Aapka ye video jitne bhi youtuber h un sbse best h... Aapne sari chize mix krke jo shandaar shampoo bnaya mene aaj tk nhi dekha... Aap ase videos or bnaye jo ekdm perfect ho👌🏻
@letstryandlearnarabic4409 My dear,,,,, shampoo base hi kisi had tk bacteria ko bnne se rokta he ,,, shelf life is ki 3 to 4 month tk he khrab nhi hota ,mn is ko personally use kri hon mera shampoo itne time aram se chl jata he ,,,,
@@homestylecookingwithmishaal assalamualaikum sister apsy ek bat pochni thi miny shampoo banaya hai sab sahi bana hai bus vo khuc din rakha rhy TU nechy beht jata hi yani nechy dark color or upar Sy halka color hojta hai esa keio hai
@MushammadHasnain Agar shampoo mein badboo nahi hai, aur skin par irritation nahi ho rahi, to wo theek hai. Lekin herbal particles agar properly mix nahi huye, to wo scalp par residue chhor sakte hain, jo dandruff jaisa lag sakta hai. Is liye shampoo ko har bar use se pehle ache se shake karna zaruri hai. hm JB herbals ka paani ready krtay hn to wo tb hi bohat thick hota he q k us mn jarri bootiyon k kuch particals b rh jate hn is Liya wo phir baad mn separate ho jate hn agr to hm bilkul paani type ka ready krn to (us ko pakatay huye ziyada thick na krn ) ye masla itna ziyada nhi hoga
@@homestylecookingwithmishaal nhi sister shampoo bhuot acha bana hai na koie smal hai ball bhuot achy hojaty hai Or miny TU hand belindar Sy achy Sy belend keya tha shampoo beas dalny k bad
@@HarissohailHaris-j6r hair wash krne se pehle achi tarah oiling krn yhi is ka hl he ,,,, bohat se logo ko herbal shampoo se ye masla hota he , is ka reason hr kisi k hairs r scalp 1 jesi nhi hoti ,,, dry hairs k liye best option oiling hi he
@@ReenaChauhan-t9r agr is shampoo k Left over ki baat ho rhi he k us se oil kese bn skta he to us ki video upload ki he aap channel ka visit krn apko wo video mil jaye gi
@@sundercreations5672 yes you can,,,, lekin is tarah ye phir herbal shampoo nhi rhe ga ,,, shampoo base b hmn is liye add krna parrti he k is se 1 to shampoo thick hota he r 2nd is se foam (jhagh) acha bnta he agr hm oiling b kte hn balon mn to ache se saaf ho jate hn hairs,,,,baki age aapki marzi 😊
@@sundercreations5672 Medicated shampoos, jaise ke Conaz (jo aam tor par antifungal agents jaise ketoconazole par mabni hoti hai), khaas medical purposes ke liye banayi jati hain. Inhein ghar ke bane hue herbal shampoos ke sath mix karna inki asar daari ko kam kar sakta hai ya phir dono ke ingredients ke darmiyan koi unwanted reaction ho sakta hai. Is liye medicated shampoo ko kisi aur cheez ke sath mix karna theek nahi, jab tak aap kisi dermatologist ya healthcare professional se mashwara na kar lein. Agar aap dono use karna chahte hain, toh aap alternate kar sakte hain - kuch dinon tak medicated shampoo aur kuch dinon tak herbal shampoo istemal kar lein.
Didi humne Amla reetha shikakai ka powder Rakha hai to kya ham usse shampoo banaa sakte hain hamare pass powder hai uska nahi usi se homemade shampoo ready kar sakte hain kya
@@UmarJoya-u6h aap shampoo base Amazon pe search krn wahan se mil jaye gi,,,agr ye possible nhi to phir bio amla shampoo mix kr ln,,,,ye option b nhi to phir apna koi b favorite shampoo Jo aap already use kr rhe hn wo add kr ln
No bilkul b nhi ,,, poison is k yellow liquid mn hota he aur is k jo sides mn kantay hote hn wo peel krte hn baki alovera ko jis tareeke se marzi use krn koi nuqsaan nhi hota
@@Master.Mind980 Shampoo base mein chemicals hotay hain, lekin side effects ka asar is baat par depend karta hai ke wo chemicals kaunse hain aur unki quality kya hai. Har shampoo base ke ingredients ko check karna aur apne skin type ke mutabiq use karna zaroori hai."
@@Master.Mind980 Aloe vera shampoo base Coconut oil-enriched shampoo base Shea butter-based moisturizing base Agar aap local lena chahti hain, to Reem ya Saif Care best hain, aur branded mein Himalaya Protein Base try karen
@@Master.Mind980 Reem Shampoo Base Yeh commonly available hai aur mild hoti hai. Aap ismein aloe vera gel ya coconut oil mix kar ke moisturizing effect barha sakti hain. Saif Care Shampoo Base Affordable aur harsh chemicals-free option hai. Dry aur curly hair ke liye achi moisturizing properties ke saath aati hai. Mundia Export Shampoo Base Yeh sulfate- aur paraben-free options mein se ek hai. Curly hair ke liye ideal hai, aur aap ismein essential oils add kar sakti hain.
@@janoduniya2790 g aap ise skip kr skte hn lekin shampoo phir aapko fridge mn rkhna prrhe ga q k room temperature pe sirf 15_20 theek rhe ga us k baad phir is mn se smell ana start ho jati he
@@noorain127 ohooo no,,,,ye to bohat menhgi li he aapne ,,AP Gujranwala ya phir lahore se pata krwati wahan sasti milti he ,,,,mn ne to 500 pr kg li thi Gujranwala se
@@FarahGamesideas nhi piyari behna wahan se nhi milta ,,,aapko shampoo base chemical wali shop se mile ga Jahan se fabric dye krne wale colors milte hn sabun surf r shampoo bnane ka raw material milta he wahan se mile ga
@@ayesharehman1274 dear unhen sb pta hota he wahan milta hi yehi sb Kuch he ,,,,, shampoo bnane ka sb samaan araam se mil jata he ,,,,,agr aapko mushkil ho rhi dhondhne mn to aap online buy kr ln daraz se
@@AsmaHassan-fz8wl in herbals ki apni 1 makhsoos smell hoti he wo completely khatm to nhi hoti Lekin is ko km kia ja skta he koi b fragrance add kr k ,,,apko chemical wali shop se Kisi b shampoo ki fragrance mil jaye gi aap wo add kr ln few drops
Aoa mene apki vedio dekh kar ye shampo banaya hai bikul aesi thick ness nhi hai es ki kya waja hai lazmi batay ga kya karo jo ye thick ho jae patla hai😊
Agr shampoo base na ho to aap us ki jagah thorra sa bio amla shampoo mix kr ln agr wo b na ho to aisay hi use krn r shampoo ko phir AP fridge mn rkhen,,,, oiling ki ho to apna regular shampoo Jo aap already use kr rhi us se hair wash krn q k is se balon mn lga hua oil ache se clean nhi hota
"Main India se nahi, Pakistan se hoon. So I don't have any idea,,,aap Apne aria ki kisi b local market se pata kr ln. Ya phir Amazon India,,,ya indiamart .com se b pata kr skti hn
Good hogya janab ye hui na baat mein bhi herbilist hon mashaAllah Ayurvedic course bhi kia huwa hai yar naturopathic and Ayurveda Mein chemical ka kiya kam hai @@homestylecookingwithmishaal
@@asmataijaz3490 3_4 month chl jata he aisay b lekin agr is se b lambe arsay k liye store krna chahte hn to phir aapko is mn kuch preservatives add krna parrhen ge
Sis hm n bh banaya par hmra shampoo liquid m hal nh ho rha tha jama jama ho gya plz sis guid kre hm s asi kia mistake hoi hmra shampoo thick nh hoa plz
@@bmemovieexplainer Jee haan, aap homemade herbal shampoo straightened hair pe use kar sakte hain, magar kuch cheezon ka khayal rakhna zaroori hai. Herbal shampoos aam tor par chemical-free hote hain, jo ke aapke baalon ke liye narm hotay hain. Lekin straightened hair ko damage hone se bachane ke liye aap ko aise herbal shampoo ka intekhab karna chahiye jo moisturizing ho aur frizz ko control kar sake, kyun ke chemical straightening se baalon ko nuksan ho sakta hai. Aapko sulfate-free aur nourishing ingredients walay shampoos ka istemal karna chahiye taake baalon ki hydration aur health barqarar rahe.
Aapka ye video jitne bhi youtuber h un sbse best h... Aapne sari chize mix krke jo shandaar shampoo bnaya mene aaj tk nhi dekha... Aap ase videos or bnaye jo ekdm perfect ho👌🏻
@@BapujiGurudev-q8j MN aapke khoobsurat alfaz r tareef k liye Dil se thanks krti hoon. Apki himmat afzai mere liye bohat qeemti he🤗
@@homestylecookingwithmishaalshampoo ko lmbay arsy k Liye safe krny k Liye kia dalna hai itni quentitty shampoo ki kitni dair tk chaly gi???
Long time k liyen is shampoo Jo kesy store Karen ?
Bht achi video Hy zabrdst ❤
@@ahadkhan9436 2 to 3 month to ase b khrab nhi hoga lekin agr isse b lambe arse k liye store krna chahte hn to different chemicals add krna honge
Bhut hi achy result hain is shampoo k mene b bnya hai aur use b kia amazing
Buhat imandari Sy ap ny btaya ha formula Allah Pak apko salamat rakhy❤❤❤🌹🌹🌹🌹
Aapki khubsurat baat ka bohat shukriya. ALLAH Ta'ala apko bhi hamesha apni hifazat mein rakhay aur har qadam pe apke saath ho. Ameen
Eski shelf life kitni h?
Uski shelf life kitni hai?@@homestylecookingwithmishaal
@@rahemanaeem6445 3 _4 month
Many bhe ap ki vedio dakh kar shampoo banaya ..bohat hi acha bana or ball so silky..
@@Mehndi_art10 😊💕
Apka shampoo thick bana hai?
Me b try krungi . Apne honest remedy di hai.
@@MaryumKamil must try 👍 best of luck
MASHALLAH ZABARDAST ❤❤
Wao nice natural herbal result bhee aae ga lag rha hy
Bnao toh btna
Jazakalha khair best shapoo
Main bhi same asy bana k sale karti....best result ha is shampoo k
@@rizwanasulamani2026 very good 👍,,,, ALLAH paak aapke business mn barkat dale ameen 💞
Shelf life kaisey maintain karengey , yeh sab to natural ingredients hain to bacteria ho jaata haiy aur ek haftey men mahak aane lagti h?
@letstryandlearnarabic4409
My dear,,,,, shampoo base hi kisi had tk bacteria ko bnne se rokta he ,,, shelf life is ki 3 to 4 month tk he khrab nhi hota ,mn is ko personally use kri hon mera shampoo itne time aram se chl jata he ,,,,
Ap shampoo base khn sy leti hn sis plz tell
@@ayesharehman1274 local market mn chemical wali shops jahan hoti hn wahan se leti mn to,,,,,
JazakaAllah sister for recipe
Very good information thankyou so very much ❤❤❤❤
Result mila tha k ni
Behtreen video ❤ sabse best video god aapko khush rakhe 🎉❤❤❤❤🥳👍
@@parveenverma6466 thank you🤗
Sister miny bana leya mashallaha mashallaha bhuot zabardast bana hai thanks you 💕
@@MushammadHasnain Wah, MashaAllah! Bohat khushi hui sun kar ke shampoo itna zabardast bana.
InshaALLAH apko result b acha mile ga
@@homestylecookingwithmishaal g mashallaha ball bhuot silky hogiy hai I'm very happy 🥰
@@homestylecookingwithmishaal assalamualaikum sister apsy ek bat pochni thi miny shampoo banaya hai sab sahi bana hai bus vo khuc din rakha rhy TU nechy beht jata hi yani nechy dark color or upar Sy halka color hojta hai esa keio hai
@MushammadHasnain Agar shampoo mein badboo nahi hai, aur skin par irritation nahi ho rahi, to wo theek hai. Lekin herbal particles agar properly mix nahi huye, to wo scalp par residue chhor sakte hain, jo dandruff jaisa lag sakta hai. Is liye shampoo ko har bar use se pehle ache se shake karna zaruri hai.
hm JB herbals ka paani ready krtay hn to wo tb hi bohat thick hota he q k us mn jarri bootiyon k kuch particals b rh jate hn is Liya wo phir baad mn separate ho jate hn agr to hm bilkul paani type ka ready krn to (us ko pakatay huye ziyada thick na krn ) ye masla itna ziyada nhi hoga
@@homestylecookingwithmishaal nhi sister shampoo bhuot acha bana hai na koie smal hai ball bhuot achy hojaty hai
Or miny TU hand belindar Sy achy Sy belend keya tha shampoo beas dalny k bad
Thank you sister maine ghar par yeh shampoo banaya hai mujy acha resul maya hai 1 week main
Oh waooo😊 ,,, congratulations k apko acha result mila r aapka shampoo acha bna ,,,mujhe bohat khushi hui k aapne ise try kia🤗
Dry baal hojate hen usk lye kya dala shampoo me@@homestylecookingwithmishaal
@@HarissohailHaris-j6r hair wash krne se pehle achi tarah oiling krn yhi is ka hl he ,,,, bohat se logo ko herbal shampoo se ye masla hota he , is ka reason hr kisi k hairs r scalp 1 jesi nhi hoti ,,, dry hairs k liye best option oiling hi he
Hair fall stop hone k liye oil and growth bataye please
Sister min aj he try kro gi 😊
Masha alla❤❤❤❤apka shampoo dekh kar banaya bahut acha bana ❤❤❤❤herbal oil batao plz
@@aframeraj4670
"JazakAllah! Khushi hui sun kar ke aapko pasand aaya. Herbal oil ke liye bhi inshaAllah jaldi recipe share karenge.
Duaon mein yaad rakhein!
mashAllah sis Allah apko tarqqi kmyabi dy
Masha alla ❤❤❤isme chemical dala nahi bahut acha hai
JazakAllah khush rho beta❤💯👍
@@Bader-un-nisa-z4t
Aap ke pyar bhare alfaz ka buhat shukriya, ALLAH aap ko bhi hamesha apni hifazat mein rakhe. Ameen.
Wao bhut acha bnaya hai
Thank you 😊💕
Thank so much sister ❤
Behtreen
Nice jazakAllah
Di amazon pe hai shampoo base,aap dekho aur batao kaun sa lena hai plz❤
Thank you sis apnay boht Acha btaya Allah apk kam m taraqi dy ameen❤
@@AlmeerhG Ameen sum ameen
Very nice video Allah app ko khub taraqi de ❤❤
@@mahwishkhan1600
جزاک اللّٰہ خیرا کثیرا
Very nice 👌
Super❤🎉🎉🎉🎉🎉
Bagi homade hair color ki receipe bhe bta da
Mam shamppoo base konsa lena chahiye please reply
Nice work sis
Keep it up
@@Nawazish-v5t Thank you so much for your appreciation 🤗
Shampoo base kahan se mile ga
Nice shampoo 😊😊😊
very nice sharing mein ne bhi do teen trha k shampoo share kye hn apny chanal pr.herbal shampoos k results boht achy hoty hn i love nature
Channel name?
@@Rosepetalherbal ez yumms
Sister iski jagh bohht kam hoti he me ye bna k sale krti hon plzzzz kuch btayn
Shampoo base jagh b bnata he
Plzzz reply😮
M purchase krna chahita hn
Bht lajawab
Herbal shampoo ko refrigerator me store karna hoga Kya.please reply me.
Perfect
M b kal chezy ly ai thi abi banany lgi hun shampoo papar mandi se
@@EmiShah12 best of luck 👍
@@homestylecookingwithmishaal thanks m ny Bana liya or sab KO Dy diya
Nice video mam aapane mustard oil dalkar kya pakaya
@@ReenaChauhan-t9r Kuch samjh nhi Aya mujhe
@@ReenaChauhan-t9r agr is shampoo k Left over ki baat ho rhi he k us se oil kese bn skta he to us ki video upload ki he aap channel ka visit krn apko wo video mil jaye gi
Store kha krna h fridge may ya phir room temperature
@@sabahatparagon8623 room temperature
❤❤❤❤❤ good 👍👍👍👍👍
Kya hum shampoo base ki jgha apna koi fvrt shampoo add kr skty hn
@@sundercreations5672 yes you can,,,, lekin is tarah ye phir herbal shampoo nhi rhe ga ,,, shampoo base b hmn is liye add krna parrti he k is se 1 to shampoo thick hota he r 2nd is se foam (jhagh) acha bnta he agr hm oiling b kte hn balon mn to ache se saaf ho jate hn hairs,,,,baki age aapki marzi 😊
@@homestylecookingwithmishaal I want to use medicated shampoo "conaz" is it's ok?
@@sundercreations5672 Medicated shampoos, jaise ke Conaz (jo aam tor par antifungal agents jaise ketoconazole par mabni hoti hai), khaas medical purposes ke liye banayi jati hain. Inhein ghar ke bane hue herbal shampoos ke sath mix karna inki asar daari ko kam kar sakta hai ya phir dono ke ingredients ke darmiyan koi unwanted reaction ho sakta hai. Is liye medicated shampoo ko kisi aur cheez ke sath mix karna theek nahi, jab tak aap kisi dermatologist ya healthcare professional se mashwara na kar lein.
Agar aap dono use karna chahte hain, toh aap alternate kar sakte hain - kuch dinon tak medicated shampoo aur kuch dinon tak herbal shampoo istemal kar lein.
@@homestylecookingwithmishaal ok thank you so much dear for such a detail.
@@homestylecookingwithmishaalsister plz ye btain shampoo base khn sy Mily ga plz btain den mjhy to ni mil rhi BWP sy hun
❤❤
Mane bnaya hai acha hai ye shampo
@@khushbusharma5490 very good 👍
3 4 din Pani me Rakh dein to kharab to nai hote @@homestylecookingwithmishaal
@@sabasaqib6774 36 hour tk khrab nhi hota ,,,is se ziyada time mn ne kabi nhi rkha
@homestylecookingwithmishaal shampoo base Mila k bhar kharab to nail Hoga kab tak rkh sakte Hain
@sabasaqib6774 nhi hoga mien b washroom mn hi rkhti hon 3 _4 mahine chal jata he
Use Kesy krna he?
Didi humne Amla reetha shikakai ka powder Rakha hai to kya ham usse shampoo banaa sakte hain hamare pass powder hai uska nahi usi se homemade shampoo ready kar sakte hain kya
I want to shampoo base
Madam kia ham is may base ki jaha apna regular shampoo dal sakty hai
Kr ln mix
Isay refrigerator me rakhna paray gay k aisay hi room temperature pay theek rahay ga
Oil to ham daber amla lagaty han ..ap plz gari botiuon ka oil bhe bataden
Conditioner banana batay
Thanks
Didi ye shempu ko pawdar se bana sakte hai kya
Haanji bna skte hn
Thank you didi aap bahut acche hai
@@SapnaGoswami-ni5uh 🥰🤗
Didi muje pimple bhut hi jyda hai face PE oily skin he meri didi sardhi ke liye koyi face pack bata dijiye mujhe
Shampoo base kya hota hai? Kya main ismain sunsilk shampoo thora add kardu??? Khrb to nai hoga na?
@@asmataijaz3490 kr ln nhi hoga khrab,,
Shampoo ki shelf life kitni ha
Iski shelf life kitni hai ?
Kharab nhi hota ye ?
Shampoo base kb add krna chahiye
Ye shampo best Dubai me to nhi mil raha h iski jagah kuch aur bta de me add kar lunga sakte h kya
@@UmarJoya-u6h aap shampoo base Amazon pe search krn wahan se mil jaye gi,,,agr ye possible nhi to phir bio amla shampoo mix kr ln,,,,ye option b nhi to phir apna koi b favorite shampoo Jo aap already use kr rhe hn wo add kr ln
Alovera ka chilka green wala hisa nooqsan tou ni daita?
No bilkul b nhi ,,, poison is k yellow liquid mn hota he aur is k jo sides mn kantay hote hn wo peel krte hn baki alovera ko jis tareeke se marzi use krn koi nuqsaan nhi hota
Bartan konsa use Karna iron ka ?
@@T.A.N.N.I koi sa b le ln ghr mn Jo b pateela ho us mn bna ln
Aslam o alikum
In sab k sath jo apny bataya hai kya hum conditioner , K.D and pearl add kr skty hain ?
@@GoodVibes-cj8yu g kr skte hn
Sunsilk shampoo me mixx kr skty hain?
Can we buy from you
@@rajattsinghall6362
"Sorry, I don’t sell shampoo."
Is shampoo ko refrigerator me rakhna paray ga ya ya aisay hi save ho jaye ga room temperature pay
Yaar measurements batao aur base kitna measurement ka chahiye
Instead of Aloevera leaf, can i use aloevera gel?
@@ushags6677 yes you can,,,,
Is shampoo ko refrigerator me rakhna paray ga ya ya aisay hi save ho jaye ga
Aslam o alikum sis ap ne namak nh dala
@@tehreemcollectiononline6856 no,,,namak k Bina hi ye Shampoo acha thick ho jata ,,,salt is Liye add krte JB shampoo thick na ho
Shampoo base k side effects hotay hain ya ni shampoo base b tou chemical hi hay
@@Master.Mind980
Shampoo base mein chemicals hotay hain, lekin side effects ka asar is baat par depend karta hai ke wo chemicals kaunse hain aur unki quality kya hai. Har shampoo base ke ingredients ko check karna aur apne skin type ke mutabiq use karna zaroori hai."
Aslam o Alaikum
How to store do we need to keep it in fridge or outside
Store herbal shampoo in a cool, dry place unless homemade, in which case refrigerate it.
Meray sir me khooshki hay or dry Baal hain curly b hain mujay ap guide karain k me Konsa shampoo Base purchase karoon
@@Master.Mind980
Aloe vera shampoo base
Coconut oil-enriched shampoo base
Shea butter-based moisturizing base
Agar aap local lena chahti hain, to Reem ya Saif Care best hain, aur branded mein Himalaya Protein Base try karen
@@Master.Mind980
Reem Shampoo Base
Yeh commonly available hai aur mild hoti hai.
Aap ismein aloe vera gel ya coconut oil mix kar ke moisturizing effect barha sakti hain.
Saif Care Shampoo Base
Affordable aur harsh chemicals-free option hai.
Dry aur curly hair ke liye achi moisturizing properties ke saath aati hai.
Mundia Export Shampoo Base
Yeh sulfate- aur paraben-free options mein se ek hai.
Curly hair ke liye ideal hai, aur aap ismein essential oils add kar sakti hain.
Shampoo base k jgaah gohnson baby shampoo use kr skte hain kya ?
G kr ln
Sis aloe veera se alergy h kya aloe vera skip kr skte h
@@Kaur79054 kr skte he
Chotay bacho k use kar saktay hain
Shampoo base zruri hai ya isko skip b kr skte hain
@@janoduniya2790 g aap ise skip kr skte hn lekin shampoo phir aapko fridge mn rkhna prrhe ga q k room temperature pe sirf 15_20 theek rhe ga us k baad phir is mn se smell ana start ho jati he
Shampoo base add karne ke baad v fridge me hi Store krni ki zarurat h kya ??
No
I am in Ghana. Can you assist me with purchasing from India?
V nice.sister meny same asy hi bnaya tha mgr kuch din bad patla ho gya tha asa q hua
@@EshalShahid-g6e aapka herbal water ziada ho ga r shampoo base km ,,,,dono equal quantity mn mix krn
👍
Ap ye shampoo bnakr online sale Karen apka ye kaam bohat acha chalega mai zarur bnaongi ye shampoo mere baal khtam hogye chemical wale shampoo se❤
@@MyPetsandvideos709 👍💖💖
Ager hum bana ker sell Karen to kis tarhan sell Karen mean price Kiya rakhen
Kindly ap Bata da gi ap na kaha sa li ha shampoo base
@@noorain127 local market se
@@homestylecookingwithmishaal kaha sa Islamabad sa to nahi milti Yaha sa to hum 2000 ka 1/2 kg mila ha hama
@@noorain127 ohooo no,,,,ye to bohat menhgi li he aapne ,,AP Gujranwala ya phir lahore se pata krwati wahan sasti milti he ,,,,mn ne to 500 pr kg li thi Gujranwala se
Sister jaha se oil milta h waha se mil jaye ga shampoo base kindly btao de plz
@@FarahGamesideas nhi piyari behna wahan se nhi milta ,,,aapko shampoo base chemical wali shop se mile ga Jahan se fabric dye krne wale colors milte hn sabun surf r shampoo bnane ka raw material milta he wahan se mile ga
Wese aap pta krwa ln lekin mujhe lgta he k wahan se nhi milta hoga
@@homestylecookingwithmishaalunhn kia khn unhn to ni pta shampoo base kia Hoti hy
@@ayesharehman1274 dear unhen sb pta hota he wahan milta hi yehi sb Kuch he ,,,,, shampoo bnane ka sb samaan araam se mil jata he ,,,,,agr aapko mushkil ho rhi dhondhne mn to aap online buy kr ln daraz se
Iski smell bht strong hogai he koi hal btaen...
@@AsmaHassan-fz8wl in herbals ki apni 1 makhsoos smell hoti he wo completely khatm to nhi hoti Lekin is ko km kia ja skta he koi b fragrance add kr k ,,,apko chemical wali shop se Kisi b shampoo ki fragrance mil jaye gi aap wo add kr ln few drops
Aoa mene apki vedio dekh kar ye shampo banaya hai bikul aesi thick ness nhi hai es ki kya waja hai lazmi batay ga kya karo jo ye thick ho jae patla hai😊
Ya es ko dobara garm karo??
Kr ln,,, 1 dafa mere saath b aisa hi hua tha JB mn ne naya naya bnana start kia tha tb mn ne b pka k garha kia tha theek ho giya tha
Koshish kijiye ga musalsal mix krte rhn ni to neeche se jalna start ho jata he
@@homestylecookingwithmishaal thanks dear
Ap k balon me kya result aya kahi hum ye shampoo bnae itni mehnat karen or nuqsaan uthaen
Plzzzzz sis btin thick kaisy kiya hy plzzzz ans
Shampoo base se thick hoga
Sistr agr shmpo base na ho tu phr kia krain plz reply
Agr shampoo base na ho to aap us ki jagah thorra sa bio amla shampoo mix kr ln agr wo b na ho to aisay hi use krn r shampoo ko phir AP fridge mn rkhen,,,, oiling ki ho to apna regular shampoo Jo aap already use kr rhi us se hair wash krn q k is se balon mn lga hua oil ache se clean nhi hota
@homestylecookingwithmishaal thanks alot
Shampoo base mumbai mai kaha mile koe shop pata ho to batao
"Main India se nahi, Pakistan se hoon. So I don't have any idea,,,aap Apne aria ki kisi b local market se pata kr ln. Ya phir Amazon India,,,ya indiamart .com se b pata kr skti hn
Kya apne kd, conditioner and pearl bhe add kiya?
@@farahkhawar5453 nhi,,,in cheezon k begair b shampoo bohat acha bnta he , agr ye sb dalni hi hn to phir market wala hi lete hn 😉
Good hogya janab ye hui na baat mein bhi herbilist hon mashaAllah Ayurvedic course bhi kia huwa hai yar naturopathic and Ayurveda Mein chemical ka kiya kam hai @@homestylecookingwithmishaal
Hlww@@Foziavlogstipsandtricks
Shampoo base skip karsakte hai kya?
Isko refrigerator mein hi store karna hai yeh room temperature par please bataye
Without refrigerator store kar sakty hain isko?
Without shampoo base 15 to 20 days in refrigerator,,,,, with shampoo base 3 to 4 month room temperature
@@homestylecookingwithmishaal after adding baby shampoo so I can store this without refrigerator?
Isko lambe arsey tak store kese karen plz tel me
@@asmataijaz3490 3_4 month chl jata he aisay b lekin agr is se b lambe arsay k liye store krna chahte hn to phir aapko is mn kuch preservatives add krna parrhen ge
Sister Es shampoo ko regular use kar sakty hai Kia???
@@sanamirzaa g ,,
Sis hm n bh banaya par hmra shampoo liquid m hal nh ho rha tha jama jama ho gya plz sis guid kre hm s asi kia mistake hoi hmra shampoo thick nh hoa plz
Straightening hair pe yeh shampoo use kar sakte hai kya?
@@bmemovieexplainer Jee haan, aap homemade herbal shampoo straightened hair pe use kar sakte hain, magar kuch cheezon ka khayal rakhna zaroori hai. Herbal shampoos aam tor par chemical-free hote hain, jo ke aapke baalon ke liye narm hotay hain. Lekin straightened hair ko damage hone se bachane ke liye aap ko aise herbal shampoo ka intekhab karna chahiye jo moisturizing ho aur frizz ko control kar sake, kyun ke chemical straightening se baalon ko nuksan ho sakta hai.
Aapko sulfate-free aur nourishing ingredients walay shampoos ka istemal karna chahiye taake baalon ki hydration aur health barqarar rahe.
Kaya koi or shampoo mix karskte hain
Bio amla shampoo mix kr ln
I want this shampoo mam
Price
@@SMkmtravells sorry I m not seller 😔 ye shampoo mn ne Apne r apni betion k liye bnanya he
Sis is herbal shampoo se hair fall rukega kya or hair long honge
@@muhammadraheem9870 g ruk jaye ga hair fall r long b hon ge hairs
@@homestylecookingwithmishaal g thanks 👍🏼
Mashallah Allha ap ko kamyabi de sis
Shampoo base ki jaga baby shampoo use kar sakty hai?
Yes👍