Bullet hai to bullet ki trh chlao to koi problem nhi hai lakin usko chappari chamiya bna do to problem hi problem hai 😅😅 Mere bass hai stock condition mai 17000 KM chli hai koi problem nhi hai 3 baar disk pad lagvaya hu bass ❤
Bhai piche ka alloy dalwane ke baad brake bhut kam lag rhe he dics hote hue bhi mechanic bol rha he time lagta he brake shoe ko adjust hone me essa bhi hota he ky 40km chala liya tabhi brake nhi lag rha he piche ka
@@s_pathak187 Both Are Best❤️Agar Apko Old School Vibes Chaiye New Feature Or Power Ke Saat Toh Standard Black Is Good Option…..Or Wahin Par Agar Kuch Bold Sports Looks Chaiye Toh Stealth Black Is Better…
Bhai mera pass be same model h but us me Catalytic converter veld ho rakha h us ko screw se ni khol sakta us ka koi jugad bato bhai jis se free flow lag sake
Bhai 2 din phle yhi bike li h. To isme konsa silencer recommend kroge. but mileage pr jyada farak nhi pdna chaiye. Abhi bike 32 ka Mileage de rhi h. Any tips or Something.
@@thesumit3003 Agar 2 Din Phele Li Hai Toh Abhi Change Mtt Karao 2000km Ke Baad Karana….Or Mileage Mai Jada Fark Nhi Chaiye Toh Koi Bhi Filter Wala Silencer Laga Sakte Ho Like Indori Silencer✌️❤️
@@carhit2020 Kya 1st Service k baad Mileage badhti h. You r right ki bullet liya h to mileage itna mt dekho but abhi nya nya h. Kya 35-38 tak puch jayegi.
Bs6 standard h meri breaks m problem aa rhi h break change bhi kra diye iss ka solution btaye rear brake 2 month m hi khtm ho gye aur bht jldi loose ho jate h daily 25 km chlti h aur aram s chlata hu
35000+ km chala chuke h apni royal Enfield bhai g ham,,,,, service centre ka engine oil 6 month se 8 month Tak achi condition me rehta h and 8 se 10 hazar km araam se chal jata h. Condition ye h ki after market kuch na lagwae . So please review jab bhi de ek bike ka nahi , atleast 20+ logo se wo bhi different different area se ho tab behtar rahega.
@@krishnapratap5460 Brother Sabse Pheli Baat Toh Ye Ki Tumne 35000km Old Standard Chalayi Hai Jisme UCE Engine Aata Hai Or Es Video Mai Baat New Standard Ki Horahi Hai Jisme J Series Engine Aata Hai Or New Standard J Series Jada Heatup Hoti Hai Old Standard UCE Se Esliye J Series Standard Mai Engine Se Related Problem Dekne Ko Mili … Or Baat Rahi Ek Bike Ke Review Ki Toh Maine 1 New Standard J Series Or 3 Classic Reborn Ka Review Liya Hai Jisme Yehe J series Ka Engine Aata Hai Toh Unme Bhi Muje Same Problem Dekne Ko Mili…
@@carhit2020 mere 3 dosto k paas bhi same new standard h, and service advisor told them ki engine oil alternate service pe change hoga, that means after 10000 km almost,,,,, that's the charm of new J series engine. May be aapke side lot gadbad aa gayi ho , ow my friends are very happy with their bikes.
Hi bhaiya Meri Classic reborn Ki abhi Hamne Clutch Cable Change karayi hai par Ab Wo mudguard me Touch Ho Rahi hai puri shine Khatam kar di hai me kya karu pls help
bhai me dhanteras per lunga mujhe ye bta do ki kick aayegi ya nhi ydi aati h to me wit krunga kyu ki meri hight 6 feet h or kick se start krne ki alg hi andaz h
Ab kick wali RE nahi aaegi bhai g. Agar aapko kick wali chahiye to second hand purchase kar lo. Else in new RE go for standard or whichever model you like
@@dakshpandya6867 Kahin Baar ECU Mai Paani Jane Ki Wajah Se Bhi Aajati Hai Ya Fir Rear Tyre Free Ghumne Par Aajati Hai Kuch Time Baad Agr Nhi Jati Toh Ek Baar Company Mai Jake Check Jarur Karao
Hi brother mera ek question tha Mai bhi bullet le raha hou new standard batalian black but bhai mai ye puch raha tha ki who patake phodegi ya nahi aur uska kya system hai ki who phode aur engine ko bhi koi problem na ho
@@FARMINGLIFE5911 Battalion Black Ki Pricing Kaam Dekne Ko Milti Hai.. Wahi Par Standard Black Ki Pricing Thodi High Hai Pr Esme Ek Plus Point Bhi Hai Ki Apko Rear Mai Disc Breaks Dekne Ko Milte Hai Jo Ki Bullet Ki Breaking Ko Kafi Improve Karta Hai Or Itni Heavy Bike Mai Achi Breaking Hona Jauri Hai..
Bhai aap old bullet bhi lo ❤🎉
Bullet hai to bullet ki trh chlao to koi problem nhi hai lakin usko chappari chamiya bna do to problem hi problem hai 😅😅
Mere bass hai stock condition mai 17000 KM chli hai koi problem nhi hai 3 baar disk pad lagvaya hu bass ❤
Bhai piche wala mudguard change karo 👍
Bhai batallion black standard pe video lao detail m + modification bhi😭❤
Bhai piche ka alloy dalwane ke baad brake bhut kam lag rhe he dics hote hue bhi mechanic bol rha he time lagta he brake shoe ko adjust hone me essa bhi hota he ky 40km chala liya tabhi brake nhi lag rha he piche ka
Hlo bhai free flow catalytic ka sath stock silencer lagaya to koi problem to ni aaya gi
Sath sound inc hogi
Bhai ek c bend pipe lgwao short bottle k sath ❤
Seat or backlight old wale lgwao ❤️
Mujhe diwali par royal Enfield leni hai classic 350 stealth black lo ya fir bullet 350 standerd black?
@@s_pathak187 Both Are Best❤️Agar Apko Old School Vibes Chaiye New Feature Or Power Ke Saat Toh Standard Black Is Good Option…..Or Wahin Par Agar Kuch Bold Sports Looks Chaiye Toh Stealth Black Is Better…
Battalion Black Lelo bhai best hai
Bhai muzaffarnagar ho kya
Jaat ho kya
Bhai, is leg guard se front mudguard me koi dent aata hai kya?
Bhai catalytic con+ short bottle ki sound sun wa do
Mere pe hau sunao
Bhai free flow pipe with stock silencer lagakr dekho better sound and results aayenge
Bhai mene lagaya tha awaj me fark to ata ha
@@angrydoggo4903 OK Brother Karte Hai Try✌️
Bhai mera pass be same model h but us me Catalytic converter veld ho rakha h us ko screw se ni khol sakta us ka koi jugad bato bhai jis se free flow lag sake
C band lgwalo
Cateletic converter ke saath silencer lagwaye to koi dikkat hogi kya ???
Nhi
@@Shukla7725 Nhi Koi Problem Nhi Hogi..
Old bs6 wapis lao ROYAL Enfield
Bhai 2 din phle yhi bike li h. To isme konsa silencer recommend kroge. but mileage pr jyada farak nhi pdna chaiye. Abhi bike 32 ka Mileage de rhi h. Any tips or Something.
@@thesumit3003 Agar 2 Din Phele Li Hai Toh Abhi Change Mtt Karao 2000km Ke Baad Karana….Or Mileage Mai Jada Fark Nhi Chaiye Toh Koi Bhi Filter Wala Silencer Laga Sakte Ho Like Indori Silencer✌️❤️
@@carhit2020 Ok bade bhai Thanks. One more que: As you said Engine garam to hota h. But koi upaay ye Itna jyada garam na ho, ya its normal?
@@carhit2020 Kya 1st Service k baad Mileage badhti h. You r right ki bullet liya h to mileage itna mt dekho but abhi nya nya h. Kya 35-38 tak puch jayegi.
@@thesumit3003 Nhi Ye Normal Hai 350CC Air Cooled Engine Hai..Itna Hota He Hai
Bhai average kitni deti hai C bend aur short bottle ke saath?pls reply bro
Thank you bhaiya ♥️
8:06 pe clutch plate abhi bhi shi hai kya ye kar sakte hai
Bhai iska modification video bna do.... Krwana hai muhje bhi...
Ye wala. Alloy wheels ka nam kya hai ???aur kaha se le ?
Bhai Alloy ka price ketna para tumhara
Bhai PPF bullet mai karana chahiye ya nhi mujhe service centre wale ne bola ki matt Karo paint kharab hojayega
@@premtambe9529 Mere Opinion Se Matt Krao…Or Agar Karani Hai Toh Achi Quality Ki PPF karana
short punjab lgwane baad agr service mein dunga toh kya wo service krne se mana kr dnge ya koi issue raise krnge?
@@avishekmishra7717 Jb Bhi Service Karao Toh Stock Silencer Ke Saat He Karana Warna Warranty Out Ho Skti Hai..
Battalion black mai slincer or catalytic converter dono welding kiya aata hai kya?
Ha bhai kal hi li mene
Welding kiya h
Bro Maine splendor wala handle install Krwaya hmare area me bhut chlta hai splendor handle...mazedaar cheez haii...aur tail bhi change krwayi haii🚀
@@RANVIRSINGH-s4t Great🙌
भाई बार बार इधर उधर क्यूँ देख रहे हो कैमरे की तरफ देख कर बनाओ वीडियो
Bhai 1 video iske metar k liye bnao .kya kya hota h is ke metar me.
Kya hi stupidity ka level hoga jo log Exhaust pe experiment karte h
Bhai aapne kis mistri se kaam karaya apni bullet me ( clutch wire ka or alloy wheels ka)
Bhai exact location bata dena?
Bs6 standard h meri breaks m problem aa rhi h break change bhi kra diye iss ka solution btaye rear brake 2 month m hi khtm ho gye aur bht jldi loose ho jate h daily 25 km chlti h aur aram s chlata hu
Bhai mene kl he free flow dal vaya ha shi kiya ya nhii pls reply
Silence kon sa hai
@@anishyadav4956 mini panjab chote muh vala
@@parshanjeetchaudhary7205 price??
Bhai free flow k sath overspeed kar skte h ky
@@chandrashekharmeena7848 bhai me 100 + k saath krta hu kuch problem Nai
35000+ km chala chuke h apni royal Enfield bhai g ham,,,,, service centre ka engine oil 6 month se 8 month Tak achi condition me rehta h and 8 se 10 hazar km araam se chal jata h. Condition ye h ki after market kuch na lagwae . So please review jab bhi de ek bike ka nahi , atleast 20+ logo se wo bhi different different area se ho tab behtar rahega.
@@krishnapratap5460 Brother Sabse Pheli Baat Toh Ye Ki Tumne 35000km Old Standard Chalayi Hai Jisme UCE Engine Aata Hai Or Es Video Mai Baat New Standard Ki Horahi Hai Jisme J Series Engine Aata Hai Or New Standard J Series Jada Heatup Hoti Hai Old Standard UCE Se Esliye J Series Standard Mai Engine Se Related Problem Dekne Ko Mili … Or Baat Rahi Ek Bike Ke Review Ki Toh Maine 1 New Standard J Series Or 3 Classic Reborn Ka Review Liya Hai Jisme Yehe J series Ka Engine Aata Hai Toh Unme Bhi Muje Same Problem Dekne Ko Mili…
@@carhit2020 mere 3 dosto k paas bhi same new standard h, and service advisor told them ki engine oil alternate service pe change hoga, that means after 10000 km almost,,,,, that's the charm of new J series engine. May be aapke side lot gadbad aa gayi ho , ow my friends are very happy with their bikes.
very informative
Bhai ka Kedarnath ka trip rhegaya 😅
Sir new bullet and old bullet fuel tank par compared video banao new bullet fuel tank is not good sir reply please
Bhai aap interceptor 650 lelo ❤
@@aryang7081 Hope Very Soon😉❤️
Hum to patake bhi maarte hai 😂 apni new bullet m
Free flow pipe na lgwake stock rkhe usko aur sirf silencer change to dikkt h kya bhiya
Nhi
Bhai iske fatake fute he kay?
Jese bs6me plug me fute hee??
@@__yashraj___.0023 Futeh Hai Magar Aisa Kuch Bhi Try Na Kare.. Es Se Bullet Ka Engine Bhi Damage Ho Sakta Hai
@@carhit2020 ok broo
Hi bhaiya Meri Classic reborn Ki abhi Hamne Clutch Cable Change karayi hai par Ab Wo mudguard me Touch Ho Rahi hai puri shine Khatam kar di hai me kya karu pls help
Bhai s type vale alloy lagwao na vo bhi dekhna h kese lagenge alloy s type vale alloy
Sabhi ko carborater lagwana pade ga nhi tu jis ke bhi battery down ho gae kuch kr lena ye fudu bike start nhi hogi
Bahi iska magnet me wait jada hai aur barring halka de dea islea enging jata hai
Bhai mene battalion black wala model liya hai usme silence aur free flow pipe kitne km pe change karau?
Minimum 1000 km
@@anishyadav4956 2000km Ke Baad
What is the top speed of Bullet 350 from your experience
120+ chali jaati h araam se, but it's too risky . 80 to 100 is best speed
Bhai kidarnath jare ho kya aap
Bhai maine indori lagaya hai reborn classic mai tappet sound jaada kara gadi any solution?
@@saicharan246 Ek Baar Service Centre Pe Check Karana Hoskta Hai Tappet Setting Sahi Se Nhi Ho Rakhi Ho
@@carhit2020 haa bhai thank you ❤
@@carhit2020company walo ko pta hi nhi hota ki tappet kya hota hai 💀🤡😂😂
@@PreetChoudhary-c1c haa bhai tappet adjust karo bole tho nahi karha.
Sielancer ka keo link nhi hai is se
Bhai indori silencer with free flow straight pipe karwaya hai 2nd service ke baad
Is it effect engine or not
Kitne mahino tak isko laga kar rakhe
@@nitinkumarYT Indori Mai Filter Aate Hai Koi Problem Nhi Hogi..
Bhai roots ke horn dilwa do original
@@Bhartu002 Ok Brother ✌️
Mere new bullet ki battery down hgai thi dhaka lgalia sb kch kr lia start hee ni hui fir ghasitke ghar tak lejana pda
Jo kuch krlo ye dug dug nhi kre ga
Average phoroblm. Right
Kitni milage chahiye
@avinashsharma8495 old model 35ki dete h ye 25
Bhai isake handal change karya hai kya!!
@@govind_singh7760 Nhi.. Down Kara Rakha Hai
Bhai meteor leni chahiye ya standard
Ispe ak complete video bna do
Standard 🔥❤️
standerd
standerd battalion black
Standard
❤❤
Sahi chalaoge to mast chalta hai 😂
bhai me dhanteras per lunga mujhe ye bta do ki kick aayegi ya nhi ydi aati h to me wit krunga kyu ki meri hight 6 feet h or kick se start krne ki alg hi andaz h
Ab kick wali RE nahi aaegi bhai g. Agar aapko kick wali chahiye to second hand purchase kar lo. Else in new RE go for standard or whichever model you like
@@ashoksaraswal4575 Kick Ki Koi Update Nhi Hai… Aab Kick Wapas Aana Namumkin Hai🙂
Bhai new standard ki seat lagao
Bhai isme c bend lgwao
C bend pipe
Isme old seat lagwalo Bhai
Bhai ap old bullet lelo
Bhai engine light aa jaa rhi hai kuch solution btaao bhai
@@dakshpandya6867 Kahin Baar ECU Mai Paani Jane Ki Wajah Se Bhi Aajati Hai Ya Fir Rear Tyre Free Ghumne Par Aajati Hai Kuch Time Baad Agr Nhi Jati Toh Ek Baar Company Mai Jake Check Jarur Karao
@@carhit2020 thike brother
Bhai engine light aa rhi h kuch solution Btao engine me koi problem to nhi h na
Nhi Bhai engine light nhi hai wo sensor light hai koi sensor problem kr raha hoga mera bullet ka bhi on hota hai of bhi hota hai
Hi brother mera ek question tha
Mai bhi bullet le raha hou new standard batalian black but bhai mai ye puch raha tha ki who patake phodegi ya nahi aur uska kya system hai ki who phode aur engine ko bhi koi problem na ho
nahh bro, nahi phodegi
@howdysukh phir yaar bhai jo isse old wali bullet hai who phodegi kya
10000 km ke baad change hota hei engine oil.
Bs6 uce engine wapis chahiye old bullet wapis lao isme maja nhi h
Bhai battalion Black wala model accha hai ya aap ke pass hai bo accha hai 🧐
@@FARMINGLIFE5911 Battalion Black Ki Pricing Kaam Dekne Ko Milti Hai.. Wahi Par Standard Black Ki Pricing Thodi High Hai Pr Esme Ek Plus Point Bhi Hai Ki Apko Rear Mai Disc Breaks Dekne Ko Milte Hai Jo Ki Bullet Ki Breaking Ko Kafi Improve Karta Hai Or Itni Heavy Bike Mai Achi Breaking Hona Jauri Hai..
I am first
Front drum rear disc dene chahiye batallion m
Usse front look enhance hogi
Brother ftake nhi fodne but puchna h ki ftake foot skte h ya nhi 😅
Nahi
Bhai standard 350 black batalian li hai 2 days ho gaye 10 din bad silencer dalna chahta hoon dalu kya ?
Dalu to konsa best rahega .
On road price and daunpayment
@@mrrohitvaishnav8255 2.23000 table cash
@@omkartarde3892 2000km Ke Baad Change Karana Abhi Stock Silencer Ke Saat Chalao
@@omkartarde3892konsi state se bhai
@@omkartarde3892on road h kya bhai ye
bhai meri wali bullet 15 ka average de rhi h 8 din hue h liye hue ...kuch solution batado bhai ...2024 bullet standard 350 hai
😂
Joke of the day 😂😂😂
@@Mayankraj3245 na bhai joke nahi h ...itna he de rhi h
Bahi thoda or chalao fer milegi av
Bhai problem thik huwa ya nhi
Bhai old seat aur old tail light lagao