thanks pankaj bhai😊

  • @Gondriman
    @Gondriman Месяц назад

    Bolt ke ched bade karne ke baad disk wheel me material kuch kam dikh raha he . Kahi ompromise naa ho jaye safety se

  • @kcnanand
    @kcnanand Месяц назад +1

    Hunter aur Interceptor ke alloy wheels ka price me jyada faraq hai kya???

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад +1

      @@kcnanand nhi bhaiya interceptor 16500 ka hai hunter 350CC 18100 ka hai

    • @akashdeeppuri1726
      @akashdeeppuri1726 Месяц назад +1

      Pankaj bhai ne kiya hai to badhiya hi hoga..

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@akashdeeppuri1726 Thanks you bhaiya

    • @kcnanand
      @kcnanand Месяц назад

      @@pankajre222 my question is jab interceptor ka alloy is cheaper why fit hunter ka alloy. Tyres available hai interceptor ke liye bohuth model

    • @yatishvasa3560
      @yatishvasa3560 Месяц назад +1

      Arey bhaiyya speedometer ka kya kiya????

  • @dualbarrrel
    @dualbarrrel Месяц назад

    Bhai aapse contact kese kru?

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@dualbarrrel Description box contact number & whatsapp number hai

  • @albinsaju505
    @albinsaju505 27 дней назад

    Rear alloy rate

    • @pankajre222
      @pankajre222  27 дней назад

      @@albinsaju505 9000 ka hai bhaiya

  • @chinmaypanda023
    @chinmaypanda023 Месяц назад

    Modification se pehle weight aur torque ka khyaal nahin aaya ?? Interceptor toh Hunter se zyada bhaari hai aur zyada torque banaati hai. Toh itna torque rear wheel jhel nahin paayega aur wheel failure ho jaayega. Aur front bhi failure hoga kyunki wo 350 cc ke liye designed hai, naa ki 650 cc ke liye. Jo chiz jiske liye designed hai usi ke liye use karna chahiye.
    Iss se acha naye waale interceptor ke original alloys lagaa dete. NCR Motorcycles ke Rammy bhai ko follow karo, sab samajh mein aa jaayega. Wo bhi aapke tarah ek technician hain, par aapse zyada knowledge rakhte hain.

  • @nirmaldhanik7966
    @nirmaldhanik7966 Месяц назад

    Jb 650cc ke liye company ab alloy provide kr rhi hai toh hunter ka alloy q lagaya, hunter ke alloy uss bike ke specs ke hisab se design h na ki 650cc ke liye......temp mods h toh theek h but not for long run

    • @pankajre222
      @pankajre222  Месяц назад

      @@nirmaldhanik7966 Bike ka hight thoda sa kam ho jaega Jo Bike ka gear ratio Hai vah bhi badh Jaega Jo bike pahle top speed Jyada Ho Jaati Hai