how to repair multimeter problem || replece battery multimeter || -1 multimeter || digital

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 окт 2024

Комментарии • 187

  • @prateekdey8952
    @prateekdey8952 2 года назад +1

    I fixed my friends htc multimeteter thanks for your help

  • @jesusprem
    @jesusprem 3 года назад +2

    bahut shukriya bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +2

      Thank you bhai bas aise hi hamare youtube channel ke sath baye rahe bhai

  • @saikiran8384
    @saikiran8384 4 года назад +6

    Mera mutlimeter me some times automatic values show kara ee problem battery ka ho saktha hee kya?

  • @francisdias9487
    @francisdias9487 4 года назад

    I had purchased mastech in 2019 and it was working fine. Yesterday all of a sudden baterry symbol appeared with no continuity and some HT sign on the screen. So I replaced with new battery. But ht appears still & continuity not working. So I off it and kept it
    aside for repair outside.
    After watching ur video, I check fuse, it was blown. So I solder very thin wire to the fuse. Now it's working.thanks

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад

      Technical Jugaad Hindi channel aapka swagat karta hai apna kimti samay nikalkar hamari video ko dekhne ke liye dhanyvad video Pasand Aaye to hamare RUclips channel ko subscribe Karen video ko like Karen aur ghante ke bell icon per click Kare

  • @naveenmishra6269
    @naveenmishra6269 2 года назад +1

    nice thanks

  • @nasratullahnasrat3257
    @nasratullahnasrat3257 2 года назад +1

    A lot of thanks 👍👍👍

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад +1

      Ok bhai ❤️👍

    • @nasratullahnasrat3257
      @nasratullahnasrat3257 2 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi Sir my digital multimeter shows -1 in screen what I do to solve this problem please help me Sir

  • @vishubadshah3334
    @vishubadshah3334 3 года назад +1

    sir merE mei bhi bettrey ka sign arha hai or 12 vol 4 amp ki bettrey ka volt check kiya to approx 19 volt tk show krra value jada show krra tha sir bettrey ka issue haina sir

  • @TheIshanJain
    @TheIshanJain 4 года назад +1

    Very useful sir, thank you 👍🏻

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад +1

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

  • @aimalmangal7175
    @aimalmangal7175 3 года назад +2

    Thank you so much bro ❤❤

  • @CubebySanketh
    @CubebySanketh 5 месяцев назад

    I bought a new multimeter today, but it everytime shows '-1'. Can you solve this problem? (Its not the battery problem and it not shows battery symbol, it only shows -1 (if i connected to wire or not)) It not shows any other numbers

  • @technicalmaanrawat5269
    @technicalmaanrawat5269 3 года назад +1

    Bhai plz. Riply me . Bhai mere pad bhi yhi maltimeetar hai maine chek kiya tha but uski piche ic heat ho rhi hai jo bac side me black choti si ic hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai aapki wo ic short ho chuki hai aapko dusari ic lagani padegi par dukh ki baat hai bhai wo ic market me nahi milti agar aapke pass koi purana board hai to aap use purane board ki ic ko use kar sakte ho par purana milna bhi bohot muskil hai bhai

  • @kishorborse05058
    @kishorborse05058 3 года назад +1

    Sir clamp miter ripening ka video banao

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai mere pass clamp miter nahi hai bhai agar kabhi kisi ka miter repairing ke liye ayega to mai jarur video bana duga

  • @vaghelaprabhudas591
    @vaghelaprabhudas591 3 года назад +1

    ધન્યવાદ

  • @patelfunnypowertech9366
    @patelfunnypowertech9366 3 года назад +1

    Beep ki awaaj wifi syembol pe rakhte awaaj aati Bina connect kiye Kya sahi hoga

  • @shaikhismat4380
    @shaikhismat4380 4 года назад +1

    sir mera bhi mastech mas830L model h 1 likh huwa ata h or koi logo nhi ata h or kabhi kabhi riding chalti rah ti h or contynyty p chek kar ne par bib ki awaj thodi der tak chalti rah ty h or volteg bhi sow nhi dikha raha h so pless bataye kya karu .

  • @sonuojha1836
    @sonuojha1836 Год назад

    thanks

  • @mhdjadirshan7057
    @mhdjadirshan7057 Год назад +2

    Plz help I changed my battery and fuse then also it not solved showing - 1

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  Год назад +1

      Ok bhai

    • @mhdjadirshan7057
      @mhdjadirshan7057 Год назад

      @@TechnicalJugaadHindi bhai reply pls how to solve 😢

    • @mvk7921
      @mvk7921 Год назад

      Mera bhi same problem hai bhai....iska koye solution mila kya aapko?

  • @Krish_raj581
    @Krish_raj581 Год назад

    Bahut video serch mara but koi kam na aaya आपने जो बताया सेम कंडीशन मेरे मल्टीमीटर में था कोई बोल रहा है रेजिस्टेंस चेंज करो कोई बोल रहा है ic change Karo जबकि ये low battery ka falt था ठीक हो गया l धन्यवाद सर जी

  • @zubershaikh5546
    @zubershaikh5546 4 года назад

    Very nice video sir thanks sir ghar ke liye konsa multimater best hai Muje batawo mai Bhi sikhna chatahu multimater chalana plz

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад

      Bhai agar aap abhi multimeter chalana sikhna chahte ho to market me 180 se lekar 220 rupaye tak ka aapko ek besic multimeter mil jayega starting me sikhne ke liye sab se bast hai aap us multimeter ko le sakte hu nahi to aap online bhi kharid sakte ho is link par click karo
      amzn.to/37EVFNg

  • @amrendrakumarsrivastava9522
    @amrendrakumarsrivastava9522 2 года назад +1

    Mere mas 830l dmm me her point per 55 batata hai solution batai thanks

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад +1

      Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal sakta hai

  • @kamleshprajapati8341
    @kamleshprajapati8341 4 года назад

    Hi sir
    Sir mere multimeter me 9v ki supply galti se reverse de di thi is vajah se
    ab on nahi ho raha he
    Usme ek LM358 ic lagi hui he uski pin no 1 or pin no 8 short ho gayi he sir ic ko replace karu ya ye kharab ho gaya hoga

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад

      Bhai bohot kam chans hai repair hone ke phir bhi aap ek baar try jarur kark bhai

  • @mdtechnologies8232
    @mdtechnologies8232 2 года назад +1

    Mostech multimeter continuty,buzer, resister values ni batarahai ,baki ac range,dc range ferfect hai ,problem kaper hi batavo sir

  • @akyaky6604
    @akyaky6604 4 года назад +1

    Sr mere metr me bahut km beep aa rhi h, speekr kharab ho skta h ya kuchh aur

  • @easylearnsupport5739
    @easylearnsupport5739 2 года назад +1

    Bhai mere me continueti mode me display me - 1 likha aata hai please batae

  • @techinsider13
    @techinsider13 4 года назад

    Hlo sir please rply ..pcb pr R10 me kitne ohms ka resistor lga hua hai.. please btaiye or pich bhej dijiye.. mere metre ka burn ho gya hai

  • @familytimewithkapilsonytv7097
    @familytimewithkapilsonytv7097 3 года назад +1

    Sir Mera multimeter not measure resistance please give solution . I has mastech Mas830l model

  • @prakashovi
    @prakashovi 5 месяцев назад

    Wah adbut aap ko mahan hai mechanic ko multimeter me battery dalna bhi sikha dia
    Agar mechanic hoker bhe multimeter me battery lagana nahi aata to lalat hai aise mechanic pe

  • @DevSharma-cm6oj
    @DevSharma-cm6oj 2 года назад +1

    Bhai Achha multimeter Lena hai aapke multimeter ki price kitne hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад +1

      Bhai maine Amazon se kharida tha 3 sall pahle
      Multimeter
      amzn.to/3ukChNa 👈

  • @umarbarook8260
    @umarbarook8260 3 года назад +3

    Bro Checked ac voltage in dc port. After that continuity beep not working and battery voltage not showing while connecting terminal. What problem ? Same model in using

  • @kalyankarmakarKK
    @kalyankarmakarKK 3 года назад +1

    Mera same model hai ..back light switch press kane par -1 likhke data show karta hai .. ye kya problem hai ?

  • @shubhamlohar5062
    @shubhamlohar5062 3 года назад +1

    sir Ac voltage check karte samei galiti sa maltimetr 10A lag gaya hay or short hoya ha ka kare

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai ye to multimeter ke circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega

  • @dailylife6529
    @dailylife6529 3 года назад

    sir mene continiti par set tha or use AC volt pr galti se cheak kr diya ...
    jab ki mujhe use 600 ac volt pr set krna tha ...lekin jb mene power cheak kiya to bip ki Aavaj bajne lgi pfir mene turan nikal diya ..ab problum ye ho rha hai. ki kuch bhi continiti cheak krte hai to bip ki Aavaj bajte rahti hai..jb tk use off naa kro. or
    phle 230-240 volt dukhata tha...pr ab 120-125 volt dikhata hai...jab ki aisa pahle nhi thi..
    plzzz sir help me...what i do..how to repair...

    • @dailylife6529
      @dailylife6529 3 года назад +1

      or jo multimetar aap video me liye ho .same aisa hi hai..

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai aap ek bar multimeter me lage fuse ko check kare

  • @ahmetodabas1788
    @ahmetodabas1788 2 года назад +1

    Hi. The mas830l Meter doesn't Show anything on ist Screen. What can i do?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад +1

      Sorry bhai mujhe jada english nahi aati aap apna sawal hindi me kare

  • @erindersingh
    @erindersingh 4 года назад

    Mere unity company ke multimeter me ye problem aa rhi hai ki jese hi on krte he to -0.00 aata he par koi bhi reading lene jaao to bas 1 aata he...
    Please bataye kya karna he

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад

      Bhai aise multimeter me ham log jada kuch nahi kar sakte kyo ki is aise multimeter me jo component lage hai wo market me nahi mil pate bhai

  • @vcteach3208
    @vcteach3208 Год назад +1

    bhai mera me -1 niche me H so kar raha h ye kya problem h bhai

  • @altafshaikh3771
    @altafshaikh3771 2 года назад

    Sir mere pas mastech ka multimeter hai mene Mosquito bat pf capacitor ki AC voltage DC pe chek kar diya galti se ab multimeter galata value bata raha hai or beep zyada der tak bajta hai fir band hojata hai plzz help me

    • @altafshaikh3771
      @altafshaikh3771 2 года назад +1

      Reply plz

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад

      Bhai uski ic kharab ho gai hai

    • @altafshaikh3771
      @altafshaikh3771 2 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi
      Repair ho sakti hai ic koi jugad ho to batao

    • @altafshaikh3771
      @altafshaikh3771 2 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi
      Sir mene component check kiya c4 capacitor dono side beep sound aaraha hai or Q1 transistor hai ya diod iski teeno leg pe beep sound aaraha hai code hai J6

  • @arjuna.u6414
    @arjuna.u6414 3 года назад +1

    What is the value of resistor R11,R12,R13.
    Pls.........

    • @XANDER_FFx
      @XANDER_FFx 2 года назад +1

      Install smd resister calculator

  • @dalersingh6422
    @dalersingh6422 3 года назад +1

    Mere multimeter main sound direct ho gayi hai sir
    Isko kaise theek kre

  • @ajpratapsingh7551
    @ajpratapsingh7551 2 года назад +1

    This multimeter is HOLD position and not
    Working MASTECH 830L

  • @hemantamandal7399
    @hemantamandal7399 3 года назад +1

    New bty lagane bad bhi display se bty ka logo nehi ja raha hai kya kare

  • @Jiman206
    @Jiman206 11 месяцев назад

    Humne Aisa do do battery use Kiya Hai

  • @hanumanparsadnawariya2343
    @hanumanparsadnawariya2343 3 года назад

    Mera metar disply me number show nahi kar raha he kaye isme batry new lagani padegi

  • @vaibhavrathod4790
    @vaibhavrathod4790 3 года назад +2

    Bahi Mera milti mitter Kuch bahi show Nahi Kar Raha on screen

  • @technicalmaanrawat5269
    @technicalmaanrawat5269 3 года назад +1

    Bhai aap ki sir battery cheng karna bta rhe ho bs isme alg kya hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai aap thik bol rahe ho par mere pass comment karke logo ye yahi bola tha ki sir hamare multimeter me ye problem aarahi hai maine uno bola ki aap ek baar battery badal kar check karo kyo ki ye wali problem jada tar battery lo ki wajah se hoti hai lekin logo ne phir comment kar ke puchha battery kaise badalte hai hame nahi pata sir please aap ispar ek video bana do to bhai mere kahne ka matlab ye hai bhai hame jis chij ke bare me pata hota hai to wo hame asan lagta hai jisko nahi pata hota unko muskil lagta hai aap sayad pata tha to isi liye aapne bol diya ki aapne video me kya bataya hai ye to sabko pata hota hai lekin bhai aisa jaruri nahi hai ki jo hame pata ho wo sab ko pata ho

  • @KalkiSRP
    @KalkiSRP 4 года назад +2

    GOOD

  • @pop12gamingk
    @pop12gamingk 3 года назад +1

    Meine battery bhi naya lagaya fir bhi - ka chinh so kar raha aur kuchh se kuch dikha raha Aisa Kyun aur BiP ka bhi awaaz bhi nahin a Raha hai Bus metter kuchh se kuch dikha raha

  • @Indradeoprasad3329
    @Indradeoprasad3329 Год назад +1

    Know me value of c1,r27 and r33

  • @Homemade_technical
    @Homemade_technical 4 года назад

    इस मल्टीमीटर के R12,R13,R83 कि व्हँल्यू बताऐ .........

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад +1

      Thik hai bhai agar mere pass ye multimeter phir se reparing ke liye ata hai to mai aap ko jarur value batauga bhai

    • @Homemade_technical
      @Homemade_technical 4 года назад

      Thank you

  • @PhAhir-zm4lo
    @PhAhir-zm4lo 4 года назад

    sir mere multi miter me continiti ka fankasan jab bhi us karta hu tab bip ka aavaj chalta hi rahta he chek kiye bina bhi to kya problem hota he

  • @bijaymunda24
    @bijaymunda24 4 года назад

    Mera bhi multimeter Aisa Hi Kuchh ho gaya hai bhai battery Lagane se theek to ho jaega na

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад +1

      Aap bhai battery badal ke dekho bhai

    • @bijaymunda24
      @bijaymunda24 4 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi bhai bhai multimeter battery Lagane ke bad Meri AC volt and DC volt sirf 1. aur ek dot show kar raha hai aur kuch nehi bata raha hei please bhai is problem ka solution do please

    • @bijaymunda24
      @bijaymunda24 4 года назад

      Multimeter main AC voltage aur DC voltage check karne ke bad bhi sirf 1 aur ek dot show kar raha hai

  • @atifzameer8387
    @atifzameer8387 3 года назад

    Dear friends I need to repair hioki 2003 3256-50 digital hitester multimeter video. Not properly working.

  • @surajkhot5079
    @surajkhot5079 4 года назад

    Hi sir
    Mere pass ye model ka multimeter hai isme sbi mode pe H 1666 DISPLAY PE YE SHOW HO RAHA HAI Please problem solution..

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад +1

      Bhai aap fuse ke pass laki U2 ic badalni pade gi Or q 4 transistor change karo

    • @BMSToons
      @BMSToons 4 года назад

      R25 को बदल के देखें 900 ohm की है चेक करके बदले।

  • @ShubhamGupta-sd1ye
    @ShubhamGupta-sd1ye 2 года назад +1

    Hi

  • @Gailysoap
    @Gailysoap 3 года назад

    Hi Sir...meray multimeter ki baterry khud ba khud khatm ho jati he. New battery lga k choro to bht jald discharge ho jati he. Multimeter ko use na b krn to b bht jald discharge ho jati he within one month without u

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai meri bhi battery 1 mahine me khatam ho jati hai or kai bar to ek mahine bhi nahi chalti hai bhai ek to aaj kam market me jo battery aa rahi hai un battery me bhi pahle jaisa dam rahi raha hai

    • @dipakparmar115
      @dipakparmar115 3 года назад

      mera yahe problem he

  • @VishalKumar-cf8yx
    @VishalKumar-cf8yx 4 года назад

    MULTIMETER KE SARE FALT KO *REPAIR* KARNE KI EK
    *PLAYLISTS* BANAY.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад

      Bhai multimeter ki kuchh basic falt ko ham repair kar sakte hai kyo ki bhai eshi multimeter me jo component lage hote hai wo market me nahi mil pate

    • @shaikhismat4380
      @shaikhismat4380 4 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi sir mera bhi mastech mas830L model h 1 likh huwa ata h or koi logo nhi ata h or kabhi kabhi riding chalti rah ti h or contynyty p chek kar ne par bib ki awaj thodi der tak chalti rah ty h or volteg bhi sow nhi dikha raha h so pless bataye kya karu .

  • @salmanmalik8314
    @salmanmalik8314 3 года назад +1

    MSTECH MAS830L MULTIMETER.
    SHOWING READING 166.6 LIKE THIS ALL POINTS ALSO SHOWING HOLD SIGN.
    BATTERY CHANGED BUT NOT REPAIRED.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +2

      Bhai aise multimeter me jada kuchh repair nahi kiya ja sakta jada se jada aap iski battery ya phir fuse badal kar check kar sakte ho kyo aise multimeter me jo comment lage rahte hai wo aapko market me nahi milte hai or aapke jo multimeter me problem show kar raha hai wo problem jada tar multimeter ki maine ic kharab hone ki wajah se hoti hai baki bhai aapko youtube par kahi sari or video mil jayegi multimeter repairing ke upaar aap jake un video ko dekhe bhai sayad aapko koi help mil jaye

    • @salmanmalik8314
      @salmanmalik8314 3 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi ok
      thank you

  • @saurabhraut3208
    @saurabhraut3208 3 года назад

    Mera maltimiter dm 3540A hey eska display light bahot hi came ho gay hey to kya kare

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад

      Sorry Bhai market me iska koi bhi saman nahi milta hai kya aapne battery ko badal kar check kiya

  • @Chandr-u7g
    @Chandr-u7g 3 года назад +1

    Agar star dene ki baat hoti to minus 10 deta

  • @allinonechannel6284
    @allinonechannel6284 3 года назад +1

    Bhai mera Multimeter dc volt aur resistance kam nahi kar raha adha screen a raha he

  • @gouravsen7869
    @gouravsen7869 2 года назад +1

    Maine Battery Change Kiya Fir V Same Dikha Rha -1h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад +1

      Bhai aapke multimeter ke circuit me problem hai

    • @technicaljaykumar6806
      @technicaljaykumar6806 Год назад

      @@TechnicalJugaadHindi bhai same problem mene continuity mode per ac voltage check kar liya tha fir minus 1 aa rha h all modes pr

  • @mintuelectronicsjakhalmand655
    @mintuelectronicsjakhalmand655 3 года назад +1

    display off nhi hota reason?

  • @vijuviju9931
    @vijuviju9931 4 года назад

    Yar tera multimeter konsa he ye batav pleas muje bhi ye wala lena he.

  • @ramsrikanth7639
    @ramsrikanth7639 4 года назад

    Bro in my multimeter it shows 1 alone in every mode except in 2000, 200, continuity test alone bro please help dt830d

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад +1

      Bhai kisi bhi multimeter mai ham log jada kuchh repair nahi kar sakte kyo ki aise multimeter me jo component lage hote hai wo aapko market me nahi milte aise multimeter me kewal battery ki bawaj se hone wali problem ko repair kiya ja sakta hai

    • @ramsrikanth7639
      @ramsrikanth7639 4 года назад

      Thanks bro

  • @AjayKumar-pt5ut
    @AjayKumar-pt5ut 4 года назад +1

    Maltimitar kapistar value so nahi karta h kase thik kare

  • @Ramayan4032
    @Ramayan4032 3 года назад +1

    Bro mera meter 0 par set nahi ho raha hai

  • @tariq121tanha2
    @tariq121tanha2 4 года назад

    Resistance kkis number ki hai isko

  • @chaurasiyaelectrical8278
    @chaurasiyaelectrical8278 4 года назад

    Bhai yellow wala multimeter Repair ka video bana me dalo

  • @monuverma4016
    @monuverma4016 2 года назад +1

    Sir mere wale me -1dikhaa rhaa haii

  • @rajeshkumar4226
    @rajeshkumar4226 2 года назад +1

    sow rong voltage how to repair

  • @rrishabhnitro
    @rrishabhnitro 4 года назад

    mene galti se hold ka btn dba rkha tha realised after battery replacement🤣🤣

  • @harshff2466
    @harshff2466 3 года назад +1

    Ampere show nahi hota

  • @SPEDITS40
    @SPEDITS40 3 года назад +1

    Miliamps works ni kr raha hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai ajkal ke market me milne wale multimeter repair nahi ho pate hai kyo ki multimeter me use hone wale comment market me nahi mil pate hai

    • @SPEDITS40
      @SPEDITS40 3 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi mere pass mastech ka hai mes850L

  • @AshishSharma-lp9wh
    @AshishSharma-lp9wh 4 года назад

    Mera multimeter abhi bhi -1 show kr rha h

  • @madhurkumar864
    @madhurkumar864 4 года назад +1

    इस वीडियो का कोई फायदा नहीं है जब मल्टीमीटर में बैटरी लो का सिंबल आ रहा है तो कोई भी व्यक्ति समझ सकता है कि बैटरी रिप्लेस करनी है।

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад +2

      Bhai aap ki baat thik hai par bhai logo ko battery ke symbol ka hi nahi pata hota bhai or bhai esha nahi kai ki jo chich aapko pata ho wo sab ko pata ho kabhi kabhi logo ko chhoti chhoti chij bhi nahi pata hoti bhi jinko multimeter ke bare me jada jankari nahi hoti unko eshi problem ati hai or jab or maine ye video is liye banai thi kyo ki mujhe bhi ek baar eshi problem aite thi or mai apne multimeter ko repari karwane shop par gya tha or usme mujhse 50 rupaye liye the bhai

  • @Sk_3666
    @Sk_3666 3 года назад

    par permanent beep aa raha haiQantunit

  • @sachinrajput1768
    @sachinrajput1768 4 года назад

    Sir R14 or R15 ki value kya h

  • @ankurji2494
    @ankurji2494 3 года назад +1

    Mere m me number apne aap chal rahe hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 года назад +1

      Bhai ye to multimeter ke board ko check karne ke bad hi pata chal sakta hai ki ye problem kis wajah se ho rahi hai

  • @dipeshlalkiya2205
    @dipeshlalkiya2205 4 года назад +1

    R11 R12 DE Velu

  • @sunderbisht2322
    @sunderbisht2322 4 года назад

    Chote m20v 2v a raha h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 года назад

      Bhai aise multimeter me ham log jada kuch nahi kar sakte kyo ki is aise multimeter me jo component lage hai wo market me nahi mil pate bhai

  • @IRSHADALAM-nd3nn
    @IRSHADALAM-nd3nn 3 года назад +1

    Chub bai

  • @ikbalkhan919
    @ikbalkhan919 3 года назад

    M. Name

  • @ShubhamGupta-sd1ye
    @ShubhamGupta-sd1ye 2 года назад +1

    Hi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 года назад +1

      Hello bhai kaise ho

    • @ShubhamGupta-sd1ye
      @ShubhamGupta-sd1ye 2 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi sir mere multimeter me 200v dc pe battery volt nhi batati 600v dc me batati h kaise repair kare

    • @ShubhamGupta-sd1ye
      @ShubhamGupta-sd1ye 2 года назад

      @@TechnicalJugaadHindi thik hu bhaiya