Jazak Allah app bohat umda kam ker rahy hay, meri Dua hay Allah Pak app ko is say be zyada ki tofeeq dain, or app is umat key logoo ki Rehnami Quran or Ahdees ki sourat mey ker rahy hay.
Ha shi kaha aapne me aise logo ko janti hu jo kisi bewa yatim ko zaqat dilwa dete he phir un ko kucu rup rakhne ki keh kr baki nazrana keh kr le lete h
Ali bhae aapny faqeer or miskeen ki ulat define kiya hy faqeer mangta hy jb k miskeen hota to mustahiq hy pwr sawal nahe krta agr mind na karain to zara dobara ghor kr leejeega
Bhai meri wife k chacha bht ghareeb hain 1 room hai bus baaki Sari khuli jaga ha hum soch rhy hain zakaat se unko 1 room or wash room banwa dein kia ye zakat qabool ho jaye gi ? Looking forward to hearing from you soon JazakAllah
Aap ny kha ksi ka quarz utaar sakty hain . Ager ksi ko aap ny quarz deya ho aur wo us ko uttarny ke sakat na rakhta ho tu apna ushar qaarz ke mad main adda kr sakty hain?
Mashallah, excellent, Ali bhai I am from Bangladesh, can I ask a question about jakat? Can I pay full jakat money to my poor brother , like my jakat fifty thousand , this fifty thousand can i pay to my poor brother ?
Ali bhai Zakat jis ko de jae us ko malik banana zarori hai un paiso ka,Jo hum ne suna hai magar yahan ap kah rahe hai k musafir ko na dean conductor ko den to phir musafir to us ka malik na bana
JazakALLAH. Ek baat smjh nahi ayi. Ap ne kaha k mannat maani hui ho aur insan fout ho jaye to aulaad poori kare. Agar wo insaan sahib e aulaad na ho to kya biwi ya behen bhai uski mannat poori kar skte hain?
Assalamualikum Ali bhai kia zakat ko jama karke rakh sakte h ya hath ke hath dena zaruri h jese humne ek sal ki zakat jama kar li is niyat se ki kisi ki zarurat puri ho je yani shadi wagera yani sab doston ne apne apne ghar ki zakat de or collect kar lia or fir agle sall ki zakat bhi collect kar li to pehle zakat pe bhi zakat deni hogi ya jo present Mai usi ki deni hogi plzz zarur bata den. Khuda Hafiz
I have a question. Hmara ek customer hai jo bank corrupt ho gya hai. Usne hmare pese b dene hain or de nahi paa raha. To kia wo pese zakat me kat sakte hain?
Bhai wo students se esliye gift ke taur pe lete hain... kiue ki madarse mai bahut se sayyad students padhte hai. Aur sayyad par zakaat nahi hai. Esliye wo us zakat ke paise ko gair sayyd students ko de kar malik bana dete hai. Fir wo paisa as a gift hadiya ke taur par madarse ko de deta hai. Ab hadiya ka paisa sayyad students par bhi use ho sakta hai.
Sir ye bataain aaj kal pakistan main lakh rupee ki okaat kya he? Ye 52.5 tola chaandi ki amount kab barhaai jaay gi k zakat k mustahiq us criteria main aa sakain.. lakh to gareeb ki kameti se b nikal e aata he jis main aaj kal kuch b nai hota
If a wife can't give zakat to his husband then why Hazrat Zainab RA was granted permission by Nabi SAW when she went to ask him to give her zakat to his Husband Hazrat Abdullah Bin Masood RA?
Asslamualaikum...please Fqeer aur Miskeen me fark btaen...aapne bola hai Faqeer wo jo Hajat Samne na rkhta ho aur Miskeen wo Jisko Pahchanna padta hai...ye aap opposite to n bol gye hn please Durust kr k btaen.
2ndly ye bataain 1 bandy k paas 2cr ki gari he 20cr ka ghar he ameer aadmi he us pe zakaqt wajib nai he us 22cr pe agar wo use kar raha he. Dusri taraf 1 orat k galy main 1 tola chain he or (kuch paise) hain us gold chain pe zakat faraz he q k 1 tola chain 52.5 tola silver se mehngi par gai. jab k wo orat bohot gareeb he... is baary main b rehnumaai karain
Hospitals 🏥 main Jo zakati or falahi yani foundations proper chal ry hain kiya wahan per b hum dy skty hain zakat ?? Kisi Ki jaan Bach skti h medicine mil skti. H unko us paison say ?
10 student ko 10-10 hazar rupya dekar malik bana diya to unki marzi ke khilaaf jo ab ye paisa naderse ke kharch mein lagaoge to ye dhoka hai Allah Taala kaise iski ijzat deta hai
No, you are wrong, a women can give zakat to her Husband as she is not responsible to support the family members. This duty of the head of the family I mean Husband.
Salute to u sir...
Watching from kashmir (dispute territory)
Engineer Muhammad Ali Mirza zindabad 🏴❤️👑☪️👆
Ali Bhai ....Masha Allah .... good explain
Ma sha Allah and jazakulla brother
Jazak Allaahu khayran Ali bhai
Maa shaa Allah
Jazaak Allah Khair Ali Bhai 🙏🌹
Jazak Allah app bohat umda kam ker rahy hay, meri Dua hay Allah Pak app ko is say be zyada ki tofeeq dain, or app is umat key logoo ki Rehnami Quran or Ahdees ki sourat mey ker rahy hay.
Ma sha Allah ali bahi.....👍🌹❣
Great Explanation Sir!
💯 feesad mujadad ali bhai....👍🌹❣
Jazakallahu khaira
Allah pak ali bhai ko lambi umar or sahat wali zindgi day....amieen...🤲🌹❣
Sir you are great 👌👌👌
Stay blessed..
ap ka programe both both
ماشاءاللہ
Ha shi kaha aapne me aise logo ko janti hu jo kisi bewa yatim ko zaqat dilwa dete he phir un ko kucu rup rakhne ki keh kr baki nazrana keh kr le lete h
Thank you sir..
Zabrdst
Ali bhae aapny faqeer or miskeen ki ulat define kiya hy faqeer mangta hy jb k miskeen hota to mustahiq hy pwr sawal nahe krta agr mind na karain to zara dobara ghor kr leejeega
Jee sahi kaha aapne. JazaakAllahu khairan.
Bhai meri wife k chacha bht ghareeb hain 1 room hai bus baaki Sari khuli jaga ha hum soch rhy hain zakaat se unko 1 room or wash room banwa dein kia ye zakat qabool ho jaye gi ? Looking forward to hearing from you soon JazakAllah
Aap ny kha ksi ka quarz utaar sakty hain .
Ager ksi ko aap ny quarz deya ho aur wo us ko uttarny ke sakat na rakhta ho tu apna ushar qaarz ke mad main adda kr sakty hain?
Mashallah, excellent, Ali bhai I am from Bangladesh, can I ask a question about jakat? Can I pay full jakat money to my poor brother , like my jakat fifty thousand , this fifty thousand can i pay to my poor brother ?
G dy skty pori video SUNY bta rhy hyn
Yes
Itny achy bian k baad
Molvi sb ny End py Ja k apni asleat Zahir kr hi di
Kea barozgar nojawan ko nikah k leay zakat dy sakty hn
agr koi bta saky to btae agr koi zameen rant pe le kr kashat kare to phr kitna ushar dena chahye
Heela kia ha?
Fiaz sialkot
Ali bhy kia hum zakat apna (ghareeb rishta daroon) ka bachon children ki shadi par ada kar sakta hain ?
assalaam alaikum brother of islam shall i not ask you a question ... to whom shall we give zakat ?
Ali bhai Zakat jis ko de jae us ko malik banana zarori hai un paiso ka,Jo hum ne suna hai magar yahan ap kah rahe hai k musafir ko na dean conductor ko den to phir musafir to us ka malik na bana
Sir zindagi mai bohat dhuk ho to kya kerna chayaa please
apne se zyada dukh me mubtala logon ko dekh kar Allah ka shukar ada karo
18 January 2024....💚
99, 285 views......💜
2.61M subscribers.....💙
Ali bhai kia main zakat k paisy apny bhen bhaio ko eid ki shopping k lea dy skta hu. ? Ya asa edi
Zakaat k paison sy school main wazo khana bnwa skty hain
Kya zakat ki raqam se building bnai ja sakti ya kisi ghareeb ko ghar bna ke diya ja sakta he
Dy sakty hn
Zaqat Kia gareb relative ko bina bataiy diya ja sakta hai?
Fidya k bare m bhi bayan batain k kya apne behen ya bhai ko fidya de sakte h ya nhi please batain jazakallah kher kheran kaseera ameen summa ameen
As. JIS K BAAP NE SARI UMER NAMAZ NA PARHI HO WO TO BAAD MEIN KAHAY GA BAI ABA BARA MEHNGA PAYAI.
JazakALLAH.
Ek baat smjh nahi ayi. Ap ne kaha k mannat maani hui ho aur insan fout ho jaye to aulaad poori kare. Agar wo insaan sahib e aulaad na ho to kya biwi ya behen bhai uski mannat poori kar skte hain?
G kar saktay hen eskay leay reshtay ke qaid nahi
Taleem hasil karny k leye zakat ka istemaal jaiz hai ya ni
کیا بدعتی شخص اور دھاگے تعویذ پہنے والوں کو زکوٰۃ دے سکتے ہیں؟
No
Bhai plz Ali Bhai Ka nmbr chaye
Bhai ye vasool kon karrahehai ali saab.
Assalamo alikum mene pochna tha ke Allah ki nam par nikala hie pese kis ko denzarori he
Asalam.o.Alikum Bhai ap kis fiqe se taqul Rakhte hain?
Agha Tahir Ali
Bs hmlog isi me bat kr rah jayenge.. hadith aur quran pr amal nahi krte
Islam aur aap??
Assalamualikum Ali bhai kia zakat ko jama karke rakh sakte h ya hath ke hath dena zaruri h jese humne ek sal ki zakat jama kar li is niyat se ki kisi ki zarurat puri ho je yani shadi wagera yani sab doston ne apne apne ghar ki zakat de or collect kar lia or fir agle sall ki zakat bhi collect kar li to pehle zakat pe bhi zakat deni hogi ya jo present Mai usi ki deni hogi plzz zarur bata den. Khuda Hafiz
Can I pay zakat to pay off my father's debit? Kindly clarify with some sahee Hadees
I have a question.
Hmara ek customer hai jo bank corrupt ho gya hai. Usne hmare pese b dene hain or de nahi paa raha. To kia wo pese zakat me kat sakte hain?
Zakat bta k dain ya baghiar btai dain
Jis k pas 1 tola sona ho us ko zakat dy sakty hain
Assalamualaikum
Kya mai zakat ke paiso se raasta(road) bana sakte hai kya, jo ghar ke samne hai logo ka aana jana hai
G bilkul banwa skty hain road. Alah apko tufiq or ajr dy.
Ali bhai agr koi ger muslim bohat ziyda zarortamand ho to usko zakat dekar uski madad kar sakte hai
Sadqa dy do us ko
Bhai wo students se esliye gift ke taur pe lete hain... kiue ki madarse mai bahut se sayyad students padhte hai. Aur sayyad par zakaat nahi hai. Esliye wo us zakat ke paise ko gair sayyd students ko de kar malik bana dete hai. Fir wo paisa as a gift hadiya ke taur par madarse ko de deta hai. Ab hadiya ka paisa sayyad students par bhi use ho sakta hai.
kaam wali ko zakat de skte han?
Kya Madrasay Kay teacher ko ju Quran parhta hu ussay Zakat de sakte hein pay Kay tour per?
G dy skty hain ap mdrssy k intzami ko dy dy or wo teacher ko tnkhwa dydy. Khwa wo teacher school ka hi ho.
ذاتی گهر نهی هی شوهر کار بار بلکل نهی سونا هی ذکات جایز هی کی نهی
engineer saheb ab abi bachey hain
Kia 1 maldar beti gareeb mekroz baap ko zkat dy skti h?
Nahi
No, but you can help him generosly
Jo pese logon sa lene hon unpa b zakat ho gi?
Sir ye bataain aaj kal pakistan main lakh rupee ki okaat kya he? Ye 52.5 tola chaandi ki amount kab barhaai jaay gi k zakat k mustahiq us criteria main aa sakain.. lakh to gareeb ki kameti se b nikal e aata he jis main aaj kal kuch b nai hota
Kia zakaat kisi ko inform kiye bagaire dy sakty ?
Ha de sakte chupke se.. hadiya
bolkar ..... Gift bolkar ....tohfa bolkar... Par zakat fraj hai to de❤
Kia kisi bemaar ka ilaaj kra sktay hien..
Ha
If a wife can't give zakat to his husband then why Hazrat Zainab RA was granted permission by Nabi SAW when she went to ask him to give her zakat to his Husband Hazrat Abdullah Bin Masood RA?
Mirza Saab ma mazoor ho or ma zaiyda tr km ni kr sakta mere pass kuch pesy 8 10 lkh ky muje be zakiat Deni Chi???
Tik tok py iska celp chara Dy koy
Asslamualaikum...please Fqeer aur Miskeen me fark btaen...aapne bola hai Faqeer wo jo Hajat Samne na rkhta ho aur Miskeen wo Jisko Pahchanna padta hai...ye aap opposite to n bol gye hn please Durust kr k btaen.
Ji ha yaha unse mistake hui..
Meray husband ki 18 March, 2019 ko death hogaee. Kia meray Bhai, behen, bhabhiyan, jeth devar etc mujhay zakat de saktay hein?
Yes dey sakty ha
Ali bhai faqeer aur miskin vice versa ho gaya.
2ndly ye bataain 1 bandy k paas 2cr ki gari he 20cr ka ghar he ameer aadmi he us pe zakaqt wajib nai he us 22cr pe agar wo use kar raha he. Dusri taraf 1 orat k galy main 1 tola chain he or (kuch paise) hain us gold chain pe zakat faraz he q k 1 tola chain 52.5 tola silver se mehngi par gai. jab k wo orat bohot gareeb he... is baary main b rehnumaai karain
Hospitals 🏥 main Jo zakati or falahi yani foundations proper chal ry hain kiya wahan per b hum dy skty hain zakat ??
Kisi Ki jaan Bach skti h medicine mil skti. H unko us paison say ?
G kisi ki jan bchany ka bra ajr hy.
10 student ko 10-10 hazar rupya dekar malik bana diya to unki marzi ke khilaaf jo ab ye paisa naderse ke kharch mein lagaoge to ye dhoka hai Allah Taala kaise iski ijzat deta hai
Kiya parents ko zakat day sakty jb wo mushkil mai ho koi qerz dena ho unho ny to?
You cannot give zakat to parents, children and spouse
Assalamualikum..parents ko Zakat paise nahidesakte...asal paisemese Dena behtar hai...insha allah asal paisemese deneki koshish kare
Agar maqrooz Kay pass Ghar hai, phir bhi zakaat di ja sakti hai
Kya Diamond or Platinum jewellery pr zakat Diya jata hai??
Ha
شوهر کا کوی کام نهی هی کیا کرو زکات هوگا یانهی
Faqeer manga hai ,, Miskeen Maangta nahi ....Ok...Ulta bol rahe hain janab aap....
Farz zakaat sirf musalman ko dena hai iski aapne koi daleel nai di hadees ya quraan se esa kyu please iske baare me bataye .
پلیز باکل سمجتی نهی هو کیو که می سونا یا پیسه گهر بنانی کلی جمع کرتی هو می خود پالر کی کام کرتی هو
No, you are wrong, a women can give zakat to her Husband as she is not responsible to support the family members. This duty of the head of the family I mean Husband.
U are wrong
any hadees or reference?
Assalamu alaikum,
Biwi apne shohar ko zakat de sakti hai. Ahadees se sabut hai. Sahi bukhari 1466 in islam360. Haan shohar zakat ka mustahiq hona chahiye
Bhai is hadees mai sadqa ki baat hai zakat ki nahi
Q JHUT BOL RAHE HE AUR PURI QAUM KO GUMRAHA KAR RAHE HE EH NAMAZ WALA MASLA KE FIDYA ........... JHUTO PAR ALLAH KI LANAT HE
namazo ke fidye wali baat galat hai engineer saheb
Kaise? Aise tou paise Walay namaz hi na parhain bus Fidya hi de lain.
Ye jo Hanfi ka Treeqa btaya Molana sb ny Srasar Jhoot hy Mera Hanfeon k madaris k saath 10 Saal wasta rha aisa kuch bhi nhi hota sb jhoot hy
پلیز یہ دائیوں والی مثال نہ دیا کریں
Pukara aur miskin ka matlab ulta samjhaya gaya hai
Ali mirza ne faqeer or miskeen ki tashreeh galat ki hay jo ke bahut bari galti hay
Fakir our miskeen ke he tarif galat ker diya dajjal ne
Yah Maulvi Sahab Apne Hi musalmanon Ko Badnaam karne mein Laga ha
Bakwas karta hai yaar namaj gift ho raha hai
Bakwas karta hai yaar namaj gift ho raha hai