Bro,mere board pe25v 2500uf capacitor laga hai kaya main isske parallal mein 1000uf 25v(ghar pe para hai) capacitor lagau taki high bass pe sound na fate....
bhai capacitor value badhane se bass ni badhta hai wo to bs ye hai ki aaj kl km value ki capacitor board me aa rhr hai jb bass speaker me ata hai tb voltage drop ho jta hai, to us time extra capacitor us drop voltage ko maintain rakhta hai. bs sirf etna story hai extra capacitor ki. koi 10 20 capacitor lga dene se 6283 se 5200 wala bass thode n mil jyega socho agar aisa hota to log 10 20 hazar rs q waste krte sirf 6283 board me 100 rs ke dher sare capacitor dal deta or dj bazata fir.
@@rksony7359 sir aaj mai ek transformer liya aur 6283 board pe diode pe ac connection kiya to main wala capicator bohot jir se fata to ky problem ho sakta hai transformer jyada powerka ho sakta hai ky
Bhahut accha laga aap ka samjhna
Price kya h sir iska
60rs
Kia ham 2200 uf ka jaga 4700 uf ka capacitor laga sakta huin
Ha laga lijye
@@rksony7359 thanks sir
Yes
Sar fm me bahut huming Aata Hai
Direct AC current de do
Voice bhi khatam hogaya rastense lagane pr
Bro,mere board pe25v 2500uf capacitor laga hai kaya main isske parallal mein 1000uf 25v(ghar pe para hai) capacitor lagau taki high bass pe sound na fate....
Bass ke liye, output mein capacitor laga dijye.
@@rksony7359 parallal mein ya series mein??? Aur electrolyte ya ceramic ya polyester capacitor???
Electrolyte.
bhai capacitor value badhane se bass ni badhta hai wo to bs ye hai ki aaj kl km value ki capacitor board me aa rhr hai jb bass speaker me ata hai tb voltage drop ho jta hai, to us time extra capacitor us drop voltage ko maintain rakhta hai. bs sirf etna story hai extra capacitor ki. koi 10 20 capacitor lga dene se 6283 se 5200 wala bass thode n mil jyega socho agar aisa hota to log 10 20 hazar rs q waste krte sirf 6283 board me 100 rs ke dher sare capacitor dal deta or dj bazata fir.
Sir kitne ka transformer laga sakte hai?
1 amp
ये वोर्ड भाई कहाँ मिलेगा कृपा करके बतादैं
धन्यवाद 🇮🇳🙏🌹🇮🇳🙏🌹🇮🇳🙏🌹
Ye board milega electronic ki shop pr, waha boliyega hume 6283 kit chaiye.
Sar single ic 7297 bod Jo saund quality bahut Achcha hai lekin sure suaahat hai Kya Karen
Best quality ka speaker use kijye or best quality ka board bhi or ha 2amp ka transforma use kijye mast ho jiyega.
Can we use 1000uf/25v instead of using 1000uf/16v as you mentioned in video
Chal jaiyaga lakin capacitor ko aap 25v or 50v ka le to jada accha hoga, humming bhi nahi aaiyaga utna.
Bhai aap kha se ho
Hum gaya, bihar.
Zila Panchayat
Mere 6283 se har 5 -6 second bad tir tir aise awaz ata hai
Transformer ka ampear check krr lijye.
@@rksony7359 sir aaj mai ek transformer liya aur 6283 board pe diode pe ac connection kiya to main wala capicator bohot jir se fata to ky problem ho sakta hai transformer jyada powerka ho sakta hai ky
Heat sink bhi hai bhai😁
Ha
Volume ma kis trah ka problem ha.
Humming type .
Oo😯😯😯
bacar ha
Koi baat nahi ho sakta hai. Thanks for reply.
Koi bhi baat nahin ho sakta hai aur Jamshed poochh Raha Hai Na vah To Kya banaa rahe hain
Nice video.
😍