Sir jab ham kisi item ko purchase k time uska Units KG pe purchase kiya or jab sales ka bill banane k time pe usko Pics pe sale karna hoga toh usle units ko keshe change kare... ??
Sir purchase kie hue maal ko journal voucher me q nahi kia entry jabki ye udhar hai q ki apne komal interprises ke ledger ko sundry creditors me kia isse pata chalta hai ki udhar khareede (sir jaisa apne kia waisa hi hoga ya fir kuch aur)
Sir mujhe ye smj nhi aata ki ek to shopkeeper hota h jo bill bana kr de Raha h aur ek ham hote h Jo saman purchase kar rha h jiski naam per bill hota h to 3person kon hota h
Hum jab kisi se purchase karte hai to us par supplier likha hota hai or sale ke time buyer likha hota hai or koi question hai to telegram ya whatsapp par puchh sakhte ho
@@KPWITHTRENDS2508 सर jab ham sales karate hai us times buyer likha hota hai hamare bill pe to ham apna sales bill apane costumer ko dete hai to ,, hamaare bill par to buyer likha hota hain to vah purchase me entry kaise kare Gaa
Bahut achha sir hai aap itni jldi waha pr mujhe samjh me nahi aaya tha jitna aap 2 minutes.e samjha diye thankyou
Welcome 😊
Very Excellent Sirjee
Excellent 👍
Sir ap bahut acche tarike se samjate ho outstanding report date wise kaise dekhe ye bhi bato
Crystal clear❤
Thank you
Halp fully video 👍
Thanks sir❤
Welcome
Very nice explanation
Thanks and welcome
Thank you sir
Very mast video Thank you sir 🙏
Welcome
bahut badhiya video
Thank you
Good sir ji
Sath ki sath igst bhi batana chaiye tha sales or purchase mai
Very nice
❤❤❤
Thanku
Tq so much bhaiiiii
Welcome
very mast video
Thank you
Bhai laptop me bill create krte time party details ka option ni aa rha h
Laptop ya pc se kuch nhi hota h sales me voucher mode change karo side me change' mode ka option h
Thanks sir
Very useful
Thank you
Thank you
thnx bro
Bhaiya aap mujhe ye bataye sale ya purchase bill m peyment, recived, contra, jurnel m entry karte h to kase pahchane ki ye kis m jayega please help me
ruclips.net/video/x7K5n5z1H0U/видео.html
Nice
Sir jab ham kisi item ko purchase k time uska Units KG pe purchase kiya or jab sales ka bill banane k time pe usko Pics pe sale karna hoga toh usle units ko keshe change kare... ??
Double unit ka video h wo dekho mere channel me
@@KPWITHTRENDS2508 please link 🔗 dedo
Sir ye work software pe kese karege uska video banana sir
ruclips.net/video/7aQ3ARWMPNE/видео.html
Bro, agar customer nai kuch liya store se, toh mujhe sales voucher banan hai, lekin customer nai cash pe liya, to mai usse kyu sundry debtor rakhu
Bill uske naam se banega isliye ek sales ki entry hogi or ek receipt ki jisme usne cash diya do entry hogi or party ka under sundry debtors rahega
Dew payment ki entry kese kare
Sir company me kitna paisa suru me apne rakha tha jo apne purchase aur dale dononkia
Isme purchase sales ki entry bas bataya gya
Sir thoda slow boliye n slow vindow dikhiye aur computer screen dikhti nahi hai waha pe kya like hai samaj nahi ata matlab thik se dikhta nahi hai
Kya smjh me nhi aaya batao
Sir purchase kids bill dikhaye
Sir apne bahr state se purchase Kiya to igst lgega
Dusre state se purchase karte hai to igst lagta hai
Bhai sales me without gst bana sakte he
Ha
Mere sales bill mein buyers name and consignee name different hai toh mai isse kaise fill Karu ye bhi bataiye
🙏🙏🙏
Sir purchase kie hue maal ko journal voucher me q nahi kia entry jabki ye udhar hai q ki apne komal interprises ke ledger ko sundry creditors me kia isse pata chalta hai ki udhar khareede (sir jaisa apne kia waisa hi hoga ya fir kuch aur)
Journal me nhi hogi direct sales purchase me hogi journal me adjustment ki entry hoti h
@@KPWITHTRENDS2508 sir to kya personal use k lie jo godda purchase kia wo hi sirf journal me jaega
Sir KP NE sale kiya to purchase ki entry wo kyu krega. Ap thira dhekye isko
Are ye smjne ke liye h aapko
One doubt hai please solve krdo sir
Ha bolo
Sir sales ke bill me original or extra copy ka kaise print nikale
Print me options rahte hai us par bhi video bena dunga or avi chahiye to print settings me mode type option hai usme ye sab diya rahta hai
Tally Me jewellery shop ka bill Kaise banao??😢
Please help me sir❤
Bill sabka same Banta bas product change hote hai
Bhai ye kese pta chalta hai ki,goods नगद purchase Kiya hai ya fir on credit
Wo details aapko di jayegi
HSN code with GST rate dalne pr printout me ku nhi dikha rha h plzzz plzzzz btye bhaii 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
7232053409 whatsapp me your problems with screenshots.
Mmmm
Sir pata kaise kare ki yeha bill sale ka hai yaha fir purchase la
ruclips.net/video/xE-UYmzsWIQ/видео.html
Invoice bill pr border show nhi ho rha h
Invoice print setting me problem hai simple invoice print ko enable kiya huwa hai
Esme sir purchase ka bil hai
Ha hai na
Sir hamari kapre ki dukan hai mey puches bill nahi bana pa rahi hu
Kya problem aa rhi h
Detail me btao ase short me kya ghnta smjh aayega 😅
Thoda ditals me samjeo
Sir mujhe ye smj nhi aata ki ek to shopkeeper hota h jo bill bana kr de Raha h aur ek ham hote h Jo saman purchase kar rha h jiski naam per bill hota h to 3person kon hota h
Next video me clear karta hu
Ok
Kal mil jayega video
सर हमे कृपया बताएं ,,सर हमे जो सेल करत हैं उसका बिल हमारे लिए सप्लायर हैं,,,, ओक हम भी तो किसी को सेल करते हैं हमारे वाले सेल पर क्यों नहीं ?
Hum jab kisi se purchase karte hai to us par supplier likha hota hai or sale ke time buyer likha hota hai or koi question hai to telegram ya whatsapp par puchh sakhte ho
@@KPWITHTRENDS2508 सर jab ham sales karate hai us times buyer likha hota hai hamare bill pe to ham apna sales bill apane costumer ko dete hai to ,, hamaare bill par to buyer likha hota hain to vah purchase me entry kaise kare Gaa
Jinke pass ye bil jayega jo purchase karnge wo purchase ki entry karnge us bill se or purchase bill nikalnge or file me lega dange
@@KPWITHTRENDS2508 sir WhatsApp number
Ya telegram ide sir kya hai
@@kumarashish7555 Telegram id - kp classes tally
Bhai narration me Kya dalte hai
Narration me entry related likhte taki entry ka narration dekhte hi entry smjh me aa jaye ki kis chiz ki entry hai
Khuch samjh nhi aya
ruclips.net/video/EO7iGLB_1ZQ/видео.html
Sir AAP थोड़ा धीरे बोला करो तब समझ आयेगा
Kya samjh nhi aaya
Sab kuch
Very nice ❤
Bhai kaha se ho aap
Rajasthan
@@KPWITHTRENDS2508 haan janta hu😊me district puch rha hu bhai?
Nagaur
Thanks sir
❤❤❤
Nice
Good