Sir ye newspaper kya usi state ka hina jrori h jis state ka candidate ho.ku k mujhe bola k tumhara state or h or tmne kisi doosri state (delhi) k newspaper me aid diya..tmhe apne local newsppr me aid dena hoga....
Sir mere case me hua ye hai ki jab mai 8 class me school me admission karane Gaya tab maine galti se father name MANOJ VERMA dal diya ab Wahi naam CHALTE CHALTE mere 10th 12th aur Graduation Sab me ho gaya Par Mere Father Ka Real Name Manoj Kumar Das hai Joki unke Documents me hain Mere pass Na Pan hai N driver licence hai Sirf aadhar hai uspe main Apne papa ka naam hata lunga kyoki ab wo mandatory nhi rha kyoki galti meri hai to CBSE Wale to shi nhi karenge To maine Central GAZZETE banwa liya hai SSC DOCUMENT VERIFICATION me kya mujhe koi problem hogi
Sir Mera name Ajay hai but mujhe apna surname lgavna hai or GEZETTE hone ke baad kya muhje 10+12 ki marksheet mai bhi ye krna hoga GEZETTE PDF dikhane pe kaam ho jyga. YA YE krne ke baad muhje sare documents mai name + surname add krna hoga
Sir maine 10 saal pehle gazzete or newspaper me naam publish karaya tha per ab newspaper & affidavit kahi kho gaye hai or na hi date yaad hai. ab kya mujhe newspaper aur gazzete dono me dobara published kara hoga kya.
Namaskar maine state gazzette banaya hai Sir maine format affidavit vise newspaper ad Diya hai old name new name mujhe central gazzette bana na hai mera education certificate and some other documents correction hai toh mujhe public notice main mujhe phirse advertising Dena hoga pls reply
@@arunpandita mail to koi bhi nahi aaya reject to nahi hua kyuki kisi bhi tarha se koi contact nahi kiya gaya mujhe error batane ke liye, gazette walo ke pass pending bohot pade hai kisi kisi ka 6 months me aaya hai
Pura name change process me kitna time lagta hai? Agar full name change kar rahe ho father ke surname se alag to Notary se ya first class magistrate se sign karwana hoga ? Plz reply sir.
10th and 12th certificate pe father name full wrongly written ho to Kay Karu jise Mera 1st year me admission ho jay please tell me ye meri future ka sawal hai ?
How to do corrections in surname spelling. In the adopted case. My mother nd father surname is same bt my surname having spelling mistake (i.e. in my surname extra alphabet 'A' is there.)
Hello sir mera naam Ayush Verma hai mere 10th 12th ke educational documents me pita ka naam galat darj ho gaya hai mere 10th aur 12th ke sare documents me father name MANOJ VERMA darj ho gaya hai jabki mere father ke educational documents aadhar card sab me unka naam MANOJ KUMAR DAS hai ab mai ise gazzete se shi karwana chahta hoon sir main abhi graduation 2nd year me hoon to kya sirf gazzete me ye likhvana hoga ki 10th 12th me father name MANOJ VERMA darj ho gaya hai aur use MANOJ KUMAR DAS yani real name se sahi karwa diya jae par sir isse to sirf mere 10th aur 12th me hi mera father name correct hoga main jo graduation kar rha hoon usme to.mera father name MANOJ VERMA hi hain to main ye jan na chahta hoon ki kya me gazzete me hi ye likh doon ke mere 10th 12th graduation sab me sahi kar diya jae ya ye likh doon ki 10th 12th me sahi kar diya jae aur us gazzete ka use karke apne graduation ke university se apna father name MANOJ KUMAR DAS apne graduation certificate me shi karwa loon pls help me sir pls reply
Hello sir, mere son ki 10th ki DMC mein son ke name mein aur uski mother name mein surname add karvana hai . Kya dono ke name m surname ek hi affidavit, ek hi request letter, ek hi CD se add ho jayega ya saare documents filling do bar karni padegi. Agar do bar saara process karna hai to, Son to miner hai uska process to meri aur se hoga aur uski mother ke surname ke liye meri wife ki aur se process karna padega kya?? Aur double fees pay karni padegi kya?? Please clear confusion. Thanks 🙏.
Hello, I published my name in the gazette by keeping the initial. I want to publish the name change again by expanding the initial. What is the process to publish a name change again for the second time?
Sir maine aaj 100 ke stamp prr notary se affidavit bnva dia aur newspaper mai ad bhi publish krwa dia…. Mera surname govt id aur bank mai nhi hai but 10th mark sheet mai hai, plz mje gazette ki fees bata di jye, correction ki 1400 fee pay kru ya change ki 1100 aur kya mje magistrate se wapas affidavit bnvane ki jarrurat toh nhi haina😅 Plzz bata do cds ka form bharna hai😅😅😅
Mera name Suraj Kumar Ram hai or mere father ka name Arun Ram hai mai apna pura name or father ka surname change karna chahta hun apne docoment mai kya iske lia mere father ka vi docoments lagenge mere hi docoment se ho jayega or kya requirment hai iske lia please sir response me
Sir mere father ka naam class X ki marksheet me galat hai baki saare documents me sahi hai mene X 2011 me Kiya hai sir mujhe ye gazette apna liye banana hai ya apne father k name k liye banana hoga
Respected air good evening. Sir I have a spelling place difference in my high school and graduation document in my sir name. So sir please tell me how can I apply in your tehsil our sdm is an ias officer as joint magistrate. Difference is Agarwal and agrawal
sir , gazette me mere naam k saath saath pita ka naam hona bhi jaroori h Kya? Mere gazette notification me sirf Mera naam h.. Actually cbse replied ki " rajpatra me pita ka naam nahi h " Ab mujhe Kya Naya gazette banwana padega ya ussi me badlaaw ho sakta h.. Ya fir pita ka naam jaroori nahi h sirf Mera naam gazette me chal jayega
Sir mene 10 saal pehle gazette me publish karaya tha mere paas gazette to hai per newspaper kho gaya hai kya dubara newspaper me add kar sakte hai kya ye valid hoga
I want to change my wife surname into my surname and I have changed her father name as C/O my name and my address in her aadhar card without change in her father's surname..with this address proof my wife can apply to name change in gazette publication or not... and is it mandatory to submit Sc/obc/st certificate to change in surname of female after marriage
Sir mera name Suraj Kumar Ram hai or mere father ka name Arun Ram hai lekin mai apne pura or father ka surname change karna chahta hun kya ho jayega or kya father ka vi koi docoments lagega
Sir, Mera nephew ka sabhi documents me uska mother ka Name wrong hai. Woh abhi central gov job me hai pichle 6 month se. Uske educational documents ke adhar par wahan bhi mother ka wrong name hi dal gaya hai. To kya gazette public notice se mother name correction ke liye use gov employee wala deed bhi bharna hoga? Aur affidavit ka original jana karna hota hai ya Xerox?
What was the matter in newspaper for name correction of my father and mine both of our name is incorrect in marksheet but correct in all public documents
One of the Best video sir
Jitna ab tak dekha hai Name change se related unme se One of the Best.
Bahut achhe se samjhaya aapne.
Aap ne bhut hi aache se samjhaya hai bahut bahut shukriya
Bhagvan aap ko shda Khush rakhe
🙏💐
Thank you . You have made the task very simple for a common man.
Did you get your gazette published
best video on this topic all doubts clear
Very nice explanation
Sir ye newspaper kya usi state ka hina jrori h jis state ka candidate ho.ku k mujhe bola k tumhara state or h or tmne kisi doosri state (delhi) k newspaper me aid diya..tmhe apne local newsppr me aid dena hoga....
Public notice ke 2 copy lagane hain kya?
Sir mere case me hua ye hai ki jab mai 8 class me school me admission karane Gaya tab maine galti se father name MANOJ VERMA dal diya ab Wahi naam CHALTE CHALTE mere 10th 12th aur Graduation Sab me ho gaya Par Mere Father Ka Real Name Manoj Kumar Das hai Joki unke Documents me hain Mere pass Na Pan hai N driver licence hai Sirf aadhar hai uspe main Apne papa ka naam hata lunga kyoki ab wo mandatory nhi rha kyoki galti meri hai to CBSE Wale to shi nhi karenge To maine Central GAZZETE banwa liya hai SSC DOCUMENT VERIFICATION me kya mujhe koi problem hogi
good work there!!
What does meant by DD number, ipo number and Bank details in request letter
Affidavit original bhejna hai ya uski xerox bhejni hai
sir porforma document me jo witness portion hai... usko type krna hai... ya witness pen se bharega????
Type karna hi
Sir
Mera name Ajay hai but mujhe apna surname lgavna hai or GEZETTE hone ke baad kya muhje 10+12 ki marksheet mai bhi ye krna hoga
GEZETTE PDF dikhane pe kaam ho jyga. YA
YE krne ke baad muhje sare documents mai name + surname add krna hoga
Sir maine 10 saal pehle gazzete or newspaper me naam publish karaya tha per ab newspaper & affidavit kahi kho gaye hai or na hi date yaad hai. ab kya mujhe newspaper aur gazzete dono me dobara published kara hoga kya.
very informative
Namaskar maine state gazzette banaya hai Sir maine format affidavit vise newspaper ad Diya hai old name new name mujhe central gazzette bana na hai mera education certificate and some other documents correction hai toh mujhe public notice main mujhe phirse advertising Dena hoga pls reply
Documents by post bheje huye 2 month ho chuke hai abhi tak to print hua nahi, kitna samay lagta hai, koi tareeka hai track karne ka?
Sem problem broh number sent
Bhai hua print?
@@arunpandita nahi abhi tak nahi aaya print hokar 3 month ho gaye hai.. Pata nahi saalo ke pass kitne pending me pade huye hai
@@youtubepolice5574 kuch mail aya? Reject ho gya hoga shyd
@@arunpandita mail to koi bhi nahi aaya reject to nahi hua kyuki kisi bhi tarha se koi contact nahi kiya gaya mujhe error batane ke liye, gazette walo ke pass pending bohot pade hai kisi kisi ka 6 months me aaya hai
Pura name change process me kitna time lagta hai?
Agar full name change kar rahe ho father ke surname se alag to
Notary se ya first class magistrate se sign karwana hoga ?
Plz reply sir.
👌👌
Veer Gazette me address bhi change krwana padega agar mai kal ko Kisi aur city me Shift ho jauga to..please btao..
pura newspaper post krna hai ya bs specific page???? please reply ASAP
only page
How to do self attestation of photograph on scanned print or original
sir ye process department jate h to wo log krwa dete h kya sab kuch
Sir kuch log bol rahe hai ki 2 newspaper add deni hai please yeh clear kijiye ki 2 newspaper add deni padegi ya 1 bhi chal jayegi
Sir kya mujhe original affidavit and newpaper cutting post se bhejna hoga ya Xerox
Sir mare pita ka name 10 aur 12 me change ho gaya haiia aab maii kya karu jisse unka dono name sahi ho jaye
Sir 10th ki marksheet me father's name change krvane ka kya process he?
10th and 12th certificate pe father name full wrongly written ho to Kay Karu jise Mera 1st year me admission ho jay please tell me ye meri future ka sawal hai ?
Bhai kya kiya apne batao mera bhi 10th marksheet pe wrong he father's name
Mera bhi
ha Bhai batao kya kiya apne?
Mera b aisa hi tha... maine correction kiya sirf 3 weeks me... koi agen ki jarurat nahi hai khud kar sakte hai
@@yashvantsangle3811 kaisa karaya bhai batate
How to do corrections in surname spelling. In the adopted case. My mother nd father surname is same bt my surname having spelling mistake (i.e. in my surname extra alphabet 'A' is there.)
Sir in sbka total kharcha kitna aata hai?
2100 - 2500. Agr khud s saara kaam kiya tb (1100 bharat kosh + 800 Newspaper + 200 affidavit + Misc)
@@VisheshBhadariya thanku 🙏
Sir, mujhe name correction krwana hai mera aur mere papa ka...uska kya proforma hoga??
Photo ke upar sign krna h ya photo ke piche
uper
Maine affidavit Kolkata court se Kia hai , gazatte notification delhi se hoga ??
Hello sir mera naam Ayush Verma hai mere 10th 12th ke educational documents me pita ka naam galat darj ho gaya hai mere 10th aur 12th ke sare documents me father name MANOJ VERMA darj ho gaya hai jabki mere father ke educational documents aadhar card sab me unka naam MANOJ KUMAR DAS hai ab mai ise gazzete se shi karwana chahta hoon sir main abhi graduation 2nd year me hoon to kya sirf gazzete me ye likhvana hoga ki 10th 12th me father name MANOJ VERMA darj ho gaya hai aur use MANOJ KUMAR DAS yani real name se sahi karwa diya jae par sir isse to sirf mere 10th aur 12th me hi mera father name correct hoga main jo graduation kar rha hoon usme to.mera father name MANOJ VERMA hi hain to main ye jan na chahta hoon ki kya me gazzete me hi ye likh doon ke mere 10th 12th graduation sab me sahi kar diya jae ya ye likh doon ki 10th 12th me sahi kar diya jae aur us gazzete ka use karke apne graduation ke university se apna father name MANOJ KUMAR DAS apne graduation certificate me shi karwa loon pls help me sir pls reply
Sir we are staying in near Bangalore, is their any office here related to Department of publications
Hello sir, mere son ki 10th ki DMC mein son ke name mein aur uski mother name mein surname add karvana hai . Kya dono ke name m surname ek hi affidavit, ek hi request letter, ek hi CD se add ho jayega ya saare documents filling do bar karni padegi. Agar do bar saara process karna hai to, Son to miner hai uska process to meri aur se hoga aur uski mother ke surname ke liye meri wife ki aur se process karna padega kya?? Aur double fees pay karni padegi kya?? Please clear confusion. Thanks 🙏.
this process is for name change , not for correction in marksheet
Jo photo id proof dena h
Vo new name ka hoga na??
Sir minor ke liye parents ka I'd proof bhejna hoga ya child ka please reply
Information you have provided is very useful for me. I am a student, what will be format of the deed? Please advice
I already explained deed is required for employees
Sir kya yaha DOB change ka liya bhee banta hai
No Bro ...
सर मेरा गजट पेपर खो गया है उसको निकल वाने के लिए क्या करना चाहिए मैंने दो हजार अट्ठारह में बनवाया था
It's easy to retrieve gazatte document. Agar apko gazatte publication date yadh hai tho I can help you.
Sir meri class 1se 9th tak ki Sare marksheet Or documents me D. O. B 2003 hai kewal 10th ki marksheet me 2004 hai ise change kese kraye
thank you sir
Hello, I published my name in the gazette by keeping the initial. I want to publish the name change again by expanding the initial. What is the process to publish a name change again for the second time?
Hy I need your help
@@shinu700 please tell me
Apne central government se krwaya tha gazette
@@shinu700 yes
Mujhe documents k liye clarification nhi mil rhi h to ky aap help kr skte h
how much fees you charged for name change/ correction.
newspaper pura send krna h ki sirf vo page jisme apne name change ka ad h?
only that page
Sir maine aaj 100 ke stamp prr notary se affidavit bnva dia aur newspaper mai ad bhi publish krwa dia….
Mera surname govt id aur bank mai nhi hai but 10th mark sheet mai hai, plz mje gazette ki fees bata di jye, correction ki 1400 fee pay kru ya change ki 1100 aur kya mje magistrate se wapas affidavit bnvane ki jarrurat toh nhi haina😅
Plzz bata do cds ka form bharna hai😅😅😅
brother CD band ho gaya, kya kare
Mera name Suraj Kumar Ram hai or mere father ka name Arun Ram hai mai apna pura name or father ka surname change karna chahta hun apne docoment mai kya iske lia mere father ka vi docoments lagenge mere hi docoment se ho jayega or kya requirment hai iske lia please sir response me
Sir mere father ka naam class X ki marksheet me galat hai baki saare documents me sahi hai mene X 2011 me Kiya hai sir mujhe ye gazette apna liye banana hai ya apne father k name k liye banana hoga
Gazette ese banana hi jisme likha ho aapke marksheet me aapka papa ka naam galat hogya hi
What is difference between State gazat & central gazat? State gazat is not valid for name change for id ? Please explain with video. 🙏
Yes for name correction go for central gazette
@@SMJ_INDIA ok. But after name change all id card should change new name or not change? Please explain step by step with video. namaste 🙏
Mera or mere father ke name me correction karana hai to gazette me ho jayega na
ha hojaega follow the process
Caste certificate me father name or adress correct ho jayega na sir
sir 1 newspaper me dena hai ya 2 me
Send
@@Mahadevselection123 ????
Sir mera up board se h
Kaise kren
Respected air good evening. Sir I have a spelling place difference in my high school and graduation document in my sir name. So sir please tell me how can I apply in your tehsil our sdm is an ias officer as joint magistrate. Difference is Agarwal and agrawal
sir , gazette me mere naam k saath saath pita ka naam hona bhi jaroori h Kya?
Mere gazette notification me sirf Mera naam h..
Actually cbse replied ki " rajpatra me pita ka naam nahi h "
Ab mujhe Kya Naya gazette banwana padega ya ussi me badlaaw ho sakta h..
Ya fir pita ka naam jaroori nahi h sirf Mera naam gazette me chal jayega
Hello sir gazzete k liye apply kaise kiya aapne plz bta dijiye
@@sagrikamazumdar ruclips.net/video/S0u8Zc-w4rI/видео.html
Isko dekh lo, aapko kaafi idea lag jayega..
But Maine ek lawyer k through banwaya tha
Sir mene 10 saal pehle gazette me publish karaya tha mere paas gazette to hai per newspaper kho gaya hai kya dubara newspaper me add kar sakte hai kya ye valid hoga
Number send bro
I want to change my wife surname into my surname and I have changed her father name as C/O my name and my address in her aadhar card without change in her father's surname..with this address proof my wife can apply to name change in gazette publication or not... and is it mandatory to submit Sc/obc/st certificate to change in surname of female after marriage
कितने दिनों में पब्लिश हो जाता है ?🙏🏻
Hello sir kya apka service provide karte ho
Sir gazzette me corrwction kese kare
मैं अपनी मां के नाम चेंज का प्रोसेस खुद कर सकता हूं या माँ को खुद ही जाना पड़ेगा
please clearify about change of mother's name in child certificate process
Iske liye Delhi jana padega kya
send by post
@@SMJ_INDIA payment kaise krenge...
Sir mera name Suraj Kumar Ram hai or mere father ka name Arun Ram hai lekin mai apne pura or father ka surname change karna chahta hun kya ho jayega or kya father ka vi koi docoments lagega
sir public notice 2 bhejna hai
Cast name ka correction kaise hoga
Sir,
Mera nephew ka sabhi documents me uska mother ka Name wrong hai. Woh abhi central gov job me hai pichle 6 month se. Uske educational documents ke adhar par wahan bhi mother ka wrong name hi dal gaya hai. To kya gazette public notice se mother name correction ke liye use gov employee wala deed bhi bharna hoga? Aur affidavit ka original jana karna hota hai ya Xerox?
Deed required and yes affidavit original is submitted
@@SMJ_INDIA but sir, as per format of deed in dept of pub website there is no column for mother, father or independent name correction or change.
abe yrrr kahi public notice mile ni rha hai
for name change
hello आप से बात हो सकता है सर
What was the matter in newspaper for name correction of my father and mine both of our name is incorrect in marksheet but correct in all public documents
Sir, aapse contact kaise kre?? Can you provide me your no.
Ye jo aap bnane ki baat bol rahe ho kaise bnana hai khud hi bna k takh lena h koi bnanta h kha ye
Sir file prepare krwa do aap
Sir jama karne ke liye Delhi jana padega
you can send it by post
Hi sir pls send pdf
Apka contact no. Send kariye
Sir meri class 1se 9th tak ki Sare marksheet Or documents me D. O. B 2003 hai kewal 10th ki marksheet me 2004 hai ise change kese kraye