Bajaj ki bs6 ki saari gadiyon ka bura haal hai .main to haar baar servicing ke liye jaata hoon fir ek baar beech me bike reset ya ECU flash karane iske bina gaadi kahin bhi ruk jaati hai .main aur mere bade bhai agar kahin jaroori kaam se jaana hota hai to 20 saal purani splendor se jaate hain kyonki uspe zyaada bharosa hai
Mera bhi same problem ek bar thik kiya iske bad vi same problem aur mere ek bhaiya ne uska bike hi bes diya 1 saal vi nhi hui 150 bs6 ,ab pata chal gaya is bike kharab hain kam ka nahi mera bike vi bes dunga dusra kharidunga
Bhai mere pass bhi bs6 Pulsar hai throttle body me res kam jada karne ke liye jo sqru hota hai na woh khul nahi raha kuch to upaye batao bhai ki kaise Loz kare
Bhai mere pass bhi bs6 Pulsar hai throttle body me res kam jada karne ke liye jo sqru hota hai na woh khul nahi raha kuch to upaye batao bhai ki kaise Loz kare jalde se batao bahut res horahi hai
Same problem aaj 5000 tak lag gya bhai throttle body change 😔😔 worst experience with pulsar 150... disappointed with BS6... backwash bike ho gyi ye h ab
Mera pulsar 150 lagbhag 28000 km chal chuka hai aur aise hi problem ho raha hai chalte chalte gadi band ho jati hai dobara chalu karne se mausam nahi banati hai ya thodi der se banati hai throttle body ko saf karwane se kya problem solve ho jayegi
NS 160 BS6 HAI MERE PASS...kbhi kbhi missing krne lgti hai..or kbbhi kbhi start krne pe fiss fiss ki awaz ati hai kya problem hai bta do.kbhi kbhi chlte chlte bnd ho jati hai
Bhai meri pulsar mai p0170 error code aa rahi hai aur service center wale bol rahe hain k throttle body change karna hoga kya throttle body wash karne se check light chali jaegi
Aapki bike me jo engine check light ka code aa raha hai wo history me hai to thik ho jaiyega or agar current me code aata hai to throttle body change karna hoga pr ab aisa nahi hoga ek TPS sensor throttle body me lag ke aata hai wo change kar dega to aapka problem thik ho jaiyega or kuch nahi karna hai aapko...😊
Bhai Aaj meri byk ka throttle body clean hua uske bad laga to gadi start nahi ho Rahi hai pura sensor b check ho gya kya fi nikal k carburettor lag sakta hai
Nahi Bhai wo to nahi ho sakta bahut jada chij usme change karna hoga tab ja ke wo bike bs4 banega usse acha aap showroom walo ko bol ke new throttle body laga liiye warenty pe lag jaiyega
Agar aapki bike chalte chalte band ho rahi to v aapki bike ki throttle body ko clean karne ki jarurat bad sakti hai baki aapki ki condition chala kar pata karni hogi bhai
Meri avenger 160 2020 me bhi same problem h. Ak baar throttle body change bhi krwali but dobara yahi problem aarahi h. Meri bike abhi 14000 he chali hai
@@amritbonia330 mera bhi yahi haal hai ek. Baar badalwa chuka hun phir se wo hi problem bhai ye throttle body bilkul fail hai meri bike150 bs6 only 5000 kms chali hai.
Brother gadi bechiye mat kyu ki aapki bs6 bike abhi warranty period mein hogi to workshop pe ja ke warranty claim karvaiye or new throttle body chanj karwaye
@@mdabulbasarsani6571 bro aisa to koi mechanic ya engineer nahin Bata Sakta jab aapki bs6 bike me koi problem aati hai to aapke meter mein engine check light jalte rahata hai to aapki bike mein koi sensor related problem ho sakti hai wo sirf showroom wale hi bata sakte hai ki kon shi sensor se problem jo sensor kharab hoga Cheng karna hoga jo ek machine se chek kiya jata hai..
BS6 bike दिक्कतों का पहाड़ हैं PULSAR 125 खरीदा 18 महीना हुआ MISSING HITTING की दिक्कत से परेशान हो चुका हूं SHOWROOM जाता हूं ठीक करते है फिर एक महीने में दिक्कत शुरू
Sir mera Bajaj pulsar 150 bs6 me engine light hamesha jalta rahta hai aur bike 2-3 ghante khadi rahti hai to start karne me problem aata hai accelerator chod deta pickup ni btata hai 10 min accelerator ko dabane ke bad pakadta hai kya karu ? Showroom me dikha dikha ke thak gya kripya upay btaye
Bhai aap apne najdiki showroom jaiye or boliye mera engine check light kyu jal raha hai wo log machine pe check karge ki kon sa sensor kharab hai koi n koi cord flash Karega machine pe jaise p 0107 aayega to aapko bolna hai mere bhai ki engine check light ko thik kar ke dijiye jaha se v problem hai
@@vmechanical3004 bike ek bar pickup le leta hai aur bike chalte rahta hai to problem nhi hota lekin bike raat bhai khada rahta hai ya 2-3 ghante khada rahta hai to bike start ho jata hai turant par accelerator chod deta hai भूक भुक karta hai accelerator nhi pakdta 10 min tak accelerator Dene ke bad bike chalta hai
Bro mera pulsar 150 bs6 hai. But uska pickup bhot low hai compared to bs4 jo mere cousin ke paas hai. Jab oil 2 point se niche rahta hai to aisa lagta hai platina chala raha hu. Pickup badhane ka koi solution batao na bro
Bhai mere bike me bhi missing problem aa rahi he...throttle body 6 mahine pahle hi change kara chuka hu..fir se wahi problem machine me check karne pe bata raha he...check light chalu rah rahi he...bahot pareshan hu is bike se...pickup bhi sahi ni aa raha...plz help brother 🙏
Bahi ek problem ka solution ek hi hai us bike ki TPS sensor iske wajah se hi ye problem hoti hai jo company walo ki problem hai is liye aap company walo ko boliye or aap apna throttle body fir se Chang karwaye or boliye jab jab kharab hoga aapki bike sencer se releted problem har baar company ko free of cost bana ke dena hoga
@@vmechanical3004 bhai mene sb check kraya unse kch nhi hotaaa vo ese hi time pass krte hai or fir boolte hai ke ese hi rhega bike ese hi aati hai ab banke
Bhai is bike main carburettor lagwa de bajaj company kyunki inki throttle body substandard hai ghatiya hai bilkul saari zindagi inke service centre ke chakkar lagane aur inke bewaqoof mechanics se ulajhne main nikal jaayegi. Mere pass pulsar 150 bs6 single disc 2021 model hai ek baar throttle body change kar diya in bajaj walon ne phir se wo hi pareshani bike race hi nahi le rahi throttle dene par.
Saare Sensor Couplers Wires Mai Vaseline Laga k Fit Kar Denaa Taaki Paani Jaane k Vajah se Kabhi Kharab na ho
Bajaj ki bs6 ki saari gadiyon ka bura haal hai .main to haar baar servicing ke liye jaata hoon fir ek baar beech me bike reset ya ECU flash karane iske bina gaadi kahin bhi ruk jaati hai .main aur mere bade bhai agar kahin jaroori kaam se jaana hota hai to 20 saal purani splendor se jaate hain kyonki uspe zyaada bharosa hai
Bhai apka knowledge to bohut Kamal ka 🔥🔥🖤
Aapka Spray Bahut Costly Hai
Aap Sheera Ka Throttle Body Cleaer Ya Royal Enfield ka Genuine Throttle Body Cleaner Use karo Ya WD-40
Bhai throttle bodi callen kane ke baad bhi ye ban hogi isme corbertor lagao video banane ke liye dhanyewad bs6 fail tacnolaji
Kal Maine Apni Sp 125 BS6 ka
Throttle Body Injector Fuel Filter Clean Karaya Air Engine Flush Karaya
Bike ki Pickup Kast ho Chuki Hai ab
Mera bhi same problem ek bar thik kiya iske bad vi same problem aur mere ek bhaiya ne uska bike hi bes diya 1 saal vi nhi hui 150 bs6 ,ab pata chal gaya is bike kharab hain kam ka nahi mera bike vi bes dunga dusra kharidunga
Tps sensor ko konsa lequid sa clean katey ho????
Throttle body cleaner se kar sakte hai
Kitna cost ata h throttle body change krne me
150 Rs Lie Mere Mechanic Ne
Bhai log ye gadi kabhi mt lena mai to lekar fas gaya
main 3 bar problem 50000 kay ander
@@niranjankumarsahu5552 ये गाड़ी बहुत प्रॉब्लम कर रहा है
Bahut hi bekar bike hai😢😢
Zaroori nahi jo tumhare saath hua hai woh sabke saath ho
Bajaj walo ki zyada bikes bik Rahi Hain to ab inhe customers ki koi care nhi
Bhai mere pass bhi bs6 Pulsar hai throttle body me res kam jada karne ke liye jo sqru hota hai na woh khul nahi raha kuch to upaye batao bhai ki kaise Loz kare
Bhai mere pass bhi bs6 Pulsar hai throttle body me res kam jada karne ke liye jo sqru hota hai na woh khul nahi raha kuch to upaye batao bhai ki kaise Loz kare jalde se batao bahut res horahi hai
Same problem aaj 5000 tak lag gya bhai throttle body change 😔😔 worst experience with pulsar 150... disappointed with BS6... backwash bike ho gyi ye h ab
Same problem bro.. around 5000 kharcha ho gaya.. Bakwass bike bana diya pulsar 150 bs6
Aaj phir 3 month baad wahi problem ho gyi bhai.
Pareshaan ho gya hu isss bike se
maine toh 2 bar throttle body change karwai free m,phir ek br sensor dalwaya 900 ka,ab o2 sensor khrab ho gya h
Kya ek baar throttle body change krwake guarantee h ki dubara nhi khrab hogi ?
Nahi guarantee to nahi hai Bhai pr agar company se jo throttle body aap lagwa rahe hai wo new modified hogi to problem nahi aayegi
Bhai petrol se clean karne se kiya hoga
Kar sakte hai
Agar service center par le jao to wo clean karke dete he ya nayi lagake agr gaadi warranty me hoto???
Wo to bike ki condition pr depend karta hai
They only change.. fraud service center of bajaj
Mera pulsar 150 lagbhag 28000 km chal chuka hai aur aise hi problem ho raha hai chalte chalte gadi band ho jati hai dobara chalu karne se mausam nahi banati hai ya thodi der se banati hai throttle body ko saf karwane se kya problem solve ho jayegi
Ho jaiyega ek baar aap apne mechanic se apni bike check karwa le fir v problem ho to comment kijyega mai reply jarur duga
tool required to open air flow valve sensor , please urgent
NS 160 BS6 HAI MERE PASS...kbhi kbhi missing krne lgti hai..or kbbhi kbhi start krne pe fiss fiss ki awaz ati hai kya problem hai bta do.kbhi kbhi chlte chlte bnd ho jati hai
Uske tps sensor your fuel pump me problem ho sakta hai bhai
Mere bike mein bhi same problem hai to kya throttle body clean karna padega
Karna hoga
@@vmechanical3004 service center me karta hai
@@sudhanshuranjan9654 ha service centre mein ho jaega
@@vmechanical3004 bhaiya woh log machine laagane ke baad bol rhe hai ki koi problem nhi aapke bike mein. Lekin caalane par problem kar raha hai.
@@sudhanshuranjan9654 aap ek baar apne bike ki throttle body clean karvaye problem thik ho jaiyega
Bhai meri pulsar mai p0170 error code aa rahi hai aur service center wale bol rahe hain k throttle body change karna hoga kya throttle body wash karne se check light chali jaegi
Aapki bike me jo engine check light ka code aa raha hai wo history me hai to thik ho jaiyega or agar current me code aata hai to throttle body change karna hoga pr ab aisa nahi hoga ek TPS sensor throttle body me lag ke aata hai wo change kar dega to aapka problem thik ho jaiyega or kuch nahi karna hai aapko...😊
@@vmechanical3004 maine 3in1 sensor change Kiya.. still same problem after some months.. bs6 pulsar is a fraud bike
Bhai Aaj meri byk ka throttle body clean hua uske bad laga to gadi start nahi ho Rahi hai pura sensor b check ho gya kya fi nikal k carburettor lag sakta hai
Nahi Bhai wo to nahi ho sakta bahut jada chij usme change karna hoga tab ja ke wo bike bs4 banega usse acha aap showroom walo ko bol ke new throttle body laga liiye warenty pe lag jaiyega
How to clean dirt from sensor?
Use WD-40 Spray or Throttle Body Cleaner
220 pulshar ka ye sensher ktni price he bro
1000 rs
Mileage pe koi effect hoga kya...
Ha aayega
Bhai mere pass Pulsar 220bs6 bike hai,
Throttle body kitne dinon mein clean karna chahie...
Agar aapki bike chalte chalte band ho rahi to v aapki bike ki throttle body ko clean karne ki jarurat bad sakti hai baki aapki ki condition chala kar pata karni hogi bhai
Thanks for replying
Meri avenger 160 2020 me bhi same problem h. Ak baar throttle body change bhi krwali but dobara yahi problem aarahi h. Meri bike abhi 14000 he chali hai
Agar company wale new letest throttle body dete hai jo new manufacturing ho to aapki bike me problem nahi aani chaiye...
Pulsar 150 bs6 fraud bike same problem
@@amritbonia330 mera bhi yahi haal hai ek. Baar badalwa chuka hun phir se wo hi problem bhai ye throttle body bilkul fail hai meri bike150 bs6 only 5000 kms chali hai.
@@goodguy147 same part failing on every pulsar 150bs6 still company charging 4000+ rs. Looting customers
Bhai workshop kaha hai apka
Jharkhand ke ramgarh City me hai FUN RIDER, BIKE SERVICE CENTRE AND SPARE PARTS
maps.app.goo.gl/EXyt7VDC4zGM6XeF8
Actually I have the same problem. Kya new throttle body mein gadi thik chalegi ya gadi bech den
Brother gadi bechiye mat kyu ki aapki bs6 bike abhi warranty period mein hogi to workshop pe ja ke warranty claim karvaiye or new throttle body chanj karwaye
New throttle body kitne approx kitne km tak thik chalegi.
@@mdabulbasarsani6571 bro aisa to koi mechanic ya engineer nahin Bata Sakta jab aapki bs6 bike me koi problem aati hai to aapke meter mein engine check light jalte rahata hai to aapki bike mein koi sensor related problem ho sakti hai wo sirf showroom wale hi bata sakte hai ki kon shi sensor se problem jo sensor kharab hoga Cheng karna hoga jo ek machine se chek kiya jata hai..
Same problem bs6 pulsar 150 is fraud bike cost me 5000 +
Throttle body ki kitne year ki warranty hoti h
2 saal
BS6 bike दिक्कतों का पहाड़ हैं PULSAR 125 खरीदा 18 महीना हुआ MISSING HITTING की दिक्कत से परेशान हो चुका हूं SHOWROOM जाता हूं ठीक करते है फिर एक महीने में दिक्कत शुरू
kuda h bs6 gadiya,sirdard h
Sir mera Bajaj pulsar 150 bs6 me engine light hamesha jalta rahta hai aur bike 2-3 ghante khadi rahti hai to start karne me problem aata hai accelerator chod deta pickup ni btata hai 10 min accelerator ko dabane ke bad pakadta hai kya karu ? Showroom me dikha dikha ke thak gya kripya upay btaye
Sir throttle body clean karwane se problem khatm ho jayega , problem samjh ni aa rha sir
Bhai aap apne najdiki showroom jaiye or boliye mera engine check light kyu jal raha hai wo log machine pe check karge ki kon sa sensor kharab hai koi n koi cord flash Karega machine pe jaise p 0107 aayega to aapko bolna hai mere bhai ki engine check light ko thik kar ke dijiye jaha se v problem hai
@@vmechanical3004 dhanyawad bhai
@@vmechanical3004 bike ek bar pickup le leta hai aur bike chalte rahta hai to problem nhi hota lekin bike raat bhai khada rahta hai ya 2-3 ghante khada rahta hai to bike start ho jata hai turant par accelerator chod deta hai भूक भुक karta hai accelerator nhi pakdta 10 min tak accelerator Dene ke bad bike chalta hai
@@vmechanical3004 pls bhai solution btaye showroom me bna ni pa rhe 2 alg alg showroom le ja chuka hu bahut pareshan hu pls help
Bro mera pulsar 150 bs6 hai. But uska pickup bhot low hai compared to bs4 jo mere cousin ke paas hai. Jab oil 2 point se niche rahta hai to aisa lagta hai platina chala raha hu. Pickup badhane ka koi solution batao na bro
Ho sakta hai uska clutch plate kharab ho gai hogi baki bs 6 bike me petrol 3 little rakhana hai tab hi achi performance degi apki bike
Throttle clean karne ke 1din fir start off ho raha he..keya karu?
Aapki bike ki engine check light meter mein jal rahi hai kya aur agar jal rahi hai to service centre ja ke check karwaye
@@vmechanical3004 bhai mera light nhi jal rha engine kr firbhi throttle missing ho rha chalte chalte
@@priyanshuverma9165 kon sa bike hai Aapka
tps, 3in 1 sensor se issue hai
Bs6 abs ka video Banaye
भाई साहब पहले प्रॉब्लम तो दिखाते इसमें क्या प्रॉब्लम है
Bhai apka workshop kaha hai address batao, mera bike leke ana hai, same problem, pulsar 150 twin disc 2022 model.
FUN RIDER, BIKE SERVICE CENTRE AND SPARE PARTS
maps.app.goo.gl/uHKwN1vLtEHDuVmu8
Jharkhand, ramgarh me hai
Thank you
Bhai mere bike me bhi missing problem aa rahi he...throttle body 6 mahine pahle hi change kara chuka hu..fir se wahi problem machine me check karne pe bata raha he...check light chalu rah rahi he...bahot pareshan hu is bike se...pickup bhi sahi ni aa raha...plz help brother 🙏
Bahi ek problem ka solution ek hi hai us bike ki TPS sensor iske wajah se hi ye problem hoti hai jo company walo ki problem hai is liye aap company walo ko boliye or aap apna throttle body fir se Chang karwaye or boliye jab jab kharab hoga aapki bike sencer se releted problem har baar company ko free of cost bana ke dena hoga
bro itna magi bike lo upr es iso ko jhelo ap y batao bs6 me carboretr kse lagi y vido bano
Sir meri bike bajaj pulsar 150 me jab race deta hun to race nhi pakadti bhut derr baad pick-up ata hai......ese krti hai jese petrol khtm hogya hoo
Bhai ye problem bahut karan se ho sakta hai aap apne najdik ke Bajaj showroom ja ke apni bike ko dikhaye ho skata hai software se problem ho....
@@vmechanical3004 bhai mene sb check kraya unse kch nhi hotaaa vo ese hi time pass krte hai or fir boolte hai ke ese hi rhega bike ese hi aati hai ab banke
@@vmechanical3004 mujhe lgta hai ke throttle ki problem hai
@@Maniktomar24 kaha se hai aap
@@vmechanical3004 bhai Roorkee (Uttarakhand) se
Aap kis service centre me ho
jharkhand,Ramgarh ke volkan bajaj me
Oho..
Mai delhi me hoo
@@ZeeshanKhan-bs2fn boliye koi help chahiye kya to mai jarur help karuga
Petrol se saf kar sate hai
Kar sakte hai lekin sab sensor ko throttle body se open kar lijiyega nahi to kharab hone ka dar rahata hai
Mere bike me bhi yahi problem hai pulsar 150 latest model bs6
Nice bro
Very good
Bhai mujhe new throttle body chahiye aapke paas available hai
Kon sa bike ka chahiye aapko
Never buy bs6 pulsar 150. Otherwise get ready to spend atleast 10000+ on parts within 30000 kms
Pulsar 150 bs6 main bahut saari problems hain
Maintain Karoge Toh Kuch Problem Nahi Hoga
Jald se jald reple do bahot jada res ho rahi hai
Same problem hai mere bike main pulsar 150
Prince kitna hai
5000
@@vmechanical3004 bhai clean krkne ka ya new lagwane ka?
@@chiragthakur8839 new ka
Mere pass bhi ek 150 Pulsar Hai usmein bhi aisi problem hai
Mai to bs6 pulsar 150 ko bs 4bna diya hu
Meri busy pulsar main same problem hai bhai
Mera bhi yehi problem h yrrrr
Bhai is bike main carburettor lagwa de bajaj company kyunki inki throttle body substandard hai ghatiya hai bilkul saari zindagi inke service centre ke chakkar lagane aur inke bewaqoof mechanics se ulajhne main nikal jaayegi. Mere pass pulsar 150 bs6 single disc 2021 model hai ek baar throttle body change kar diya in bajaj walon ne phir se wo hi pareshani bike race hi nahi le rahi throttle dene par.
Rameshkumar
Jald se jald reple do
Bhai bs6 me res kam karne ka koi skru nahi hota
Res ka pura process laptop se hota hai
Sabse bekar bike pulsar150 bs6 25000 gadi chali hai mahine me 2 bar garage me hi rahti hai sensor ke karn
Meri ye hi problem hai
Bhai Main Bhi mechanic ka video banata hun mujhe bhi dekh lo Achcha Lage to comment kijiye like aur follow kijiye share subscribe please bhai
Jarur Bhai
Thanks bhai
Bhai thoda sa humko bhi batao yaar ki aap video kaise banate hain
@@rjsharmaauto8848 normal mobile se hi banata hu..bhai
Bhai tum kaun se phone use karte ho