बहुत ही मार्मिक कहानी, स्त्री का अमूल्य बचपन, और पूरा जीवन बुरी तरह से रौंदा गया रुलाई आती है यह कहानी सुनते बहुत ही वास्तविक तरीके से, जिन्दगी की करुणा को अक्षर देह दिया गया था आभार
Heart wrenching, marmik,jaise aapne kaha 🧡Aapka vaachan tarangon ki leher ki tarah hai, jo dil ko chookar ek nayi Urjaa bhar deta hai 💜Jaise samundra ki leherain kinaare par aatin hain, aapki mehnat se jeevan mein naye rangon ki tarang behatee hai ❤ phoolon ki tarah khilti ,aapki pyaari muskaan se bhari baatein, sardiyon ki barf mein deti hai garmaahat ka ahsaas ♥️Aapki Hansi ki goonj, jese barf mein bacche khelein,aapki maasoomiyat har pal mein basee ,ek nayi kahani kahe🌹
रूढीवादी विचारो की शिकार हुइ उपेक्षित और बेडियो मै जकड़ी स्त्रियों की विवशता दर्शाती अत्यंत मार्मिक कहानीआपकी भावपूर्ण प्रस्तुति से अंतर्मन को झकझोर गई ❤
Seemaji....apke kahani kehne ka dhang aisa hai k kahani --- kahani nahi lagti balki apne jeevan ka hissa --- ek sansmaran lagta hai....jane kitne log is samaj mein apne apne ghar mein bheegi billi ban kar rehne ko majboor hain....woh bhi sirf isliye k unke vichar ghar ke badon ke vicharon se mel nahi khate.....Ghar ke bade- buzurg agar kaan ke kacche hon tab toh ghar nark ka hi paryay ban jata hai...Aise dayneey logo par daya ke siva aur kiya bhi kya ja sakta hai....😢Aapke shabdon ke sahare samaj ki galiyon mein vichran kar rahi thi....Jo jitna sehta hai samaj usko utna hi sehne ke liye majboor karta hai ..karta hi rehta hai....jab tak maut na dastak dene lage.... maut ki dastak sunkar kuch der ke liye kabhi kabhi santwana.... zabardasti ki santwana andar pravesh karti hai....ya shayad karna chahti hai lekin kar nahi pati... Abhi aap sun rahe the .....shabdon ne jhatak diya aur yatharth mein la kar khada kar diya..kuch der ka sannata rahega...phir ek nayi kahani...ek naya ehsaas hoga aur ek aur kahani 😢😢😢
Aankhen apalak he bhar aayi...😢...vachan bhi bahot umada tha...kahani bahut he marmik.
ATI Sundar kahani man Ko chhu Lene wali
आपकों धन्यवाद बहुत अच्छी कहानी सुनाने के लिए।
बहुत ही मार्मिक कहानी, स्त्री का अमूल्य बचपन, और पूरा जीवन बुरी तरह से रौंदा गया
रुलाई आती है यह कहानी सुनते
बहुत ही वास्तविक तरीके से, जिन्दगी की करुणा को अक्षर देह दिया गया था
आभार
Bahut hi emotional kahani😢
अति सुंदर कहानी
बहुत ही मार्मिक एक जीवंत एवं दुःख द कहानी पढ़कर मन विचलित आंसू आ गए 🙏🙏
कहानी बहुत ही सुंदर सुनते ही आंखों में आंसू आ गए
बहुत ही मार्मिक कहानी है अच्छी लगी ❤
बहुत धन्यवाद सीमा जी। जीवंत बना दी कहानी ❤🎉
Bhut marmik kahani thi apke vachan ne kahani ko jivant kar diya Seema ji 🙏 ❤
Touching 👌👌
नारी .....................
This story is a true picture of our evil society ‘dictates. Congratulations to the writer for creating such a moving story.
बहुत सुन्दर कहानी
Heart wrenching, marmik,jaise aapne kaha 🧡Aapka vaachan tarangon ki leher ki tarah hai, jo dil ko chookar ek nayi Urjaa bhar deta hai 💜Jaise samundra ki leherain kinaare par aatin hain, aapki mehnat se jeevan mein naye rangon ki tarang behatee hai ❤ phoolon ki tarah khilti ,aapki pyaari muskaan se bhari baatein, sardiyon ki barf mein deti hai garmaahat ka ahsaas ♥️Aapki Hansi ki goonj, jese barf mein bacche khelein,aapki maasoomiyat har pal mein basee ,ek nayi kahani kahe🌹
Bless you 🙌
Ohh,,,man rone laga.sima.ji.
✅️😔
Kahani sunte sunte man jaise kahin kho gaya ho.aisee kahaniyan bahot kuchh sochne ko bivash Karti hai
Bahut marmik kahani hai ladkiyon ko itna dabana bahut galat hai unko jeene ka poora adhikar hai
रूढीवादी विचारो की शिकार हुइ उपेक्षित और बेडियो मै जकड़ी स्त्रियों की विवशता दर्शाती अत्यंत मार्मिक कहानीआपकी भावपूर्ण प्रस्तुति से अंतर्मन को झकझोर गई ❤
Seemaji....apke kahani kehne ka dhang aisa hai k kahani --- kahani nahi lagti balki apne jeevan ka hissa --- ek sansmaran lagta hai....jane kitne log is samaj mein apne apne ghar mein bheegi billi ban kar rehne ko majboor hain....woh bhi sirf isliye k unke vichar ghar ke badon ke vicharon se mel nahi khate.....Ghar ke bade- buzurg agar kaan ke kacche hon tab toh ghar nark ka hi paryay ban jata hai...Aise dayneey logo par daya ke siva aur kiya bhi kya ja sakta hai....😢Aapke shabdon ke sahare samaj ki galiyon mein vichran kar rahi thi....Jo jitna sehta hai samaj usko utna hi sehne ke liye majboor karta hai ..karta hi rehta hai....jab tak maut na dastak dene lage.... maut ki dastak sunkar kuch der ke liye kabhi kabhi santwana.... zabardasti ki santwana andar pravesh karti hai....ya shayad karna chahti hai lekin kar nahi pati... Abhi aap sun rahe the .....shabdon ne jhatak diya aur yatharth mein la kar khada kar diya..kuch der ka sannata rahega...phir ek nayi kahani...ek naya ehsaas hoga aur ek aur kahani 😢😢😢
बहुत सही लिखा आपने निशी जी...कुछ लोंगों को ये कहानी अतिशयोक्ति लग सकती है..लेकिन ऐसे पात्र मौजूद हैं समाज में।
❣️❣️
शब्द हीं नहीं हैं कुछ लिखने के लिए ...............