Tableegi Ijtema Atmakur Successfull - The Peer Times
HTML-код
- Опубликовано: 6 фев 2025
- Atmakur, January 9, 2025: The Atmakur Tableegi Umoomi Ijtema, which began on January 7, concluded successfully today with a special dua. Thousands of devotees from various regions gathered to participate in this spiritual event, which was marked by a serene and peaceful atmosphere. The special dua, held at 12:15 PM, was the highlight of the gathering, with people of all ages coming together to seek blessings and reflect on moral and spiritual values.
The event showcased excellent arrangements by the Ijtema committee, ensuring the convenience of devotees. The pandal was fully packed, and many sat outside under the open sky to join in the dua. This memorable spiritual gathering brought unity and inspiration to all participants.
#AtmakurIjtema #TableegiJamaat. #thepeertimes #SpiritualGathering #SpecialDua #Unity #Faith #Peace #Devotion #AtmakurEvents #CommunityEvent
Masha. Alla
Mashaallah
Masha allah
Ameen 🤲
సొయం యాఖూబ్ మియా
Istema ke paise se Atmakur me yek technical college musalmano ke liye banaye to kitna achha rahata. Musalmano ke liye
Sarai,bachho ke liye hostels,garibo ke liye yatim khane banaye to musalmano ki tarraqi hoti.
😂😂😂 college hostel sab kuch duniyavi hy aur o log sab kuch aakhirat ke liye karte hy
O unki choice hy o un paiso se kuch bhi kare tumko izazat nahi o Aisa kare vysa kare kuch bhi kare tum karo jo karna hy apni khud ki paiso se
4 months jamaat nikal bhai in Shah Allah @liyaqatbaig1063
Agar ham loog allaha se magne wale bangiya to duniya hamre kadmo mo rahegi bhai aap ko 3 din laga kar aou tablig me fir pata chalega kiya zaroori hai
ఎక్కడ బాయ్ ఇది😊
Atmakur kurnool
@subanigs313 ఆత్మకూరు నెల్లూరు డిస్టిక్ కథ
Atmakur Nandyal district
Pehle Quran aur Islam ko samajhna seekho, phir baat karna. Tumhe yeh bhi nahi pata kis raaste par ho, bas tabligh mein ghuss gaye. Gumrah hokar khud ko awal samajhne lage ho, lekin yaad rakho, eblis ne tumse zyada ibadat ki thi.
Allah ko kisi ne dekha ho, to bata de,
Jo bhi nazar aaye, nazar aaye Muhammad ﷺ.
Humne Khuda ko dekha, magar pehchana nahi,
Mustafa ﷺ ko dekha, aur Khuda ko pehchana wahi.
Gumrah to tum ho bhi.deeni kamse hi duniya me Islam abhi jindagi.allah tume hidayat de.inshaallah
@@shaikkaleasha6993 JazakAllah khair, aapki dua ke liye. Hidayat dena Allah ka kaam hai, aur main bhi dua karta hoon ke Allah sabko haq samajhne aur us par amal karne ki taufeeq de. Har shakhs ka safar alag hota hai, lekin niyat yeh honi chahiye ke hum Allah ke qareeb ho sakein.