Engineer Muhammad Ali Mirza Mardood ki Haqeeqat - Shaikh Tauseef ur Rehman

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • Ali Mirza ki jhooti bakwasaat ke jawaab ke liye iss article pe click karain: www.systemofli...
    Engineer Muhammad Ali Mirza Mardood ki Haqeeqat - Shaikh Tauseef ur Rehman
    www.systemoflif...
    www.islamqa.info
    www.imamtirmazi...

Комментарии • 7

  • @SaifKhan-ko5np
    @SaifKhan-ko5np 6 лет назад +205

    We love all sahbha karim

  • @SaifKhan-ko5np
    @SaifKhan-ko5np 6 лет назад +81

    Nice allah ap ko jazi khr ata kr daye

  • @LifewithAllah
    @LifewithAllah 7 лет назад +95

    A) SYEDNA MUAAWIYAH RADHI ALLAHU ANHO KE LIYE JANNAT KI BASHAARAT: Nabi sal Allahu aleyhi wasallam ne farmaaya: " Meri Ummat ka Pehla Lashkar Jo Samundar mei Jihaad karega, Unke liye (Jannat) Waajib hochuki hai. [Sahi Al Bukhari: 2924]
    Iss lashkar mei Ameer e Muaawiyah Radhi Allahu anho shaamil thay [Sahi Al Bukhari Kitaab ul Jihad Vol 8 Hadith 2799 & 2800]
    Ye Jihad Ameer e Muaawiyah radhi Allahu anho (ki khilaafat) ke zamaanay mei hua. [Sahi Al Bukhari hadeeth 6282 & 6283]

  • @LifewithAllah
    @LifewithAllah 7 лет назад +84

    C) KUCH MAZEED
    1) Ibn Abbas radhi Allahu anho ne Muaawiyah ke baaray mei farmaya:
    "إِنَّهُ فَقِيهٌ"
    Bay Shak Wo Faqeeh hain
    [Sahih Al Bukhari 3765]
    2) Ibn Abbas radhi Allahu ne 2 tok alfaaz mei Muaawiyah radhi Allahu anho ke baaray mei gawahi dee:
    "وَكَانَ يَكْتُبُ الْوَحْيَ"
    "Wo Kaatib ul Wahy thay"
    [Dalaail AAl Nabuwwah jild 6 page 243, Shaikh Albani ne isko sahih aur shaikh Zubair Ali Zai ne Hasan qaraar diya Majalla Al hadith number 29 page 59]
    3) Muaawiyah radhi Allahu ki nabi sal Allahu Aleyhi wasallam se shadeed muhabbat ka izhaar iss hadees se khoob hosakta hai. Umme Alqama se riwayat hai ki Muaawiyah radhi Allahu anho madeena tashreef laye tu unho ne hazrat aisha radhi Allahu anha se Rasool Allah sal Allahu aleyhi wasallam ki Chaadar aur Baal maanga. Muaawiya radhi Allahu anho ne Chaadar orrh lee, nabi sal Allahu aleyhi wasallam ke baal ko paani mei Dabo ker piya aur apne jism pe bhi daala. [Tareekh Damishq 62/106 and chain is Hasan as Shaykh Zubair Ali Zai said in Majallah Al Hadith no: 29 page 60]
    Mazeed tafseelaat iss video mei:
    ruclips.net/video/gQkNESKE4wk/видео.html
    Allah taala hum sub ko hidayat de. Ameen.

  • @zeeshimughal4835
    @zeeshimughal4835 6 лет назад +64

    SubhanAllah

  • @IslaminUrdu
    @IslaminUrdu  7 лет назад +19

    Muaawiyah razi Allahu Anho pe zabardast Article zaroor parrhain. Yaha click keejye: www.systemoflife.com/articles/refutation/166-virtues-of-muawiyah-ra