As salaam alay kum wa Rehmatullahi wa barkatuhu agar baap ka inteqal ho gaya hai ghar baap ke naam per tha aur bhai us ghar mei reh rahe tho bhi unko hissa dena hai ya jab agar wo sirf sell karne ka irada kare tho hissa dena hai.Aur ma ke naam par ghar hai tho bhi usmein sab beto aur betiyo ka hissa hai ya fir woh jisse dena chahiye.
Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu aap say mara sawal hai meri bahu apni beti ko hifz karray mager wo bachi jis ki omer 9 saal hai or wo baal boy cutting karratay bikul chotay baal..kia yai sahi hai... Aap meray sawal ka jawab day..please..
If parents give away the only house thy have to one daughter in thr lifetime n not to other daughter n sons , is this correct. Plz reply Jazakumullahu khairan.
Aoa sir ek sawal bohat e zarori hy me married hun apny shohar k sath apni country sy bahir rehti hun hmary halat bohat khrab hain Me apny husband sy keh rhi hun k bachun ko or mje apni country wapis bhej den but mry husband maan nai rhy aisy me shohar sy zid krna kia nafarmani me ata hy Mra husband sy zid krna jaiz hy pls must reply
Maa baap ka kaam tha marne se pehle beti ko apne jaydat se hissa dede.. Varna maa baap ke marne ke baad bhai kon deta hai aaj tak hamne nahi dekha maa baap ka kaam hai unki hayati me hissa dede beti ko..
Bhai 1 aungli bhar jameen ka hissa maaf nhi krta,, hr koi yahi ummid kiye huwe h ki bahan ko hissa bhi na de Or O bhaiyon ko maaf kr de, maito kbhi bhi maaf nhi krungi jo mera hissa marega
Baap ki jindagi me bete ka intekal ho jane pr kya uski aulad ka koi hissa nhi hai Chahe uski aulad beta ho ya beti Or agar nhi hai to uski aulad kahan jae? Is pe ak video jarur bnae please
Mashallah shaikh bahot khub Allah app ko salamat rakkhe ameen
JazakAllah🇰🇪
As salaam alay kum wa Rehmatullahi wa barkatuhu agar baap ka inteqal ho gaya hai ghar baap ke naam per tha aur bhai us ghar mei reh rahe tho bhi unko hissa dena hai ya jab agar wo sirf sell karne ka irada kare tho hissa dena hai.Aur ma ke naam par ghar hai tho bhi usmein sab beto aur betiyo ka hissa hai ya fir woh jisse dena chahiye.
Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu aap say mara sawal hai meri bahu apni beti ko hifz karray mager wo bachi jis ki omer 9 saal hai or wo baal boy cutting karratay bikul chotay baal..kia yai sahi hai...
Aap meray sawal ka jawab day..please..
Assalamualaikum sir
If parents give away the only house thy have to one daughter in thr lifetime n not to other daughter n sons , is this correct.
Plz reply
Jazakumullahu khairan.
Aoa sir ek sawal bohat e zarori hy me married hun apny shohar k sath apni country sy bahir rehti hun hmary halat bohat khrab hain
Me apny husband sy keh rhi hun k bachun ko or mje apni country wapis bhej den but mry husband maan nai rhy aisy me shohar sy zid krna kia nafarmani me ata hy
Mra husband sy zid krna jaiz hy pls must reply
👍
Lekin will to bana sakte hain na
Sunkar bhi mard log ignore kr deta h,,, koi fark padta hi nhi h hamare mulk ke muslmano ko
Agar bahan maaf kar de to
@@YasmeenqureshiSalim-gp6ob kabhi bhai maaf nahi karte . Behen hi hamesha kyu kare
Bahut jadah chalak ho Bhai,, apna hissa chor deng agar bhai log hissa na de to
@@tahaishrat4510 bhai kya kehna chahte ho saaf saaf kaho, na likh pao to kisi aur se likhwa lo
Maa baap ka kaam tha marne se pehle beti ko apne jaydat se hissa dede.. Varna maa baap ke marne ke baad bhai kon deta hai aaj tak hamne nahi dekha maa baap ka kaam hai unki hayati me hissa dede beti ko..
Hisse ke braber ager dahej de diya ho to phir v hissa Dena jaruri h
Dahej Gift hota hai miraas nahi...
Miraas toe dena Padegi
Kya sawaal hai bhai 😂😂
@@mohammedkhan6277 Bhai U.P DELHI mein yehi karte Aksar Log
Hello 👋🤩
Agr behne khud mna dr den hissa lene ko tb bhi dena zaruri h kya
Behen k Hawale karna Padega hissa
Fir Chahe wo Apni Marzi se kisi ko bhi de de
Bohut khoob 😂😂 sawaal kahin aap hi wo bahen to nahi 😂😂
Bhai 1 aungli bhar jameen ka hissa maaf nhi krta,, hr koi yahi ummid kiye huwe h ki bahan ko hissa bhi na de Or O bhaiyon ko maaf kr de, maito kbhi bhi maaf nhi krungi jo mera hissa marega
@@tahaishrat4510 aapka kitna hissa hai count kiya hai ?
@@mohammedkhan6277 jitna Allah ne mukarar kiya h,,, apni bahan ko hissa dene me taklif ho rhi bhai
Baap ki jindagi me bete ka intekal ho jane pr kya uski aulad ka koi hissa nhi hai
Chahe uski aulad beta ho ya beti
Or agar nhi hai to uski aulad kahan jae?
Is pe ak video jarur bnae please
Unki parwarish ki zimmedari hai dada ya Ghar ke guardians par jaise uncle phuphi etc . miras mein koi hissa nahi